Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

तुलसी के patte के 11 बेहतरीन fayde | tulsi ke patte ke fayde in hindi

Hello dosto aaj me aap logo ko tulsi ke patte khane se kya fayde hote hai tulsi ke patte ke fayde in hindi tulsi ke patte se hone bale benefits ke bare bataoga.

Agar yah jankri aap logo ko pasand aaye to ise share kare or comment kar ke bataye ki apko yah jankari kesi lagi.

tulsi-ke-patte-ke-fayde-in-hindi,tulsi-ke-fayde-hindi-me

- तुलसी के पत्ते का महत्व या गुण (Importance or quality of basil leaves)

Tulsi ke patte ke gun in hindi

Tulsi ka hindu samaj me bhagban ka darja diya gya hai.Hindu me diwali ke 11 din bad dev uthni gyarash देव उठनी एकादशी manai jati hai tab tulsi ki pooja ki jati hai.

Tulsi me bahut gun paye jate hai

• Tulsi se khansi shardi dur ki jaa sakti hai
• Tulsi se Khushboo felti hai
• Pachan se judi bimari ko tik karti hai tulsi.
• Maleriya ko dur karti hai tulsi.
• Sir dard se judi bimari ko bi tik karne ka gun paya jata hai tulsi me.
• Aakho se judi bimari ke liye bi bahut gunkaari hoti.
• TB ki bimari me bahut gunkaari hoti hai
• Sharir ke bahut rog me tulsi faydemand hoti hai.

गैस एसिडिटी के 15 जबरदस्त घरेलू इलाज | acidity problem solution

- तुलसी के पत्ते का उपयोग (Use of basil leaves)


tulsi ke upyog in hindi..

Tulsi ke patte ka bahut chijo me upyog kiya jata hai.

• Tulsi ke patte ko chay me dal ke pote hai.
• Tulsi ke patte ko bese bi kha sakte hai daily 1-2 pattiya.
• Tulsi ke patte ko khane me bi dal sakte hai.
• Pani me dal ke tulsi ke patte khane me use karte hai
• Kisi juice me bi tulsi ke pattiya ko dal sakte hai.
• Salad banne me bi tulsi ke patte dal sakte hai jisse salad ka swad aur achha ho jata hai.
• Ayurvedik Davai banne me bi tulsi ki pattiya ka  upyog ya use hota hai.

- तुलसी के पत्ते में पाए जाने वाले पोषक तत्व (Nutrients found in basil leaves)

Tulsi ke patte me kya paya jata hai?

Tulsi ke patte pattiya me me kon kon se पोषक तत्व paye jate hai aaiye jante hai tulsi ki pattiya me paye jane bale tatv :-

विटीमिन ए(A), बी(B), सी(C) और के(K)
• कैल्शियम (Calcium)
• आयरन (Iron)
• क्लोरोफिल (Chlorophyll)
• जिंक (Zinc)
• ओमेगा- 3 (Omega 3)
• मैग्नीशियम (Magnesium)
• मैंगजीन (Magazine)
• प्रोटीन (Protein)
• पानी (Water)
• कैलोरी (Calorie)
• सोडियम (Sodium)
• पोटैशियम (Potassium)
• फॉस्फोरस (Phosphorus)
• कार्बोहाइड्रेट्स (Carbohydrates)
• कैलोरी (Calorie)

Yah sab tatv tulsi ki pattiya me paye jate hai.

- तुलसी के कितने पत्ते खाने चाहिए?(How many leaves of basil should be eaten?)


Tulsi ke kitne patte khana chahiye?..

Tulsi ke kitne patte ya pattiya khana chahiye ye sabal har insan ke man me aata hai.Tulsi ke kitne patte khana chahiye? iski koi ginti nhi hai yah aap ke uper hai aap chahe to 2 bi kha sakte hai 3 bi kha sakte hai chahe to 5 bi kha sakte hai. Lekin kuch bar ya kuch ayurvedic medicine me iska istemal limit ke hissb se hota hai.Tulsi ke jyada patte khane se koi presani nhi hoti hai lekin hame har chij limit me hi khana chahiye.

- तुलसी के पत्ते कैसे खाएं?(How to eat basil leaves?)


Tulsi ke patte kaise khaye?..

Bahut se logo yah sochte hai ki तुलसी के पत्ते को कैसे खाना चाहिए?
Tulsi ki pattiya ko dho le aur fir 4-5 pattiya chaba chaba kar khaye aur khane ke bad pani pi le aur todi der tak kuch nhi khaye.Tulsi ke patte ko ase khana chahiye.

ग्रीन टी पीने के बेहतरीन 14 फायदे | benefits of green tea in hindi 2021

- क्या तुलसी गर्म होती है?(Is basil hot?)


Tulsi garam hoti hai ki nhi..

Kuch log ke man me yah sabal jarur aata hai ki tulsi ki tasir garam hoti hai ya tandi tulsi ke pattiya ko jyada khana chahiye ya nhi.
Tulsi ki तासीर गर्म hoti hai isliye kabi bi tulsi ko jyada nhi khana agar tulsi ko jyada khayege to pet me jalan ho sakti hai isliye tulsi ko jyada nhi khaye limit me hi khaye.

- तुलसी को दांतों से क्यों नहीं चबाना चाहिए?(Why should not Basil be chewed with teeth?)


Tulsi ke patte ko dato se kyo nhi chabana chahiye?

Tulsi ki pattiya ko kabi bi dato se nhi chabana chahiye kyo ki tulsi ki patti me adhik matra me लौह तत्व व पारा paya jata hai jo hamare dato nuksan pahuchate hai isliye tulsi ki pattiya ko dato se nhi chabana chahiye aur tulsi ke patte me आर्सेनिक bi paya jata hai jo dato ke liye bilkul achha nhi hoga dato ko nuksan pahuchate hai, Ayurveda me bi tulsi ki pattiya ko dato se chabane ka naa kaha gya hai.

- तुलसी के पत्ते खाने के फायदे और नुकसान (Advantages and disadvantages of eating basil)


tulsi leaf benefits in hindi..

Tulsi ke patte khane ke bahut se fayde hai agar aap roj daily tulsi ki pattiya khate hai to bahut rog katam ho sakte hai isliye tulsi ko roj daily khana chahiye jisse ki aap ki bimari tik ho sake.
Jese ki aap log jante hi logo ki jese kuch chijo ke fayde hote bahi uske nuksan bi hote hai to aaj tulsi ke patte se hone bale nuksan ke bare me bi jankari hai tulsi ki pattiya se kon se nuksan hote hai uske bare me janege.

tulsi-ke-patte-khane-se-fayde,तुलसी-की-जानकारी-हिंदी-में

- तुलसी के पत्ते के फ़ायदे/तुलसी खाने के फायदे (Benefits of basil leaves / benefits of eating basil)


tulsi leaves benefits in hindi...

Tulsi ke patte khane se kya fayde hai aaiye jante hai.

1:- तनाव कम करती तुलसी


Tulsi ki pattiya me एंटी-स्ट्रेस gun paya jata hai,jisse ki तनाव, tension ko kam kiya ja sakta hai tulsi ki pattiya ka roj daily khane se dimag fresh rahta hai, aur kham me man lagta hai.

Dimag का tension कैसे dur करें? चिंता तनाव कैसे दूर करें?

2:- इम्यूनिटी सिस्टम मजबूत बनाती है तुलसी


Purane logo ka asa kahna hai ki tulsi ki pattiya ko roj daily khane se इम्यूनिटी सिस्टम majbut ya achha hota hai aur yah bat aayurved ne bi mani hai ki tulsi se immunity system majbut banata hai.

इम्यूनिटी सिस्टम kya hai इसे कैसे majboot kare ? 

3:- वजन कम करती है तुलसी


Tulsi ke patte sharir me peda कोर्टिसोल ko kam kar dete hai, jisse bhuk kam lagti hai aur bajan kam ho jata hai isliye bajan kam karne ke liye tulsi ki pattiya khana chahiye.

Weight Loss: अपनाएं ये 10 तरीके, तेजी से घटेगा वजन, मोटापा होगा दूर, पेट जाएगा अंदर...

4:- मुंह से दुर्गन्ध दूर करती है तुलसी


Tulsi ki pattiya me एंटीबैक्टीरियल namak tatv paya jata hai,jisse karan muh se aane bali दुर्गन्ध,पायरिया aur मसूड़ों se judi bimari tik ho jati hai,agar apke muh se badbu aati hai to tulsi ke patte ko roj daily khana chahiye bahut labh hoga.

मुंह की बदबू कैसे दूर करे? Muh ki badbu ka ilaj

5:- आंखों के लिए फायदेमंद है तुलसी


Tulsi ke patte me एंटी-इंफ्लेमेटरी ka gun paya jata hai jo aakho se judi bimari ko tik karti hai jese aakho se aashi aana kam dikna aakho me jalan ase bimari se rahat dilati hai tulsi ki pattiya kyo tulsi me विटामिन-ए bi paya jata hai,jo aakho ke liye bahut faydemand hota hai.

1 हफ्ते me चश्मे का number कैसे kam करे?

6:- सिर दर्द कम करती है तुलसी


Tulsi ki pattiya ko chay me dal ke peene se sir ka dard tik ho jata hai aap chahe to tulsi ki pattiya ke alava aur jadibuti bi dal sakte hai.
Tulsi ki pattiya ko roj daily khane se sir se judi bimari jese माइग्रेन jesi bimari se bi छुटकारा mil sakta hai.

Sir dard ka ilaj ,karan or lakshan सिर दर्द का इलाज, कारण और लक्षण

7:- ह्रदय के लिए फायदेमंद है तुलसी


Tulsi ki pattiya khane se heart se judi bimari katan ho jati hai kyo ki tulsi ki pattiya कोलेस्ट्रॉल ko kam karti hai aur heart ko majbut banati hai,kyo ki tulsi me विटामिन-सी व एंटीऑक्सीडेंट paya jata hai jisse heart ke liye bahut labhdayak hota hai.

8:- गले में खराश दूर करती है तुलसी


Tulsi ki pattiya me एंटीइंफ्लेमेटरी namak tatv paya jata hai jo gale me hui kharash ko tik karta hai aur gala khol deti hai iska upyog aap bese kha bi sakte hai aur pani ko ubal kar peene se bi gale ki kharash tik ho jati hai.

9:- कैंसर के लिए फायदेमंद है तुलसी


Tulsi ke patte me रेडियोप्रोटेक्टिव tatv paye jate hai iske alava tulsi me यूजेनॉल bi paya jata hai jisme एंटीकैंसर ke gun paye jate hai isliye कैंसर ke rogi ko tulsi ke patte khane se bahut fayde hote hai,tulsi ki pattiya roj daily khane se cancer deere katam hone lag jata hai.

10:- खांसी व सर्दी के लिए फायदेमंद है तुलसी


Tulsi me एंटीइंफ्लेमेटरी व एंटीऑक्सीडेंट gun paye jate hai jo सांस nali ke liye bahut faydemand hote hai,khansi ya shardi hone par chay me 2-3 tulsi ke patte dal ke peene se khansi shardi tik ho jati hai.

Khansi ka ilaj,kaaran or lakshan खाँसी का इलाज, कारण और लक्षण

11:- पेट के लिए फायदेमंद है तुलसी


Tulsi ke patte me ase bahut gun aur tatv paye jate hai jo pet ke liye bahut faydemand hoti hai,tulsi ki pattiya ko roj daily khane se pet se judi bimari jese पेट में दर्द, पेट का फूलना, एसिडिटी व कब्ज jesi bimari se rahat milegi.
Agar aapko tej pet dard ho raha hai to aap tulsi ka ras aur 2 guni matra me nimbu ka ras mila ke pi le turant aaram mil jayega.

Pet mein dard hone par kya karna chahiye

- तुलसी के फायदे चेहरे या त्वचा के लिए (Basil benefits for face or skin)


tulsi for face pimples...

• Tulsi me ऐंटी-ऑक्सिडेंट्स paya jata hai jisse face par glow aati sath hi sath face par chamak bi aati hai.

• Tulsi ke 2-4 pattiya ko roj daily chahre par lagane se chahre ke dag-dabbe,kil,muhase, pimples tik ho jate hai.

• 1 cup tulsi ke patte aur usme 1 chammch dahi aur 1 tukda khira pis kar chahre par aade gante tak lagane ke bad dho lene se chahre ki त्वचा me nami aati hai.

tulsi-leaves-benefits-in-hindi,tulsi-leaf-benefits-in-hindi


Tulsi ke patte ko chahre par lagane se स्किन इंफेक्शन se dur rakhti hai tulsi ki pattiya.

Tulsi ki pattiya ko pis kar uska facepack bana kar usse chahra dhone se chahre bahut sunder aur chamkdar hota hai.

High Low ब्लड प्रेशर क्या है | तुरंत control कैसे करे ?

- तुलसी के बालों के लिए फ़ायदे (Benefits of basil hair)


tulsi ke patte ke fayde in hindi..

• Tulsi ke patte ko pis kar ise roj daily baalo me 1 gante tak laga ke aur dho le,asa karne se tulsi ke patte baalo ke rukhe pan ko dur karti hai.

• Tulsi me ऐंटीबायॉटिक namak tatv paya jata hai,jo baalo ki groth ko majbut banati hai aur डैंड्रफ dur karti hai.

• Tulsi ke tel ko baalo me lagane ya malish karne se baal jisse bal healthy hote hai aur Kale ghane hote hai.

1 महीने में बालों को लंबा करने का तरीका in hindi

• Tulsi me aavla mila kar uska pest bana ke aur baalo me lagane se safed huye bal khale hone lagte hai aur baalo me chamak aati hai.

• Tulsi ke patte baalo ko majbut bante hai.

सफेद white बालों ko काला karne के tips in hindi 2021

- तुलसी के बीज के फायदे (Benefits of basil seeds)


tulsi ke beej ke fayde in hindi..

सूजन :- Tulsi ke beej me एंटी-इंफ्लेमेटरी  ka gun paya jata hai jo sharir me kahi par bi aai sujan ko tik karne me help karta hai.

रोग प्रतिरोधक क्षमता बढ़ाना:- Tulsi ke beej me फ्लेवोनोइड और फेनोलिक namak tatv paya jata hai jo sharir me रोग प्रतिरोधक क्षमता बढ़ाता hai.

पाचन क्षमता बढ़ाना:- Tulsi ke beej me फाइबर paya jata hai jo पाचन क्षमता बढ़ाने help karta hai.Tulsi ka beej pet me जिलेटनयुक्त patar banata hai jo khana pachane me help karti hai.

पाचन शक्ति कैसे बढ़ाए? Pachan tantra majboot kaise kare?

भुख मिटाने में फायदेमंद:- Tulsi ke beej me कैलोरी bahut kam matra me paya jata hai jisse bhuk mit jati hai.Mote logo ke liye bahut labhdayak hai tulsi ka beej Weight kam karne me sahayata karta hai.

खांसी-जुकाम:- Tulsi ke beej me एंटी-स्पैसमोडिक paya jata hai jo shardi-jukam ko tik karne me bahut faydemand hota hai.tulsi ke beej ke fayde in hindi.

Jukam ka gharelu ilaj जुकाम के उपाय कारण,लक्षण

- तुलसी अर्क के फायदे (Benefits of basil extracts)


Tulsi arak ke fayde in hindi..

Tulsi ke arak se kya fayde hote hai.kis rog ka upchar ham tulsi arak ki shahayta se kar sakte hai aaiye jante hai tulsi arak ke fayde in hindi.

खुजली के उपचार :-  Tulsi ke arak se khujli se jude rogo ka ilaj kiya jata hai tulsi arak bahut sahayak hoti hai khujli dur bhagane me tulsi arak khujli ka upchar karti hai.

तनाव दूर करे :- Tulsi arak se aap tanav tension ko dur bhaga sakte hai sath hi sath aap udasi,thakan se bi aaram milta hai, kyo ki tulsi arak me dimag ko sakti deta hai aur majbut banata hai.

जलने का उपचार :- Tulsi arak ko jale huye jagah par lagane se jale hua tik ho jata hai, tulsi arak se jala huya to tik ho hi jata hai sath hi sath jala hui jagah par nisan bi nhi hota hai.

दर्द होने पर उपचार :- Tulsi arak me ase bahut se gun paye jate hai jo chhote-chhote dard chote ka upchar karne me sahayata karta hai.

- पंच तुलसी ड्रॉप्स के फायदे (Benefits of panch tulsi drops)


Panch tulsi drop ke fayde in hindi..

Panch tulsi drop se bahut se fayde hote hai panch tulsi drop bi tulsi se hi banai jati hai वैज्ञानिकों ka kahna hai ki panch tulsi drop se डेंगू, मलेरिया और स्वाइन फ्लू jese bhukhar ka ilaj kiya ja sakta hai.aur bi bahut si bimariya me panch tulsi drops ka upyog kiya jata aur bahut faydemand bi hoti hai panch tulsi drops.

- तुलसी के बीज के नुक़सान (Loss of basil seeds)


tulsi ke beej ke nuksan in hindi..

Tulsi ke beej ke bahut se fayde hote hai bese hi तुलसी के बीज ke kuch nuksan bi hote hai,to jante hai तुलसी के बीज के नुक़सान ke bare me hindi me.

थयरॉइड की समस्या :- Jo logo ko pahle se hi थयरॉइड hai wo log तुलसी के बीज ko naa khaye agar khaye to apne doctor se salah le kar khaye.

निगलने से परेशानी :- Tulsi ke beej ko khane ki salah har umar ke insan ko nhi di jati hai jise is beej ko khane ki salah di gai hai bahi is beej ko khaye nhi to isko निगलने ne presani ho sakti hai.

tulsi-patte-ke-fayde-in-hindi,तुलसी-के-पत्ते-के-फायदे

- तुलसी के पत्ते के नुक़सान (Loss of basil leaves)


tulsi information in hindi...

Tulse ke patte khane se bi bahut se nuksan hote hai to jante hai tulsi ke patte ke nuksan hindi me.

1:- खून को पतला करना


Tulsi ke patte jyada khane se खून patla hota hai isliye kuch davai me tulsi ko pattiya ko nhi khana chahiye, agar aap ka khun phle se hi patla hai aur aap kuch davai kha rahe ho aap tulsi ki pattiya ko na khaye nhi to apko नुक़सान ho sakta hai.

2:- प्रजनन पर प्रभाव


Tulsi ke patte ko jyada khane se प्रजनन क्षमता पर bahut प्रभाव padta hai aur ledis ke bajah yah jens par jyada प्रभाव hota hai isiliye tulsi ke patte ko jyada nhi khana chahiye.

3:- ब्लड शुगर लेवल में कमी


Tulsi ke patte ko bah logo ko kabi nhi khana chahiye jise phle se hi मधुमेह ya blood sugar kam hone ki presani hai ya blood sugar kam karne ki davai kha rahe hai to tulsi khane se phle doctor se salah le,kyo ki tulsi ki pattiya bahi karti hai.

जानिए: डायबिटीज के 15 लक्षण | symptoms of sugar in hindi.

4:- सर्जरी के बाद तुलसी ना खाएं


Agar aapne abhi koi सर्जरी karbai hai to ase me tulsi ki pattiya na khaye, kyo ki tulsi ki pattiya khane se ghav jaldi nhi bharta hai kyo ki tulsi me khun patla karne ke gun paye hai jisse ki yah ghav bharne nhi deti hai.

5:- लिवर को नुक़सान


Tulsi ki pattiya ko jyda khane se लिवर ko nuksan ho sakta hai,kyo ki tulsi ki pattiya me युजनोल paya jata hai jo liver ko nuksan pahuchata hai.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu apko yah article Pasnd aaya hoga aur तुलसी के पत्ते खाने के फायदे और नुकसान in hindi ke bare me sari jankari mil gai hogi agar yah article pasnd aaye to ise share kare or comment kar ke bataye ki aapko yah article kesa laga.

"Yah article padne ke liye apka dhanyawad."

Releted tags-tulsi ke patte ke fayde in hindi,tulsi patte ke fayde in hindi,तुलसी के पत्ते के फायदे,tulsi information in hindi,तुलसी के गुण,tulsi ke fayde hindi me,tulsi ke upyog in hindi,tulsi ki patti,तुलसी के नुकसान,tulsi leaves benefits in hindi,tulsi leaf benefits in hindi,tulsi patta,tulsi ka upyog in hindi,tulsi uses in hindi,तुलसी की जानकारी हिंदी में,tulsi ke patte khane se fayde,tulsi ke beej ke nuksan,tulsi for face pimples.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code