Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

लिप्स को पतला कैसे करें? Lips ko patla karne ka tarika

Hello dosto aaj me aapko लिप्स को पतला करने का तरीका ke bare me hindi me bataoga.

Agar aapke bi hot mote hai to yah article aapke liye hai is article ki help se aap apne mote hot ko patla kar sakte hai.

lips-ko-patla-karne-ka-tarika-in-hindi

- लिप्स को पतला करने का तरीका/होंठ पतले कैसे करे?(How to thin lips / how to make lips thin?)


Lips ko patla karne ka tarika in hindi

फिटकरी और ग्लिसरीन।


Hoto ko patla karne ke liye fitkari aur glycerin bahut faydemand hai bas aap fitkari ko pis le aur glycerin ke sath mila kar apne hoto par lagaye asa karne se aapke hot patle ho jayege.

• ग्लिसरीन, गुलाब जल और केसर।


Hoto ko patla karne ke liye glycerin, gulab jal aur kesar ko ek katori me mila le aur ise apne hoto par lagaye isko hoto par lagane se hot mese charbi kam hoti hai.

• होट चबाना नहीं चाहिए।


Bahut se logo ko hot ko dant se chabane ki aadat hoti hai aur yah bahut aadat hai asi aadat se aapke hot fat jate hai aur suje huye dikte hai jisse ki mote nazar aate hai isliye hot chabane nhi chahiye.

• चर्बी वाली चीजों से दूर रहें।


Charbi bali chij na khaye kyo ki charbi bali chij khane se aap mote hote aur aap mote hoge to aapke sath sath apke hot bi mote hone lagte hai isliye asi charbi bali chijo se dur rahe.

• पोषक युक्त चीजों का सेवन करें।


Sharir ko hamesh poustik chij khaye jisse ki aapke sharir ko fayda ho kyo ki poustik tatv hoto ko mota hone nhi dete hai aur sharir ko fit rakhte hai.

- लिप्स को पतला करने के उपाय/बिना सर्जरी मोटे होंठ पतले करने के तरीके(Ways to thin lips / ways to thin lips without surgery)


Bina surgery ke lips ko patla kaise kare in hindi?

• गहरे रंग की लिपस्टिक से दूर रहें।


Jyada gahre rang ke lipstick se dur rahe jyada gahre rang ki lipstick na lagaye hoto ko bahut nuksan hota hai.

• फाउंडेशन का इस्तेमाल करें।


Foundation ka use kare jese makeup karne ke liye kiya jata hai tik bese hi toda sa foundation apne hoto par bi lagaye aur fir lipstick lagaye asa karne se aapke hot patle dikai dege.

• होंठों का मेकअप करें।


Jese ki aapko pta hi hai ki hoto ka makeup karne ke liye lipstick ke alawa lip Liner ya lip pencil ka bi upyog kare lekin inka upyog ander se kare jisse ki aapke hot patle dikai dege.

• मॉइस्चराइजर करें।


Apne hoto ko moisturizer kare kyo ki bina moisturizer kiye huye hot fat jate aur suje huye dikte hai jisse ki hot jayda mote dikai dete hai isliye apne hoto ko hamesh moisturizer kare.

• स्क्रब करें।


Bese aapne bahut bar suna hoga ki chahre par scrub kare lekin chahre ke sath sath hoto par bi scrub kare iske liye aapko ek gila kapda lena hai aur halke halke apne hoto par ragdhna hai asa karne se hoto par jama dead skin sales dur ho jata hai aur hot chamkdar aur saf dikai dete hai.

- लिप्स को पतला करने की एक्सरसाइज (Exercise to dilute lips)


Lips patla karne ki exarcise yogasan in hindi.

1:- Aaram se bethe aur apne hoto ko सिकोड़ें aur lips ko fir nak ki taraf le jaye aur deere deere felaye is exarcise ko 4-5 bar kare asa karne se lips ko attractive shape milta hai.

2:- Lips ko patla karne ke liye apne galo ko ander ki tarah khiche aur machali ki tarah banaye aur fir todi der ase hi rahne de fir galo aur hoto ko aaram de  asa 4-5 bar kare asa karne se hot beautyful bante hai.

3:- Hoto ko kas kar ander ki taraf band kare fir muh se popping awaj nikale aur fir asa 3-4 bar kare fir apne hoto ko aaram dijiye asa 4-5 bar kre din me hot ko achha shape milega.


4:- Is exarcise me aapko apne hoto clock ki tarah gumaye asa karne se aapke hoto ki mussels majboot ho jayege aur asa karne se aap apne hoto ko man chaha shape de sakte hai.

5:- Jis tarah se siti bajate hai aur tarah se apne hoto ko felaye aur asa karne se muh ke aas fas ki maspesiya majboot hoti hai is exarcise ko 5-6 bar roj kare.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu aapko yah लिप्स को पतला करने का तरीका in hindi ke bare me sari jankari mil gai hogi aur aapke bi mote hot is article ki help se patle ho gye hoge agar aapko yah jankari achhi lagi hogi to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code