Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

विटामिन C के कारण, लक्षण, मुख्य स्रोत और कमी के रोग

 Hello dosto aaj me aapko vitamin c se judi hui jankari jese vitamin c ke kami ke lakshan, karan ,kami se hone bale rog, mukhy स्रोत etc inke bare me jankari di gai hai.

Agar aapko bi vitamin c se judi kuch jankari chahiye to yah article aapke liye hai.

Aapko yah jankari pasnd to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi. 

vitamin-c-ki-kami-se-hone-bale-rog

- विटामिन C क्या है ?/विटामिन C की परिभाषा (What is Vitamin C? / Definition of Vitamin C)

Vitamin C kya hai in hindi ?

Vitamin C ek bahut jaruri aur mahtpurn पोषक तत्व ‌hai jo sharir ke liye bahut jaruri hai jiske karan sharir ki haddiya, rakt inko majboot karne me kary karta hai.

Vitamin C ki kami se bahut rog ho sakte hai jiske bare me ham aage Janene aur vitamin C me fayde vitamin c ke bare me puri detail me vitamin c ke bare me janege.

विटामिन B के कारण, लक्षण, मुख्य स्रोत और कमी के रोग

- विटामिन C के क्या कार्य है ? / विटामिन C का उपयोग क्या हैं ?(What is the function of Vitamin C?  / What are the uses of Vitamin C in hindi ?)

Vitamin C ke use in hindi.

Vitamin C कोलेस्ट्रॉल ko control karna.Haddiya ko majboot karna.sharir me khun ki kami ko pura karna.sharir me rakt kosika me blood ke pressure ko normal rakhta hai. Bimariya se ladne me madat karta hai. Kolejan ko banana aur bi bahut se kary karta hai lekin yah tabi kary karta hai jab aapke sharir me vitamin C bharpur matra me ho agar vitamin C ki kami hogi to isse aapko bahut se nuksan ya rog ho sakte hai.

- विटामिन C की कमी के लक्षण कौन-कौन से है ?(What are the symptoms of vitamin C deficiency?)

Vitamin C ki kami ke lakshan in hindi.

Jab bi aapko vitamin C ki kami hoti hai to aapko apne sharir me kuch changes dikege jise ki ham Vitamin C ke lakshan in hindi kahte hai to chaliye jante hai.

• Chidchida pan mahsus hona.

• Bhuk na lagna khana nhi khabana.

• Sharir me kamjori mahsus hona.

• Ek dam se bajan kam hona.

• Bhukhar aa jana.

• Pet me dard hona.

• Bahut jyada Thakavat mahsus hona.

• Ghav deri se bharna.

• Haddiya me dard hona.

• Anemia ho jana.

• Nak se khun aana.

• Skin par nil nishan hona.

• Rukhi sukhi skin hona.

• Infection hona.

विटामिन A की कमी के कारण,लक्षण होने वाले रोग

Agar aapko bi apne sharir me yah sab lakshan dikai dete hai to samj ligiye ki aapko vitamin C ki kami hai ab Vitamin C ki kami ko kaise pura karna hai iske bare me aage janege.

- विटामिन C की कमी के कारण क्या है ?(What is the cause of vitamin C deficiency in hindi?)

Vitamin C ki kami ke karan in hindi.

Vitamin C ka sabse bada karan yah ho sakta hai ki apne Vitamin c ka bharpur matra me nhi liya hai jiske karan sharir me vitamin C ki kami ho gai hai.

vitamin-c-ki-kami-ke-karan-hindi-me

• Jyada exarcise karne se vitamin c ki kami ho sakti hai.

• High blood pressure ki bimari hona.

• Daibetics ki bimari hona.

• Adhik motapa hona.

• Umar jyada hone ke karan bi vitamin c ki kami ho sakti hai.

• Nasa karna ya bidi, sigret peene se vitamin c ki kami hona.

बादाम क्या है ? Badam ke फायदे नुकसान in hindi 2021

• Koi gambhir bimari ya rog hona.

Agar aap bi asi koi galti karte hai jese nasa karna bidi, sigret peena to aap aaj hi yah sab chhod de nhi to aapko bi Vitamin C ki kami ho sakti hai.

- विटामिन C किसमें पाया जाता है ?/विटामिन C का मुख्य स्रोत क्या है ?(Vitamin C is found in? / What is the main source of Vitamin C hindi?)

Vitamin C ke mukhy स्रोत in hindi.

Agar aapko bi Vitamin c ki kami hai to aap vitamin c se bharpur phal, fruit kha kar vitamin c ki kami ko pura kar sakte hai to jante hai vitamin c ke मुख्य स्रोत :

Vitamin c ke mukhy स्रोत khatte phal jese aavla, santra, nimbu, angoor, tamatar, narangi, amrud, seb, kela, ber, kathal, pudina, muli ke patte, kismis, chukunder, hara dhaniya, palak, dhoodh etc yah sab vitamin c ke bahut achhe मुख्य स्रोत hai.

- विटामिन C के फायदे क्या है ? (What are the benefits of Vitamin C hindi me?)

Vitamin C ke fayde in hindi.

Jese ki aapko pta hai ki vitamin c sharir ke liye bahut jaruri hai aur isse bahut se fayde bi hote hai aur bahut se nuksan bi hote hai jiske bare me ham aage is article me janege to vitamin c se kya hote hai jante hai.

जल्दी याद कैसे करें ? Yaad karne ke best 15 tips in hindi

• Ghav jaldi bharne lagte hai.

• Skin ko nami deta hai phatne nhi deta.

• Immunity system majboot hota hai.

• Haddiya majboot hoti hai.

• Masude ko achha rakhta hai.

High blood pressure ko control karne ya usko normal rakhta hai.

• Jhuriya jaldi nhi niklti.

• Cholesterol ko normal rakhta hai.

• Tanab aur tension ko kam karta hai.

• Jodo me dard ya Jodo ko kamjor hond se bachata hai.

- विटामिन C के लाभ त्वचा skin के लिए 

Vitamin c se chahre par pimples, dag-dabbe, muhase nhi hote hai.

• Chahre par nisan ko hatane ya jad se katam karta hai.

Vitamin c jaldi jhuriya nhi padte deta hai.

Sharab kaise chhode ? शराब को छोड़ने के तरीके हिंदी में 

• Chahre par chamak aati hai.

Vitamin c skin ko lachila banata hai.

Vitamin c suraj se niklne bali hanikark kiran se skin ko bachta hai.

• Skin ko rukhi-sukhi nhi hone deta hai.

• Vitamin c Fine Lines aur Wrinkles se ladne me help karta hai.

vitamin-c-ke-fayde-aur-nuksan

- विटामिन C के नुकसान क्या है ? (What is the disadvantage of Vitamin C hindi‌ me ?)

Vitamin C ke nuksan in hindi.

Jese ki aap sab jante hai jis chij ke fayde hote hai uske kuch nuksan bi hote hai bese hi vitamin c bi hai agar aap isko jarurt jitna hi lege to aapko koi nuksan nhi hoga lekin aap agar jarurat se jyada limit se jyada koi bi chij lege to usse aapko bahut se nuksan uthana pad sakta hai bese hi vitamin c ko jyada matra me lene se kon se nuksan hote hai aayege jante hai.

• Pet kharab ho sakta hai jese dast lagna, pet dard, pet phulna jesi bimari ho sakti hai.

• Dayriya ho sakta hai.

• Gurde me pathari ho sakti hai.

• Pet me jalan hona.

• Kidni karab ho sakti hai.

High Low ब्लड प्रेशर क्या है | तुरंत control कैसे करे ?

- विटामिन C की कमी से होने वाले रोग कौन-कौन से है इन हिंदी ?(What are the diseases caused by vitamin C deficiency hindi?)

Vitamin C ki kami se hone vale rog in hindi.

Agar aap vitamin c ko bharpur matra matlab sharir ko jitne vitamin c ki jarurt hai utni nhi milegi to aapko bahut se rog ya bimari ho sakti hai jiske bare me janege ki vitamin c ki kami se kon se rog bimariya ho sakti hai.

• Aakh kamjor ho sakti hai मोतियाबिंद ho sakta hai.

• Aakh, kan, nak se judi bimariya rog ho sakte hai.

• Haddiya kamjor ho sakti hai.

• Muh se badbu aana.

• Khun niklna.

• Ghav jaldi nhi bharna.

• Jodo me dard hona.

• Jukam, khansi hona.

• Sans lene me dikkt hona.

• Masude se khun aana.

• Kisi chij ki alarji hona.

• Charm rog hona.

• Alsar hona.

• Pachan tatr karab hona.

• Bhuk nhi lagna khana nhi khabana.

• Likoriya (श्वेत प्रदर) hona.

आम के खतरनाक फायदे और नुकसान | Mango benefits in hindi

Agar aapko bi vitamin c ki kami hai to aap ko bi yah sab bimariya rog sakte hai isliye sharir me vitamin c ki kami nhi hone de aur vitamin bharpur matra me le.

- विटामिन C की कमी का इलाज कैसे करें ?/विटामिन C की कमी होने से बचाव कैसे करे ?(How to treat Vitamin C deficiency? / How to prevent Vitamin C deficiency‌ hindi?)

Vitamin C ki kami ka ilaaj in hindi.

Agar aapko bi vitamin c ki kami ho gai hai to vitamin c ki kami ko pura karne ka sabse achha aur saral upay yahi hai ki aap vitamin c se bharpur phal fruit khaye vitamin c ki kami ko pura karne ke liye kya khana chahiye ya vitamin c kisme paya jata hai uske mukhy स्रोत upar bataye hai use pad kar aap vitamin c ki kami ko aaram se pura kar sakte hai.

मोटा होने के उपाय || mota hone ke gharelu tips in hindi 

- विटामिन C से जुड़े कुछ सवाल और जवाब 

• विटामिन C का रासायनिक (chemical) नाम क्या है ? (What is the chemical name of vitamin C?)

Vitamin C ka  रासायनिक नाम एस्कॉर्बिक एसिड (Ascorbic acid) hai.

• विटामिन C का रासायनिक (chemical) सूत्र क्या है ? (What is the chemical formula of vitamin C in hindi ?)

Vitamin C ka रासायनिक सूत्र C6H8O6 hai.

• विटामिन C की खोज (discovered) किसने की थी ? (Who discovered vitamin C in hindi?)

Vitamin C ki khoj होल्कट-सी (holkat-c) ne ki thi.

• प्रति दिन शरीर को कितना विटामिन C की जरुरत होती है ? (How much vitamin C does the body need per day?)

Vitamin c kon si umar bale insan ko kitna lena chahiye aaiye jante hai ?

6 mahine ke bachhe ko - 40 milligrams

9-13 sal ke bachhe ko  - 45 milligrams

14-18 sal ke jens ko - 75 milligrams

14-18 sal ki ledis ko - 65 milligrams

19-50 sal ke jens ko - 90 milligrams 

19-50 sal ki ledis ko - 75 milligrams

Pregnant ledis ko - 85 milligrams

• क्या विटामिन C इम्यूनिटी सिस्टम को बूस्ट (मजबूत) करता है ? (Does Vitamin C Boost the Immunity System?)

Bahut se logo ke man me yah saval aata hai ki kya vitamin C immunity system ko majboot karta hai to iska javab hai haa vitamin C immunity system ko majboot karta hai.

इम्यूनिटी सिस्टम kya hai इसे कैसे majboot kare ?

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Aasha karta hu aapko yah jankari ya article me vitamin se judi jankari jese vitamin c ke kami ke lakshan, karan ,kami se hone bale rog, mukhy स्रोत etc sari jankari mil gai hogi.

Agar aapko yah achhi lagi hoto ise apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

"Yah article padne ke liye apka dhanyawad."

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code