Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

1 हफ्ते me चश्मे का number कैसे kam करे?

 Hello dosto aaj me aapko chashme ka number kaise kam kare? Aur chashma lagne ka kya karan hai? iske bare me sari jankari hindi me dunga.

Agar aapko bi chashma laga hai aur aap apne chashme ke number ko kam karna chahate ho to yah article aapke liye hai.

chashme-ka-number-kaise-kam-kare


Agar aapko yah jankari pasnd aaye aur yah jankari aapko helpful lage to is jankari ko apne dosto aur rishtedaro ke sath jarur share kare aur comment ke bataye ki aapko yah jankari se kya fayda hua.

- चश्मे का नंबर बढ़ने का क्या कारण हैं?(What causes the number of glasses to increase?)

Chashme ka number badhne ka karan in hindi.

Chashme ka number badhne ka sabse bada karan to yahi rahta hai ki jab hame chashma lagta hai to ham use lagate nhi hai ya din me bahut kam lagate hai jiske karan number bad jata hai.

Pista भिगोकर khane के फायदे in hindi 2021

• Thik tarah se khana na khana sharir me vitamins inki kami ke karan bi aankho jyada kamjor ho jati hai aur chashme ka number bad jata hai.

• Din bhar mobile chalane se bi chashme ka number bad jata hai kyo ki aapki aankh pahle se hi kamjor rahti hai aur mobile chala kar use aur kamjor kar lete hai.

• Nid puri na hone se bi chashme ka number bad jata hai kyo ki nid adhuri rahne se aakh ko puri tarah aaram nhi mil pata hai aur kamjor ho jati hai.

• Aankhon ki thik samy par jach na karvane se bi aankho par laga chashma ke number bad jate hai.

- आँखे कमजोर होने के क्या कारण हैं?(What causes weak eyes?)

Aankh kamjor hone ka karan in hindi.

• Thik tarah se khana na khane ya aankho se jude best tatv jo aankho ke liye achhe hote hai unhe naa khane se bi aankh kamjor hoti hai.

• Aankh par dhul mitthi chale jane se bi aakho ko roshni kam hoti hai.

• Bahut se logo ki aankh kamjor hone ka karan genetic bi rahta hai matlab uske gar me sab ki aakh kamjor rahti hai to us bachche ki bi aankh kamjor ho jati hai.

• Din rat padai karne se bi aankh kamjor ho jati hai kyo ki din bhar padne se hamri aankho par jyada asar padta hai.

Pure शरीर ki सफाई kaise करे?शरीर se मैल हटाने के उपाय

• Jyada tv ya mobile dekne chalane se bi aankh kamjor ho jati hai kyo ki mobile aur tv se niklne bali kiran hamari aankho ke liye bahut nuksan dayak hoti hai.

• Aankh me kisi tarah ki chot lagne se bi aakh kamjor ho jati hai.

• Ek aankh me ट्यूमर ka hona.

- चश्मा लगने के क्या कारण हैं?(What are the reasons for wearing glasses?)

Chashma lagne ka karan in hindi.

• Sir dard hona Chashma lagne ka yah karan sabse jyada bar rahta hai.

• Padte samy chhote chhote sabd dikai na dena padne me paresani hona.

• Aankho me Dhundhla dikai dene lagta hai.

• Padte samy aankho se aansu aana yah karan jyada tar Bachcho me dikai deta hai.

Bhige चने aur गुड़ khane के fayde नुकसान in hindi

• Aankho ka jaldi thakna aakh jaldi thak jati hai.

• Padte samy jyada ujale ki jarurt hona.

• Tej roshni ya dhup me jane se aakh se aansu aana.

• Aankhe lal hona ya chhoti chhoti aankh hona.

- चश्मे का नंबर कैसे कम करे?/आंखों का नंबर कम करने के उपाय (How to reduce the number of glasses? / Measures to reduce eye number)

chashme ka number kaise kam kare?

• Din me 2 bar pani me ek chutki senda namak dal aankho ko usme dubaye rakhe.

• Roj daily niche bataye gai yog apni aankho ke liye kare.

• Din me 3-4 bar aapni aankho ko thande pani se dhoye aur aankho par thande pani chhite mare asa karne se chashme ka number kam ho jata hai.

• Roj daily sote samy ya sone ke phle gay ka ghee aur aavla mila kar chate.

• Apne roj ke khane me se tali bhuni chijo ko hatao.

• Roj subah uthne ka bad subah ma thuk apni aankho me kajal ki tarah lagaye.

• Roj daily subah se suraynamsar kare.

• Daily प्राणायाम kare jese अनुलोम-विलोम, कपाल भाति, भ्रामरी jese प्राणायाम kare.

• Hari patte dar sabjiya khaye phal fruit khaye aur gajar Jyada se khaye kyo ki yah aankho ke liye achhi hoti hai.

काले-पीले danto ko जल्दी safed कैसे karen in hindi?

• Sukhe aavla ko rat ko pani me bhigo kar rakh de aur subah din me 3 bar rui se ankhon par dale aur apne khane me rojana aavle ka istemal kare.

- चश्मा हटाने के कौन सा योग करें?/चश्मे का नंबर कम करने के लिए योग(What to remove glasses?)

Chashma hatane ke liye yog in hindi.

1:- Apne hatho ko apni kamar rakhe aur 10 second tak ek hi bindu taraf deke asa kam se kam 10-15 kare.

2:- Subah saym शवासन या योग निद्रा yog kare.

3:- सर्वागासन yog kare.

chashma-lagne-ka-karan-in-hindi


4:- Apne dono hath ki hatheli ko aapas me ragde aur itna ragde ki dono garam ho jaye fir garam hatheli ko apni aankho par rakhe aur fir band aakho se kale badal par nazar rakhe.

5:- सनिंग (Sunning) kare matalab apni aakho se suraj ki taraf deke aur apne sir ko ek taraf se dusri taraf hilaye aur nazar suraj ki taraf hi rakhe asa 4-5 minutes tak kare.

6:- Aankho ki putliyan ko clock yani ghadi jesa gumaye yah kam aap aankh band kar ke din me 2 bar kre.

- चश्मे कितने प्रकार के होते हैं?(What are the types of glasses?)

Chashme ke parkar in hindi.

1:- सिंगल-विज़न ग्लास yah chashma har umar ke insan ke liye hota hai.

2:- मल्टीफ़ोकल चश्मा yah chashma jyada mobile computer chalne bale ke liye upayog kiya jata hai.

3:- प्लास्टिक के लेंस yah chashma bi har Umar ke insan ke liye hota aur bahut halka hota hai.

Sharab kaise chhode ? शराब को छोड़ने के तरीके हिंदी में

4:- फाइबर का चश्मा yah chashma bi bahut halka aur lagane me achha lagta hai aaj kal yah chashma ka upyog jyada hota hai kyo ki yah vajan me halka aur lambe samy tak chalata hai.

- चश्मे के लिए सबसे अच्छा लेंस कौन सा है? (What is the best lens for glasses?)

Chashme ke liye sabse achha lens.

• प्लास्टिक  लेंस Plastic lens

• पॉलीकार्बोनेट लेंस Polycarbonate lens

हाई-इंडेक्स प्लास्टिक लेंस High-index plastic lens

प्रोग्रेसिव लेंस Progressive lens

• फाइबर लेंस Fiber lens

Chashme ke liye kon sa lens achha ya better hota hai yah sab lens mese aapke liye kon sa lens achha hoga yah sirf aapke hi uper depend hai isliye aapke uper kon sa lens achha rahega yah sirf aapke doctor hi bata sakte hai.

- 6/6 का क्या मतलब है?(What does 6/6 mean?)

6/6 ka matalab in hindi.

6/6 yah matalab hai ki aapki dono aankho ki sakti normal hai aur medicali feet hai aur dono aankh ke nikat tam bindu 25 sentimiter par hai aur aap chhoti se chhoti chij ko achhe se dek sakte hai.

High Low ब्लड प्रेशर क्या है | तुरंत control कैसे करे ?

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu aapko chashme ka number kaise kam kare? Ke bare me sari jankari mil gai hogi agar aapko yah jankari todi si bi helpful lage to us jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share taki yah jankari unke bi kam aaye aur comment kar ke bataye ki aapko jankari kaisi lagi.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code