Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

रात को प्याज खाने के फायदे | Pyaj ke fayde in hindi

 Hello dosto aaj me aapko रात को प्याज खाने के फायदे ke bare me bataoga.

Agar apko bi pyaj khane ke fayde ke bare me janna hai to yah article aapke liye hai.

rat-ko-pyaj-khane-ke-fayde

- प्याज के प्रकार (Types of Onion in Hindi)

Pyaj ke prakar in hindi.

मीठा प्याज (Sweet Onions):- 

Meetha pyaj jesa naam se hi pta lag raha hai ki yah pyaj meetha hai.

लाल प्याज (Red Onions):- 

Yah pyaj lal rang ka hota hai aur bada pyaj hota hai aur isme aakh mese aashu lane bale gun hote hai.

सफेद प्याज (White Onions):- 

Lal pyaj ki tarah hi yah pyaj bi bada hota aur papdi dar hota hai aur yah bharat me aasani se mil jata hai.

क्या झड़े हुए बाल वापस आ सकते है? baal ugane ke gharelu upay

पीला प्याज (Yellow Onions):- 

Yah pyaj papdi dar hota hai aur toda halka bhura pila rang ka hota hai.

जंगली प्याज (shallots):- 

Yah pyaj swad me achha hota hai aur isme lahsun ka bi swad hota hai.

हरी प्याज (Scallions):- 

Yah pyaj ka upayog chini ki chijo me kiya jata hai aur yah pyaj ka swad baki pyaj se jyada achha hota hai.

- रात को प्याज खाने के फायदे(benefits of eating onion at night)

Rat ko pyaj khane ke fayde in hindi.

• कब्‍ज में फायदेमंद।

Pyaj se गैस्‍ट्रिक सिंड्रोम aur kabj me bahut faydemand hota hai kyo ki pyaj me faibar paya jata hai jo pet saf karne me sahayata karta hai.

गैस एसिडिटी के 15 जबरदस्त घरेलू इलाज | acidity problem solution

• कैंसर से बचाए।

Rat ko pyaj khane se cancer nhi hota hai kyo ki pyaj me bahut jyada सल्फर paya jata hai.

• खून साफ होगा।

Kachcha pyaj khane se sharir ka khun saaf hota hai aur aap fit rahte hai aur chahre se pimples dag-dabbe nhi hote hai.

• ब्लड शुगर कम करें।

Kachche pyaj me सल्फर paya jata hai jiske karan yah blood pressure ko control me rakhata hai aur sugar ki bimari nhi hone deta rat ko pyaj khane se sugar ki samsya nhi hoti hai.

जानिए: डायबिटीज के 15 लक्षण | symptoms of sugar in hindi.

• रोग प्रतिरोधक क्षमता बढ़ाएं।

Rat ko pyaj khane se Immunity system majboot hota hai kyo ki pyaj me फॉस्फोरस, मैग्नीशियम, पोटैशियम और विटमिन-सी paya jata isliye rat ko roj daily pyaj khana chahiye.

इम्यूनिटी सिस्टम kya hai इसे कैसे majboot kare ?

• डिहाइड्रेशन से बचाव करता है।

Garmi ke dino me pyaj डिहाइड्रेशन yani pani ki kami se bachav karta hai pyaj khane se garmiya me lu bi nhi lagti hai.

• जोड़ों के दर्द में है कारगर।

Jin logo ke jodo me dard hai wo pyaj rat ko khaye kyo ki pyaj jodo ke dard se rahat deta hai pyaj bhun kar khana chahiye.

• पाचन तंत्र के लिए।

Pyaj me bahut se gun paye jate hai jo pachan se judi bimari ko dur karta hai kyo ki pyaj me faibar paya jata hai jo pet ke pachan ko achha rakhta hai.

पाचन शक्ति कैसे बढ़ाए? Pachan tantra majboot kaise kare?

• हड्डियां मजबूत करें।

Ek research me yah pta laga hai ki rat ko pyaj khane se ऑस्टियोपोरोसिस yani (haddiya ka kamjor hona) ki sanka ko dur karta hai aur haddiya ko majboot karta hai.

• सूजन कम करें।

Pyaj me क्वेरसेटिन namak tatv paya jata hai jo sujan ko kam karne me sahayata karta hai iske alawa एंटीहिस्टामाइन namak gun hota hai jo allergy se ladne me help karta hai.

- प्याज खाने का सही तरीका (right way to eat onion)

Pyaj khane ka sahi tarika in hindi.

Pyaj ko aap bahut se tarike se khaa sakte 

• Pyaj ko aap kachcha matalab bina pakaye huye bi khaa sakte hai.

• Pyaj ka aap shoop bana kar bi kha sakte hai.

शाम को टहलने के फायदे | Shaam ko ghumne ke fayde in hindi

• Sabjiya me dal kar kha sakte hai.

• Pyaj ke pakode bana kar kha sakte hai.

• Salad ke rup me bi kha sakte hai.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu aapko yah रात को प्याज खाने के फायदे ke bare me jankari mil gai hogi agar aapko bi pyaj khane ke fayde ke bare me sari jankari mil gai hai to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code