Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

डायबिटीज Diabetes के 15 लक्षण upay in hindi | symptoms of sugar in hindi

Hello dosto aaj me aap logo ko डायबिटीज के लक्षण in hindi diabetes symptoms in hindi  ke bare me bataoga diabetes se hone par kya fark dikta hai sugar ke lakshan ke bare me full details bataoga.

Agar yah jankri aap logo ko pasand aaye to ise share kare or comment kar ke bataye ki apko yah jankari kesi lagi.

- Gajar ke बेहतरीन 13 fayde in hindi 2020

- डायबिटीज क्या है ? ( What is diabetes )

Diabetic kya hai in hindi

Jab sharir me glucose levels bad jata hai ya sugar ki matra bad jati hai use डायबिटीज kahte hai yah इंसुलिन ki kami se hota hai.

- डायबिटीज के लक्षण (symptoms of diabetes)


diabetes ke lakshan in hindi..

1:- थकान महसूस होना

diabetes ya sugar ki bimari hone lagti hai to sharir bahut jaldi thak jata hai aur kam karne ki sakti kam ho jati hai.Sharir kamjor aur lust hone lagta hai.Yah sab isliye hota hai kyo ki diabetes hone par sharir me इन्सुलिन bahut kam banta hai jiske karan thakan hone lagti hai.

symptoms-of-diabetes-in-hindi

2:- बार-बार भूख लगना।

Sugar ki bimari hone par bar bar bhukh lagne lagti hai.kyo ki aap log jo khana khate hai usko ग्लूकोज me badal deta hai jisse ki apko thakan mahsus hone lagti hai sath sath bhukh bi lagti hai.

3:- अधिक पेशाब लगना।


diabetes bale pesent ko bar bar पेशाब lagti hai yah ek sabse bada lakshan hai kyo ki ek normal insan ko 1 din me 6-7 bar पेशाब lagti hai agar isse jyada पेशाब lagti hai mtlb apko diabetes ya madhumeh (मधुमेह) hai kyo ki sugar hone lag sharir me sugar bad jati hai jiske karana अधिक पेशाब lagti hai

- ग्रीन टी पीने के बेहतरीन 14 फायदे | benefits of green tea in hindi 2020

4:- अधिक प्यास लगना।

Sharir me sugar bad jati hai jisse karan hame bar bar पेशाब lagti hai jisse sharir ka sara pani katam ho jata hai jisse ki hame bar bar pyas lagne lagti hai.

low-sugar-symptoms-in-hindi

5:- खुजली होना।


Sharir me sugar badne se skin (त्वचा) shuki ya dry ho jati hai jisse karan bar bar khujli chalne lagti hai.

6:- मुंह सूखना।


diabetic person ko bar bar pesab lagti hai jo sharir me फ्लुइड्स se banti hai jisse sharir me moisture ki kami hone lagti hai jisse karan muh bar bar sukhne lagta hai aur pyas bi lagne lagti hai.

7:- धुंधला दिखाई देता है।


Sharir me sugar badne par hamara sharir blood ko dilute karta hai jisse ki sharir me fluids ka use karta hai fluids ka use karte samy kai bar kuch asi movement hoti hai jisse ki fluids ka kuch hissa aakho me chala jata hai jisse aakho ki lense fhulne ya moti hone lagti hai jisse karan diabetic person ko धुंधला दिखाई dene lagta hai.

8:- तेजी से वजन घटना।

Agar apka bajan achanak se ghatne lagta hai to yah ek bahut bada karan symptom ho sakta diabetic ka isliye bajan ghatne par doctor ke pas ja ke jach jaruri karba le.Bajan isliye ghatane lagta hai kyo ki diabetic hone इन्सुलिन ki kami hone lagti hai jisse ham jo bi khate hai sharir ko nhi lag pata hai jisse karan bajan ghatne lagta hai.

diabetes-ke-lakshan-in-hindi


- Weight Loss: अपनाएं ये 10 तरीके, तेजी से घटेगा वजन, मोटापा होगा दूर, पेट जाएगा अंदर...

9:- बार-बार उल्टी होना।


Sharir me diabetic badne par sharir ke khun me कीटोन्स ki matra bi bahut adhik bad sakti hai jisse karan apko pet me bahut si presani ho sakti hai aur ultiya hone lagti hai.

10:- घाव का देरी से भरना।


Diabetic parson ki chhoti se chhoti chot ya ghav tik hone me normal se adhik samy lagta hai kyo ki मधुमेह hone par sharir me Blood me badi glucose ki badi hui matra deere deere naso me pahuchne lagti hai jisse karan chot lagi hui jagah par khun tik tarah se pahuch nhi pata hai jiske karan घाव deri se bharta hai.

11:- हाथ पैर में झुनझुनी होना‌।


Diabetic jyada samy se hai to use control nhi kar pate hai jisse bah Diabetic sharir ki naso (नसों) ko nuksan ya damage karti hai jisse ki hath pet tik se kam nhi karte hai aur झुनझुनी aane lagti hai.

12:- मसूड़ों में घाव व सूजन होना।


Diabetic hone par sharir ko energy kam hone lagti hai jo ki मधुमेह रोगाणुओं se lad nhi pata hai.jisse karan मसूड़ों और दांतों me इन्फेक्शन hone lagta hai aue dat deele ho jate hai aur मसूड़ों me घाव ya sujan hone lagti hai.

मुनक्का ke बीज khane के fayde‌ नुकसान in hindi


13:- पैरों में सूजन।


Lambe samay se high blood sugar hone par किडनी karab ho sakti hai aur किडनी ke kam karne ki क्षमता bi kam hone lagti hai jisse karan पैरों में सूजन aane lagti hai.Jyada bimari badne par  किडनी फेल bi ho sakti hai.

14:- सीने में दर्द होना।


Diabetic hone par dil ki bimari hona ek sadharan bat hai kyo ki diabetic hone par seene me dard hone lagta hai aur sans lene me dikkt ho sakti hai jisse heart se judi bimari bi ho sakti hai.

15:- फोडे-फुंसी की समस्या होना।


Sugar ya diabetic badne par fode-funsi ya pimples hone lagte hai yah sab sugar ki bimari ke lakshan hai.

- Pimples से छुटकारा पाने के 29‌ घरेलू उपाय get rid of pimples

diabetes-symptoms-in-hindi

- शुगर हाई होने के लक्षण | शुगर बढ़ने के लक्षण क्या है?


High sugar symptoms in hindi

High blood sugar levels badne par uper diye huye sare lakshan dikai dene lagte hai sabi lakshan bahut matra me dikai dete hai.aur sharir me khun me glucose ki matra aur bad jati hai jisse jan ka katra bi ho sakta hai isliye kabi kabi sugar ka leval high na hone de.

- टाइप 1 मधुमेह के लक्षण


type 1 diabetes symptoms in hindi

Type 1 diabetes hone par बहुत ज्यादा प्यास लगना, ज्यादा बार पेशाब आना, थकावट और सुस्ती महसूस होना, त्वचा पर कट या घाव धीरे-धीरे ठीक होना, अक्सर भूखा महसूस होना, खुजली, त्वचा संक्रमण, धुंधला दिखना, बगैर कारण पता चले शरीर का वजन घटना, बार-बार मूड बदलना, सिर दर्द, चक्कर आना, टांग की मांसपेशियों में ऐंठन yah sab symptoms dikai de to samj ligiye ki apko type 1 diabetes ke symptoms ho sakte hai.

- ब्लड शुगर बढ़ने के लक्षण क्या हैं?(Symptoms of increased blood sugar)


Blood sugar ke lakshan..

• चोट लगने पर जल्दी ठीक ना होना।

• चिड़चिड़ापन होना।

• नज़र में धुंधलापन होना।

• बहुत ज्यादा थकान होना।

•  नॉर्मलसे बहुत ज्यादा भूख लगना।

• वज़न ज्यादा कम होना भी शुगर का एक लक्षण हो सकता है।

- गैस एसिडिटी के 15 जबरदस्त घरेलू इलाज | acidity problem solution

• बार-बार पेशाब का आना।

• आंखों की रोशनी कम होना।

• ज्यादा प्यास लगना।

•‍ स्किन पर बार बार इन्फेक्शन होना और बार-बर फोड़े-फुंसियां निकलना।

Yah sab ब्लड शुगर बढ़ने के लक्षण (Symptoms of increased blood sugar) hai

- शुगर कम होने के लक्षण क्या हैं?(Symptoms of low sugar)


low sugar symptoms in hindi..

Low blood शुगर लेवल होने पर शरीर में कई लक्षण नजर आते हैं। इनमें से कुछ प्रमुख हैं−

• धुंधली दृष्टि होना।

• तेज धड़कन होना।

• अचानक मूड में बदलाव होना।

• अचानक घबराहट होना।

• बिना वजह थकान महसूस होना।

• पीली त्वचा होना।

• सिरदर्द होना।

• बार-बार भूख लगना।

• कंपन होना।

• चक्कर आना।

• कमजोरी महसूस होना।

• बोलने में कठिनाई होना।

- गुड़‌ के बेहतरीन 10 फायदे और नुकसान | Jaggery Benefits in hindi.

- आदमी के शरीर में शुगर लेवल कितना होना चाहिए? (How much should the sugar level be in the man's body?)


Ek normal insan me sugar ka leval 70-110 ke bich hoti hai agar bhuka hai to aur khana khane ke bad 110-140 ho jati hai yah matra normal insan ke sugar leval ki hai.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu apko yah article Pasnd aaya hoga aur diabetes hons par kon kon se डायबिटीज के लक्षण in hindi dikai dete hai iske bare me sari jankari mil gai hogi agar yah article pasnd aaye to ise share kare or comment kar ke bataye ki aapko yah article kesa laga.

"Yah article padne ke liye apka dhanyawad."


Related tags-diabetes symptoms in hindi,डायबिटीज के लक्षण,symptoms of sugar in hindi,symptoms of diabetes in hindi,sugar symptoms in hindi,sugar ki bimari ke lakshan in hindi,sugar ke lakshan,शुगर के लक्षण,diabetes ke lakshan,treatment of diabetes in hindi,low sugar symptoms in hindi,diabetes ke lakshan in hindi,diabetes symptoms in hindi,how to control diabetes in hindi,type 1 diabetes vs type 2,prediabetes diet,diabetes treatment,type 1 diabetes symptoms in hindi.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code