Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

बादाम क्या है ? Badam ke फायदे नुकसान in hindi 2021

Hello dosto aaj me aapko yah article me badam se hone bale fayde aur nuksan ke bare me hindi me bataoga.

Badam kya hai ? Badam ka kya upyog hai? iske bare me bi sari jankari dunga umid karta hu aapko yah article pasnd aayega.

badam-ke-benefits-in-hindi

Agar aapko yah article pasnd aaye to plzz is article ko share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah article kaisa laga.

- बादाम क्या है ? (What is almonds?)


Badam kya hai in hindi ?

Badam ek ped me lagti hai jiski kheti hai aur badam ke ander ek biji niklti hai jise ki ham aaj ham apne jivan me khate hai ya dhoodh me dal ke ya ase lekin ham use badam kahte hai lekin sahi bat to yah ki hai bah badam ki biji hai jo ek badam mese nikalti hai aur badam ki biji brown color ki hoti hai jo khane ke bahut testi lagti hai jiske khane se bahut se fayde hote hai jiske bare me aaj ham janege.badam ke fayde in hindi


- बादाम कितने प्रकार की होती है ? बादाम के प्रकार (What are the types of almonds?  Types of Almonds in hindi )


Badam kitne prakar ki hoti hai in hindi ?

Badam kitne prakar ki hoti hai ? bese to badam bahut se prakar ki hoti hai to chaliye jante hai बादाम के प्रकार

मामरा बादाम


मामरा बादाम badam khane me bahut testy hoti hai aur yah badam ईरान se aata hai iska aakar नाव ki tarah hota hai aur yah bajan me bahut halki hoti hai.

ईरानी बादाम


Yaha badam bi iran se aata hai lekin iska nam मामरा बादाम ke bad aata hai aur iski nichli satah chikni hoti hai.

सनोरा


सनोरा badam yah America se India me aata hai yah badam ka size bahut bada hota hai aur patli hoti hai aur ise स्पैनिश badam bi kahte hai.

गुरबंदी 


गुरबंदी badam yah badam test me toda kadva hota hai aur yah badam अफगानिस्तान se aata hai.

कैलिफॉर्निया


कैलिफॉर्निया badam ko अमेरिकन badam bi kahte hai kyo ki yah badam America se aata hai aur iski क्वॉलिटी bahut karab hoti hai aur yah size me chouda aur bich mese mota hota hai.

- बादाम का वैज्ञानिक नाम क्या है ? (What is the scientific name of almonds?)


Badam ka vaigyaanik nam kya hai ?

Bahut se logo ke man me yah sawal rahta hai ki aakhir बादाम का वैज्ञानिक नाम क्या है ? to chaliye jante hai.
बादाम का वैज्ञानिक नाम प्रूनुस डल्शिस, प्रूनुस अमाइग्डैलस है।


-‌ बादाम के उपयोग (Almond usage)


Badam ke upyog kya hai in hindi ?

Badam ka upyog in hindi koi bi khane ki chij jese halwa aur bahut si mithi chije me hota hai.
Badam ka upyog koi bi ayurvedic treatment me bi kiya jata hai.

Badam ka upyog bachche ki ghooti me bi hota hai.

Badam ka upyog dhoodh me dal ke khane me bi kiya jata hai.


- बादाम के क्या गुण है ? (What are the properties of almonds in hindi ?)


Badam ke kya gun hai in hindi ?

Badam me bahut se Ayurvedik gun paye hai jisse ki sharir ko bahut fayda hota hai badam ke gun in hindi ko ham badam ke fayde bi kahte sakte hai badam ke gun janne ke liye aap niche badam ke fayde bala topic ko read kare aapko badam se jude sare gun malum ho jayege.

badam-khane-ke-fayde-in-hindi

- बादाम में कौन-कौन से पौष्टिक तत्व पाए जाते हैं ? (What nutritious ingredients are found in almonds?)


Badam me kon kon se पौष्टिक tatv paye jate hai in hindi ? 

• फाइबर (Fiber)
• प्रोटीन (Protein)
• फैट (Fat)
• विटामिन E (vitamin-e)
मैगनीज (Manganese)
• मैग्नीशियम (Magnesium)
• कॉपर (Copper)
• विटामिन B2 (Vitamin-B2)
• फास्फोरस (Phosphorus)
• कैलोरी (Calorie)
• कार्बोहाइड्रेट (Carbohydrate)
मिनरल्स (minerals)
• जिंक (Zinc)
• कैल्शि‍यम (Calcium)


- बादाम खाने से क्या होता है ? बादाम के फायदे (What happens by eating almonds?  Benefits of almonds in hindi) 


Badam khane se kya fayde hote hai in hindi ?

दिमाग बनेगा तेज 


Yah sab to aap sabi jante hoge ki badam ko dimag tej karne ke liye khaya jata hai aur yah bat sach bi hai kyo ki badam vitamin-e paya jata hai jo dimag ko tej aur majbut banata hai aur yaad rakhne ki sakti ko bi badata hai.

वजन घटाएं


Badam bahut bhari kism ki hoti hai jo todi si khane se hi pet bhar jata hai jiske karan aap jyada badam khane se ya kuch bi khane se bach jate hai jiske karan aapke sharir me fet nhi badta hai aur aap ka bajan kam hone lagta hai.

कब्ज से दिलाएं हैं राहत 


Badam me फाइबर paya jata hai jiske karan yah badam kabj acidity se bi rahat pahuchane me help karti hai aur kabj hone se bachati hai.


हृदय स्वास्थ्य


Badam me मैग्नीशियम paya jata hai jo sharir me blood pressure low aur high ki bimari katam karta aur sath sath dil ke dore padna bi kam karti hai isliye badam ko khane se heart se judi bimari bi katam hone lagti hai.

हानिकारक कोलेस्ट्रॉल को घटाने में


Badam ko roj daily khane se हानिकारक कोलेस्ट्रॉल jo badta hai bah badhna kam ho jata hai aur achhe कोलेस्ट्रॉल ko badata hai isliye badam ko roj daily khana chahiye.

मधुमेह को नियंत्रण में रखता है


Yah bahut hi achhi yah badam ki ki hai madhumeh ya fir daibetics ke normal rakhta hai ya badne nhi deta hai sath sath isme (fat), विटामिन, फाइबर और बादाम में कई खनिज ग्लूकोज paye jate hai kiske karan yah madumeh daibetics ko badne se bi rokta hai aur deere deere katam bi kar deta hai.


प्रेगनेंसी के लिए अच्छा होता है


Pregnant women ke liye भीगे बादाम badam khane se usko aur uske hone bale bachche ko bharpur matra me न्यूट्रीशन milta hai jiske karan unke hone bala bachcha bahut healthy rahta hai.badam ke benefits in hindi

ब्लड प्रेशर नियंत्रित करता है


Badam me पोटैशियम  bahut jyada matra me paya jata hai jiske karan yah blood pressure ko control ya normal rakhne me help karta hai aur yah sirf deere deere blood pressure ki bimari ko katam kar deta hai.


इम्यून सिस्टम को मजबूत 


Badam me प्री-बायोटिक ka gun paya jata hai jiske karan immenity system majboot hota hai isliye badam ko roj daily pani me bhigo kar khane se aap apne immunity system ko majboot bana sakte hai.

पाचन तंत्र सही रखे


Badam ka yah bi ek bada fayda hai ki yah pachan तंत्र ko majboot banata hai aur agar aapko pet se judi bimariya jese pet dard acidity hoti hai to aap roj daily 2-3 badam khana suru kar do aapki pachan se judi sari bimariya tik ho jayegi aur aap hamesh badan khaoge to aapko fit kabi pet se judi bimariya nhi hogi.


त्वचा के लिए बादाम के फायदे (Benefits of almonds for skin in hindi)

Badam ke fayde skin ke liye in hindi.

• Bige huye badam ko pis kar chahre par lagana chahiye kyo ki badam bi Moisturizer ki tarah kam m
Karti hai aur rukhi sukhi skin ko achhi banati hai.
• Bigi hui badam ko pis kar usme nimbu,shahad aur dhoodh mila kar chahre par lagane se dag-dabbe,muhase,pimples se chhutkara mil jata hai.
• Skin me hone bali khujli ya sujan ke liye bi faydemand hai.

बालों के लिए बादाम के फायदे (Benefits of almonds for hair in hindi)

Badam ke fayde baalo ke liye in hindi

• Rat ko badam biga de aur subhah khane se baal majboot hote hai aur rukhe baal me jan dal deta hai.
• Badam ko rat me biga de aur subhah usko pis kar usne jetun ka tel dal ke achhe se pest bana le aur use baalo par laga ke dhoye jisse aapke baal bahut komal ho jayege.
• Badam ka tel bi baalo ko chamkdar aur majboot banata hai kyo badam ka tel seede baalo ki jado me jata hai.

- बादाम का दुध पीने के फायदे (Benefits of drinking almond milk in hindi)


Badam ka dhoodh peene se kya fayde hote hai ?

1:- Badam ka dhoodh peene se sharir ko haddiya majbut hoti hai kyo ki badam ke dhoodh se bahut jyada matra me calsium milta hai.badam ke fayde

2:- Badam ke dhoodh me कोलेस्टॉल या सेचुरेटेड फैट nhi paya jata hai aur vitamin-e paya jata hai jiske karan dil majboot hota hai.

3:- Badam ke dhoodh me विटामिन ई व कुछ ऐसे एंटीऑक्सीडेंट tatv paye jate hai jiske karan aakho ko bimari jese मोतियाबिंद jesi bimari se bachata hai aur aakho ko heldi rakhta hai.
4:- Badam ke dhoodh me विटामिन-डी और विटामिन-ई bahut jyada paya jata hai jiske karan sharir ka immunity system ko majboot karta hai aur bimari se ladne ki takat deta hai.

5:- Badam ka dhoodh peene se मांसपेशियों majboot hoti hai.

badam-kya-hai-fayde-nuksan


6:- Cancer ki bimari se chhutkara milta hai badam ka dhoodh peene se.

7:- Vajan kam karne ke liye badam ka dhoodh peena chahiye kyo ki badam ke dhoodh se vajan kam hota hai.

8:- Badam ka dhoodh peene se pachan sakti majboot hoti hai aur pet ki bimari hone se bachta hai.

9:- Badam ke dhoodh me ट्रिप्टोफैन paya jata hai jo अनिद्रा ki bimari se chhutkara dilata hai.
10:- Badam ka dhoodh peene se skin ko bahut se fayde hote hai chahre ke liye badam ka dhoodh bahut achha hai.

- बादाम खाने के क्या नुकसान है ? (What are the disadvantages of eating almonds in hindi?)


Badam khane se kya nuksan hote hai in hindi ?

1. पेट में गैस बनाए


Badam me bahut adhik matra me faibar paya jata hai aur hamare sharir ko roj daily 2-3 badam ki jarurat hai agar aap isse jyada badam khate hai to aapko pet me ges ki bimari peda ho sakti hai.

2:- बढ़ाए वजन


Badam ko jyada khane aapka vajan bad sakta hai kyo ki badam me bahut jyada matra me fet paya jata hai.

3:- सांस संबंधी बिमारियों


Kadve badam me bahut jyada matra me हाइड्रोकायनिक एसिड paya jata hai jo टॉक्सिक लेवल ko badata hai jiske karan सांस संबंधी बिमारियों ho sakti hai.

4:- चक्कर आना


Badam me vitamin-e paya jata hai aur hame daily 15mg vitamin-e ki jarurat hoti hai agar aap isse jyada badam khayege to aapko chakkar aana, ulti , dast , pet fulna , sir me dard jesi bimari ho sakti hai.

- बादाम तेल के फायदे हिंदी में (Benefits of almond oil in hindi)


Badam ke tel se kya fayde hote hai in hindi ?

हड्डियाँ होती हैं मज़बूत


Badam ke tel me jese ki aap sab jante hi hai sharir ki haddiya ko majbut banane me फास्फोरस और कैल्शियम ka bahut bada hath rahta hai aur badam me फास्फोरस और कैल्शियम bahut adhik matra me paya jata hai jiske karan haddiya majboot hoti hai.

त्वचा को पोषित


Badam ka tel sharir ki skin ko fatne ya rukhi sukhi banne se rokta hai badam ke tel se apni skin ki malish karne se skin gori hoti hai aur skin se judi bimari vikaro ko bi dur karta hai.

दाग पिम्पल्स नही होते 


Yah bat sun ke aap bi bahut soch me pad gye hoge ki tel ko chahre par lagane se to pimples ,dag-dabbe hote hai lekin aapko me yah bat bata du ki badam ke tel me ase gun paye jate hai jiske karan aap isko kitna bi chahre par laga lo aapko dag-dabbe ya pimples ase koi problem nhi hogi.


बालों के लिए बादाम तेल के फायदे


Badam me bahut vitamin jese विटामिन ई, बायोटिन, मैंगनीज, तांबा, फैटी yah tatv paye jate hai jiske karan yah tel baalo ke liye bahut faydemand hota hai aur badam me zinc paya jata hai jo kai new kosika ko peda karta hai aur baalo ko majbooti deta hai badam tel ko लैवेंडर ke tel ke sath mix kar ke lagane se do muhe baal katam ho jate hai.


- बादाम तेल के नुकसान (Disadvantages of almond oil in hindi)


Badam ke tel se kya nuskan hote hai ?

बादाम तेल से वजन बढ़ता है


Jyada badam tel peene se aapka bajan bi bad sakta hai aur aap jarurt se jyada mote bi ho sakte hai kyo ki badam ke tel me फैट hota hai isliye badam tel ko jyada nhi khana chahiye.

बादाम तेल से कोलेस्टॉल बढ़ सकता है 


Mene abhi aapko uper bataya hai ki badam se कोलेस्टॉल kam hota hai lekin badam tel me iska bilkul ulta hai badam tel ka jyada sevan karne se aapka kabar कोलेस्टॉल ka Laval badh sakta hai.

ग्लूकोज स्तर को कम करें


Badam ka tel sharir me glucose ki matra ko kam karta hai agar aap badam tel ko jyada matra me lege to हाइपोग्लाइसीमिया (Hypoglycemia) ko matra sharir me kam ho jayegi aur blood sugar level bi kam ho jayega.  

almond-ke-fayde-nuksan

- बादाम की तासीर कैसी होती है ? (What is the taste of almonds? )


Badam ki tasir kaisee hoti hai ?

Badam ki tasir kaisee hoti hai ? yah saval har kisi ke man aata hai jo badam khate hai ki aakhir badam garam aati hai ya tandi to aapko bata du ki badam ki tasir garam aati hai isliye badam ko hisab se hi khana chahiye jyada badam khane se aapko nuksan uthana pad sakta hai.


- प्रतिदिन कितने बादाम खाना चाहिए ? (How many almonds should be eaten daily?)


Bahut log jo rog daily badam khate hai unke man me yah saval rahta hai ki hame roj daily kitne badam khana chahiye ? To aapko roj daily 4-5 badam hi khana chahiye asa nhi hai ki badam se fayde hoti hai to bahut khaye agar asa karoge to aapko nuksan bi uthana pad sakta hai kyo ki badam ki tasir garam hoti hai.

- निष्कर्ष (Conclusion) -


Umid karta hu aapko yah article badam kya hai aur badam khane ke fayde aur nuksan in hindi pasnd aaya hoga aur aapki koi bi ray hai plzz comments kar ke bataye aur agar aapko yah pasnd aaya to is article ko share kare.

"Yah article padne ke liye apka dhanyawad."

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code