Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

घुंघराले बाल सीधे कैसे करे? Permanent straight karne ka tarika

 Hello dosto aaj me aapko घुंघराले बाल सीधे कैसे करे? Ke bare me hindi me bataoga.

Agar aapke bi baal ghurgrale hai to aap yah article ki help se apne baal seede kar sakte hai.

ghurgrale-baal-seede-kaise-kare

- बाल घुंघराले क्यो होते हैं?/ घुंघराले बाल का कारण (Why does hair have curly? / Cause curly hair)

Ghurgrale baal ka karan in hindi.

• Baal ghurgrale hone ka sabse phla karan to genetic problem hai jese aapke ghar me agar aapke papa mammy ke baal ghurgrale hai to aap ke bi ho sakte hai.

• Baal ghurgrale hone ka dusra karan baalo ki jad hai agar baalo ki jad seedi hai to baal seede hoge agar tedi hai to baal ghurgrale hoge.

• Ghurgrale baal hone ka tisra karan hai vitamins ya pousak tatv ki kami ke karan bi baal ghurgrale ho sakte hai.

रात को सोते समय लौंग खाने के फायदे laung khane fayde 

- घुंघराले बाल सीधे कैसे करे?(How to straighten curly hair?)

Ghurgrale baal seede kaise kare in hindi?

शहद

2 chammch shahad aur do chammch garam pani milaye aur isse apne baalo ko dhoye jab ek bar aapke baal achhe se dhol jaye to ise apne balo laga kar aade gante tak rahne de asa hafte me do bar kare aapke ghurgrale baal seede ho jayege.

सेब का सिरका ‌

2 chammch सेब का सिरका ‌ko thande pani me milaye aur fir ise ek taraf rakh de fir apne baalo ko shampoo se dhoye aur fir ise apne baalo me lagaye aur todi der tak lage rahne de fir apne baalo ko dho le.

ऐलोवेरा जेल

1 चौथाई ऐलोवेरा जेल le aur 1 चौथाई koi bi achha tel jo aap use karte ho sabse phle Aloevera jel aur tel ko milaye aur fir ise sir ki skin aur baalo ki jado me lagaye fir 20-30 minutes ke liye ise hi laga rahne de fir baalo ko shampoo se dho le.

बादाम का तेल और अंडा 

Aada cup badam ka tel aur ek kachcha andha ab badam ka tel aur andhe ko mila kar paste bana le aur fir ise apne baalo me niche jad se leke uper muh tak lagaye lagane ke bad 40 minutes tak asa hi laga rahne de aur fir baalo ko bina salphet bale shampoo se dho le agar salphet bala shampoo conditioner lagaoge to baal aur ghurgrale ho sakte hai.

बादाम क्या है ? Badam ke फायदे नुकसान in hindi 2021

एवोकाडो 

एवोकाडो ko chhil le aur fir achhe se kuchal kar isme dahi mila le aur fir achhe se paste bana le ab is paste ko apne baalo me lagaye aur 40-45 minutes tak lage rahne de fir shampoo conditioner se apne baal dho le is upay ko hafte me 2 bar kare.

- बाल सीधे कैसे करें घरेलू उपाय?(How to straighten hair, home remedies?)

Baal seede karne ke gharelu upay in hindi.

• Jetun ka tel aur anda ko tod kar achhe se dono ko mila le baalo 1 gante tak laga kar rakhe fir sir dho le.

• अरंडी का तेल ko toda sa garam kar le aur apne baalo me laga le aur fir garam pani se bhiga hua tavel sir par 40 minutes tak baalo ko badhe rakhe isse baalo ko baap milti hai.

• Hara dhaniya ko leke mixer me pis le aur fir iska ras nikal kar apne baalo par lagaye isse baal straight hone lagege.

• Roj daily rat ko sone se phle baalo ko gila kar le aur fir 2 choti bana kar so jaye isse aapke baal deere deere seede hone lagege.

एक मिनट में नींद लाने के ट्रिक्स | Nind lane ke gharelu upay

• Chay ke pani se baalo ko कंडीशनर kare  baalo seede ho jayege.

- बाल सिल्की कैसे करे?(How to do hair silky?)

Baal silky kaise kare in hindi?

1:- अंडा:- अंडा aur dahi baalo ko bejan hone se bachate hai aur agar aapke bejan hai to aap अंडा aur dahi ko apne balo par lagaye kyo ki ande me bahut jyada matra me protin paya jata hai.

2:- नारियल का दूध:- नारियल का दूध ko balo par lagane se baal silky aur mulayam hote hai.

3:- दूध और शहद:- Aada cup doodh le aur do chammch shahad mila kar use apne balo par laga kar 1 gante ke liye chhod de aur fir apne baal do le.

4:- पपीते:- पपीते ko pis kar usne aada cup dahi mila kar apne balo me 1 gante tak lagaye rakhe aur fir apne baal do le.

5:- प्याज का जूस:- प्याज का जूस bi baalo ko silky mulayam karne me bahut faydemand hai bas aapko प्याज का जूस apne baalo par lagana hai aur 10-20 minutes ise apne balo par bi lage rahne dena aur fir aapne bal ko shampoo se do le.

गुलाब जल से अनचाहे बाल कैसे हटाए? Baal kaise hataye in hindi

- हेयर स्ट्रेट क्रीम/घुंघराले बाल सीधे करने की क्रीम (Hair Straight Cream / Curly Hair Straightening Cream)

Baal seede karne ki cream in hindi.

1:- के एम एस कैलिफोर्निया थर्मो शेप स्ट्रेटनिंग क्रीम (KMS California Thermo Shape Straightening Cream)

2:- स्ट्रीक्स प्रो हेयर स्ट्रेटनर क्रीम इंटेंस (Streaks Pro Hair Straightener Cream Intense)

3:- वेला वेलस्ट्रेट स्ट्रेट इंटेंस हेयर क्रीम (Vela Velstra Straight Intense Hair Cream)

4:- टीगी बेड हेड स्ट्रेटनिंग क्रीम (Tigi Bed Head Straightening Cream)

5:- हीलिंग स्मूदर स्मूदिंग स्ट्रेटनिंग बाम यूनिसेक्स बाय लैंजा (Healing Smooth Smoothing Straightening Balm Unisex by Lanza)

6:- श्वार्जकोफ ग्लैट हेयर स्ट्रेटनर क्रीम (Schwarzkopf Glat Hair Straightener Cream)

7:- लाॅरियल एक्स-टेनसो स्ट्रेटनिंग क्रीम (L'Oreal X-Tenso Straightening Cream)

8:- लॉरियल स्टूडियो लाइन हॉट एंड स्मूद हॉट एंड स्लीक क्रीम (L'Oreal Studio Line Hot & Smooth Hot & Sleek Cream)

9:- बेरीना हेयर स्ट्रेटनिंग क्रीम (Berina Hair Straightening Cream)

10:- ऑक्सीग्लो हेयर स्ट्रेटनर (Oxyglow hair straightener)

- बालों को परमानेंट स्ट्रेट कैसे करें?(How to Permanent Straight Hair?)

Baal parmanent strait kaise kare in hindi?

• नारियल के दूध और नींबू का रस

Nariyal ka dhoodh aur nimbu ka ras ko ek katori me mila kar frigh me rat bhar ke liye thanda hone ke liye rakh de fir subah ise apne baalo ki jado me achhe se lagaye aur 30 minutes tak baalo me lage rahne de fir tande pani se dho le asa 1 hafte tak karne se aapke baal parmanent strait ho jayege.

हमेशा खुश कैसे रहे? Roj daily khush rahne ke tarike in hindi

• अजवाइन के पत्ते

अजवाइन के पत्ते ke guchche ko pani me bhar kar ubale aur fir yah pani ko bottal me bhar kar frigh me rat bhar ke liye rakh de aur fir subah is pani se apne baalo ko 2 gante tak bhiga rahne de iske baad balo ko thande pani se dho le.

• हॉट ऑयल ट्रीटमेंट

Sabse pahle tel ko toda sa garam kar le ab tel ko hatho me le kar achhe se malish kar le fir achhe se pure balo ki kanghi kare fir uske baad tabil ko garam pani me dhubaye aur apne baalo par band le asa 30 minutes tak rahne de fir baalo ko thande pani se dho le aur asa 1 mahine tak kare aapke baal parmanent strait ho jayege.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu ki aapko yah jankari घुंघराले बाल सीधे कैसे करे? Ke bare me sari jankari mil gai hogi agar aapko yah jankari se toda sa bi fayda hua hai to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.


एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code