Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

रात को सोते समय लौंग खाने के फायदे laung khane fayde

 Hello dosto aaj me aapko रात को सोते समय लौंग खाने के फायदे ke bare me hindi me bataoga.

Agar aapko bi laung khane ke fayde ke bare ne janna hai to yah article aapke liye hai.

rat-ko-sote-samy-laung-khane-ke-fayde

- रात को सोते समय लौंग खाने के फायदे (Benefits of eating cloves at night)

Rat ko sote samy laung khane ke fayde in hindi.

• पेट संबंधी बिमारी।

Laung me bahut jyada matra me faibar hota hai jiske karan pet se judi samsya jese ges acidity jesi bimari nhi hoti hai.

• तनाव को कम करने में कारगार।

Laung me bharpur matra me यूजेनॉल paya jata hai jo tanav ko kam karta hai aur aapko rahat deta hai isliye roj daily 1-2 laung khana chahiye.

Dimag का tension कैसे dur करें? चिंता तनाव कैसे दूर करें?

• रोग प्रतिरोधक क्षमता को मजबूत बनाता है।

Rat ko sote samy gungune pani ke sath laung khane se Immunity system majboot hota hai jisse ki aap badi se badi bimari jese corona ko bi hara sakte hai.

इम्यूनिटी सिस्टम kya hai इसे कैसे majboot kare ?

• दांत और मसूड़ों के लिए।

Agar aapko danto se judi koi samsya jese payriya etc hai to aap roj daily rat ko sone se phle 2 laung kha kar soye isse danto se judi samsya dur ho jati hai.

काले-पीले danto ko जल्दी safed कैसे karen in hindi?

• अस्थमा वाले मरीजों के लिए।

Astma bale marij ko roj daily 1 ya 2 laung khana chahiye isse astma ke marij ko fayda milta hai aur astma thik ho jata hai.

- सुबह खाली पेट लौंग खाने के फायदे(Benefits of eating cloves on empty stomach in the morning)

Subah khali pet laung khane ke fayde in hindi.

• लिवर फंक्शन को बढ़ावा देती है।

Laung me यूजेनॉल paya jata hai jo liver फंक्शन ko achha banata hai aur liver ko majboot karta hai.

• सिरदर्द के लिए।

Laung me एनाल्जेसिक और एंटी इंफ्लेमेटरी gun paye jate hai jo sir dard se rahat deta hai laung ke powder ko ek glass doodh ke sath lene se sir dard se aaram milta hai.

Sir dard ka ilaj ,karan or lakshan सिर दर्द का इलाज, कारण और लक्षण

• हड्डियों के लिए।

Laung me फ्लेवोनॉयड्स, मैंगनीज और यूजेनॉल paya jata hai jo haddiya ke liye achha rahta hai aur haddiya majboot banata hai.

• खांसी से छुटकारा।

Laung ko jibh me rakh kar chusne se aapki khansi shardi tik ho jati hai kyo ki laung garam aata hai jo khansi ko dur kar deta hai.

• गला साफ करने के लिए।

Roj daily subah se ek laung khane se aapka gala aur muh dono saf ho jata hai aur pura din fresh mahsus hota hai.

- पुरुषों के लिए लौंग के फायदे (Benefits of cloves for men)

Purush ke liye laung ke fayde in hindi.

• पौरुष संबंधी दिक्कतों को दूर करता है।

Bahut se bade bade sciencetist ka yah kahna hai ki laung me bahut hai pousak tatv paye jate hai jo पौरुष संबंधी दिक्कतों को दूर करता है।

• शीघ्रपतन से मुक्ति।

Roj daily 2 Laung khane se mens me jo shigrpatan ki samsya hoti hai wo dur ho jati hai aur insan achha majboot ho jata hai.

• स्पर्म काउंट बढ़ाने में

Laung ko roj daily khane स्पर्म काउंट बढ़ाने में help milti hai lekin iski jyada matra lene se aapko dikkt ka samna kar pad sakta hai.

- लौंग खाने के नुकसान (Disadvantages of eating cloves)

Laung khane ke nuksan in hindi.

• Laung me khun patla karne ka gun paya jata hai isliye jyada laung khane se khun patla ho jata hai.

• Jyada laung khane se bleeding ki samsya ho sakti hai.

• Laung Jyada khane se हीमोफीलिया ki bimari ho sakti hai.

• Jyada laung khane se pet se judi samsya peda ho sakti hai.

• Laung garam aata hai isliye jyada khane se livar aur kidni kharab ho sakte hai.

• Laung jyada khane se aankho me jalan ho sakti hai.

• Laung jyada khane se allergy ka khatra rahta hai.

• Puruso ko jyada laung nhi khana chahiye nhi to unko टेस्टोस्टेरोन हॉर्मोन ko kami ho sakti hai.

- एक दिन में कितना लौंग खाना चाहिए? (How much clove should be eaten in a day?)

Ek din me kitne laung khana chahiye?

Ek din me jyada se jyada 2-3 laung khana chahiye kyo ki isse jyada laung khane se nuksan ho sakta hai.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu aapko रात को सोते समय लौंग खाने के फायदे in hindi ke bare me sari jankari mil gai hogi agar aapko yah jankari se toda sa bi fayda hua to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code