Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

गुलाब जल से अनचाहे बाल कैसे हटाए? Baal kaise hataye in hindi

Hello dosto aaj me aapko गुलाब जल से अनचाहे बाल कैसे हटाए? Ke bare me sari jankari dunga.

Agar aapko apne अनचाहे baal hatana hai to yah article aapke liye hai is article ki help se aap apne baal hata sakte hai.

gulab-jal-se-anchahe-baal-kaise-hataye

- गुलाब जल से अनचाहे बाल कैसे हटाए?(How to remove unwanted hair from rose water?)

Gulab jal se baal kaise hataye in hindi?

1:- हल्दी और गुलाब जल लगायें

• Sabse pahle 2-3 haldi chammch haldi le.

• Fir uske bad haldi me gulab jal mila kar rakh de.

• Fir uska paste bana le.

• Ab paste banane ke bad ise apne अनचाहे baalo par lagaye.

• Fir ise sukhne ke liye liye 15-20 minutes tak lage rahne de.

• Fir ise garam pani se dho le.

गिरते baalo को rokne के upay इन हिंदी 

2:- फिटकरी और गुलाब जल

• Sabse pahle aada chammch fitkari ka powder le aur 2-3 chammch gulab jal aur kuch bunde शीशम ke tel ki le.

• Fir yah sab chij ko mila kar iska achha paste bana le.

• Fir is paste ko apne bal bale hisse par lagaye.

• Fir ise shukhne de fir is paste ko dubara usi jagah par lagaye.

• Ise 5-6 bar istemal kare agar aapki skin najuk hai to 3-4 bar kare.

1 महीने में बालों को लंबा करने का तरीका in hindi

3:- बेसन, हल्दी, चीनी, शहद और गुलाब जल 

• Sabse pahle aapko ek chammch besan ek chammch haldi powder ek chammch shahad aur gulab jal le.

• Fir aap is sab chij ko mila kar iska paste bana le.

• Fir apne chahre par yah paste ko lagaye.

• Fir is paste ko 2 minutes tak lage rahne de fir ise apne hatho se masaaj kare.

• Asa 5-7 minutes tak masle aur uper ki taraf masale.

• Fir maslne ke bad ise 5 minutes ke liye chhod de.

• Fir ise thande pani se dho le.

शहद Honey के जबरदस्त ३० फायदे | Honey benefits in hindi 2021

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu ki aapko yah गुलाब जल से अनचाहे बाल कैसे हटाए? Ke bare me sari jankari mil gai hogi agar aapko bi gulab jal se apne baal hatana hai to yah article aapke liye hai agar jankri pasnd aaye to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code