Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

Dimag का tension कैसे dur करें? चिंता तनाव कैसे दूर करें?

 Hello dosto aaj me aapko tension kaise dur kare? Iske bare me hindi me sari jankari dunga agar aapko kisi bat ka tension hai to aap yah article pad ke apna tension kam sakte hai.

tension-kaise-dur-kare


Agar aapko yah jankari pasnd aaye to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

- टेंशन लेने से क्या होता है? (What happens by taking tension?)

Tension lene se kya hota hai?

Jyada tension lene se aapko nind naa aane ki bimari ho jati hai nind nhi aati hai aur khana bi thik se nhi khabata hai aur kisi bi kam me man nhi lagta hai aur tension lene bahut si bimariya bi peda hoti hai jese nind na aana blood pressure ki bimari heart se judi bimariya bi ho sakti hai aur tension lene se sirf nuksan hi hota hai isliye tension lene se ya tension ko dur kare .

Read more - Depression Quotes

- टेंशन कैसे दूर करे?/चिंता तनाव कैसे दूर करें?(How to live tension free life in Hindi?)

Chinta dur Karne Ke Upay in hindi

• Tension dur karne ke liye meditation kare.

• Tension dur karne ke liye yog yogasan kare jese अनुलोम-विलोम suraynamsar कपालभाति etc.

• Roj daily subah se ghumne jaye.

• Koi bi lagatar na kare har 4-5 ghante me breck leke rest karte rahe.

• Agar aapko kisi bat ka tension hai to aap bah bat ko bar bar na soche apne aap ko kahi dusri jagah busy kar le.

• Tension free rahne ke liye apne dosto ka ghar bale ke sath toda samy bitaye.

• Tension ko dur karne ke liye hasi majak bali chije deke tv ya mobile me ya fir kud bi apne dosto ke sath hasi majak kare.

• Agar aapko kisi bat ka tension hai to aap todi der gane music sune.

• Tension hai kisi bat ka to todi der so jaye aaram kare.

• Agar aapko kisi bat ka bahut jyada tension hai to yah tension ko apne family members ko jarur bataye.

• Nind pure le agar aap nind puri nhi lete hai ya nind adhuri rah jati hai to pura din bahut bekar jata hai.

अनिद्रा ko कैसे dur करें? Rat को nind न aane के kya कारण है?

• Tension dur karne ke sabse badi chij hai सकारात्मक सोच agar aap सकारात्मक sochte hai to aapka tension kam hoga lekin aap negetive sochte hai to aapka tension ulta badega.

• Roj daily kud ke liye samy nikale ghume fir injoy kare.

• Subah jaldi uthe aur exarcise kare taki aap fit rahe aur tension free rahe.

• Nase se hamesh dur rahe kyo ki nasa bahut buri aadat hai jo insan ko taraf se kha jati hai.

• Kela khaye kela khane se tension tanav dur hota hai.

• Protein bharpur matra me le kyo ki protein bi tanav ko kam karta hai.

• Jab bi aapko tension rahe to aap tande pani se nahaye.

• Achhi chije pade jesi achhi kitab pade ya mobile me kuch achhi kahani pade.

• Heathy khana khaye achha khana aur phal fruit khaye hari sabjiya khaye.

Sharab kaise chhode ? शराब को छोड़ने के तरीके हिंदी में

- टेंशन दूर करने के लिए कौन सा योग करे? (What yoga to do to relieve tension?)

Tension dur karne ka Yoga

Tension dur karne ke liye yaa tension lene se bachne ke liye hame kon se yog ya yogasan karna chahiye jiske karan ki hamara tension dur ho jaye aur tension na rahe to chaliye jante hai kon se yog karna chahiye.

1.  अंजलि मुद्रा (Anjali Mudra Yoga) 

2. सुखासन मुद्रा (Sukhasan Mudra Yoga) 

3. मार्जरासन मुद्रा (Marjaryasana Mudra Yoga)

4. बितिलासन मुद्रा (Bitilasana Mudra Yoga)

5. उत्तान शीशोसन (Uttana Shishosana Yoga)

6.  पश्चिमोत्तानासन (Paschimottanasana Yoga)

7. जानु सिरसासन (Janu Sirsasana Yoga)

8.  शीर्षासन (Shirshasan Yoga)

9. बालासन (Balasana Yoga)

10. शवासन (Savasana Yoga)

11. उत्तरासन (Utterson yoga)

12. बद्ध कोणासन (Bound konasana yoga)

13. दंडासन (Dandasana yoga)

14. हलासन (Hallasan yoga)

15. सर्वांगासन (Sarvangasan yoga)

16. भ्रामरी प्राणायाम (Bhramari pranayama)

17. अलोम-विलोम (Alom-antonym yoga)

18. कपालभाती (Kapalbhati yoga)

19. सुर्य नमस्कार (Surya Namaskar)

Note:- Upar bataye gye sabi yog ya yogasan exarcise aap google par search kar ke dek sakte hai yah yog yogasan ko kaise karte hai aur dek kar aap kar sakte hai.

- तनाव मुक्त जीवन कैसे जिए? (How to live a stress free life?/Tension free kaise rahe?)

Tanav mukt jivan kaise jiye?

chinta-tanab-dur-kaise-kare-in-hindi


• Sahi lifestyle chune matalab apni pasnd ka kam kare jo chij aapko pasand nhi bah na kre kyo ki jo chij apko pasand nhi hai bah karoge to tik se hogi nhi fir tension hoga.

• Sabse badi bat apni soch ko pastive rakhe negetive na soche jese ki yah nhi hoga asa ho gya to kya hoga.

• Apne kud ke liye time nikale aur ghume.

• Ghar me roj daily chhote bachcho ke sath toda samy bitaye.

• Dusro ki help kare kyo ki dusre ki help karne se bahut santo aur sukun milta hai.

• Roj subah jaldi uthe aur ghume fire exarcise kare.

• Dosto ke sath toda samy bitaye sath rahe unke ghume.

• Nashe se dur rahe kisi bi gandi chijo ka sevan ka kare.

• Roj daily Gahri nind le aur puri nind le.

• Roj daily dyan kare meditation kare.

• Hasne bali se jude jese joke bali video  cartoon ya fir hasi majak bala serials deke.

• Agar aapka mood karab rahe to aap apni pasnd ke music sune.

- टेंशन के क्या लक्षण है? (What are the symptoms of tension?)

Tension ke lakshan kya hai?

Tension lene bale insan ke kya lakshan hai chaliye jante hai tension lene ke lakshan ke bare me.

• Yaad rakhne ki sakti kam ho jati hai matlab koi bi bat yaad nhi rahti hai.

जल्दी याद कैसे करें ? Yaad karne ke best 15 tips in hindi

• Kisi kam me dyan nhi lagta.

• Nind nhi aati hai.

• Fesla lene me dikkt hoti hai kisi hi bat ka fesla nhi le pate.

• Dimag me negetive chij aana.

• Din bhae Bechen rahna.

• Chinta me rahna yaa tension me rahna.

• Dhuki rahna.

• Chidchida pan rahna jara si bat pe chid jana.

• Jara jara si bat pe gussa aana.

• Ghabrahat hona.

• Akela pan mahsus hona.

• Khana thik se na khabana.

• Dusre logo se duri banana.

• Man hi man pe kuch kuch bolna.

• Kud ko aaram dene ke liye nasa karna.

• Apni jimmedari ko talna.

• Seene heart me dard hona.

• Tabiyat karab hona.

• Cakkar aana.

Agar yah sab lakshan aapko kisi insan me dikte hai to samj ligiye ki bah insan ko kisi bat ka bahut tension aur chinta hai.

- टेंशन लेने से क्या नुकसान होते है?/टेंशन से कौन सी बीमारियां होती है? (What are the disadvantages of having tension? / What are the diseases caused by tension?)

Tension lene se nuksan/Tension se bimari

1:- Tension lene se sir dard hone lagta hai.

2:- Tension lene se sochne samajne ki sakti katam ho jati hai.

3:- Tension lene se khana nhi khabata hai.

4:- Tension lene se tabiyat karab ho sakti hai.

5:- Tension lene se nind na aane ki bimari ho jati hai.

इम्यूनिटी सिस्टम kya hai इसे कैसे majboot kare ?

6:- Tension lene se vajan ghatane ya badne lagta hai.

7:- Tension ke karan kisi kam me man nhi lagta hai.

8:- Tension lene se Heart se judi samsya jese seene me dard heart hatek aana jesi bimari ho sakti hai.

9:- Jyada tension lene se blood pressure ki bimari ho sakti hai blood pressure badna ya low hona jisse jaan ka khatara bi ho sakta hai.

10:- Tanab ke karan Immunity system Kamjor hota hai.

11:- Tanab pachan tatr par bi asar dalta hai.

12:- Tanab ya tension jyada lene se jina haram ho jata hai jiske karan bahut se log apni jaan de dete hai.

13:- Jyada tanab me rahne se cakkar aane lagte hai.

14:- Jyada tanab tension lene se sans se judi bimari bi ho jati hai jiske karan पैनिक अटैक aa jata hai.

- टेंशन दूर करने का मंत्र (Mantra to relieve tension)

Tension dur karne ka mantra in hindi

• Tension dur karne ka karne ke liye aap gaytri matra ka jaap kar sakte hai kyo ki gyatri matra ke jaap se dimag ek dam free aur sant ho jata hai.

गायत्री मंत्र 'ऊं भूर्भुव: स्व: तत्सवितुर्वरेण्यं भर्गो देवस्य धीमहि। धियो यो न: प्रचोदयात्।। 

• Tension dur karne ke liye aap ek aur matra ka use kar sakte hai jab bi aapko kisi bat ka tension rahe aur aapko nind nhi aaye to aap "BODY IS ACTIV AND MINDLY RELAX" bole yah bolne se aapka dimag sant ho jayega aur aap ko nind aa jayegi.

टेंशन-कैसे-दूर-करे-tanab-kaise-dur-kare


- टेंशन दूर करने की दवा/तनाव की आयुर्वेदिक दवा(Tension relieving medicine)

Tension dur karne ki ayurvedic medicine in hindi

अश्वगंधा:- अश्वगंधा me  amino acid aur vitamins paye jate hai jo dimag ke liye bahut achhe hote hai.

जटामासी:- जटामासी ka churan tyar kar le aur ise le जटामासी se bi tanav dur hota hai.

ब्रह्मी का सेवन:- ब्रह्मी yaad rakhne ki sakti ko badati hai aur tension ke harmons leval ko kam karti hai. 

भृंगराज:- भृंगराज dimag ko sant karne me aur blood pressure ko normal rakhta hai aur dimag ke liye bi yah bahut achhi davai hai.

30 din में ghar पर body कैसे banaye? बिना जिम गये

Note:- koi bi davai apne man se naa le doctor se puchne aur salah lene ke bad hi koi davai khaye nhi to aapko nuksan uthna pad sakta hai.

- टेंशन दूर करने की दुआ (Prayer to relieve tension)

Tension dur karne ki Dua

Bahut se log yah sochte hai ki tension ko dur karne ke liye kon si dua hai jisse ki ham bah kar ke apna tension dur kar sake to me aapko bata du ki tension dur karne ki koi dua nhi hai yah ek tarah ki samasya hai jo aaj kal har insan ko kahi na kahi rahti hai agar aapko bi jyada tension hai to uper bataye gye tension dur karne upay in hindi ko pad ke apna tension dur kar le.

1 हफ्ते me चश्मे का number कैसे kam करे?

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu aapko yah jankari tension kaise dur kare? Chinta tanab ko dur karne upay ke bare me sari jankari mil gai hogi agar aapko yah jankari pasnd aaye to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share karna na bhule aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi 

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code