Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

30 din में ghar पर body कैसे banaye? बिना जिम गये

 Hello dosto aaj me aapko apne घर पर बॉडी कैसे बनाएं? wo bi bina gym gye huye aap aapne ghar par hi kaise body bana sakte hai iske bare me aaj puri jankari bataoga.

Agar aapko bi apne ghar par hi bina gym gye huye body banana hai to yah article aapke liye hai yah article ki help se aap apne ghar par aaram se body bana sakte hai.

घर-पर-बॉडी-कैसे-बनाएं


Agar yah jankari aapko pasand aaye to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share jarur kare taki unko yah jankari mil sake aur wo bi ghar par body bana sake.

- बिना जिम के घर पर बॉडी कैसे बनाएं?/घर बैठे बॉडी कैसे बनाएं?/घर पर बॉडी बनाने का आसान तरीका(How to make body at home without gym? / How to make body sitting at home? / Easy way to make body at home)

Ghar par body kaise banaye in hindi?

Bina gym ke ghar par body banane ke liye aapko gym ke kuch samal jese dumbbell inko apne ghar par banana hoga aur dumbbell ko ghar par kaise banate iske bare aapko niche mil jayega baha se dek kar aap dumbbell bana sakte hai.

सैंड बैग बनाये: Apne ghar par hi sand bag banaye ek purana thela le le aur usme ret ya mitti bhar ke sand bag banaye aur bandh kar kahi par latka de aur boxing sand bag jese istemal kar sakte hai.

1 हफ्ते me चश्मे का number कैसे kam करे?

लोहे की रोड: Lohe ki rod ya pipe ki help se aap workout karne ke liye machine jesa bana sakte hai bas aap kuch lohe ko rad ki help se aap latkne bali exarcise kar sakte hai.

टायर से वर्कआउट:- Tractor ya kisi badi ghadi ke tyar se bi aap workout kar sakte hai yaa to aap wo tyar ko ek jagah se dusri jagah pheke ya fir ghar par body banane ke liye us tyar par hathode se mare aur chhote tyar ko rassi se apni kamar par bandhe aur running kare.

सीढियाँ:- सीढियाँ ki help se bi aap ghar par body bana sakte hai bas aapko सीढियाँ par kudna hai matlab yah ki ek per सीढियाँ par rakhte hai to aapko dono per sath me सीढियाँ par rakhna hai uchalte hai bese kare.

• Ghar par roj daily subah se cycle chalaye jese gym me cycling machine hoti hai bese aap asli ki cycle chalaye.

• Ghar par hi samtal jagah par roj daily dips lagaye jisse ki aapka seena chouda ho aur aap ki body bane.

• Rassi kude jese ham bachpan me rassi kudte the tik bese hi roj daily rassi kude yah bi bahut achhi exercise hai.

• Sabse jaruri bat aap ka khan pan achha ho daily doodh piye aur khane me jyada Protin bali chij khaye jese ande,mass, machhali etc.

• Agar aap kisi chij ka nasa karte hai yaa bidi sigret pite hai to aap fir body nhi bana sakte isliye ghar par body banane ke liye aapko yah sab chijo se dur rahna hoga tabi aapki body banegi.

• Ghar par body banane ke liye daily yog kare jese अनुलोम-विलोम suraynamsar कपालभाति jese yog kar sakte hai.

• Bharpur nind ke ek din me kam se kam 8 ghante ki nind jarur le.

• Jyada bahar ka khana na khaye ghar ka saf suthra khana aur hari sabjiya khaye 

• Apne khande aur pith ke liye apne hatho ke bal ulte khade ho jaye aur ulta push up kare.

• क्रंचेज़ (crunches) kare yah karne ke liye seede so jaye aur dono hatho ko sir ke piche rakh ke uper ki uthe yah exarcise karne se aapki rid ki haddi majbut hoti hai.

• Leg drop kare phle ulta pet ke bal so jaye aur per ko uper uthaye aur 45° ka kon banate huye niche laye.

Pure शरीर ki सफाई kaise करे?शरीर se मैल हटाने के उपाय

- बॉडी कैसे बनाना चाहिए?(How to make a body?)

Body kaise banana chahiye?

Body bese to bahut se tarike se banai jaa sakti hai jese gym jaa kar baha par roj daily exercise karke yaa fir aap kud ghar par desi tarike se exercise karke bi body bana sakte.

Bahut se log ghar par hi gym ka saman bana kar ghar par hi gym karke body bana lete hai ab aapko isme se jo bi tarika achha lage aap bese body bana sakte hai.

- बॉडी बनाने के लिए कौन सी एक्सरसाइज करनी चाहिए?(What exercises should be done to build a body?)

Ghar par body banane ke liye kon si exercise kare?

• Body banane ke liye ghar par kari jane bali exarcise

1:- वॉक और रनिंग Walk and running

2:- रस्सी कूदना skipping a rope

3:- क्रंचेस Crunch

4:- पुश अप्स Push up

5:- डिप्स Dips

6:- बॉडी वेट एक्सरसाइज Body weight exercise

7:- साइकिलिंग Cycling

• Body banane ke liye gym me kari jane bali exarcise 

1:- बेंच प्रेस bench press

2:- डंबल कर्ल Dumbbell curls

3:- बारबेल कर्ल Barbell curl

4:- Squats करें 

5:- Crunches करें

6:- डंबल एक्सटेंशन Dumbbell extension

गुस्से Ko कैसे Control करें ? Gussa Kam Karne Ke Jyotish Upay

- छोटे बच्चे घर पर बॉडी कैसे बनाएं?(How do young children build a body at home?)

Chhote bachche ghar par body kaise banaye?

Chhote bachche ki body banana bese to jaruri nhi hai kyo ki bachche chhote rahte hai unke hath per najuk rahte hai isliye bah jyada vajan nhi utha sakte nhi to unko nuksan ho sakta hai.

Lekin fir aap bachche ki body yaa health banana chahate hai to aapko

• apne bachche ko achha khana khilana hoga.

• Achhi hari sabjiya khilaye.

• Exarcise karye.

• Vyam karaye jese suraynamsar.

• Outdoor games jyada se jyada khilaye.

• Cycle chale ko bole.

• Latkne ko kahe taki uski height bade.

• Apne bachche ko anda mass

• machhali khilaye.

• Bharpur nind dilaye.

- 15 दिन में बॉडी कैसे बनाएं?(How to build body in 15 days?)

15 din me ghar par Body kaise banaye in hindi?

• Agar aapko 15 din me body banana hai to aapko daru sigret peena chhodna pdega tabi aap jaldi body bana payege.

• Bharpur pani piye din me jyada se jyada pani peene ki kosis kare.

अनिद्रा ko कैसे dur करें? Rat को nind न aane के kya कारण है?

• Nind puri le kam se kam ek din me 8 gante achhi aur gahri nind le.

• Khane me achhe se achhi chij le mtalab hari sabjiya khaye aur doodh ande khaye.

• Bahar ke khane se bache ghar hi khana khaye aur tel ki chijo se dur rahe.

• Vasa se bharpur chije khaye jin chijo me jayda vasa hoti hai bah chije khaye kyo ki vasa hamare sharir ko badhane ka kam karta hai.

ghar-par-body-kaise-banaye


• Vitamin aur calsium ki matra bi jyada se jyada le kyo ki yah bi sharir ko body ko banata hai.

• Uper bataye gye sari exarcise yogasan kare aur yah sab exarcise ghar par rojana kare.

Agar aap uper bataye gye sabi kamo ko karte hai ya yah sab bat ka dyan rakhte hai to aapko apni body me 15 din me fark dikna suru ho jayega aur aapki body ban jayegi.

- घर पर जिम का सामान कैसे बनाएं?(How to make gym at home?)

Ghar par gym ka saman kaise banaye in hindi?

Ghar par aap gym ka kuch saman hi bana paoge baki saman aapko kud market se kharidna padega me aapko ghar par body banane ke liye dumbbells banana sikhaoga.

Dumbbell banane ke liye kya saman le?

1:- 2 medium size ke khali tin ke dabbe.

2:- 2 lohe ki rad ya fir ladki achhi majbut dande jesi.

3:- Cement (weight ke hisab se jitna aap ko lage)

Dumbbell banane ke liye aapko 2 tin me dabbe medium size ke hi le kyo ki jitna bada tin ka dabba rahega utna hi bhari dumbbell banega isliye apne hisab se hi tin ka dabba le.

Cement me pani milakar usko achha paste jesa bana le aur apne select kiye huiye tin ke dono dabbo me barbar marta me cement bhar de.

इम्यूनिटी सिस्टम kya hai इसे कैसे majboot kare ?

Uske bad aapko dono cement ke dabbe ke apni select ki hui medium size ki rad ya ladki ko fasana hai rad ka ek sira ek tin ke dabbe me aur dusra dusre tin ke dabbe me fasana hai aur achhi tarah puri tarah fasa de.

Fir aapko uper chhat par ya ghar ke bahar dup me 1-2 din ke liye dup me shukne ke liye rakhna hai bas sukhne ke bad aapka dumbbell ready ho gya aap isse exarcise kar sakte hai.

- घर पर जिम कैसे करें?/बॉडी कैसे बनाये घरेलू उपाय?(How to do gym at home? / How to make body home remedy?)

Ghar par gym kaise aur body kaise banaye?

• Ghar par aap cycle chala sakte hai.

• Ghar par hi samtal jagah par push up kare isse aapka seena chouda hota hai.

• Ghar par aap pool up bi kar sakte hai ise karne ke liye ek paip par latak jaye aur uper niche hoye.

• Bench dips bi aap ghar par laga sakte hai bas aapko ek brench par hath rakh de aur samne dusre brench per rakhe aur hath rakhe bench par se uper niche huye yah exarcise bi aap ghar par kar sakte hai.

• Squats bi aap ghar par kar sakte hai ek samtali jagah par khade hokar apne hatho ko samne ki taraf rakh ke uthak bethak kare.

• Uper bataye gai tarike se aap ghar par dumbbell bana kar usse bi exarcise kar ke apni body bana sakte hai.

ghar-par-body-kaise-banaye


- 1 दिन में बॉडी कैसे बनाएं?(How to build body in 1 day?)

1 din me body kaise banaye in hindi?

Bahut se logo ke man me yah sawal aata hai aur yah chahate bi hai ki kisi tarah se 1 din me body ban jaye aur ham bodybuilder dikne lage to me aapko bata du asa kyo upay ya nuskha tips nhi hai jisse ki aap 1 din me body bana paye agar aapko body banana hai to aapko exercise karna padega khanpan par dhyan dena hoga tab body banegi lekin 1 din me nhi ban payegi. 

Sharab kaise chhode ? शराब को छोड़ने के तरीके हिंदी में

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu aapko yah jankari घर पर बॉडी कैसे बनाएं? Aur apne ghar bina gym gye huye gym jesi hi body banaye achha laga hoga agar aapko yah jankari achhi lagi ho yaa is jankari se aapki body bani ho to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share jarur kare aur comment karna na bhule.


एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code