Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

पढ़ते samy नींद से bachane के उपाय in hindi.

 Aaj me aapko पढ़ते समय नींद से बचने के उपाय ke bare me bataoga agar aapko padte samy yaa kaam karte samy baar baar nind aane lagti hai nind ke jhoke aane lagte hai to yah article aapke liye hai.

padte-samy-nind-se-bachne-ke-upay


- ज्यादा नींद आने के कारण (due to excessive sleep)

Jyada nind aane ke karan in hindi.

• Jyada masaledar khana khane se ya fir jyada tel bala khana khane se jyada nind aati hai.

• Basa khana khana bi jyada nind ka karan ban sakta h base khane se bahut nind aati hai.

• Dibbe me band khana bi aalas badata hai isliye kosis kare ki jyada band khana naa khaye.

• Jyada bhari khana khane se bi sharir me susti badti hai aur nind jyada aati hai.

• Din bhar free rahna jo insan din bhar free rahta hai koi kam nhi karta hai wo insan ko bahut aalsi aur nind aati hai.

- पढ़ते समय नींद से बचने के उपाय/नींद या आलस्य भगाने के उपाय (Tips to avoid sleep while studying

Padte samy nind se bachne ke upay in hindi.

• Apne khane pine ke sahi time table rakhe aur samy par khana khaya.

ताली बजाने के फायदे || Benefits of Clapping in hindi

• Raat ko bharpur soye aur badiya tarike se apni nind puri kare kam se kam 8-9 gamte ki nind jarur le.

• Bharpur pani piye pani ki kami se bi sharir me susti aati hai aur nind aane lagti hai.

• Agar aapko padte samy nind aa rahi hai to aap bolte bolte bi pad sakte ya fir likh likh kar bi pad sakte hai asa karne se nind aane chance kam ho jate hai.

• Agar padte samy nind aaye to chahre ko pani se baar baar dhote rahe.

• Agar nind ko dur bhagana hai to padte samy chewing chabaye.

• Nind ko bhagane ke liye purane ghrelu nuskhe mese ek chay yaa coffee pi le isse aapko nind nhi aayegi nind bhag jayegi aapki.

- नींद कम करने के लिए योग (yoga to reduce sleep)

Nind kam karne ke liye yog in hindi.

Nind kam karne ke liye yog niche bataye gye yog ko kar ke aap apno nind ko kam ya control kar sakte ho.

ज्यादा सोचने से होते हैं ये नुकसान | Jyada sochne ke nuksan

अश्व संचालनासन - Ashwa Sanchalanasana

• पवनमुक्तासन योग - Pawanmuktasana

बालासन - Balasana

• सुर्य नमस्कार - Suraynamsar

- नींद भगाने की होम्योपैथिक दवा (homeopathic medicine for sleep deprivation)

Nind bhagane ki dawai in hindi.

NERVOCALM DROPS (नर्वो कॉम ड्रॉप्स)

Yah dawai nind bhagane ki ek matr homeopathy medicine hai jo nind ko bhagane me kaam aati hai.

Note:- Is dawai ko apne man se naa le ye dawai lene se phle kisi achhe doctor se salah jarur le le uske baad is dawai ka sevan kare.

- किस विटामिन की कमी से नींद नहीं आती है? (Deficiency of which vitamin causes sleeplessness?)

Kis Vitamin ki kami se nind nhi aati hai in hindi?

Nind nhi aane ki bimari विटामिन बी6 ki kami se hoti hai vitamin B6 ki kami se hi इंसोम्निया (nind nhi aana) namak bimari hoti hai 

- नींद भगाने का मंत्र (sleeping spell)

Nind bhagane ka matra in hindi.

Nind bhagane ka mantr bahut se log puchte h ki hame bahut nind aati hai ham kon sa mantra pade jisse hamari nind bhag jaye to me aapko bataoga nind bhagane ka 'ॐ नमो नरसिंह निद्रा स्तंभन कुरु कुरु स्वाहा' yah mantra ko pade yah mantra padne se aapko nind nhi aayegi aur aapka dhyan bi ek jagah lage rahega.

शाम को टहलने के फायदे | Shaam ko ghumne ke fayde in hindi

- नींद भगाने के लिए क्या खाएं?/पढ़ाई करते समय क्या खाना चाहिए? (What to eat for sleep? / what to eat while studying?)

Nind bhagane ke liye kya khaye in hindi?

Nind bhagane ke liye ke liye aap Chewing khaa sakte he yaa fir aap coffee bi pee sakte hai Chewing ko aap aaram se chaba chaba kar khaye fir nind nhi aayegi.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu ki aapko yah पढ़ते समय नींद से बचने के उपाय ke bare me sari jankari mil gai hogi agar aapko yah jankari achhi lage pasand aaye to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kre aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.


एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code