Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

चेहरा गोरा कैसे होता है? Chahra gora karne ke gharelu upay

 Hello dosto aaj me चेहरा गोरा कैसे होता है? Ke bare me bataoga.

Agar aapko bi apne chahre ko gora karna hai to yah article aapke liye hai.

- चेहरा गोरा कैसे होता है?(how to make face fair?)

Chahra gora kaise hota hai in hindi?

• हल्दी और दूध

Doodh me todi si haldi mila kar uska paste bana le aur fir is paste ko apne chahre par lagaye fir todi der baad thande pani se ise dho le asa hafte me 2-3 baar kare chahra gora hone lagega.

पाचन शक्ति कैसे बढ़ाए? Pachan tantra majboot kaise kare?

• नींबू और टमाटर

Nimbu aur tamatar dono me vitamin c paya jata hai jo skin ke liye bahut faydemand hota hai tamatar ke ras me ek nimbu ka ras mila kar chahre par laga le aur sukhane de fir gungune pani se dho le.

• दही

Dahi me लैक्टिक एसिड paya jata hai isliye dahi ko aap apne chahre par laga kar chahre ki todi der masaaj kare fir gungune pani se dho le chahre par turant rangat aa jayegi.

30 din में ghar पर body कैसे banaye? बिना जिम गये

• बेसन

Besal me doodh ya dahi mila kar uska face pack bana kar tyar kar ke use apne chahre par lagaye isse chahre par bahut nikhar aata hai aur chahra gora hota hai

• चंदन पाउडर

चंदन पाउडर ko aap bajar se bi le sakte hai ya fir aap chandan ko gis kar uska paste bana kar chahre par lagaye chandan chahre par lagane de daag dabbe katam ho jate hai aur chahra gora ho jata hai.

• चारौली 

चारौली bijo ko aap pis kar usme doodh mila kar uska paste bana kar chahre laga kar gore ho jate hai yah tarika bahut use hota hai isme gulab ki pattiya ka use bi kiya hai.

Doodh me किशमिश डालकर khane के fayde in हिंदी

• पपीते

Papita ko kat kar uska ek tukda kat le aur fir isko chahre par mle asa 2-3 minutes tak kare fir chahre ko dho le fir chahra bilkul saaf aur gora dikega.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu aapko चेहरा गोरा कैसे होता है? Ke bare me sari jankari mil gai hogi aur aapka chahra bi gora ho gya hoga agar aapko yah jankari pasnd aaye to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code