Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

हिचकी kyo आती hai वैज्ञानिक कारण | Hichaki aane ke karan in hindi

Hello dosto aaj me aapko हिचकी क्यों आती है? वैज्ञानिक कारण ke bare me sari jankari hindi me dunga.

Agar aapko bi hichki ke bare me janna hai to yah article aapke liye hai

 - हिचकी क्यों आती है वैज्ञानिक कारण/हिचकी आने का कारण (Why hiccup comes scientific reasons / hiccup)

Hichaki kyo aati hai sciencetist reason in hindi. 

Hichaki aane ka sabse bada sciencetist karan fefde ke bich me डायफ्राम aur pasliyo ki maspesiya ke bich me sankuchan hai. डायफ्राम ke sikudne se fefda teji se hawa khichta hai jiske karan hichaki aati hai. Aur dusra karan jyada khana khane se ges ke karan hichaki aa sakti hai.

मन को शांत कैसे रखें? Dimag ko shant karne ka tarika in hindi

- हिचकी आने कैसे बंद करें?/हिचकी बंद करने का उपाय (How to stop hiccups? / Remedy to stop hiccups)

Hichki band karne ke upay in hindi.

• कुछ समय के लिए सांस रोकें।

Yah ek bahut purana tarika h jab ki aapko hichki aaye aap todi der ke liye apni sas roke isse aapki hichki jarak me band ho jayegi.

• शहद खाएं

Ek research me yah bataya gya h ki ek chammch shahad ko khane se aur shahad se milne bali mithas se nas ko santulit karne me sahayata karta hai.

• घुटनों को छाती तक लाएं

Apne ghutne ko apni chhati tak le jaye  asa karne se fefde par dabab padta h aur hichki jaldi band ho jati hai.

• आइस बैग रखें

Ice bag matalab barf se bhara hua bag agar aapke pas ice bag nhi hai to aap barf ice ko bi apni gardan par rakh sakte hai isse bi turant hichki me rahat milti hai.

• नींबू चबाना

Agar aap alcohol pite h aur usko pine se agar hichki chalti hai to aap nimbu ko chabaye ya chhate asa karne se aapke 2 kaam hoge phla to hichki band ho jayegi dusra alcohol ka nasa utar jayega.

Eye मेकअप kaise करें? Eye makeup karne ke tips

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu aapko yah हिचकी क्यों आती है? वैज्ञानिक कारण ke bare me sari jankari mil gai hogi aur sciencetist reason ke bare me pta lag gya hoga agar aapko yah jankari achhi lagi hoto is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code