Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

मन को शांत कैसे रखें? Dimag ko shant karne ka tarika in hindi

 Hello dosto aaj me aapko man ko shant kaise rakhe ke bare bataoga.

man-ko-shant-kaise-rakhe

Agar aapka bi man shant nhi rahta hai aur aap bi apne man ko shant rakhna chahte hoto yah article aapke liye hai.

- मन शांत क्यों नहीं रहता है? (Why doesn't the mind remain calm?)

Man shant kyo nhi rahta hai?

Man bahut si baato se shant nhi rahta hai bahut se apne life se kush nhi rahte hai iske karan unka man shant nhi hota hai aur bahut se logo ko kisi bat ka tension rahta hai to usse bi unka man shant nhi hota hai aur wo hamesh bechain rahte hai.

दाढ़ी उगाने के तरीके | dadhi ugane ke gharelu upay

- मन को शांत कैसे रखें? (How to keep the mind calm?)

Man ko shant kaise rakhe?

• ध्यान केंद्रित करें।

Agar aap apne man ko shant rakhna chahate hai to apne dhyan ko control me rakho agar aapka dhyan ek jagah par rahega to aapka man bahut jaldi shant ho jayega.

• रोजाना व्यायाम करें।

Roj daily exarcise karne se एंडोर्फिन (endorphins) namak harmons peda hota hai jo khush rakhne bala harmons hai jo man ko shant rakhta hai.

• पसंदीदा काम करें।

Apni pasnd ka kam karne se har insan ko khusi milti hai aur achha lagta hai jab ki aapka man udas ho apne pasnd ka kam kare aur khush rahe.

• बाहर घुमने जाएं।

Agar aapka man shant nhi hai to aap bahar gumne jaye aur hari bhari jagah par samy bithaye achha lagega aur man bi shant rahega.

शाम को टहलने के फायदे | Shaam ko ghumne ke fayde in hindi

• हंसें।

Man ko shant karne ke liye hase ya to aap kisi dost ke hasi majak kar ke bi has sakte hai ya fir jokes pade, comedy videos deke aur hase aapka man shant ho jayega.

• पानी पियें।

Pani jyada se jyada piye kyo ki pani pine se sharir achha rahta hai aur dimag man dono shant rahte hai isliye jyada se jyada pani piye.

• पर्याप्त नींद लें।

Kabi kabar nind puri nhi hone se bi man shant nhi rahta hai isliye bharpur nind le aur sharir aur dimag ko pura aaram de.

अनिद्रा ko कैसे dur करें? Rat को nind न aane के kya कारण है?

• संगीत सुने

Gane sunne se bi man shant hota hai isiliye jab bi aapka man shant nhi ho tab todi der gane sune achha lagega aur man shant hoga.

- दिमाग को शांत करने का तरीका (way to calm the mind)

Man ko shant karne ka tarika

• Agar aapko apna dimag shant karna hai to aap apni pasand ka kam kare aapko jo bhi kam karna pasnd hai wo kaam kare.

• Dimag shant karne ke liye aap bahar gumne jaye jese gardan asi jagah gumne chale jaye todi der ke liye dimag shant ho jayega.

• Dosto ke sath time bitaye dosto ko samy de unke sath hasi majak kare dimag shant ho jayega.

• Dimag shant karne ke liye naha le agar aapka dimag shant nhi hai to aap naha lo.

• Achha khana khaye jisse aapka dimag thik rahe.

• Sir par achhe thande tel se malish kare aapka dimag shant ho jayega.

घर पर कंडीशनर कैसे बनाएं? Conditioner banane ka tarika

- दिमाग को एक जगह कैसे रखें?(How to keep the mind in one place?)

Dimag ko ek jagah kaise rakhe?

Dimag ko ek jagah rakhne ke liye aap kuch bi kaam karte rahe aur us kaam me apna man lagaye agar aapka man baar bar batak raha hai to aap todi der so jaye ya fir ghahri sas le aur dhyan kare aur jyada se jyada pani piye aur apne mind ko busy rakhe fir aapka dimag ek jagah hi rahega.

- मन को शांत करने का योग (mind calming yoga)

Man ko shant karne ke yog in hindi.

• ब्रिज पोज योग (bridge pose yoga)

• उत्तानासन योग (Uttanasana Yoga)

जानुशीर्षासन योग (Janushirshasana Yoga)

• भुजंगासन योग (bhujangasana yoga)

• बालासन योग (Balasana Yoga)

सुप्त बद्ध कोणासन योग (dormant conditioned konasana yoga)

• विपरीत करणी योग (Viparita Karani Yoga)

• अनुलोम विलोम (anulom vilom)

• शवासन (cremation)

• मेडिटेशन (Meditation)

• शिशुआसन (Shishuasan)

Upar bataye sabhi yoga man ko shant karne ke yoga hai aap yah sab yog karke apne man ko shant aur majboot kar sakte hai.

एक मिनट में नींद लाने के ट्रिक्स | Nind lane ke gharelu upay

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu aapko man ko shant kaise rakhe ke bare me sari jankari mil gai hogi agar aapko yah jankari pasnd aaye ya isse toda sa bi fayda hua ho to is jankari ko apne dosto ke sath ke share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.


एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code