Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

क्या झड़े हुए बाल वापस आ सकते है? baal ugane ke gharelu upay

 Hello dosto aaj me aapko क्या झड़े हुए बाल वापस आ सकते है? Iske bare bataoga.

Agar aapko bi baal jhadne ke bare me sari jankari chahiye to yah article aapke liye hai.

kya-jhade-huye-baal-wapas-aa-sakte-hai

- बाल क्यों गिरते हैं?/कम उम्र में बाल झड़ने का कारण(Why does hair fall? / Causes of hair loss at a young age)

Baal jhadne ka kya karan hai in hindi?

Baal jhadne ka bahut sare karan ho sakta hai to chaliye jante hai sabhi karan ke bare me.

• हार्मोन असंतुलन होना।‌(Hormone imbalance.)

• बीमारी या सर्जरी।(illness or surgery.)

• विटामिन्स या पोषक तत्वों की कमी।(Vitamin and nutritional deficiencies.)

• उम्र बढ़ने से।(from aging.)

• ज्यादा धुप में रहना।(Stay in the sun too much.)

• खाना ठीक से नही खाना।(Not eating food properly)

• बार बार तेल बद्लना।(Repeatedly pouring oil.)

• ज्यादा शैम्पू कंडीशनर का उपयोग करना।(Using too much shampoo conditioner.)

घर पर कंडीशनर कैसे बनाएं? Conditioner banane ka tarika

• ब्लड प्रेशर‌ के कारण।(Because of blood pressure.)

• टेंशन या डिप्रेशन के कारण।(Due to stress or depression.)

- क्या झड़े हुए बाल वापस आ सकते है?(Can hair fall back?)

Kya jhade huye baal wapas aa sakte hai?

Bahut se logo ke baal kam umar me hi jhad jate hai aur vah apne baal fir ugana chahate hai aur unke man me ek sawal hamesha rahta hai ki क्या झड़े हुए बाल वापस आ सकते है? To iska jabab hai haa aapke jhade huye baal wapas aa sakte hai to chaliye jante hai jhade huye baal ugane ke gharelu upay in hindi.

• झड़े हुए बाल उगाने का घरेलू इलाज

Jhade huye baal wapas ugane ke gharelu upay nuskhe.

1:- प्याज का रस से झड़े हुए बाल उगाएं।

Pyaj ke ras se baal jhadhna rok sakte hai aur jhade huye baal ugane me pyaj ka ras bahut faydemand hai lekin iska koi pakka sabut nhi hai.

2:- मेथी से झड़े हुए बाल उगाएं।

Methi ko rat ko bhigo de aur fir subah ise gadhe dahi me mila kar apne baalo ki jhado me lagaye kyo ki methi me निकोटिनिक एसिड और प्रोटीन paya jata hai jo jhade huye baal ugane me help karta hai.

3:- उड़द दाल से झड़े हुए बाल उगाएं।

Udhad dal ko pis kar uska lep bana kar ise rat ko sone se phle apne sir par lagaye asa kuch dino tak kare to jhade baal wapas ugane lagege.

4:- हरा धनिया का पेस्ट से झड़े हुए बाल उगाएं।

Hare dhaniya ko pis kar iska paste bana kar apne sir par jaha se baal jhad gye hai baha par lagaye asa karne se bi jhade huye baal wapas aa jate hai.

5:- केले का पेस्ट से झड़े हुए बाल उगाएं।

Kele ka bich ka guda nikal kar usme nimbu ka ras mila kar apne sir par lagaye isse baal jhadne ki samsya dur hoti hai aur naye baal ugane lagte hai.

केला खाने के क्या फायदे और नुकसान होते हैं ? जानिए

6:- तेल की मसाज से झड़े हुए बाल उगाएं।

Tel ki masaaj karne se bi baal ugane lagye hai bas hafte me 2-3 bar apne pasnd ka tel laga kar usse malish kare aapke baal deere deere ugane lagege.

7:- कलौंजी से झड़े हुए बाल उगाएं।

कलौंजी pis kar ise pani me mila kar isse sir dhone se baal jhadhna kam ho jate hai aur deere deere naye baal bi aane lagte hai.

8:- प्रोटीन‌ से झड़े हुए बाल उगाएं।

Jhade huye baal ugane ke liye aapko protin ki bahut jarurt hoti hai isliye jhade baal ugane ke liye protin se bharpur chije khaye isse jhade huye baal wapas jaldi aane lagte hai.

9:- ग्रीन टी से झड़े हुए बाल उगाएं।

Green tea 2 bag le aur fir isme ek cup pani milaye aur fir ise apne sir par lagaye aur 1 gante bad apne baal dho le asa karne se jhade huye baal jaldi ugane lagte hai kyo ki green tea me एंटी-ऑक्‍सीडेंट paya jata hai jo baal jaldi ugane me help karta hai

ग्रीन टी पीने के बेहतरीन 14 फायदे | benefits of green tea in hindi 2021

10:- योग से झड़े हुए बाल उगाएं।

Yog aur exarcise karne se bahut si samsya dur ho jati hai kyo ki yog karne se hamare sharir ki bahut si nas khul jati hai aur achhe se kam karne lagti hai tik ase hi yog karne se sir ki nso me badlab aata hai aur baal jaldi ugane lagte hai.

- बाल झड़ना कैसे रोके?(How to stop hair fall?)

Baal jhadna rokne ke gharelu upay in hindi.

प्याज का रस और शहद:- Shahad aur pyaj ka ras mila kar apne baalo par lagane se baalo ka jhadna band ho jata hai.

प्याज का रस और बादाम का तेल:- Pyaj ka ras aur usme badam ka tel milne par usme bahut se ase poustik tatv paye jate hai jo baal ko girne se rokte hai baal ko girne se rokne ka achha upay hai.

नारियल का दूध:- Nariyal ke doodh ko apne baalo ki jad me lagaye aur lagane ke bad tabil se apne sir ko 20 minutes ke liye dhak le aur fir shampoo se apne baalo ko dho le.

एलोवेरा:- Aloevera ko kat ke uske ander ka guda nikal kar use apne baalo ki jado me lagaye aur 15 minutes bad apne baalo ko dho le aur aloevera ko baal dho kar hi lagaye.

नीम की पत्तियों:- 10-12 Neem ki pattiya ko pani me ubale aur isko itna ubale ki pani aada rah jaye aur fir yah pani se apne baalo ko dho le.

जानिए:- नीम के पत्ते खाने के 10 बेहतरीन फायदे इन हिन्दी 2021

आंवला और नारियल का तेल:- 4-5 avle ko nariyal ka tel dal ke itna ubale ki yah tel kala na ho jaye aur kala pad jane ke bad ise apne baalo me masaj kare aur fir 20 minutes bad apne baalo ko do le.

दूध मुलेठी और केसर:- Doodh me mulethi aur kesar ko barabar matra me milaye aur ise apne baalo me lagaye aur rat bhar ise balo me laga kar rakhe aur subah dho le.

- सिर पर झड़े हुए बाल उगाने की होम्योपैथिक दवा(homeopathic medicine for hair fall)

Jhade baal ugane ki dawa in hindi.

• आर्स-ऐल्बम (Ars-Alb)

• थूजा (Thuja)

• सीपिया (Sepia)

• काली-म्यूर (Kali mur)

• ग्रेफाइटिस(Grapht)

• Baryta Carb 30

• Lycopodium 200

• Acid Hydrofluoricum 200

Warning:- Upar batai gai sari dawai jhade huye baal ugane ki dawai hai lekin kisi bi dawai ko lene se phle kisi achhe doctor se salah jarur le le nhi to aapko nuksan uthana pad sakta hai isliye dawai bina puche naa khaye.

- झड़े हुए बाल उगाने वाला तेल(ingrown hair oil)

Jhade huye baal ugane vala tel in hindi.

• सरसों का तेल

Sarso ke tel me जिंक, फोलेट और सेलेनियम paye jate hai jo jhade baal ko ugane me help karte hai.

• जैतून का तेल

Jetun ke tel me ओलयूरोपिन (Oleuropein) namak tatv paya jata hai jo ganjepan ko dur karta hai aur baal ugata hai.

• अंगूर के बीज का तेल

Angoor ke beej ke ander yah tel paya jata hai aur isme विटामिन-ई paya jata hai aur bahut se Ayurvedik gun paye jate hai.

जानिए:अंगूर खाने के फायदे और नुकसान | Benefits Of Grapes In Hindi

• नारियल तेल

Nariyal ke tel me bahut se pousak tatv paye jate hai jo baal ko ugane me help karte hai.

• कैस्टर ऑइल

कैस्टर tel me ओमेगा-9 फैटी एसिड paya jata hai jo baalo ko healthy rakhta hai aap ise hafte me 2 bar rat ko sote samy use kar sakte hai.

•  लैवेंडर ऑइल

लैवेंडर tel phool se banaya jata hai aur isme एंटीसेप्टिक और एंटी माइक्रोबियल gun paye hai jo baalo ko jaldi lamba ghana bana deta hai.

• जोजोबा तेल

जोजोबा tel प्राकृतिक सेबम ki tarah hota hai jo baalo par lagane se use chikna aur majboot banata hai.

• बादाम का तेल

Badam ke tel me badam ke gun paye jate hai jo baalo ko jaldi ugane me help karta hai aur ganjepan dur karta hai.

बादाम क्या है ? Badam ke फायदे नुकसान in hindi 2021

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu aapko क्या झड़े हुए बाल वापस आ सकते है? Iske bare me sari jankari mil gai hogi agar aapko bi baal jhadne ki samsya hai to is article ki help se aap apne baal uga sakte hai agar aapko yah jankari pasnd aaye to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code