Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

पैरों की थकान दूर करने के उपाय | pair dard ka ilaj in hindi

 Hello dosto aaj me aapko पैरों की थकान दूर करने के उपाय ke bare me sari jankari hindi me bataoga.

Agar aapko bi pair dard se judi jankari chahiye ya aapke bi pair dard hote hai  to yah article aapke liye hai.

pair-ki-thakan-dur-karne-ke-upay

- पैरों में थकान का कारण(Cause fatigue in the feet)

Pair ki thakan ka karan in hindi.

• Bahut jyada exarcise yogasan karne se bi pero me dard hone lagta hai.

• Bahut jyada chalne se bi pero me dard hone lagta hai.

• Jo log apne pero ka bilkul upyog nhi karte bas din bhar bethe rahte hai ase logo ko pero ki thakan bahut mahsus hoti hai.

• Jo log apne pero ka jyada upyog karte hai uske karan pero me मसल्स क्रैंप्स ho sakte hai jisse pero me thakan mahsus hone lagti hai.

रात को सोते समय लौंग खाने के फायदे laung khane fayde 

• हाइपोकालेमिया bimari hona yah bimari tab hoti hai jab aapke sharir ke khun me Potassium ki kami ho jati hai.

• क्रोनिक वीनस इन्सफीशियन्सी yah tab hota hai jab नसों की वाल्व kamjor ho jati hai aur aapke per kamjor hone lagte hai aur thakan mahsus hone lagti hai.

• मल्टीपल स्क्लेरोसिस situation me bi aapke pero me dard aur thakan mahsus hone lagti hai.

- पैरों की थकान दूर करने के उपाय/महिलाओं के पैरों में दर्द (Measures to relieve tiredness of the feet / pain in the feet of women)

Pair ki thakan dur karne ke upay in hindi.

• ठंडे पानी की बोतल।

Pair ki thakan dur karne ke liye aapko apne pairo ke talve ke niche thande pani ki bottle rakhna chahiye aur aage piche karna chahiye isse aapke talve ko aaram milta hai aur pairo ki thakan dur ho jati hai.

• गर्म पानी से सिकाई करें।

Pairo me jyada thakan hone par garam pani me namak dal kar sikai karne se pairo ki aaram milta hai aur thakan dur ho jati hai.

• बर्फ से सिकाई करें।

Jyada pair dard hone par ya fir pairo me sujan aane par pairo ki barf se sikai kare isse pairo ki thakan puri tarah gayab ho jayegi.

एक मिनट में नींद लाने के ट्रिक्स | Nind lane ke gharelu upay

• मालिश करें।

Malish karne se blood pressure achha rahta hai aur maspesiya ko aaram milta hai isliye pairo me thakan ya dard hone par malish karna chahiye.

High Low ब्लड प्रेशर क्या है | तुरंत control कैसे करे ?

• पैरो में मेहँदी लगाये।

Garmi me dino me pairo me thakan bahut jyada hoti hai isiliye garmi ke dino ke pairo ke mehndi lagaye isse aapke pairo me thadak bani rahti hai aur pairo ki thakan bi dur hoti hai.

- शरीर की कमजोरी दूर करने के घरेलू उपाय/सुस्ती दूर करने के उपाय(Home remedies to remove weakness of the body / remedies for sluggishness)

Sharir ki kamjori kaise dur kare?

• Dalchini powder ko shahad ke sath mix karke khane se sharir ki thakan dur ho jati hai aur Immunity system majboot hota hai.

• Doodh aur kele ko roj daily khane se sharir ki thakan dur hoti hai aur susti dur ho jati hai.

अजवा khajur की गुठली ke फायदे aur नुकसान in hindi

• Roj daily 5 badam aur 5 khajur khane se sharir me takat aati hai aur kamjori dur ho jati hai.

• Gehu aur kismish ko rat me pani bhigo de aur subah inke pani ko pine se sharir ki kamjori dur hoti hai.

• 2 chammch shahad aur 2 chammch aalva ka ras milaye aur ise hafte me 2-3 pina sharir ki kamjori puri tarah gayab ho jayegi.

• Nariyal pani me bahut se pousak tatv paye jate hai jiske karan nariyal pani pine se kamjori gayab ho jati hai.

• Jab bi aapko kamjori lage aap Strawberry ka juice nikal kar piye takat aayegi. 

• Kamjor dur karne ke liye anda khaye anda khane se kamjori dur ho jati hai.

• Coffee piye kyo ki coffee me caffeine paya jata hai jo dimag ko aaram deta hai aur aapki thakan dur kar deta hai.

- पैरों की थकान और कमजोरी की आयुर्वेदिक दवा(Ayurvedic medicine of foot fatigue and weakness)

Pair ki thakan dur karne ki ayurvedic dawa in hindi.

• अरंडी

अरंडी ka tel pairo ke jod par lagane se pairo ki thakan aur dard dur ho jata hai.

Pet का Motapa कैसे Kam करें In Hindi ? Motapa Ghataye

• अश्‍वगंधा

अश्‍वगंधा me naso ko aaram dene bale tatv paye jate hai सूजन-रोधी जड़ी बूटी hone ke karan isse pairo ki sujan ya dard dur kar sakte hai.

• निर्गुंडी

निर्गुंडी kadve swad ke karan bahut faydemand hai निर्गुंडी ki pattiya lagane se pairo aur jodo ka dard gayab ho jata hai.

• महायोगराज गुग्‍गुल

महायोगराज गुग्‍गुल pairo ke dard se aaram dilane me bahut faydemand hota hai isse pair dard me aaram milta hai.

• कैशोर गुग्‍गुल

कैशोर गुग्‍गुल 18 jadi buti se mil kar ise banaya jata hai jis insan ko lambe samy se pairo me dard ya gathiya rog hai unke liye yah bahut labhdayak hai.

- पैरों की थकान दूर करने की टेबलेट (Foot Fatigue Tablet)

Pair ki thakan dur karne ki tablet.

• Oxalgin DP Tablet

• Diclogesic RR Injection

• Divon Gel

• Voveran 50 GE Tablet

• Enzoflam SV Tablet

• Dolser Tablet

• DicserSp Tablet

• Dicser Plus Tablet

• D P Zox Tablet

• Unofen K 50 Tablet

Warring:- Upar batai gai sari pair dard ki davai hai lekin inme se koi bi davai lene se phle achhe doctor se salah le uske bad bi goli le nhi to aapko nuksan uthana pad sakta hai.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu ki aapko पैरों की थकान दूर करने के उपाय  in hindi ke bare me sari jankari mil gai hogi agar aapko bi pair dard se judi achhi jankari mili ho jisse aapko fayda hua ho to is article ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code