Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

घर पर कंडीशनर कैसे बनाएं? Conditioner banane ka tarika

 Hello dosto aaj me aapko ghar par conditioner kaise banaye? ke bare me sari jankari dunga.

Agar aapko bi ghar par conditioner banana hai aur lagana hai to yah article aapke liye hai.

ghar-par-conditioner-kaise-banaye

- हेयर कंडीशनर क्या है?(What is hair conditioner?)

Hair conditioner kya hai in hindi?

Hair conditioner ek hair product hai jo baalo me laga kar baal dhone me kam aata hai conditioner se baal dhone se baal naram hote hai rukhapan dur hota aur baalo me saying aati hai baalo ke liye yah bahut faydemand product hai.

- घर पर कंडीशनर कैसे बनाएं?(How to make conditioner at home?)

Ghar par conditioner kaise banaye in hindi?

• हनी एंड ऑलिव ऑयल का कंडीशनर

2 chammch shahad aur 4 chammch olive oil le aur dono ko mila kar apne baalo ko 4 bhag me bat kar lagaya aur fir apne baalo ko shower cap se 30 minutes ke liye dhak le fir dho le.

शहद Honey के जबरदस्त ३० फायदे | Honey benefits in hindi 2021

• Egg And Olive Oil का कंडीशनर

2 egg यॉक aur 2 chammch olive oil le aur toda sa pani le aur achhe se mila kar apne baalo me lagaye aur ise 1 gante tak apne baalo me lage rahne de fir apne baalo gungune pani se dho le hafte me 1 bar ise lagane se baal smooth ho jate hai.

• कोकोनट ऑयल का कंडीशनर

3 chammch coconut oil le aur ise toda sa halka sa garam kare aur fir ise apne ki jado se leke uper tak lagaye fir garam toliya se apne baalo ko bandh le 45 minutes tak ise asa hi rahne de fir gungune pani se apne baal dho le coconut oil baalo ke liye bahut achha conditioner mana jata hai.

• केले से हेयर कंडीशनर का कंडीशनर

Sabse phle 1 kela le aur 2 chammch olive oil aur 1 chammch shahad le ab ek katori me kele ko achhe se mas le fir isme olive oil aur shahad mix kar le fir ise achhe se mila kar baalo me 30 minutes tak laga kar rakhe fir thande pani se dho le hafte me ek bar yah conditioner baalo ke lagana chahiye.

केला खाने के क्या फायदे और नुकसान होते हैं ? जानिए

• मायोनीज और egg का कंडीशनर

2 egg aur 5 chammch मायोनीज aur 1 chammch olive oil le fir sabko ko achhe se mix kar le aur fir ise apne baalo me 20 minutes tak laga kar rakhe fir gungune pani se dho le.

• ऐलोवैरा का कंडीशनर

2 chammch Aloevera jel aur 2 chammch pani ek sath milaye fir isme apne pasnd ke hisab se tel milaye aur fir ise roj daily hair spray ki jagah roj daily use kare.

• विनेगर और अंडे का कंडीशनर

Sabse phle ek chammch ande ki safedi aur ek chammch olive oil aur ek chammch shahad, 2 chammch nimbu ka ras aur ek chammch विनेगर in sabhi ko mila kar achha gada paste bana le fir is paste ko apne baalo me pura jado me achhe se lagaye 10-15 minutes tak ise asa hi lage rahne de fir baalo ko dho le.

- हेयर कंडीशनर लगाने का तरीका(How to apply hair conditioner)

Hair conditioner lagane ka tarika in hindi.

Shampoo se baal dhone ke bad conditioners lagana chahiye conditioner ko baalo ke biche se leke aakhri niche tak lagana chahiye aur fir conditioner ko 4-5 minutes tak baalo me lage rahne de uske bad baalo ko dhoye isse aapke baal achhe aur chamkdar dikne lagege.

Note:- Dhyan rahe conditioner ko jyada baalo me na lagaye nhi to isse aapke ko bahut nuksan ho sakta hai aur baal chipchipe ho jate hai.

 पैरों की थकान दूर करने के उपाय | pair dard ka ilaj in hindi

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umdi karta hu aapko ghar par conditioner kaise banaye in hindi ke bare me sari jankari mil gai hogi agar aapko yah jankari achhi lagi hoto yah jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code