Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

चुप रहने के फायदे | Chup rahne ke fayde in hindi.

 Hello dosto aaj me aapko Chup rahne ke fayde in hindi ke bare me sari jankari dunga.

Agar aapko bi chup rahne ke fayde ke bare me sari jankari chahiye to yah article aapke liye hai.

chup-rahne-ke-fayde-in-hindi

- ज्यादा बोलने से होने वाले नुकसान (Disadvantages of speaking too much)

Jyada bolne se hone bale nuksan in hindi.

• Jyada bolne se aap kabi kabi jo bat nhi bolna chahiye wo bi bol dete hai.

• Jyada bolne se aap samne bale insan ko kuch ulta bol ke nuksan pahucha dete hai.

• Jyada bolne bale insan se bahut se log bat karna pasnd nhi karte hai.

• Jyada bolne se bat karne se aapki awaj ya fir gala bi kharab ho sakta hai.

• Jyada bolne bale insan har bat pe bol dete hai jisse unko jiski jankari nhi hoti hai uske bare me bi bolte rahte hai.

• Jyada bolne se samne bale se jhagda ladai bi ho sakti hai.

- चुप रहने के फायदे/कम बोलने के फायदे (Advantages of staying silent / speaking less)

Chup rahne ke fayde in hindi.

• दिमाग तेज होता है।

Chup rahne se dimag tej chalta hai kyo ki chup rahne se ब्रेन सेल्स dubara fir se jivit ho jati hai jisse dimag tej chalne lagta hai.

जल्दी याद कैसे करें ? Yaad karne ke best 15 tips in hindi

• यादाश्त मजबूत होती है।

Chup rahne se shant rahne se dimag to tej kam karta hi hai sath sath yaad rakhne ki sakti bi majboot hoti hai aap koi bi bat jaldi bhulte nhi hai aapko sab yaad rahne lagta hai.

• टेंशन दूर होता है।

Jyada awaj se dimag par bahut bura asar padta hai kyo ki isse bahut se स्ट्रेस हार्मोन्स peda hone lagte hai jo dimag tak pahuch jate hai aur chidchida banate hai isliye chup rahne se yah samaya peda nhi hoti hai.

Dimag का tension कैसे dur करें? चिंता तनाव कैसे दूर करें?

• नींद अच्छी आती है।

Jyada bolne se dimag par bura asar padta hai isliye shant aur chup rahne se nind achhi aati hai.

• थकान दूर हो जाती है।

Jyada bolne se insan thak jata hai isliye kam bolne bala ya fir chup rahne bala insan ko thakan nhi hoti hai aur achhr se aaram kar pata hai.

• ब्लड प्रेशर के लिए।

Kam bolne se blood pressure bi achha rahta hai kyo ki jyada bolne se dam bharta hai aur blood pressure bi low high ho jata hai isliye chup rahne se yah samsya nhi hoti hai.

High Low ब्लड प्रेशर क्या है | तुरंत control कैसे करे ?

• विवाद से बचते हैं।

Jyada bolne bale insan ki ladai bi jyada hoti kyo ki wo jyada bolta hai jisse man me jo aata hai bahi bol deta hai aur chup rahne bala insan jyada bolta nhi isliye ladai vivad nhi hote hai.

• पॉजिटिव विचारों का संचार।

Shant chup rahne se dimag me achhe achhe vichar aate hai dimag ki positivity badti hai aur chup rahne se dimag me achhe achhe idea aate hai.

- इन जगहों पर चुप रहें।(Shut up in these places)

Kon si jagah par nhi bolna chahiye?

• Jaha par bade log bat kar rahe ho baha bilkul bi naa bole chup rahe.

• Sabd soch samj kar bole dhayan rakhe apne sabd se kisi ko bura na lage.

• Achhi pavitr chijo ka majak na udaya.

• Bina soche samjhe na bole jis bat ka pura knowledge nhi ho baha na bole.

• Jab bi aapko gussa aaye chup rahe gusse me kuch na bole nhi to aap galt bol sakte hai.

गुस्से Ko कैसे Control करें ? Gussa Kam Karne Ke Jyotish Upay

• Aapka jis subject se relation na ho baha na bole.

• Kisi ke bare me ulta seeda ya bura na bole.

• Agar aapki bate kisi ko nicha dika rahi hai to baha par aapko chup rahna chahiye.

- ज्यादा बोलने वाला व्यक्ति को क्या कहते है?(What is a person who speaks more?)

Jyada bolne bale ko kya kahte hai?

Jyada bolne bale ko bese to koi naam se nhi bulate hai lekin log usko bahut bolta hai chup nhi rahta hai asa bolte hai.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu ki aapko yah Chup rahne ke fayde in hindi ke bare me sari jankari mil gai hogi agar aap bi bahut bolte hai to yah article padne ke bad aap bi chup rahne ki aadat dal logo agar aapko yah jankari pasnd aaye to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code