Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

हेयर कलर से एलर्जी क्या करे? घरेलू उपाय in hindi

 Hello dosto aaj me aapko हेयर कलर से एलर्जी hone par क्या करे? Iske bare sari jankari dunga.

hair-colour-se-allergy-kya-kare

Agar aapko bi hair colour se allergy ho gai hai to yah article aapke liye hai.

- बालों में डाई लगाते समय बरतें ये सावधानियां/हेयर कलर करने का सही तरीका(Take these precautions while applying hair dye / right way to color hair)

Hair Dye lagane se phle kya kare?

• Agar aap koi new brand ka colour use karte hai to sabse phle us brand ke bare me sari jankari le le uske bad use istemal kare.

• Koi bi hair colour lene se phle usko expair date jarur dek le.

• Apna hair colour bar bar badle nhi kosis kare ki aap hamesh ek hi brand ki dye lagaye.

• Hair colour ko jyada der laga ke na rakhe jitne der tak use rakhne ko kaha gya hai utni hi der rakhe nhi to nuksan ho sakta hai.

• Koi bi company ke 2 hair colour ko mix kar ke na lagaye isse aapko allergy ho sakti hai.

सफेद white बालों ko काला karne के tips in hindi 2020

• Agar aapko kisi tarah ki allergy hai ya fir dendraf ya koi aur problem hai to aap hair colour bilkul bi na kare nhi to aapko problem bad sakti hai.

• Dye lagane se phle apne balo ko achhe se saf kar le fir lagaye.

- हेयर कलर से एलर्जी क्या करे?(What to do with allergy to hair color?)

Hair colour se allergy kya kare?

• एलेवेरा जैल

Aloevera me एंटी फंगल और एंटी बैक्टीरियल gun paye jate hai jo allergy khujli se chhutkara pane me help karte hai agar aapko hair dye se allergy ho gai hai to aap Aloevera jel ko apne baalo par lagaye aaram milega.

• नीम की पत्तियां

Neem ki pattiya me bharpur matra me एंटीबैक्टीरियल gun paye jate hai jo allergy ko dur karne me sahayata karte hai allergy hone par neem ki patti ko pis kar uska paste bana kar apne baalo par lagaye.

जानिए:- नीम के पत्ते खाने के 10 बेहतरीन फायदे इन हिन्दी 2021

• नींबू और दही

Nimbu me bharpur matra me एस्ट्रिजेंट और एंटीसेप्टिक gun paye jate hai aur isme dahi mil jaye to yah gun kai guna bad jata hai yah dono hair colour allergy ko dur karne me sahayata karte hai bas dono ko mila kar lagaye.

• तुलसी की पत्तियां और लहसुन

Tulsi ki pattiya aur lahsun ko pis le fir isme jetun ka tel aur ek chutki namak aur ek chutki kali mirch mila kar allergy bali jagah par lagaye aur todi der tak lage rahne de fir do le.

तुलसी के पत्तों के 11 बेहतरीन फायदे | tulsi ke patte ke fayde in hindi

• जोजोबा ऑइल

जोजोबा ऑइल lal chakte aur sujan ko dur karne me help karta hai bas aap allergy bali jagah par rat ko sone se phle apne baalo me जोजोबा ऑइल ki malish kare.

• बेकिंग सोडा

Baking soda ko pani me mila kar uska paste bana kar apne baalo me lagaye aur ise 10-15 minutes tak lage rahne de fir iske bad pani se baalo ko do le.

• नारियल तेल

Nariyal ka tel baalo ki skin ko nami pahuchata hai aap ise baalo ko dhone se 15 minutes phle apne baalo me laga kar malish kare aaram milega.

• सीसम का तेल

सीसम का तेल khujli ko dur karke aaram deta hai bas aap सीसम का तेल ko toda garam kar ke apne baalo me kuch din tak malish kare aapko hair colour ki allergy dur ho jayegi.

• सेब का सिरका

सेब का सिरका jalan, allergy, sujan ko dur karta hai bas aap सेब का सिरका ko apne baalo me lagaye isse baalo ka rukhapan aur khujli ko dur karta hai. 

• कैमोमाइल चाय

कैमोमाइल चाय istemal khujli ko dur karne me bahut faydemand hota hai bas aapko कैमोमाइल चाय me toda sa barf mila kar isse apne baalo ko ek din me 2 bar dhoye isse hair dye se hone bali allergy se chhutkara mil jayega.

गिरते baalo को rokne के upay इन हिंदी 

- हेयर कलर की एलर्जी से छुटकारा पाने के लिए क्या करें?(What to do to get rid of hair color allergies?)

Hair colour ko allergy se chhutkara kaise paye?

• टी ट्री ऑयल

Agar aapko hair colour se allergy ho gai hai aur khujal chal rahi hai to aapko टी ट्री ऑयल ka istemal aap khujal ko dur karne me kar sakte hai kyo ki टी ट्री ऑयल me एंटी-बैक्‍टीरियल gun paye jate hai jo khujali se aaram deta hai.

• दही 

दही me लैक्टोज और फास्फोरस bahut jyada matra me paye jate hai jo hair colour se hone bali allergy se chhutkara dilata hai isiliye dahi ko laga kar aap apni allergy ko dur kar sakte hai.

• फिटकरी

Agar aapko hair colour se allergy ho gai hai to aap फिटकरी se apne baalo ko dho le asa karne se allergy dur ho jati hai.

1 महीने में बालों को लंबा करने का तरीका in hindi

• कपूर और सरसों

Kapoor aur sarso ke tel me bahut se tatv paye jate hai jo allergy ko dur karte hai bas allergy bali jagah par dono ko mila kar lagaye.

• चंदन, नीबू का रस

Chandan aur nimbu ka ras mila kar uska achhe se paste bana kar apni allergy bali jagah par lagaye bahut jaldi aaram milega.

- सबसे अच्छा हेयर कलर कौन सा है?/बिना किसी दुष्प्रभाव सबसे अच्छा बाल डाई(Which is the best hair color? / Best hair dye without any side effects)

Sabse achha hair colour kon sa hai jisse allergy na ho?

hair-colour-ko-allergy-se-chhutkara-kaise-paye

Ye batana bahut muskil hai ki kon se brand ka hair colour sabse best hai lekin aapko me bata du ki jo hair colour aap hamesh lagate aaye ho bahi colour aapke liye best hai kyo ki bar bar hair colour badalne se aapko allergy nuksan hi hoga isliye jo hair colour aap lagate ho bahi hair colour aapke liye sabse best hai.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu ki aapko yah हेयर कलर से एलर्जी hone par क्या करे? ke bare me sari jankari mil gai hogi agar aapko yah jankari se toda sa bi fayda help mili hai to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share jarur kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code