Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

1 मिनट में नींद लाने के ट्रिक्स | Nind lane ke gharelu upay

 Hello aaj me aapko एक मिनट में नींद लाने के ट्रिक्स ke bare me hindi me bataoga.

Agar aapko bi nind nhi aati hai to aaj me aapko nind lane ki isi tricks bataoga jisse ki aapki nind naa aane ki samsya dur ho jaye.

ek-minute-me-nind-lane-ke-tricks

- अच्छी नींद आने के लिए घरेलू उपाय/नींद आने के आयुर्वेदिक उपाय(Home remedies for sound sleep / Ayurvedic remedies for sleep)

Achhi gahri nind aane ke gharelu upaye in hindi.

1:- Pedal Ghumne jaye ya pani me tere asa karne se bi aapko achhi aur gahri nind aayegi.

2:- Dimag ko sant rakhe aur dimag ko dusri jagah lagne na de.

3:- Achhi nind pane ke liye sone se kam se kam 1 gante pahle mobile, laptop, tv, tablets ko band kar ke rakh de.

4:- Anidra se chhutkara pane ke liye roj daily kam se kam 15-20 minutes ke liye dhyan ध्यान jarur lagaye.

Ghar Par Meditation Kaise Kare? मेडिटेशन करने के फायदे 

5:- achhi aur gahri nind pane ke liye yoga kare aapko kon se yoga aur exarcise karna hai uske bare me niche bataya gya hai.

6:- Gahri aur achhi nind pane ke liye ek niymit samy ka hona bahut jaruri hai tik bese hi nind bi roj ek niymit samy par hi soye to achhi nind aayegi.

7:- 1 cup dhoodh me 1 chammch dalchini powder mila kar sone se phle piye achhi gahri nind aayegi.

8:- 2 chutki kesar ko 1 cup dhoodh me milaye aur rat ko sone se phle is dhoodh ko piye yah nind aane ka achha upay hai.

9:- Sone se 2 gante pahle garam pani se ya thande pani se se nahaye asa karne se achhi aur gahri nind aayegi.

10:- Rat ke khane me salad ko jarur samil kare kyo ki salad me लैक्टोकैरियम namak tatv paya jata hai jo sharir ko aaram deta hai.

- एक मिनट में नींद लाने के ट्रिक्स/नींद लाने का मंत्र(Sleeping tricks / sleep spells in a minute)

Ek minute me nind lane ke tricks in hindi.

• Ek minute me nind lane ki tricks agar aapko nind nhi aa rahi hai to aap sote time aakh band kar ke "Body IS ACTIV AND MINDLY RELAX" yah bole yah bolne se aapko ek minute me nind aa jayegi.

नींद लाने का मंत्र

Rat ko sone se phle hath per dho kar is matra ko 7 bar jape nind na aane ki samsya dur ho jayegi.

अगस्तिर्माधवश्चैव मुचुकुन्दो महाबल:।

कपिलो मुनिरास्तीक: पंचैते सुखशायिन:।।

अनिद्रा ko कैसे dur करें? Rat को nind न aane के kya कारण है?

- नींद के लिए योग(Yoga exarcise for sleep)

Nind aane ke liye yog in hindi.

Agar aapko nind nhi aati hai to aaj me aapko ase yogasan ke bare me bataoga jise ki aap karoge to aapki nind ki samsya dur ho jayegi.

विपरीत करणी आसन  (Viparita Karani)

• पश्चिमोत्तासन (Paschimottasan)

• बालासन (Balasana)

• उत्तानासन (Uttanasana)

मार्जरासन (Marjariasana)

बद्ध कोणासन (Baddha Konasana)

• शवासन (Shavasana)

• हस्तपदासन (Hastpdasan)

शिशुआसन (Shishuasan)

- नींद लाने की दवा(Sleeping medicine)

Nind lane ki dawa in hindi.

Agar aapko nind nhi aati hai to aap ओवर-द-काउंटर (over the counter) स्लीपिंग पिल्स (नींद की गोलियां) goli medicine le sakte hai yah goli nind na aane bale ko di jati hai jisse ki unko nind aa jaye.

Warning:- Koi bi goli medicine lene se phle doctor se salah jarur le le kyo ki apne man se goli lene se aapko bahut nuksan uthana pad sakta hai isliye koi bi kisi tarah ki bi goli lene se phle doctor se salah puche jaruri nhi to nuksan ho sakta hai.

- नींद के लिए कौन सा पॉइंट दबाए?(Which point to press for sleep?)

Nind ke liye kon sa point dabaye in hindi?

• Agar aapko nind nhi aati hai to kuch minutes ke liye apne अंगूठे ke upari bhag ko dabaye isse मेलाटोनिन रेगुलेट karne me help milti hai aur nind jaldi aa jati hai.

• Apne hath ko seeda kar ke apni kalai par bich me dono naso ke bich me halka sa dabav dal ke dabaye isse anidra ki dikkt dur ho jayegi.

बच्चों को मोबाइल से दूर कैसे रखें? Mobile ki lat chhodne ke upay 

• Apne hath ki bich bali badi ugli ko aage se pakad kar dabaye isse man sant hota hai aur nind aane me sahayata milti hai.

- नींद न आने की बीमारी का नाम(Name of sleep apnea)

Nind na aane ki bimari ka naam in hindi.

Nind na aane ki bimari na इंसोमनिया kaha jata hai aur yah ek tarah ki nind naa aane ki bimari hai aur hindi ek tarah se ise अनिद्रा bi kaha jata hai lekin नींद न आने की बीमारी का नाम इंसोमनिया hai.

- अच्छी नींद के लिए तेल(Oil for good sleep)

Nind aane ke liye tel in hindi.

• Nind achhi pane ke liye aap sarso ka tel ka upyog kar sakte hai sarso ke tel se masaaj kar ke sone se achhi aur jaldi nind aa jati hai.

• लैवेंडर का तेल ka tel mood tik aur fresh karne ke liye bahut faydemand hai isliye लैवेंडर का तेल apne hatho ke le kar सूंघने se achhi gahri nind aati hai.

achhi-nind-aane-ke-gharelu-upaye-in-hindi

• सीडरवुड ऑयल me एंटी इंफ्लेमेटरी, रिलेक्सिंग एवं सेडेटिव tatv paye jate hai jo nind ke liye bahut upyogi hai bas is tel me toda dusra tel mila kar ise sir gardan aur kanpati par lagaye.

• जैसमीन ka tel gahri aur achhi nind ke liye jana jata hai yah anidra ko dur karta hai isliye जैसमीन ka tel laga kar soye isse aap subah uthte samy bilkul fresh mahsus karoge.

आलस दूर कैसे करे? Aalas dur karne ke upay in hindi

- किस विटामिन की कमी से नींद नहीं आती है?(Which vitamin deficiency causes sleeplessness?)

Kis vitamin ki kami se nind nhi aati hai?

Agar aapke sharir me विटामिन B12 ki kami hai to aapko nind na aane ki bimari ho sakti hai aur विटामिन B12 ki kami se nind nhi aati hai isliye विटामिन B12 se judi chije khaye.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu aapko एक मिनट में नींद लाने के ट्रिक्स in hindi ke bare me sari jankari mil gai hogi agar aapko bi nind nhi aati hai to yah article me aapko nind aane ki achhi tricks mil gai hogi agar aapko yah tricks se toda sa bi fayda hua hai to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.


एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code