Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

बच्चों को मोबाइल से दूर कैसे रखें? Mobile ki lat chhodne ke upay

 Hello dosto aaj me aapko बच्चों को मोबाइल से दूर कैसे रखें? Ke bare me sari jankari dunga.

Agar aapka bi bachcha bahut mobile chalata hai aur aap use mobile se dur rakhna chahate hai to yah article aapke liye hai.

bachcho-ko-mobile-se-kaise-door-rakhe

- बच्चों को मोबाइल से दूर कैसे रखें?/बच्चों की मोबाइल देखने की आदत कैसे छुड़ाएं?(How to keep children away from mobile? / How to get rid of children's mobile viewing habits?)

bachcho ko mobile se kaise door rakhe?

• पालतू पशु लाकर दें।

Apne bachche ko mobile jayda dene se achha hai ki aap use apne ghar koi paltu janwar laye jiske sath bah khel sakhe bat kar sakte to uska mobile se dhyan hat jayega aur usse rahega.

• ज्यादा मोबाइल यूज न करें।

Aap bi jyada mobile use nhi kare kyo ki chhote bachche jo dekte hai bahi sikte hai isliye aap unke samne bilkul hi mobile na chalaye aur dur hi rakhe mobile jisse ki unko yaad na aaye chalane ki isliye aap mobile jyada use na kare.

• Cracked Screen Pranked.

Agar aapka bachcha bahut jayda ziddi hai to aap ek kam kar sakte hai Cracked Screen Pranked nam ki ek app play store se download kar le aur usme screen crack hone ka time set kar de jisse ki aapka bachcha jese hi mobile chalayega todi der bad mobile ka screen crack ho jayaga aur wo dar ke mobile rakh dega.

• दादा-दादी से जुड़े।

Dada dadi ke pas bethaye unke sath khelne ko bat karne ko bole kyo ki dada dadi unko bahut si achhi achhi kahani ya fir purani bate sunayege jisse ki wo sunne lagega aur mobile ka bhul jayege.

• मोबाईल देखने के समय को कम करें। 

Jese ki aap sab jante hi hai ki koi chij ya aadat ek dam se nhi chhutti hai deere deere kar ke chhutti hai isliye aap mobile dena ek dam band na kare deere deere mobile dene ka samy kam karte rahe deere deere fir unki yah aadat chhut jayegi.

ऐसे बचें, मोबाइल‌ से निकले वाले रेडिएशन से बचने के उपाय 

- बच्चों को मोबाइल देने से क्या होता है?/बच्चों को मोबाइल से नुकसान(What happens to children by giving them mobiles? / Loss of mobile to children)

Jyada mobile chalane se nuksan in hindi.

• Bahut kam umar ke bachche ko jyada mobile chalane se unko aakh kharab ho sakti hai.

• Jyada mobile chalane se chashma lag sakta hai aur aankho me rukhapan jalan jesi samsya hone lagti hai.

1 हफ्ते me चश्मे का number कैसे kam करे?

• Kam umar ke bachche jyada mobile chalane se bahar khelne nhi jaa pate jisse unka vikash ruk jata hai.

• Jyada mobile chalane se bachcha chidchida hone lagta hai har bar chid jata hai.

• Jyada mobile chalane se bachcho ke khane pine par bura asar padta hai bah tik se kha nhi pate hai.

• Mobile chalne se rat ki nind kharab ho jati hai tik se nind nhi aati hai.

अनिद्रा ko कैसे dur करें? Rat को nind न aane के kya कारण है?

• Chhote bachche ko jyada internet chalane se internet par buri aadt bi lag sakti hai.

• Jyada mobile chalane se sir dard ho skata hai.

• Kam umar ke bachche ko jyada mobile chalane se unko ट्यूमर hone ke chance bad jate hai.

• Mobile se bahut buri buri kiran aur roshni nikalti hai jisse ब्रेन एक्टिविटी me gadbadi aa sakti hai.

• Jyada mobile chalane se bachche ki padai par bura asar padta hai aur bah padte nhi hai bas mobile hi chalate rahte hai.

• Yaad rakhne ki sakti kamjor ho jati hai yaadas kamjor ho jati hai koi bi bat ko bhul jate hai.

जल्दी याद कैसे करें ? Yaad karne ke best 15 tips in hindi

- बच्चों की मोबाइल की लत छुड़ाने के उपाय?(Ways to get rid of children's mobile addiction?)

Mobile ki lat aadat kaise chhudaye in hindi?

• मोबाइल कम दें।

Bachche agar aapne mobile mage to use apna mobile jyada nhi de limit me hi de agar aap unhe mobile doge to unhe uski lat lag jayegi fir use chhudana bahut mushkil ho jayega.

• अपने बच्‍चे से बात करें। 

Apne ko akela nhi rahne de hamesh unse bat kre unse dosti kare unke sath khele samy bitaye unke sath to bah mobile chalne ke bare me bhul jayege.

• पासवर्ड लगा कर रखें।

Password bahut hi achha tarika hai bachhe ko mobile nhi dene ka agar aap kahi gye hai aur bah aapka mobile chalane ki kosis kare to bah password ke karan chala nhi payega aur mobile bahi rakh dega 

• बहार खेलने भेजें।

Apne bachche ko ghar me jyada der rahne nhi de unko bahar apne dosto ke sath khelne beje kyo ki wo ghar me rahege to mobile tv hi dekege isliye bahar beje.

• घर का‌ काम दे।

Agar bachcho ko aap mobile se dur rakhna chahate hai to apne bachcho ko kisi na kisi kam me busy rakhe kuch bi chhota mota kam de de jisse ki wo us kam me lage rahe aur unko mobile ki yaad na aaye. 

हेयर कलर से एलर्जी क्या करे? घरेलू उपाय in hindi

- क्या बच्चों को मोबाइल देखना चाहिए?(Should children watch mobile?)

Kya bachcho ko mobile dekna chahiye?

Doctor ke hisab se bahut chhote bachhe ko mobile nhi dena chahiye agar aapka bachcha 5 sal se kam umar ka hai to 1 gante mobile de sakte hai agar aapka bachcha 5 sal se jyada umar ka hai to aap use jyada se jyada 2 gante ke liye mobile de skate hai bas isse jyada bachche ko mobile nhi dena chahiye nhi to unko bahut nuksan ho sakta hai.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Asha karta hu aapko बच्चों को मोबाइल से दूर कैसे रखें? Ke bare me sari jankari mil gai hogi agar aapko yah jankari se toda sa bi fayda hua hai aur aapka bachcha bi mobile se dur ho gya hai to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

एक टिप्पणी भेजें

2 टिप्पणियाँ

Please do not enter any spam link in the comment box

Recommended Posts

Ad Code