Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

जले का निशान कैसे मिटाएं? Safed daag kaise hataye in hindi

 Hello dosto aaj me aapko जले का निशान कैसे मिटाएं? ke bare sari jankari dunga.

Agar aapko bi jale ka nishan hai to yah article aapke liye is article ki help se aap apne jale huye ka nishan mita sakte hai.

jale-ka-nishan-kaise-mitaye


- जले का निशान कैसे मिटाएं?/दाग को कैसे मिटाएं?(How to remove burn marks? / How to remove stains?)

Jale ka nishan kaise mitaye in hindi?

• बादाम का तेल

Badam ka tel jale ka nishan mitane me bahut faydemand hai bas aapko badam tel jale hui nishan par laga kar todi der malish karna hai asa tode din tak karne se jale ka nishan gayab ho jayega.

• मेथी के दाने

Methi ke dane bi jale ka nishan mita dete hai bas aapko methi ke dane ko rat me pani me bhigokar rakh dena aur subah pis kar isko apne jale ke nishan ke uper lagana hai daag gyab hi jayega.

• हल्दी

Haldi me एंटीसेप्टिक gun paye jate hai jo jale ka nishan mitane me bahut help karte hai bas aapko haldi ko pani me dal kar uska paste bana lena aur ise apne nishan ke uper tode din tak lagana hai deere deere nishan chala jayega.

• आलू के छिलके

Agar jale ka nishan halka hai to ise aalu ke chhilke se bi dur kiya jaa sakta hai kyo ki aalu ke chhilke me एंटी-बैक्टीरियल paye hai jo jale ka nishan hata dete hai.

• प्‍याज का रस

Pyaj ka ras bi jale ka nishan dur kar deta hai pyaj ka ras jale ke nishan ke uper lagane se nishan halka padne lagta hai aur deere deere chala jata hai.

• गाजर

Gajar me विटामिन ए paya hai iske alava aur bi bahut se tatv paye hai agar roj daily gajar ka ras jale ke nishan ke upar lagaoge to jale ka nishan halka padne lagega

Gajar ke बेहतरीन 13 fayde in hindi 2021

• अंडे के पीला भाग और शहद

Ande ke pile bhag ko toda sa bhun kar usme toda sa shahad mila kar daag bali jagah par kuch samy ke liye lage rahne de fir sade pani se ise dho le asa 4 hafte(1 mahine) tak kare aapko fark dikne lagega.

• शहद और हल्‍दी 

Shahad aur haldi ko mila kar uska lep bana le jale ke nishan par kuch hafte tak lagaye isse aapka nishan halka padne lagega aur nishan chala jayega.

शहद Honey के जबरदस्त ३० फायदे | Honey benefits in hindi 2021

• टमाटर और नींबू

Tamatar aur nimbu ke vitamin c bharpur matra me paya jata hai aur vitamin c daag hatane me bahut faydemand hai tamatar aur nimbu ko barabar matra me mila kar jale ke nishan ke uper lagaye aur todi tak rahne de fir dho le asa kam se kam 2-3 hafto tak kare.

• गुलाब जल, मुल्तानी मिट्टी और नींबू का रस

Gulab jal, multani mitti aur nimbu ka ras mila kar ek lep bana le aur ise apne jale ke nishan ke uper 6-7 minutes tak lage rahne de aur fir thande pani se dho le lekin apni skin ise bilkul bi ragde nhi sirf laga kar 6-7 minutes ke liye chhod de.

- जला हुआ सफेद दाग कैसे हटाए?/चेहरे पर जले का निशान कैसे मिटाएं?(How to remove burnt white stains?)

Safed daag kaise hataye in hindi?

1:- Neem ki pattiya ka ras nikal kar jale ke nishan ke uper lagane se jale ka nishan chala jayega.

जानिए:- नीम के पत्ते खाने के 10 बेहतरीन फायदे इन हिन्दी 2021

2:- Backing soda jali hui jagah par lagane se jalan bi nhi hogi aur phaphula bi nhi hoga aur purana se purana daag katam ho jayega.

3:- Hari pattedar sabji ka ras nikal kar apne jale ke nishan par lagane se jale ka nishan mit jayega.

4:- जौ, हल्दी और दही ko barabar matra me mila kar uska paste bana le aur jale hui jagah par lagane se dard kam chala jata hai aur sath sath ghav bi jaldi bhar jata hai.

5:- Tambe ke bartan me pani bhar ke rat ko rakh de aur subah yah pani ko piye tambe ke bartan me pani peene se chahre se safed daag gayab ho jate hai.

- जली हुई स्किन पर क्या लगाना चाहिए?/जले हुए छाले पर क्या लगाएं?(What should be applied on burned skin? / What should be applied on burn blisters?)

Jali hui skin par kya lagana chahiye?

• Agar aapki skin turant jali hui hai to use 15 minutes tak doodh me dhuba kar rakhe.

दूध पीने के जबरदस्त 38 फायदे 2021 in hindi.

• Jale hui skin par thanda pani dale.

• First deegri jale hui skin par aap T bag ka istemal kar sakte kyo ki t bag me टैनिक एसिड hota hai jo garmi ko dur karta hai.

• Aloevera ke patte kat kar jale hui jagah par lagane se jalan aur dard dono kam ho jata hai.

• Ande ki safedi ko apne jale hui jagah par lagane se jalan puri tarah se gayab ho jati hai.

• Jalan kam karne ke liye sabse achha upay hai toothpaste ko jali hui jagah par lagane se dard bilkul ho jata hai aur phaphula bi nhi hota.

- जली हुई स्किन का इलाज/जले हुए घाव का इलाज(Treatment of burnt skin / treatment of burnt wound)

Jali hui skin ka ilaj in hindi.

1:- Thande barf ya thande pani se apni jali hui jagah ki har 5-5 minutes me  sikai kare.

2:- एंटीबायोटिक क्रीम ya fir एंटी बैक्टीरियल cream ko jali hui jagah par lagaye aur kapde se dhakh le.

3:- Aloevera ki pattiya ko kat kar uska jel bana kar apni jali hui jagah par lagaye jali hui jagah par phaphula nhi hoga.

4:- Shahad me एंटी बैक्टीरियल, एंटी- इंफ्लमेटरी और एंटी फंगल gun paye jate hai jo jale par bahut aaram deta hai shahad ki ek patli se patar jali hui jagah par lagaye.

5:- Tej dhup me na jaye kyo ki dhup me jali hui jagah par infection bad jata hai aur jalan bi hone lagti hai isliye tej dhup me na jaye.

6:- Agar aapko phaphula ho gya hai to usko phode nhi kyo ki phaphula phodne se infection aur bad jayega isliye phaphula phode nhi aur achhe doctor ko dikaye.

7:- Aalu ko pis kar uska paste bana kar jali hui jagah par lagaye isse jalan kam hogi aur thandak milegi.

8:- Til ko pis le aur uska lep bana kar lagaye isse dard nhi hoga aur jalan kam ho jayegi.

9:- Pital ki thali me sarso ka tel,pani aur neem ki chhal ke sath mila kar marham banaye aur jali hui jagah par lagaye.

10:- Jali hui jagah par chune ko pis kar usme dahi mila kar lagane se jala hui ghav aur tel se jala hua thik ho jata hai.

Bournvita के fayde और nuksan| Bournvita के लाभ in hindi

- तेल से जलने पर क्या करे?(What to do if you burn with oil?)

Tel se jalne par kya kare in hindi?

1:- Agar aapki skin khichan me kam karte samy tel se aapki skin jal gai hai to aap namak aur sarso ke tel ko mix karke jali hui jagah par lagaye isse jalan nhi hogi aur chhala bi nhi hoga.

2:- Barf ferna chahiye turant jali hui jagah par barf fere barf se deere deere jalan katam ho jati hai aur chhala hone ka chance kam ho jata hai.

3:- Agar tel se aapki skin jal gai hai to is par aloevera jel lagana chahiye isse hath ki jalan kam hoti hai aur kisi tarah ka chhala bi nhi hota.

4:- Jali hui jagah par turant haldi lagana chahiye isse aapko dard jalan se rahat milti hai aur din me 2-3 bar haldi me pani mila kar lagane se jaldi aaram milta hai.

आलस दूर कैसे करे? Aalas dur karne ke upay in hindi

5:- Jali hui jagah par shahad aur त्रिफला ka paste bana kar lagana chahiye kyo ki shahad me एंटीबायोटिक, एंटी ऑक्सीडेंट tatv paye jate hai jo jalan ko kam karta hai aur aaram deta hai.

- जले हुए दाग हटाने की क्रीम/जले का निशान मिटाने की दवा(Burning Stain Removal Cream)

Jale ka daag hatane bali cream.

• Bahut se scientists ke hisab se बर्न क्रीम jale hui skin par teji se rahat deti hai aur scientists ka kahna hai ki बर्न क्रीम jale huye skin se daag hatane me bahut faydemand hai.

• Aalu ke chhilke se aap apne daag hata sakte hai kyo ki aalu me एंटी-बैक्टीरियल gun paye jate hai jo ghav jaldi bharne me sahayata karte hai.

लैवेंडर ke tel se bi aap apne jale huye daag hata sakte hai bas aapko लैवेंडर ke tel ki 2 bunde apne jale hui jagah par lagaye fir aapko kuch ghanto me aaram mil jayega.

• Badam ka tel jali hui jagah par lagane se aapko aaram milega aur tode din tak badam ka tel maslne se ghav ka nishan hat jayega.

बादाम क्या है ? Badam ke फायदे नुकसान in hindi 2021

• Haldi me एंटीसेप्टिक gun paye jate hai jiske karan jali hui jagah par haldi me toda sa pani dal kar uska paste bana kar lagane se jali hui jagah par aaram milega aur jale ka nishan bi mit jayega.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu ki aapko yah जले का निशान कैसे मिटाएं? ke bare me sari jankari mil gai hogi aur aapne bi apne jale ke nishan mita liye hoge agar aapko yah jankari achhi lagi ho aur aapko yah jankari se todi si bi help mili hoto is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.


एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code