Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

Bournvita के fayde और nuksan| Bournvita के लाभ in hindi

 Hello dosto aaj me aapko Bournvita ke fayde in hindi ke bare sari jankari dunga.

Agar aap bi bournvita peene se hone bale fayde aur nuksan ke bare me janna chahate hai to yah article aapke liye hai.

bournvita-ke-fayde-in-hindi


- बॉर्न्विटा का मतलब क्या होता है?(What does bournvita mean?)

Bournvita meaning in hindi.

Bournvita ek tarah ka chocolate powder hai jo ki cadbury nam ki bahut badi company ne banaya hai jo ki doodh me mila kar piya jata hai ise pine me sharir me takat aati hai isme chocolate me test aata hai bournvita sabd बोर्नविले’ और ‘वाइटैलिटी se mil kar bana hai बोर्नविले ka matlab towns hai aur वाइटैलिटी ka matlab जीवनशक्ति hai.

-‌ बॉर्नविटा को कैसे पीये?/बोर्नविटा को उपयोग करने के तरीके(How to drink Bournvita?/ Ways to use Bournvita)

Bournvita kaise piye in hindi?

Bournvita peena bahut hi saral hai ise aap aasani se pi sakte hai.

• Sabse phle ek cup ya fir ek glass apne hisab se doodh le le.

• Fir yah doodh ko garam kar le.

दूध पीने के जबरदस्त 38 फायदे 2021 in hindi.

• Aur fir yah garam doodh me doodh ke hisab se bournvita milaye.

• Fir achhi tarah mila le bilkul colour aa jaye bournvita ka jab tak milaye.

• Bas ho gya aapka bournvita tayar ab aap pi le.

- बॉर्न्विटा के फायदे (Benefits of bournvita)

Bournvita ke fayde in hindi.

• सोचने की शक्ति बढ़ाती है।

Bournvita me bahut se pousak tatv paye jate hai jiske karan bournvita sochne samjne ki sakti ko badata hai aur dimag tej karta hai.

Dimag का tension कैसे dur करें? चिंता तनाव कैसे दूर करें?

• आँखों की रौशनी तेज करता है।

Bournvita me kuch ase protin paye jate hai jisse karan yah aakho ke liye bahut achha hai jisse karan bournvita peene se aankho ki roshni badati hai.

• मसल्स मजबूत होते है।

Muscles majbut hote hai kyo ki bournvita me protin aur minerals paye jate hai jo muscles majboot karte hai.

• वजन बढेगा। 

Bournvita peene se aapka vajan badhta hai kyo ki bournvita me vasa bahut jyada matra me paya jata hai jiske karan vajan badhta hai.

मोटा होने के उपाय || mota hone ke gharelu tips in hindi 

• हड्डियों को मजबूत करता है।

Bournvita me calsium bahut jayda matra me paya jata hai jiske karan bournvita peene se aapki haddiya majboot hoti hai.

• फुर्ती आती है।

Bournvita peene se sharir me furti aati hai bournvita ko subah se peene se sharir me pure din urja bani rahti hai aur furti rahti hai.

• इम्युनिटी सिस्टम मजबूत होता है।

Bournvita peene se aapka Immunity system majboot hota hai jiske karan aapko khansi shardi jukam nhi hota hai.

इम्यूनिटी सिस्टम kya hai इसे कैसे majboot kare ?

- बॉर्नविटा के नुकसान/बॉर्नविटा के साइड इफेक्ट्स(Damages of bournvita / Side Effects of bournvita)

Bournvita ke nuksan in hindi.

• Agar aapko sugar Daibetics hai to aapko bournvita se dur rahna chahiye kyo ki bournvita me bahut jyada sugar hoti hai.

जानिए: डायबिटीज के 15 लक्षण | symptoms of sugar in hindi.

• Bournvita peene se aap turant energy mahsus karte hai lekin bad me aapko thakan mahsus hone lagti hai.

• Is tarah ki drinks me pousak tatav nhi pate jate hai jiski bajah se bahut se nuksan ho sakte hai.

• Bournvita ko jyada peene se ओरल बैक्टीरिया peda ho sakte hai jisse danto se judi samsya ho sakti hai.

- बॉर्नविटा में क्या क्या मिलाया जाता हैं?(What are mixed in Bournvita?)

Bournvita kaise banta hai?

• माल्ट एक्सट्रेक्ट (Malt extract)

कोकोआ सॉलिड (Cocoa Solid)

• शुगर( चीनी) (Sugar)

कैरेमेल(ई-150) (Caramel)

• मिल्क सॉलिड (Milk solid)

• मिनरल्स (minerals)

विटामिन (Vitamin)

• आर्टिफिशियल प्रिजेवेटिव (Artificial preservative)

• लिक्विड(तरल) वनीला फ्लेवर (Liquid vanilla flavor)

• नमक (salt)

• रेसिंग अंगेन्ट(ई-500) (Racing agent)

- बॉर्न्विटा कितने साल के बच्चे पी सकते हैं?(Maximum age for bournvita)

Bournvita kitne saal ke bache pee sakte hain?

Bournvita bese to ek test ke hisab se bachcho ko diya jata hai lekin yah bahut meetha rahta hai jiske karan isse bahut si problem bi ho sakti hai isliye jyada tar bachcho ko 10 sal ki umar tak bournvita pilana chahiye.

- बॉर्न्विटा VS हॉर्लिक्स कौन बेस्ट है?(Who is the best Borvita vs Horlicks?)

Bournvita vs Horlicks in hindi

Bournvita aur Horlicks me se kon sa best hai yah sab pine bale ke uper hai agar aapko sasta chahiye to aapke liye bournvita best hai aur agar aapko kam sugar bala chahiye to aapke liye Horlicks best hai aur protin jyada chahiye to bournvita best hai.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Asha karta hu ki aapko Bournvita ke fayde in hindi ke bare ke sari jankari mil gai hogi aur aapko bournvita peene se hone bale fayde aur nuksan ke bare me pta lag gya hoga agar aapko yah jankari pasnd aaye to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

एक टिप्पणी भेजें

2 टिप्पणियाँ

  1. your post is very interesting to read.it’s very informative and helpful. This article was extremely well done and so accurate Usually, I never comment on blogs but your article is so convincing that I never stop myself to say something about it. You’re doing a great job, Keep it up.
    https://www.vedopchar.in/

    जवाब देंहटाएं

Please do not enter any spam link in the comment box

Recommended Posts

Ad Code