Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

सुबह जल्दी उठने के 8 जबरदस्त तरीके | सुबह जल्दी कैसे उठें?

 Hello dosto aaj me aapko subah jaldi kaise uthe subah jaldi uthne ke tarike ke bare me hindi me bataoga.

Agar aapko subah jaldi uthne ke dikkt hoti hai to yah article aapke liye yah article ki help se aap subah jaldi uth sakte hai.

subah-jaldi-kaise-uthe


Agar aapko yah jankari pasnd aaye to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

- सुबह जल्दी कैसे उठें?/आलसी लोग सुबह जल्दी उठने के लिए क्या करें? (How to wake up early in the morning in Hindi?/Subah jaldi uthne ke tarike tips)

Subah jaldi kaise uthe in hindi?

• अलार्म का उपयोग करे।

Subah jaldi uthne ka sabse achha tarika to yahi hai ki aap alarm laga kar soye suru suru me alarm ka sahara lena padega lekin deere deere aadat pad jayegi.

• मन में यह सोच कर सोये।

Sone se phle apne man me dimag yah soch kar soye ki aapko subah kitne bje uthna hai aur subah uth ke aapko kya kam karna hai.

• नशीले प्रदार्थ से दूर रहे।

Agar aap subah jaldi uthna chahate hai to nasa na kare nhi ho aapki jaldi nind nhi khulegi.

Sharab kaise chhode ? शराब को छोड़ने के तरीके हिंदी में

• सुबह उठने के फायदे के बारे में सोचे।

Subah uthne se bahut se fayde hote hai aap sone se phle ek bar yah fayde ke bare me soche.

• धीरे धीरे उठने की कोशिश करे।

Aap ek dam se jaldi uth nhi sakte lekin aap deere yah kam kar sakte hai jese phle din aap 7 bje utho fir dusre din 6.45 ko utho asa deere apna tima kam karte rahe fir aapki nind apne aap jaldi khulne lagegi

• रात को समय पर सोये।

Subah jaldi uthne ke liye aapko rat ko bi jaldi time par sona hoga tabi aapki nind puri hogi aur aap jaldi uth payege.

• रात को हल्का खाना खाये।

Rat ko halka khana kar soye kyo ki halka khana khane se aapki nind jaldi khul jayegi.

• मोबाइल या गैजेट लेकर ना सोएं।

Sote samy apne bed se mobile ya kisi aur gadgets ko apne se dur rakhe kyo ki gadgets se apki nind par bura asar padta hai.

ऐसे बचें, मोबाइल‌ से निकले वाले रेडिएशन से बचने के उपाय 

- सुबह जल्दी उठने की आदत कैसे डालें?(How to get up early in the morning?)

Subah uthne ki aadat kaise dalen?

• Jaldi uthne ke liye rat ko jaldi sona chahiye kyo ki rat ko jaldi so jate hai to subah jaldi nind puri ho jati hai aur jaldi nind khul jati hai.

• Subah jaldi uthne ke liye aapka mobile apne bistar se dur rakh diya kro kyo ki mobile pas me rahta hai to nind me rukavat aati hai.

• Subah jaldi uthne vajah dhunde kyo ki ham jaldi tab hi uth payege jab hamare pas koi vajah rahegi.

• Alarm laga kar soye suru suru me aapko alarm laga kar uthna padega lekin deere deere aapki jaldi uthne ki aadat ho jayegi aur aap jaldi uthne lagoge.

• Asi jagah par soye jaha par subah se ujala ya dhup aaye kyo ki dhup ya ujale ke karan aap jaldi uth jaoge.

• Jaldi uthne ki aadat dalne ke liye aapko nasa jesi chijo se dur rahna hoga tabi aap jaldi uthne ki aadat dal paoge.

• Sone se phle meditation kare kyo ki meditation subah jaldi uthne me bahut help karta hai.

Dimag का tension कैसे dur करें? चिंता तनाव कैसे दूर करें?

- सुबह जल्दी उठने के फायदे (Benefits of getting up early in the morning)

Subah jaldi uthne ke fayde

• Subah jaldi uthne se blood sugar aur cholesterol control rahta hai.

• Aapna pura din achha rahta hai aur sab kam time par ho jata hai.

• Subah jaldi uthne se sharir me extra energy aati hai jisse pura din urja ban rahta hai.

• Padai ke liye subah ka samy bahut achha rahta hai isliye jaldi uthne se padai me man lagta hai.

• Bahut se log saym ko yoga karte hai lekin subah ke samy yoga karne se sharir ko bahut fayde hote hai.

• Subah utha kar jo suraj ki pahli kiran lene se sharir me haddiya se judi koi presani nhi hoti hai.

• Subah ke samy jaldi uthne शांति का अनुभव hota hai aur din bahut achha jata hai.

• Subah jaldi uthne se sharir me bahut si bimariya hone se bacha jaa sakta hai kyo ki subah jaldi uthne se bimariya nhi hoti.

• Subah jaldi uthne se skin se judi samsya nhi hoti aur aap young dikte hai.

- सुबह जल्दी कैसे उठे बिना अलार्म के?(How did you wake up early in the morning without alarm?)

Subah jaldi kaise jage tips?

• Asi jagah soye jaha subah dhup ya ujala aaye to aapki nind bina alarm ke bi khul jayegi.

• Subah uthne ki koi vajah banaye jisse ki aapko nind apne aap khul jaye.

• Rat ko jaldi so jaye jisse ki subah aapki jaldi nind bina alarm ke hi uth jaye.

अनिद्रा ko कैसे dur करें? Rat को nind न aane के kya कारण है?

• Rat ko halka khana jisse ki subah jaldi nind khul jaye jisse ki bina alarm ke hi nind khul jaye.

• Apne aas pas koi kisi tarah ka na rakhe gadgets ko dur hi rakhe jisse ki aapko jaldi nind aa jaye aur jaldi bina alarm ke nind khul jaye.

- सुबह कितने बजे उठना चाहिए?/सुबह कब जागना चाहिए?(What time should I wake up in the morning? / When should I wake up in the morning?)

Subah kitne baje uthe?

Subah 4 bje se lekar 5.30 bje tak utha jana chahiye kyo ki is samy ब्रह्म मुहूर्त rahta hai aur is ब्रह्म मुहूर्त me uth kar bistar chhodne bala insan ka din achha niklta hai aur apni life me fel bi nhi hota hai.

bina-alarm-ke-subah-jaldi-kaise-jage


- जल्दी सोने की आदत कैसे डाले?(How to get used to sleeping fast?)

Jaldi sone ki aadat kaise dale?

• Pure din aapne aap ko kahi kam me busy rakhe jisse ki aap thak jaoge aur jaldi so jaoge.

• Apna ek time fix kar lo sone ka us samy bilkul so jaya karo suru suru me aapko nind nhi aayegi jaldi lekin deere deere jaldi sone ki aadat pad jayegi.

गिरते baalo को rokne के upay इन हिंदी 

• Jaldi sone ke liye aapne mobile ko apne se dur rakh de aur so jaye kyo ki aaj kal le log aadi rat mobile chalane me hi nikal dete hai.

• Khana khane ke bad bahar gumne jaye pedal to aapko jaldi nind aayegi.

• Rat ko kabi bi chay coffee jesi chije na piye nhi to aapko jaldi nind nhi aayegi.

• Rat ko jaldi sone ke liye sone se phle exarcise kare.

• Saym ko kam par se aane ke bad gungune pani se nahaye.

• Sone ke liye Aaram dayak bistar chune taki jaldi nind aa sake.

- सुबह देर से उठने के नुकसान (Disadvantages of getting up late in the morning)

Subah der se uthne ke nuksan in hindi.

• Subah der se uthne se dimag ka tension bad jata hai.

• Jyada der se uthne se dil ki bimariya ho sakti hai.

• Motapa badne lagta hai isliye subah jaldi uthna chahiye.

Pet का Motapa कैसे Kam करें In Hindi ? Motapa Ghataye

• Agar aap subah let uthte hai to pura din aalas bana rahta hai.

• Subah der se uthne se dimag par bahut bura asar padta hai.

• Der se uthne se sharir par bahut bura asar padta hai jisse aapki tabiyat kharab ho sakti hai.

• Jyada der tak sone se pith me dard hone lagta hai.

• Yaad rakhne ki sakti kam ho jati hai isliye jyada der tak nhi sona chahiye.

• Subah jaldi nhi uthne se daibetics ho sakti hai.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Asha karta hu aapko yah subah jaldi kaise uthe subah jaldi jagne ke tarike ke bare me sari jankari mil gai hogi agar aapko yah subah jaldi kaise uthe bina alarm ke yah jankri pasnd aaye to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

एक टिप्पणी भेजें

2 टिप्पणियाँ

Please do not enter any spam link in the comment box

Recommended Posts

Ad Code