Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

1 महीने में बालों को लंबा करने का तरीका in hindi

 Hello dosto aaj me aapko Balo ko lamba karne ka tarika hindi me bataoga agar aapko bi apne balo ko lamba karna hai to yah article aapke liye hai.

balo-ko-lamba-karne-ka-tarika

Agar aapko yah jankari pasnd aaye to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

- बाल को लंबा करने के तरीका/बालों को लंबा कैसे करें (Bal ko lamba karne ke tarika/Balon ko lamba kaise karen)

balo ko jaldi lamba karne ka tarika

1:- आंवला:- आंवला ko khane se baal badte hai aur aavle ka powder aur nimbu ke ras ko mila kar laga le aur sukhne ke bad gungune pani se dho le.

2:- प्याज:- 2 प्याज ka ras nikal kar apne balo par malish kare aur 30 minutes tak ras ko balo par lage rahne de aur fir shampoo apne baal do le.

3:- नींबू का रस:- 2 chammch नींबू का रस ko gungune pani milakar apne balo par lagaye aur aade gante bad apne baalo ko shampoo se do le.

4:- आलू का रस:- 2-4 aalu ka ras nikal kar use apne balo par laga le aur 15 minutes bad apne balo ko gungune pani se do le aalu me vitamin B paya jata hai jo baalo ko lamba karta hai.

5:- दही व अंडा:- 2 ande le aur uske ander ka pila aur safed hissa nikal le aur 2 chammch dahi mila kar apne baalo me 30 minutes tak lagaye rakhe fir baalo ko shampoo se do le.

6:- संतरे का रस और सेब का गूदा:- संतरे का रस और सेब का गूदा dono ko milkar baalo par lagaye aur fir sukhne ke bad do le yah misran lagane se baal kale aur lambe hote hai inko hafte me do bar laga sakte hai.

सफेद white बालों ko काला karne के tips in hindi 2021

7:- कैस्टर ऑयल:- Sabse pahle कैस्टर ऑयल ko toda gunguna kare aur isme nimbu ka ras mila kar ise apne baalo par lagaye fir 20 minutes ke apne baalo ko tabil se badh le fir baal do le.

8:- नारियल का तेल:- नारियल का तेल ko toda gunguna garam kare aur isme kapoor aur nimbu milaye aur yah sab ko mila kar apne baalo par lagaye aur rat bhar apne baalo par lage rahne de aur subah shampoo se do le.

9:- करी पत्तों:- करी पत्तों mtalab ya neem ki patti aur nariyal ka tel dono ko sath me mila kar garam kare aur garam karne ke bad chhan le aur fir apne baalo ki jado par lagaye aur malish karne ke ek gante bad apne baalo ko do le.

10:- लहसुन:- लहसुन ki do kaliya ke chhote chhote tukde kar de aur 2 chammch shahad mila kar apne balo par lagaye aur aade ek gante bad apne baalo ko do le.

जले का निशान कैसे मिटाएं? Safed daag kaise hataye in hindi

- बालों को सिल्की करने का तरीका (Balo ko silky karne ka tarika in hindi)

Baal ko silky kaise kare in hindi?

1:- अंडा:- अंडा aur dahi baalo ko bejan hone se bachate hai aur agar aapke bejan hai to aap अंडा aur dahi ko apne balo par lagaye kyo ki ande me bahut jyada matra me protin paya jata hai.

2:- नारियल का दूध:- नारियल का दूध ko balo par lagane se baal silky aur mulayam hote hai.

3:- दूध और शहद:- Aada cup doodh le aur do chammch shahad mila kar use apne balo par laga kar 1 gante ke liye chhod de aur fir apne baal do le.

4:- पपीते:- पपीते ko pis kar usne aada cup dahi mila kar apne balo me 1 gante tak lagaye rakhe aur fir apne baal do le.

5:- प्याज का जूस:- प्याज का जूस bi baalo ko silky mulayam karne me bahut faydemand hai bas aapko प्याज का जूस apne baalo par lagana hai aur 10-20 minutes ise apne balo par bi lage rahne dena aur fir aapne bal ko shampoo se do le.

- बाल घने करने का तरीका इन हिंदी/बालो को लंबा घना कैसे करे? (Baal Ghane karne ka Tarika in Hindi/Balo ko lamba ghana kaise kare 10 din me?)

Balo ko lamba karne ka tarika in hindi.

1:- अंडे:- 1-2 अंडे apne baalo ke hisab se le agar chhote hai to 1 bade hai to 2 aur usko phod kar apne gile balo me lagaye aur aade gante lage rahne de fir gungune pani se baalo ko do le.

Dimag का tension कैसे dur करें? चिंता तनाव कैसे दूर करें?

2:- जैतून का तेल:- Apne baal aur uski jad me garam जैतून का तेल se malish kre aur 30-40 minutes ke lage rahne de fir shampoo se baal dho le yaa tel ko aap rat bhar bi lage rahne de sakte hai.

3:- आंवला पाउडर:- 1 chammch आंवला पाउडर ko 2 chammch nariyal ke tel me mila kar garam kare aur tab tak garam kare jab tak ubal na aa jaye fir chhan le aur gunguna hone par balo me laga kar so jaye aur subah Shampoo se baal do le.

4:- एलोवेरा जेल:- एलोवेरा ki pattiya ko tod kar usme se bi ras nikal sakte hai ya fir एलोवेरा जेल le kar use apne balo me laga kar ragde aur aade gante lage rahne de fir gungune pani se baal do le asa hafte me do bar kre.

5:- हिना:- हिना ki pattiya ko tod kar uska paste bana le aur us paste ko apne baalo par lagaya aur do gante ke liye asa hi chhod de aur sukhne ke bad apne baalo ko doo le aur fir done ke aade gante bad shampoo se baal do le.

- तेजी से बाल बढ़ाने के उपाय (Teji se Baal badhane ke upay)

Jaldi se baal badhane ke upay in hindi.

• Agar aap apne baalo ko teji se lamba karna chahate ho to apne balo ko 8-10 hafte me ट्रिमिंग karaye.

• Baalo ko कंडीशनिंग kare kyo ki कंडीशनिंग karne se baalo ki niche jad majboot hoti hai aur baal teji se badte hai.

• Sabse achha aur upay jo bahut se log karna bhul jate hai agar aap apne baalo ko lamba karna chahte to apne baalo ki garam tel se masaaj kare aur pura jado tak tel lagaye.

30 din में ghar पर body कैसे banaye? बिना जिम गये

• Sone se phle roj daily apne baalo ki kanghi kare asa karne se baalo ki jad majboot hoti hai aur baal jaldi lambe hote hai.

• Sabse jaruri bat jo har insan galti karta hai apne baalo me lagane bale tel ko bar bar badlna nhi chahiye kyo ki asa karne se baalo par bura asar padta hai isliye ek hi tel ko hamesh lagana chahiye.

• Khane me achhe poustik aahar le jisse ki baalo ko lamba karne me sahayata mile aur baal jaldi lambe ho.

• Aam ki ghuthli me pise huye aavla ko mila kar rat ko baalo par laga ke so jaye aur subah do le.

• Badam tel ko halka garam kar ke baalo par achhe se masaaj kare aur aade gante bad shampoo se baal do le.

baal-badhane-ke-upay-in-hindi


- बाल लम्बे करने का शैम्पू (Baal lambe karne ka Shampoo)

Baal lambe karne shampoo in hindi.

Baalo ko lamba karne ke liye aapko kon sa shampoo ka istemal karna chahiye jisse ki aap bah shampoo se baal do kar apne baal lambe aur silky bana sake to chaliye jante hai baal lambe karne ke shampoo ke bare me hindi me. 

Roj खाली pet 2 काजू khane के बेहतरीन fayde हिंदी में

1:- वाओ एप्पल साइडर विनेगर शैम्पू (Wao Apple Cider Vinegar Shampoo)

2:- इंदुलेखा भृंगा हेयर क्लींजर (Indulekha Bhringa Hair Cleanser)

3:- मामाअर्थ अनियन शैम्पू फॉर हेयर फॉल कंट्रोल (Mamaarth Onion Shampoo for Hair Fall Control)

4:- बायोटिक बायो केल्प प्रोटीन शैम्पू फॉर फॉलिंग हेयर इंटेंसिव हेयर रिग्रोथ ट्रीटमेंट (Biotic Bio Kelp Protein Shampoo for Falling Hair Intensive Hair Regrowth Treatment)

5:- डाबर वाटिका हेल्थ शैम्पू (Dabur Vatika Health Shampoo)

6:- हिमालया एंटी हेयर फॉल शैम्पू (Himalaya Anti Hair Fall Shampoo)

7:- ओरिएंटल बॉटनिक्स रेड अनियन हेयर शैम्पू (Oriental Botanics Red Onion Hair Shampoo)

8:- खादी ग्लोबल एंटी हेयर लॉस एंड हेयर ग्रोथ (Khadi Global Anti Hair Loss & Hair Growth)

9:- द योगी रेड अनियन शैम्पू (The Yogi Red Onion Shampoo)

10:- सेंट बॉटानिका नारियल एंड बंबू हाइड्रेटिंग शैम्पू (St. Botanica Coconut & Bamboo Hydrating Shampoo)

11:- ट्रायकॉन अनियन शैम्पू फॉर हेयर ग्रोथ (Tricon Onion Shampoo For Hair Growth)

12:- हिमालयन ऑर्गेनिक्स भृंगराज शैम्पू (Himalayan Organics Bhringraj Shampoo)

13:- बेला वीटा ऑर्गेनिक शैम्पू विद ग्रोथ प्रोटीन फॉर हेयर वॉल्यूम (Bella Vita Organic Shampoo with Growth Protein for Hair Volume)

14:- डव नरिशिंग सीक्रेट (Doo nourishing secret)

15:- इंडस वैली बायो ऑर्गेनिक ग्रोआउट शैम्पू (Indus Valley Bio Organic Growout Shampoo)

16:- अर्बन एसेंस अनियन शैम्पू (Urban Essence Onion Shampoo)

17:- अरोमा मैजिक त्रिफला शैम्पू (Aroma Magic Triphala Shampoo)

18:- बायोटिक बायो प्रोटीन शैम्पू (Biotic Bio Protein Shampoo)

19:- बायोटिक वॉलनट बार्क शैम्पू (Biotic Walnut Bark Shampoo)

20:- ट्रीचप शैम्पू (Trichup Shampoo)

21:- पतंजलि केश कांति शैम्पू (Patanjali Kesh Kanti Shampoo)

  • Note:- Upar bataye gye sare baal ko lamba karne ke shampoo hai aap isme se koi sa bi shampoo istemal kar sakte aur apne baalo ko lamba kar sakte hai.

- बालों को घना लम्बे करने का तेल (Balo ko ghana lambe karne ka oil in Hindi)

Baal ghana karne ka tel in hindi.

नारियल तेल :- एंटी बैक्टीरियल, एंटी फंगल और एंटी वायरल tatv paye jate jiske karan baal lambe aur ghane hote hai

गुस्से Ko कैसे Control करें ? Gussa Kam Karne Ke Jyotish Upay

जोजोबा ऑयल:- जोजोबा ऑयल हाइपो एलर्जेनिक paya jata hai jo baalo ko majboot karta hai aur lamba karta hai.

ऑलिव ऑयल:- ऑलिव ऑयल विटामिन ई, एंटी ऑक्सीडेंट, ओलिक एसिड paya jata hai jo baalo ko jado me pahuch kar use lamba aur ghana karne me help karta hai.

अरंडी का तेल:- अरंडी का तेल विटामिन ई, प्रोटीन और मिनरल aur एंटी माइक्रोबियल gun paye jate hai jo dendraf hone se rokta hai. 

सीसम ऑयल:- सीसम ऑयल एंटी माइक्रोबियल gun paye hai aur yah tel ka ayurved me bahut nam yah tel lagane se baal majboot aur lambe hote hai.

रोज़मेरी तेल:- रोज़मेरी तेल aur nariyal ke tel ko mix karke lagne se baal lambe aur ghane hote hai aur yah tel rat bhar baalo me lage rahne de.

ऑर्गन तेल:- ऑर्गन तेल baalo ke liye bahut achha hota hai yah tel me bahut se vitamin aur poustik tatv paye jate hai jo baalo ke liye bahut achha rahta hai.

सेज तेल:- 1 chammch सेज तेल me 2 chammch nariyal ka tel mila kar apne baalo par lagaye सेज तेल me एंटीऑक्सीडेंट gun paye jate hai jo baalo ko badhane me help karta hai.

baal-ko-silky-kaise-kare-in-hindi


लैवेंडर के तेल:- 3-4 लैवेंडर के तेल aur 2 chammch nariyal ka tel mila kar apne baalo par lagaye baal bahut jaldi lambe hoge.

अलसी के तेल:- अलसी के तेल ke tel me nariyal ka tel mila kar lagane se baal ghane lambe aur majboot hote hai kyo ki अलसी के तेल me फैटी एसिड bahut jyada paya jata hai jo baalo ke liye bahut achha hota hai.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu aapko yah jankari Balo ko lamba karne ka tarika in hindi ke bare me sari jankari mil gai hogi agar aapko yah jankari se toda sa bi benefit hua hai to yah jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share jarur kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.


एक टिप्पणी भेजें

8 टिप्पणियाँ

  1. Parachute ka nariyal tel kya achha hota hai bal k liye ? comments me .

    जवाब देंहटाएं
  2. The information provided by you is very important. In fact one can easily make himself successful by getting such better information.https://goguidar.com/pm-mudra-loan-yojana-apply/

    जवाब देंहटाएं

Please do not enter any spam link in the comment box

Recommended Posts

Ad Code