Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

गिरते baalo को rokne के upay इन हिंदी

 Hello dosto aaj me aapko Balo ka girna rokne ke upay in hindi ke bare me bataoga.

Agar aapke bi baal jhadte hai to yah article aapke liye hai yah article me aapko baalo ko girna kaise roke ke bare me bataya gya hai.

balo-ka-girna-rokne-ke-upay-in-hindi

Agar aapko yah jankari pasnd aaye to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

- बाल झड़ने या गिरने के कारण/झड़ते हुए बालों को कैसे रोके?(Causes hair fall or fall / how to prevent hair falling?)

Baal jhadne ka kya karan hai?

• Baal jhadne ka karan bimariya bi ho sakti hai jese cancer, infection, sarjari etc ke karan bi baal jhad sakte hai.

• Baalo ko thik tarah se pousak tatv na milne se bi baal bejan aur jhadne lagte hai.

• Agar aap kisi chij ko davai lete hai to uske side effects se bi aapke baalo ko nuksan ho sakta hai.

1 महीने में बालों को लंबा करने का तरीका in hindi

• Jenetik karan ke karan bi aapke baal bahut jaldi ya kam umar me jhad sakta hai.

• Baal ka thik tarah se dyan nhi rakhna mtlb tel ki malish na karna.

• Bar bar baalo ka tel badne se bi aapke baal jhad sakte hai.

• Baalo me kisi asi besi galt chije lagane se bi baal jhad sakte hai.

• Sharir me protin ki kami ke karan bi baal jhad sakte hai.

• Jyada tension lene se bi baal jhad sakte hai.

Dimag का tension कैसे dur करें? चिंता तनाव कैसे दूर करें?

• Iron ki kami se bi baal girna suru ho sakte hai.

- बाल झड़ना कैसे रोके?/बालों का गिरना रोकने के उपाय इन हिंदी(Jhadte balo ko rokne ke upay/baal ko jhadne se rokne ke tarike hindi me/ baalo ko jhadne se rokne ke gharelu upay in hindi)

Balo ka girna rokne ke upay in Hindi.

प्याज का रस और शहद:- Shahad aur pyaj ka ras mila kar apne baalo par lagane se baalo ka jhadna band ho jata hai.

प्याज का रस और बादाम का तेल:- Pyaj ka ras aur usme badam ka tel milne par usme bahut se ase poustik tatv paye jate hai jo baal ko girne se rokte hai baal ko girne se rokne ka achha upay hai.

नारियल का दूध:- Nariyal ke doodh ko apne baalo ki jad me lagaye aur lagane ke bad tabil se apne sir ko 20 minutes ke liye dhak le aur fir shampoo se apne baalo ko dho le.

एलोवेरा:- Aloevera ko kat ke uske ander ka guda nikal kar use apne baalo ki jado me lagaye aur 15 minutes bad apne baalo ko dho le aur aloevera ko baal dho kar hi lagaye.

नीम की पत्तियों:- 10-12 Neem ki pattiya ko pani me ubale aur isko itna ubale ki pani aada rah jaye aur fir yah pani se apne baalo ko dho le.

आंवला और नारियल का तेल:- 4-5 avle ko nariyal ka tel dal ke itna ubale ki yah tel kala na ho jaye aur kala pad jane ke bad ise apne baalo me masaj kare aur fir 20 minutes bad apne baalo ko do le.

दूध मुलेठी और केसर:- Doodh me mulethi aur kesar ko barabar matra me milaye aur ise apne baalo me lagaye aur rat bhar ise balo me laga kar rakhe aur subah dho le.

चुकन्दर के पत्ते:- Chukunder ke patte ko pani me dal kar use ubale aur jab tak ubale jab tak pani aada na rah jaye fir Chukunder ke patte ko nikal usme 1 chammch hina mila kar paste bana le aur aapne baalo ki jado me lagaye aur 20 minutes bad apne baal do le.

धनिया के पत्तों:- 1 cup hari dhaniya ko pis kar usme toda sa pani mila kar juice jesa bana le aur yah juice ko apne baalo me lagaye aur ek gante bad apne baalo ko do le.

ग्रीन टी:- Green tea ko 1 cup pani me mila kar ise apne baalo par lagaye aur ise 1 gante tak apne baalo me laga kar rakhe aur fir dho le.Green tea me एन्टीऑक्सिडेंट tatv paya jata hai jo baalo ko jhadne se rokta hai.

ग्रीन टी पीने के बेहतरीन 14 फायदे | benefits of green tea in hindi 2021

- बाल झड़ने या गिरने से रोकने का तेल (Hair loss oil/jadhte baalo ko rokne ka oil)

Balo ka jhadna rokne ka Oil in hindi.

• एलोवेरा तेल (Aloevera oil)

• गुड़हल तेल (Jaggery oil)

• आंवला तेल (Alma oil)

• प्याज का तेल (onion oil)

• अदरक के तेल (Adrak oil)

• नारियल का तेल (Coconut oil)

• बादाम का तेल (Almond oil)

• जैतून का तेल (Olive oil)

• अरंडी का तेल (Castor oil)

• लैवेंडर का तेल (lavender oil)

Note:- Uper bataye gye sare tel ko aap apne ghar par bana kar apne baalo me laga sakte hai kyo ki yah sab tel aayurvedik hai aur aap apne ghar par bana sakte hai.

• मामाअर्थ अनियन ऑयल फॉर हेयर ग्रोथ (Mamaarth Onion Oil for Hair Growth)

• वाओ स्किन साइन्स अनियन ब्लैक सीड हेयर ऑयल (Wao Skin Signs Onion Black Seed Hair Oil)

• लक्सुरा साइन्स अनियन हेयर ऑयल (Luxura Signs Onion Hair Oil)

baal-jhadne-ka-kya-karan-hai


• हिमालया हर्बल एंटी हेयर फॉल हेयर ऑयल (Himalaya Herbal Anti Hair Fall Hair Oil)

• खादी ग्लोबल रेड अनियन हेयर ऑयल फॉर हेयर ग्रोथ (Khadi Global Red Onion Hair Oil For Hair Growth)

• रे नैचुरल्स कोल्ड प्रेस्ड कैस्टर ऑयल (Re natural cold pressed castor oil)

• बायोटिक भृंगराज हेयर ऑयल (Biotic Bhringraj Hair Oil)

• इंदुलेखा भृंगा हेयर ऑयल (Indulekha Bhringa Hair Oil)

• ऑनेस्ट चॉइस अनियन हेयर ऑयल फॉर हेयर ग्रोथ (Honest Choice Onion Hair Oil For Hair Growth)

• वीएलसीसी हेयर फॉल रिपेयर ऑयल (VLCC Hair Fall Repair Oil)

Note:- Uper bataye gye sare tel market me mil jayege aur aap yah tel istemal kar ke aapne baalo ka jhadna rok sakte hai.

- बाल झड़ने से रोकने की आयुर्वेदिक दवा (Ayurvedic medicine to prevent hair loss)

Baal ko girne se rokne ki ayurvedic dawa.

• Aloevera ko apne baalo ki jado me lagaye asa karne se aapke baal jhadna band ho jayega.

• भृंगराज तेल baalo ko jadne se aur डैड्रफ hone se rokta hai isliye apne baalo me भृंगराज तेल lagaye.

• Sir me lahsun ka ras, pyaj ka ras ya adrak ka ras apne baalo me lagane se baal jhadne band ho jata hai.

• Pis hua namak 1 chammch aur kali mirch 1 chammch aur usme 5 chammch nariyal ka tel mila kar apne sir par lagaye.

•  Neem aur ber ke patte ko pani me kub ubale aur pani thanda karke yah pani se apne baalo ko doye.

जानिए:- नीम के पत्ते खाने के 10 बेहतरीन फायदे इन हिन्दी 2021

- बाल झड़ने से रोकने की होम्योपैथिक दवा (Homeopathic medicine to prevent hair loss)

Baal ko girne se rokne ki Homeopathic dawa.

1:- ऐसिड-फ्लोर(Acid –Flor)

2:- आर्स-ऐल्बम(Ars-Alb)

3:- सेलेनियम(Selen)

4:- नेट्रम-म्यूर(Nat-mur) 

5:- थायरोईडीनम(Thyroidinum)

6:- थूजा ओकिडेंटलिस (Thuja Occidentalis)

7:- लाइकोपोडियम (Lycopodium)

Warning:- Uper batai gai dawai ko aap apne man se naa le koi bi dawai lene se phle apne kisi achhe doctor se salah jarur le le nhi to aapko nuksan uthana pad sakta hai.

- दोबारा बालों को कैसे उगाए?/बाल उगाने के उपाय हिंदी में (How to grow hair again? / Hair growing tips in hindi)

Double se baalo ko kaise ugaye in hindi.

• Green tea ke do bag ko pani me mila kar apne sir par lagaye aur 1 gante bad dho le kyo ki green tea me एंटीऑक्सिडेंट paya jata hai.

• Apne ganje sir par halka garam tel lagaye nariyal ka badam ka jo aapko achha lage bah tel garam kar ke apne sir par lagaye.

• Neem aur alovera jel apne sir par lagaye asa karne se aapke baal doubal se ugle lagege.

• Apne aahar me protin ko jarur samil kare kyo ki protin baalo ko dobara ugane me help karta hai.

• Roj roj 5-6 badam khaye kyo ki badam me iron,vitamin e aur protin paya jata hai.

बादाम क्या है ? Badam ke फायदे नुकसान in hindi 2021

• Daily yogasan kare jese sir ke yogasan शीर्षासन aur sir ke bal khada hona etc baalo ko ugane me sahayata karte hai.

• Pake kele me nimbu ka ras mila kar apne ganje sir par lagaye asa karne se baal fir se ugne lagega.

- बालों को झड़ने से रोकने के लिए इन चीजो से करे परहेज (Avoid these things to prevent hair fall)

Baal jhadne band karne ke liye kya khaye?

• Jyada chemical bali chijo ka istemal karne se bache.

• Baalo ko jyada tait na bande asa karne se baalo ki jad kamjor hoti hai.

• Roj roj apne baalo ki kanghi badlne se bache hamesh ek jesi hi kanghi kare.

• Baalo me sabun lagane se bache.

baal-ko-jhadne-se-rokne-ke-tarike-hindi-me


• Baalo ko roj daily shampoo se naa dhoye 3-4 din me ek bar dhoye.

• Baalo me jyada faltuk chije na lagaye.

• Jyada dhul bali jagah par apne baal na khole bandh kar rakhe.

• Gile baalo me kanghi na kre.

• Jyada chini khane se bache kyo ki jyada chini bi baalo ko nuksan pahuchati hai.

- किस विटामिन की कमी से हेयर फॉल होता है?(Which vitamin deficiency causes hair fall?) 

National Center of Biotechnology Information (NCBI) (नेशनल सेंटर ऑफ बायोटेक्नोलॉजी इन्फोर्मेशन एनसीबीआई) ke hisab se Vitamin A,vitamin B, vitamin C, vitamin D, vitamin E aur iron,Selenium ki kami ke karan baal jhadte hai.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Asha karta hu aapko yah balo ka girna rokne ke upay in hindi ke bare me sari jankari mil gai hogi aur aapko yah jankari se fayda bi hua hoga agar aapko yah jankari pasnd aai to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share jarur kare aur comment kar ke jarur bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.


एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code