Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

ऐसे बचें, मोबाइल‌ से निकले वाले रेडिएशन से बचने के उपाय

 Hello dosto aaj me aapko मोबाइल रेडिएशन से बचने के उपाय ke bare me hindi me bataoga jisse ki aap mobile se nikle bale radiation se apne aap ko bacha sakte hai.

mobile-radiation-se-bachne-ke-upay


Agar aapko yah jankari achhi lagi to yah jankri ko apne dosto rishtedaro se bahut mobile chalate hai unko jarur share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

- मोबाइल रेडिएशन क्या होता है?(What happens with mobile radiation?)

Mobile radiation kya hota hai?

Radiation ek tarah ki kiran hoti hai jo insan bi banate hai aur bahut hi Kiran prakriti ki hai jese suraj ki karan lekin yah suraj ki karan name nuksan nhi pahucha sakti kyo ki ओजोन परत rahti hai aur jaruri nhi hai insan ne banai bali tarang ya kiran nuksan pahuchaye yah kiran bi bahut fayde ke liye istemal ki jate hai aakho ke chashme ke liye bahut operation bi aaj kal kiran se hone lag gye hai.

Lekin yah radiation kiran nuksan tab karti hai jab inka bahut jyada use kiya jaye jese aaj kal bahut mobile chalane se mobile se niklne bali radiation hamre sharir ko bahut nuksan pahucha sakta hai ab ham aage janege ki yah mobile se niklne bali radiation se bachav kaise kare.

बच्चों को मोबाइल से दूर कैसे रखें? Mobile ki lat chhodne ke upay 

- मोबाइल रेडिएशन से बचने के उपाय (Measures to avoid mobile radiation)

mobile radiation se bachne ke upay in hindi.

Aaj kal ke log aur aaj kal ke nai umar me bachche ladke ladkiyo ko mobile ka bahut sok hota hai aur jab se yah internet sasta ho gya matalab daily ka 1 gb net aane laga hai tab se mobile ki lat bad gai aur sab log bahut jyada mobile chalane lage aur mobile se niklne bala radiation se bachne ke liye  upay.

• Mobile par bat kabi bi mobile bilkul kan se chipka kar nhi karna chahiye earphone ya loudspeaker par mobile kar ke bat karna chahiye.

• Mobile ko apne pas rakh kar nhi sona chahiye bahut se log mobile ko takiye ke niche rakh ke sote hai lekin yah galt hai isse radiation ka khatra bad sakta hai.

• Sote samy mobile ko apne se 10 fit ki duri par rakhe.

अनिद्रा ko कैसे dur करें? Rat को nind न aane के kya कारण है?

• Mobile ka bahut kam upyog kare.

• Mobile ko kabi bi upar ke jeb me na rakhe asa karne se aapko heart se judi bimari ho sakti hai.

• Kabi kabi mobile se bat karne ke bad mobile ko kan se turant hata de ya earphone lage ho to unko bi turant hata de.

• Rat ko sone ke phle mobile ko band kar ke soye.

• Charging karte samy mobile se bat yaa use chalaye nhi kyo ki charge karte samy mobile se niklne bala radiation bad jata hai.

• Jyada lambi bat karne ke liye landline ka upyog kare. 

• Chhoti bat yaa todi bat karne ke liye whatsapp ya text message ka istemal kare.

• Kabi bi aap naha kar aaye aur aapke baal gile ho to mobile par bat nhi karna chahiye isse radiation bahut jyada phelta hai.

सफेद white बालों ko काला karne के tips in hindi 2020

- मोबाइल रेडिएशन से होने वाले नुकसान/रेडिएशन से क्या-क्या हानि होती है?/मोबाइल रेडिएशन के दुष्प्रभाव(Disadvantages of Mobile Radiation / What are the disadvantages of Radiation? / Side Effects of Mobile Radiation)

Mobile radiation se hone bale nuksan in hindi.

• Roj daily mobile ko 50 minutes tak istemal karne se aapke dimag ki kosika nuksan hota hai.

• Jyada mobile radiation se aapko cancer bi ho sakta hai.

• Aankhe bi karab ho jati hai jisse aapko chashma lag sakta hai.

1 हफ्ते me चश्मे का number कैसे kam करे?

• Mobile se niklne bala radiation pregnant women ke bachche ko bahut nuksan pahuchata hai.

• Mobile se radiation se dimag chidchida ho jata hai aur insan chidne lagta hai.

• Radiation se sir dard jesi bimari bi ho sakti hai.

Sir dard ka ilaj ,karan or lakshan सिर दर्द का इलाज, कारण और लक्षण

• Sote samy mobile pas me rakhne se aapki nind par bahut bura asar dalti hai.

• Mobile se nikalne bali radiation se daibetics aur heart se judi samsya peda kar sakti hai.

जानिए: डायबिटीज के 15 लक्षण | symptoms of sugar in hindi.

- एंटी रेडिएशन चिप क्या है?/मोबाइल रेडिएशन चिप(What is anti radiation chip? / Mobile radiation chip)

Mobile radiation chip kya hai in hindi?

एंटी रेडिएशन चिप ek tarah chip aati hai yah chip mobile se niklne bali radiation ko rokne ke liye yah chip ka istemal kiya jata hai yah chip se aap mobile se nikle bale radiation ko rok sakte hai.

- मोबाइल रेडिएशन कितना होना चाहिए? (What should be mobile radiation?)

Mobile ka radiation kitna hona chahiye?

Mobile ka radiation kitna hona chahiye yah bat "The Ministry of Communication ke Specific Observation Rate'(Abstract)" ke hisab se kisi mobile phone tablet ka radiation 1.6 W/KG waat prati kilo se jyada nhi hona chahiye nhi to yah nuksan pahuchata hai.

mobile-radiation-se-hone-bale-nuksa-in-hindi


- रेडिएशन थैरेपी के बाद क्या खाना चाहिए?(What to eat after radiation Therapy?)

Radiation Therapy ke bad kya khana chahiye?

• Radiation therapy ke bad pani yaa phal ka ras, dhoodh, chay, coffee yah sab le.

• Daily khana khate rahe aur khana kabi bi basa na khaye taja hi khana khaye.

• Sharab ya kisi bi tarah ka nasa na kare.

Sharab kaise chhode ? शराब को छोड़ने के तरीके हिंदी में

• Masaledar chije na khaye yah chijo se hamesh dur rahe.

• Jyada thanda ya jyada garam chij na khaye hamesh normal chije hi khaye.

• Khane me hamesh achhi takat bali chije hi khaye.

- मोबाइल रेडिएशन चेक करने का नंबर क्या हैं?(What is the number to check for mobile radiation?)

Mobile ka radiation kitna hai check karne ka number.

Mobile ka radiation kitna hai yah sab log janan chahate mobile ka radiation check karne ke liye aapko ek number par call karna hoga bah number hai *#07# yah number call karke mobile ka radiation check kar sakte hai.

Dimag का tension कैसे dur करें? चिंता तनाव कैसे दूर करें?

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu ki aapko yah jankari मोबाइल रेडिएशन से बचने के उपाय ke bare me sare upay mil gye hoge jise jan kar aap apni family aur apne aapko ko mobile se hone bale radiation se bacha sakte hai agar aapko yah jankari achhi lagi ho to yah jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share jarur kare.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code