Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

Pure शरीर ki सफाई kaise करे? शरीर se मैल हटाने के उपाय

 Hello dosto aaj me aapko apne pure शरीर की सफाई कैसे करें? Ke bare me puri jankari hindi me dunga agar aapko apne sharir ko saf suthra rakhna hai to yah article ko pura pade aur apne sharir ki safai kare.

Agar aapko yah jankari pasnd aaye to aapko yah jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

sharir-ki-safai-kaise-kare


- अपने पूरे शरीर की सफाई कैसे करें?(How to cleanse your entire body?)

sharir ki safai kaise kare in hindi.

Apne pure sharir ki safai kaise apne pure sharir ki safai karne ke liye sharir ko pura saf karna jaruri hai ander se bahar se sabi dur se niche sab bataya gya hai.

1:- शरीर से मैल हटाने के उपाय/शरीर में जमी गन्दगी कैसे निकाले?

2:- शरीर की आंतरिक सफाई कैसे करें?

3:- शरीर से विषैले तत्व बाहर कैसे निकाले?

4:- आंतों की सफाई कैसे करें?

5:- शरीर का पानी कैसे निकाले?

Bhige चने aur गुड़ khane के fayde नुकसान in hindi

Uper bataye gye sabi 5 point niche details me bataye gye hai jise pad kar aap apne sharir ki safai kar sakte jisse ki aapka pure sharir saf ho jayega.

- शरीर से मैल हटाने के उपाय/शरीर में जमी गन्दगी कैसे निकाले?/बॉडी का कालापन कैसे दूर करे?(Remedy to remove dirt from the body / How to remove dirt from the body? / How to remove blackness of the body?)

Body ki safai kaise kare in hindi.

Sharir se mel hatane ka sabse achha aur purane jamane se chala aa raha hai ye tarika besan ko apne chahre aur sharir par laga le aur kuch der ke liye chhod de fir naha le asa hafte me 3 bar kare.

• Nimbu me vitamin c paya jata hai aur nimbu ke ras ko chahre par lagane se chahre par jami gandagi nikal jati hai aur chahra par nikhar aata hai aur chahre ke dag dabbe katam ho jate hai.

• Body ke kalepan ko dur karne ke liye aalu bahut achha upay aalu ka pest bana kar kali padi skin par lagaye aur toda masle fir 10 minutes ke liye chhod de fir pani se do le.

• Kali skin ko safed ya apne pure sharir ki safai karne ke liye jai ko istemal karna chahiye jai ko doodh me mila kar paste bana kar kali padi hui skin par lagane se kali skin phle jesi hone lagti hai.

Multani mitti ko sharir par lagane se body ka kala pan dur hota hai aur sharir saf hota hai.

काले-पीले danto ko जल्दी safed कैसे karen in hindi?

• Haldi ki pis kar uska paste bana kar chahre ya pure sharir par lagane se chahre par nikhar aata hai aur sharir gora hota hai.

- शरीर की आंतरिक सफाई कैसे करें?(How to do internal cleansing of the body?)

Sharir ki ander se safai kaise kare?

• Sharir ki aantrik safai karne ke liye daily brush kare aur apna muh saf kare.

• Agar aapka muh saf rahega to uske jariye jane bale khana bi saf rahega isliye apne muh ko saf rakhe.

• Achha khana khaye fast food ya heathy food khaye.

• Roj subhah ke samy nimbu pani piye nimbu pani peene se bi sharir ki ander se safai ho jati hai aur sharir ko vitamin c milta hai.

• Din me jyada se jyada pani piye taki jyada toilet aaye aur toilet ke jariye bi sharir ander se saf ho jata hai.

- शरीर से विषैले तत्व बाहर कैसे निकाले?/शरीर से टॉक्सिन दूर करने के उपाय(How to remove toxic substances from the body?/Remedy to remove toxin from the body)

Sharir se jahrile tatv bahar kaise nikale in hindi?

• Shahad nimbu ko mila kar subah ke samy garam pani ke sath piye shahad nimbu se bi sharir se विषैले तत्व bahar nikal jate hai.

• Green tea piye green tea me एंटीऑक्सिडेंट paya jata hai jo sharir se विषैले तत्व ko bahar nikalta hai.

Doodh me किशमिश डालकर khane के fayde in हिंदी

• Adrak ka chhota sa tukda khaye ya apne khane me adrak ko samil kare kyo ki adrak me एंटी इन्फ्लैमेटरी paya jata hai jo toxic tatv ko bahar karta hai.

• Lahsun me paye jane bala एलिसिन aur एंटीऑक्सिडेंट sharir se विषैले तत्व ko bahar karta hai isliye lahsun ko apne khane me jarur samil kare.

शरीर-se-मैल-हटाने-के-उपाय


- आंतों की सफाई कैसे करें?(How to cleanse the intestines?)

Sharir ki Anto ki safai kaise kare in hindi?

• ब्रोकली ko gobi ke sath mix kar ke khaye ब्रोकली aanto ki safai karne me bahut help karti hai.

• Roj daily kachcha doodh piye kachche doodh me bi aanto ko saf karne sakti hoti hai.

• Beans aur dal khaye kyo ki beans aur dal me faibar bahut adhik paya jata hai jiske karan yah aanto ko achhi tarah saf kar deti hai.

• Chia beej khaye chia beej pani me dal kar ya doodh ke sath khaye chia beej aanto ki safai karne me bahut labhdayak hota hai.

• Lal mirch bese to khane me dali jati hai lekin lal mirch jyada khane se sharir ki aanto ki safai ho jati hai.

मुनक्का ke बीज khane के fayde‌ नुकसान in hindi

- शरीर का पानी कैसे निकाले?(How to drain body water)

Sharir mese pani kaise nikale in hindi?

• Sharir me pet me pani bharne par pet phulne lagta aur uska size badta rahta hai isko dur karne ke liye पैरासेन्टेसिस kiya ja sakta hai jo doctor karte hai.

• शंट (ek prakar ki tube jesa) ki help se bi pet me bhara pani bahar nikal sakte hai yah kam bi doctor hi karte hai.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Asha karta hu aapko yah jankari apne pure शरीर की सफाई कैसे करें? Pasnd aai hogi agar aapko yah jankari todi si bi helpful lagi hoto yah jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share jarur kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code