Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

काले-पीले danto ko जल्दी safed कैसे karen in hindi?

 Hello dosto aaj me aapko पीले दांतों को सफेद कैसे करें? Ya danto ko safed karke kaise chamkaye? Jankari achhi lagi hogi agar aapko yah jankari pasnd aaye to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki is upay se aapke dant safed huye ki nhi.

pile-danto-ko-safed-kaise-kare


- दांत पीले क्यों होते है?(Why does a teeth turn yellow?)

Dant pile kyo hote hai in hindi?

Dant pile kyo hote hai? Yah sabal har us insan ke man me hota hai jiske dant pile ho jate hai bese to dant kisi ek karan se pile nhi hote hai uske bahut se karan ho sakte hai to chaliye jante hai ki kon se karan se dant pile hote hai.

Cigarette bidi peene se.

• Khan pan se.

• Supari ya gutakha khane se.

• Brush na karne se bi dant pile ho jate hai.

• Bahut dant bimariya ke karan bi pile pad jate hai.

Dant me kide lagne se.

• Pan masala khane se.

• Umar badne se bi dant pile hote hai.

• Genetic problem ke karan bi pile ho jate hai dant.

• Lar kam banne se.

• Kisi davai ya bimari ke side effect se.

Doodh me किशमिश डालकर khane के fayde in हिंदी

- पीले दांतों को सफेद कैसे करें?/दांतों को चमकाने के उपाय(How to brighten teeth? / Remedy for teeth whitening)

Peele danto ko safed kaise kare?

1:- Apne pile danto ko safed karne ke liye sabse achha aur purana tarika hai neem ki datun jese phle ke samy me log apne danto ko neem ki datun se saf karte the bese hi aaj bi pile danto ko safed karne ke liye aap neem ki datun se dant saf kar sakte hai.

2:- Nimbu ka ras nikal kar usme pani mila kar roj khana khane ke bad is nimbu ke pani se kulla karne se danto ka pilapan dur ho jata hai.

3:- स्ट्रॉबेरी ko pis kar uski pulse ko nikal kar usme toda sa baking soda mila kar brush karne ke bad yah स्ट्रॉबेरी ko apne danto par gise danto bahut jaldi safed hoge.

मुनक्का ke बीज khane के fayde‌ नुकसान in hindi

4:- Baking soda bahut achha aur saral tarika hai pile danto ko safed karne ka  bas aapko roj brush karne ke bad tode se baking soda se apne danto ko saf karna hai.

5:- Toothpaste me toda sa namak mila kar brush karne se bi pile dant safed hone lagte hai.

6:- Tulsi ke patte se aap apne pile dant safed kar sakte hai bus tulsi ke patte ko doop me sukha kar usko pis kar uska powder bana le aur roj daily toothpaste me mila kar brush kare.

7:- Hing ke powder ko pani me ubal kar usko tanda kar le aur din me do bar is pani se kulla kare dant bahut jaldi safed hone lagege.

8:- Sev ke sirke me jetun ka tel mila kar usme apna toothpaste kuch second ke liye dubakar rakhe aur fir toothpaste se brush kare.

9:- Gajar ko chhil kar uske tukde kar le fir gajar ke tukde ko nimbu ke ras me dhubaye fir apne danto par gise aur kuch minutes ke liye ise asa hi chhod de fir muh do le.

Roj खाली pet 2 काजू khane के बेहतरीन fayde हिंदी में

10:- Sabse pahle adrak ka pest bana le aur fir is pest ko apne danto par gise aur gisne ke bad kuch minutes tak apne danto par yah pest lage rahne de fir muh do le.

- नींबू से दांत कैसे साफ करें?(How to clean teeth with lemon?)

Nimbu se dant safed kaise kare in hindi?

Agar aapko nimbu se dant ko saf ya safed karna hai to aaj me aapko ek asa tarika bataoga jisse ki aap apne danto ko aaram se safed kar paoge.

kale-pile-danto-ko-safed-kaise-kare


• Sabse pahle nimbu ke tukde danto ke bich me 1 minute ke liye dabaye jisse ki nimbu ka ras danto me pahuch jaye.

• Uske bad aap ek bartan me toda sa toothpaste aur baking soda milaye.

• Uske bad ek nimbu ke tukde me yah toothpaste aur baking soda ka past lagaye.

अनिद्रा ko कैसे dur करें? Rat को nind न aane के kya कारण है?

• Uske bad is nimbu ko apne danto par gise.

• Ab apne simple past se brush se apne danto ko achhi tarah gise aur saf kare.

• Fir kulla kar ke muh do le.

1 mahine me kam se kam 2 bar matlab har 15 din me asa karne se aapke danto ki chamak bapas aa jayegi. 

- काले दांत सफेद कैसे करें?(How to whiten black teeth?)

Kale dant safed kaise kare in hindi?

• Danto ka kala pan dur karne ke liye roj din me do bar subah aur rat ko achhi tarah bursh kare.

• Nimbu ke chhilke apne danto par ragde.

• Namak se apne dant saf kare.

• Neem ki pattiya se dant saf karne se bi dant se kala pan jaldi saf hota hai aur dant safed hote hai.

• Brush karne ke bad santre ke powder se danto par masaaj kare.

Pet का Motapa कैसे Kam करें In Hindi ? Motapa Ghataye

- दांतों की सफाई कैसे होती है?(How to clean teeth?)

Danto ki safed kaise karna chahiye?

Danto ki safai to bese bahut se tarike se hoti hai lekin me aaj aapko kuch khash tariko ke bare me bataoga to chaliye jante hai.

1:- Doctor matlab dentist se Danto ki safai karbai jati hai.

2:- Apan kud hi gar par din me 2 bar brush karke apne danto ko saf kar sakte hai.

3:- Is article me bataya gye tarike se hi aap apne dant ko saf kar sakte hai.

- दांत साफ करने का आसान तरीका/पीले दांतो को कैसे साफ करें?(Easy way to clean teeth/How to clean yellow teeth?)

Peele danto ko aasan tarike se saf kaise kare in hindi?

Dant saf karne ka sabse aasan tarika yahi hai ki aap apne danto ko roj daily brush se saf kar ke danto ko safed rakhe agar aap asa nhi karege to aapko bahut hi danto se judi samsya ho sakti hai aur dant pile ya kale ho  sakte hai.

Isliye apne danto brush se saf kare.

Ya fir aap nimbu se bi apne danto ko saf kar sakte hai.

इम्यूनिटी सिस्टम kya hai इसे कैसे majboot kare ?

Ya fir apne toothpaste me namak mila kar danto ki safai kare.

Apne muh ki safai karte rahe.

Pan guthka khane se bache.

- सरसों के तेल से 2 मिनट में दांतों का पीलापन कैसे दूर करें?/दांतों का पीलापन कैसे दूर करें(How to remove yellowing of teeth in 2 minutes with mustard oil?)

peele danto ko safed kaise kare gharelu upay

• 1 chammch Sarso ka tel aur aada namak dono ko mila kar danto par gise asa karne se dant bahut jaldi safed hoge.

• Sarso ke tel me baking soda mila kar bi ise danto par ghisane se bi pile dant safed ho jayege.

• Ek chutki senda namak aur aada chammch sarso ke tel ko mix karke 2 gante ke liye dhoop me rakh de fir isse apne dant ko saf kare.

जल्दी याद कैसे करें ? Yaad karne ke best 15 tips in hindi

• Ek chutki haldi aur aada chammch sarso ka tel aur namak mila kar pest bana le aur isse dant gise dant bahut jaldi safed hone lag jayege.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Asha karta hu aapko पीले दांतों को सफेद कैसे करें? Ya danto ko safed karke kaise chamkaye? pasnd aaya hoga agar aapko yah jankari achhi lagi hoto is article ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.


एक टिप्पणी भेजें

2 टिप्पणियाँ

  1. There are many blogs I have read. But when I read Your Blogs I have found such useful information, fresh content with such amazing editing everything is superb in your blog. Thank you so much for sharing this useful and informative information with us.

    online doctor appointment

    जवाब देंहटाएं

Please do not enter any spam link in the comment box

Recommended Posts

Ad Code