Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

Bhige चने aur गुड़ khane के fayde नुकसान in hindi

 Hello dosto aaj me aapko भीगे चने और गुड़ खाने के फायदे aur नुकसान ke bare me hindi me bataoga agar aapko bi bhige chane ke bare me kuch janna hai to yah article aapke liye hai.

Agar aapko yah jankari pasnd aaye to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

bhige-chane-gud-khane-ke-fayde

- सुबह चना खाने से क्या फायदा होता है?(What is the benefit of eating gram in the morning?)

Subah chana khane ke fayde in hindi.

• Subah chana khane se Immunity system majboot hota hai.

• Agar aapko pet se judi samsya hai to subah se chana khane se pet se judi samsya dur ho jati hai.

• Daibetics se rahat milti hai.

• Sharir ki energy badane help karta hai.

• Motapa kam karne me bahut sahayata karta hai.

• Cancer ke khatre ko kam karta hai.

• Pachan tatr majboot hota hai.

काले-पीले danto ko जल्दी safed कैसे karen in hindi?

- खाली पेट चना खाने के बाद क्या नहीं खाना चाहिए?(What should not be eaten after eating gram on an empty stomach?)

Khali pet chana khane ke bad kya nhi khana chahiye.

• Khali pet chana khane ke bad kabi bi achar ko nhi khana chahiye kyo ki achar ki galane ke liye usne sirka milaya jata hai aur chane ke sirka khane se pet me jahar ban jata hai jisse ki aapko bahut presani ka samna karna pad sakta hai.

• Subah khali pet bhige chane khane ke bad karela nhi khana chahiye kyo ki karela me Oxide paya jata aur yah Oxide chane me bi paya jata hai jiske karan dono mil kar jahar ban sakte hai.

• Khali pet kachche chane khane ke bad kabi bi lahsun nhi khana chahiye kyo ki chane ke bad lahsun khane se skin se judi samsya ho sakti hai.

• Anda bi chana khane ke bad nhi khana chahiye kyo ki anda aur chana dono me high protein paya jata jiske karan dono ke milne par pet se judi samsya ho sakti hai.

Doodh me किशमिश डालकर khane के fayde in हिंदी

- गुड़ चना कब खाना चाहिए?/चने खाने के नियम (When should one eat jaggery gram? / Rules for eating gram)

Gud chana kab khana chahiye in hindi?

Gud aur chana roj daily subah utha kar khali pet khana chahiye kyo ki khali pet chana aur sath me gud khane se sharir ko bahut jyada fayde hote hai.

Bese aap gud chana kabi bi kha sakte hai lekin mene subah ka samy hi isliye bataya kyo ki subah ke samy gud chana khane se bahut jyada fayde hote hai.

Chana ko bi khane ka sabse achha niyam subah ka hi hai isliye chane ko rat me bhigo de aur subah ke samy uth kar khali pet chana khaye.

Roj खाली pet 2 काजू khane के बेहतरीन fayde हिंदी में

- भीगे चने और गुड़ खाने के फायदे/भीगे हुए चने और गुड़ खाने से क्या होता है? (Benefits of eating soaked gram and jaggery / What happens by eating soaked gram and jaggery?)

Bhige chane aur gud khane ke fayde in hindi.

1:- Bhige chana aur gud khane se chahre par chamak aati hai aur pimples, dag-dabbe,muhase hone band ho jate hai.

2:- Vajan kam karne ke liye bhige chana aur gud khana chahiye.

3:- Gud aur bhige chane khane se dimag tej ho jata hai.

4:- Gud aur bhige chane me bahut se pousak tatv paye jate hai jiske karan dant majboot hote hai.

5:- Chane aur gud me calsium paya jata hai jiske karan haddiya majboot hoti hai.

6:- Heart se judi bimari ke rogiyo ke liye gud chana bahut faydemand rahta hai.

7:- Bhige chane khane se energy aur takat aati hai kyo ki chana gud energy ka bahut achha source hai.

गुस्से Ko कैसे Control करें ? Gussa Kam Karne Ke Jyotish Upay

8:- Bhige chane gud me bahut faibar paya jata hai jiske karan pet saf aur daijesan achha rahta hai.

9:- Bhige chane ko shahad ke sath khane se phartiliti badti hai.

10:- Chane me phasphoras paya jata hai jo himogrowing badata hai.

11:- Gud aur bhige chana khane se Immunity system majboot hota hai.

इम्यूनिटी सिस्टम kya hai इसे कैसे majboot kare ?

- अंकुरित चना और गुड़ खाने के क्या फायदे हैं? (Benefits of eating sprouted gram and jaggery)

Ankurit chana aur gud khane ke fayde in hindi. 

• Ankurit chana aur gud khane se Iron ki kami dur ho jati hai.

• Body me energy aati hai.

• Khun ki kami dur karte hai gud aur chana.

• Ankurit chana aur gud khane se Haddiya majboot hoti hai.

• Kabj se chhutkara pane me help karte hai.

• Dimag ko tej karne me gud chana bahut help karte hai.

जल्दी याद कैसे करें ? Yaad karne ke best 15 tips in hindi

- भीगा चना खाने के क्या नुकसान है? (Disadvantages of eating wet gram)

Bhiga chana khane ke nuksan in hindi.

• Jyada bhiga chana khane se dast lag sakte hai.

• Bhiga chana khane se pet me athan ya pet phulna jesi samsya peda ho sakti hai.

• Agar aapko kisi chij ki alarji hai to jyada bhiga chana khana aapke liye achha nhi hai.

• Bhiga chana khane se agar aapko skin se judi kuch bimari ho to turnt chana chhod de aur achhe doctor se salah le.

• Jyada bhiga chana khane se ges acidity ho sakti hai.

High Low ब्लड प्रेशर क्या है | तुरंत control कैसे करे ?

• Bhiga chana jyada khane se badhazmi  ho sakti hai.  

- गुड़ और चना खाने के क्या नुकसान है? (Disadvantages of eating jaggery and gram)

Gud aur chana khane ke nuksan in hindi.

khali-pet-bhiga-chana-khane-ke-fayde


• Gud aur chana jyada khane se pet dard ya ges acidity jesi samsya ho sakti hai.

• Jyada gud chane se bhuk nhi lagti hai.

• Gud chana ko jyada khane se khansi ho sakti hai.

• Jyada gud chana khane se vajan bad sakta hai.

• Diabetic bad sakti hai.

- भुने हुए चने और गुड़ खाने के फायदे और नुकसान (Advantages and disadvantages of eating roasted gram and jaggery)

Bhune chane aur gud khane ke fayde aur nuksan in hindi.

1:- भुने हुए चने और गुड़ खाने के फायदे (Bhune chane gud khane ke fayde in hindi)

• Bhune chane aur gud me protrin paya jata hai jo Muscles ko majboot karte hai.

• Bhune chane aur gud khane se chahre par chamak aati hai.

• Vajan kam weight loss karne ke liye bhune chane aur gud kha sakte hai.

• Chane gud me faibar paya jata hai jo kabj acidity ko katam kar deta hai.

Vitamin B6 bahut paya jata hai isliye gud chana khane se dimag tej hota hai.

• Gud chana me calsium bahut paya jata hai jo ko haddiya majbut karne me sahayata karte hai.

मोटा होने के उपाय || mota hone ke gharelu tips in hindi 

2:- भुने हुए चने और गुड़ खाने के नुकसान (Bhune chane gud khane ke nuksan in hindi)

• Bhuna chana aur gud jyada khane se pet se judi samsya jese ges acidity, pet phulna,pet dard ho sakti hai.

• Jyada Bhune chane khane se khansi ho sakti hai.

• Bahut jyada matra bhune chane se bar bar pyash lagne ki paresani ho sakti hai.

• Bhune chane aur gud jyada khane se ulti ho sakti hai.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Asha karta hu ki aapko yah jankari भीगे चने और गुड़ खाने के फायदे aur नुकसान in hindi ke bare me sari jankari mil gai hogi agar aapko yah todi si bi helpful lagi ho to ise apne dosto rishtedaro ke sath share jarur kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code