Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

विटामिन K के कारण, लक्षण, मुख्य स्रोत और कमी के रोग

 Hello dosto aaj me aapko vitamin k se judi hui puri jankari jese vitamin k kya hai vitamin k ki kami ke karan, lakshan aur kami se hone bale rog ke bare me hindi me bataoga.

Agar aapko bi vitamin k se judi hui kuch jankari chahiye to yah article aapke liye isme sari jankari batai gai hai.

vitamin-k-ki-kami-se-hone-bale-rog

Yah article agar aapko pasnd aaye to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

- विटामिन K क्या है ?/विटामिन E की परिभाषा (What is Vitamin K? / Definition of Vitamin k )

Vitamin k kya hai in hindi ?

Vitamin k vasa me विलेय ya ghulanshil hai jo protin ko sharir me banaye rakhta hai jo sharir ke liye bahut hi jaruri hai Vitamin ke sharir ke liye bahut jaruri hai yah ek prakar ka पोषक तत्व hai.

विटामिन E के कारण, लक्षण, मुख्य स्रोत और कमी के रोग

- विटामिन K के क्या कार्य है ? / विटामिन K का उपयोग क्या हैं ?(What is the function of Vitamin K?  / What are the uses of Vitamin K ?)

Vitamin k ke upyog in hindi.

Vitamin k ke kary protin jese प्रोथ्रोम्बिन aur फाइब्रिनोजेन ke संश्लेषण me kary karta hai.Vitamin k ke sabse bada aur jaruri kam rakt ka thakka jamna hai jiske karan sharir me jab bi chot lagti hai to khun niklne lagta hai Vitamin k do tarah se kam karta hai.

1:- Sharir ke ander ka khun jamne nhi deta hai.

2:- Sharir ke bahar ke khun ko bahne nhi deta hai.

Yah dono kam sabse jyada jaruri hai. 

3:- Haddiya ko majbut banata hai.

4:- pachan tatr ke liye.

- विटामिन K कितने प्रकार के होते है ?(What are the types of Vitamin K?)

Vitamin k ke prakar in hindi.

Vitamin k ko 2 bhago me bata gya hai.

1:- k1 ko फाइलोक्विनोन nam se bi jana jata hai.

2:- k2 yah animal se milta hai.

- विटामिन K की कमी के लक्षण क्या हैं ?(What are the symptoms of vitamin K deficiency ?)

Vitamin k ki kami ke lakshan in hindi.

Jab bi aapko vitamin k ki kami ho jayegi to aapke sharir me kuch badlab hoge jise ham vitamin k ke lakshan in hindi kahte hai to chaliye jante hai vitamin k ke lakshan ke bare me.

vitamin-k-ki-kami-ke-lakshan-in-hindi

• Ghav ya chot mese khun niklna band nhi hota hai.

• Jarak me chot lagne aur khun niklne lagta hai.

• Kuch logo ko gastrointestinal tract  se khun niklne lagta hai.

• Peshab me khun aane lagta hai.

• Skin me nila nisan ho jata hai.

• Nak aur masude me khun aane lagta hai.

Agar yah sab lakshan aapko apne sharir me dikai dete hai to samj ligiye ki aapko vitamin k ke kami ho gai hai ab vitamin k ki kami ki kaise dur kare iske bare me aage bataya gya hai.

विटामिन D के कारण, लक्षण, मुख्य स्रोत और कमी के रोग

- विटामिन K की कमी के कारण क्या है ? (What is the cause of vitamin K deficiency)

Vitamin k ki kami ke karan in hindi.

Agar kisi ko vitamin k ki kami ho jati hai to kya kya karan se vitamin k ki kami ho sakti hai chaliye jante hai.

एंटीबायोटिक ko bahut jyada matra me me lena.

• एंटीबायोटिक davai ko jyada lena jiske karan rakt ka thakka jamta nhi hai.

• Aat ka koi bhag nikla ho.

Vitamin k se bharpur phal, fruit ya sabji nhi khana.

Vitamin a ya vitamin e ka jyada sevan karte hai.

• Sili ek rog hona.

• Liver se judi ya pitr nali se judi bimari hona.

• Khun ko patla karne bali davai lene se.

• High cholesterol ki davai lena.

• Cancer,mirji se judi bimariya hona.

विटामिन C के कारण, लक्षण, मुख्य स्रोत और कमी के रोग

- विटामिन K किसमें पाया जाता है ?/विटामिन K का मुख्य स्रोत क्या है ?(Vitamin K is found in? / What is the main source of Vitamin K?)

Vitamin k ke mukhy स्रोत in hindi

Hari patte dar sabji, sarso ka sag, lal mirch, muli, mass, dairy products, ande, kele, ankurit anaj, patta gobi, palak, gehu, jetun ka tel, chukunder ki pattiya, gajar, chabal ki dhan, machhali etc.

Yah sab vitamin k me mukhy स्रोत hai jise kha kar aap apne sharir me vitamin k bharpur matra me le sakte hai aur vitamin k ki kami ko pura kar sakte hai.

- विटामिन K के फायदे क्या है ? (What are the benefits of Vitamin K?)

Vitamin k ke fayde in hindi.

• Rakt ka thakka jamne me help karta hai.

• Khana pachane me bi vitamin k bahut sahayta karta hai.

• Heart hatek ki bimari se bachta hai.

Cancer hone se rokta hai.

Vitamin k haddiya majboot banata hai.

• Daibetics bale rogi ko daibetics kam karne me sahayata karta hai.

• Immunity system ko majboot karta hai ya boost karta hai.

• Sharir ke ander ke khun ko jamne nhi deta hai.

• Gurde ki pathari kam karne ke liye bahut jaruri hai.

Vitamin k pure sharir me Calcium felata hai.

विटामिन B के कारण, लक्षण, मुख्य स्रोत और कमी के रोग

• Blood pressure ko normal rakhne me help karta hai.

• Pet se judi samsya hone se bachata hai.

• Liver se judi bimari nhi hoti hai.

Yah sab Vitamin k ke fayde in hindi hai isliye sharir me vitamin k ki kabi bi kami nhi hone dena chahiye.


- विटामिन K के लाभ त्वचा के लिए 

• Skin par jhuriya hone se bachta hai aur skin ko taide banata hai.

• Lalima aur sujan kam karne me help karta hai.

• Aakho ke niche bane dark circles kam karta hai.

• Skin ko chamkdar aur gora banata hai.

• Chahre par pimples,dag-dabbe,muhase hone se rokta hai.

High Low ब्लड प्रेशर क्या है | तुरंत control कैसे करे ?

- विटामिन K के नुकसान क्या है ? (What is the disadvantage of Vitamin K?)

Vitamin k ke nuksan in hindi

Agar aap bi vitamin k ko had se jyada lege to aapko bi bahut se nuksan ho sakte hai jiske bare me aaj ham janege to chaliye jante hai vitamin k ko jyada matra me lene ke nuksan hindi me :- 

vitamin-k-ke-nuksan-in-hindi

Vitamin k jyada lene se cakkar aa sakte hai.

• Blood pressure low hone ki bimari ho sakti hai.

• Sans lene me dikkt ho sakti hai.

• Daibetics ka khatra bad sakta hai.

• Kidni ki bimari agar koi pesent dialysis par hai to adhik vitamin k usko nuksan pahucha sakta hai.

Liver se judi bimari ho sakti hai.

विटामिन A की कमी के कारण,लक्षण होने वाले रोग

- विटामिन K की कमी से होने वाले रोग कौन-से हैं ?(What are the diseases caused by vitamin K deficiency?)

Vitamin k ki kami se hone bale rog in hindi.

Agar aap vitamin k ko bharpur matra me nhi lege to aapko bahut si bimariya ya rog ho sakte hai to chaliye jante hai vitamin k ki kami se hone bale rog kon kon se hai :- 

Vitamin k ki kami se rakt ka thakka nhi jamta hai.

• Anemia ya khun ki kami ho sakti hai.

Vitamin k ki kami se cancer bi ho sakta hai.

• Heart se judi bimari ho sakti hai.

• Nak se khun nikalne lagta hai.

• Blood pressure ki bimari ho sakti hai.

• Skin nili padne lagti hai.

• Chahre par jhuriya jaldi niklne lagti hai.

• Haddiya kamjor ho sakti hai.

Vitamin k ki kami Dayriya ka karan bi ho sakta hai 

• Kidni ki bimari ho sakti hai.

• Beri-beri rog ho sakta hai.

• Dimag par bura asar pad sakta hai. 

- विटामिन K की कमी का इलाज कैसे करे ?/विटामिन K की कमी से बचाव कैसे करे ?(How to treat Vitamin K deficiency? / How to prevent Vitamin K deficiency?)

Vitamin k ka ilaaj in hindi.

Bahut log jinko vitamin k ki kami ho jati hai bah sab sochte hai ki asa kya kare jiske karan vitamin k kami dur ho jaye to vitamin k ki kami ko dur karne ka sabse achha tarika yah hi hai ki aap vitamin k se bharpur phal,fruit khaye विटामिन K किसमें पाया जाता है ? Vitamin k ke mukhy स्रोत kon se hai? upar bataye gye hai baha se dek kar aap vitamin k ki kami ko pura kar sakte hai.

बादाम क्या है ? Badam ke फायदे नुकसान in hindi 2021

- विटामिन K से जुड़े कुछ सवाल और जवाब 

• विटामिन K का रासायनिक नाम क्या है ? (What is the chemical name of vitamin K hindi ?)


Vitamin k ka रासायनिक नाम Philoquinone (फाइलोक्विनोन) hai 

• विटामिन K का रासायनिक सूत्र क्या है ? (What is the chemical formula of vitamin K in hindi ?)

Vitamin k ka रासायनिक सूत्र C31H46O2 hai.

• विटामिन K की खोज किसने की थी ? (Who discovered vitamin K ?)


Vitamin k ki khoj सन् 1929 me Henrik Dam (हेनरिक डैम) ne ki thi.

• प्रति दिन शरीर को कितना विटामिन K की जरुरत होती है ? (daily requirement of vitamin K)


Bahut log sochte hai ki hame roj daily kitna vitamin k ki jarurt hoti hai to chaliye jante hai daily requirement of vitamin K in hindi.

0-6 mahine - 2 MCB
7-12 mahine - 2.5 MCB
1-3 sal tak - 30 MCB
4-8 sal tak - 55 MCB
9-13 sal tak - 60 MCB
14-18 sal tak 75 MCB
19 aur usse jyada - 120 MCB 
Pregnant women - 90 MCB

MCB ka matlab hai Milligrams hai.

• क्या विटामिन K इम्यूनिटी सिस्टम को बूस्ट (मजबूत) करता है ? (Does Vitamin K Boost the Immunity System?)


Bahut log ke man me yah saval rahta hai ki kya vitamin k se immunity system majboot hota hai to iska javab hai haa vitamin k se immunity system majboot hota hai isiliye vitamin k sharir ke liye bahut jaruri hai.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Asha karta hu ki aapko Vitamin k se judi hui sari jankari jese vitamin k kya hai vitamin k ki kami ke karan, lakshan aur kami se hone bale rog ke bare me sari jankari hindi me mil gai hogi.

Agar aapko yah jankari pasnd aaye to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

"Yah article padne ke liye apka dhanyawad."

एक टिप्पणी भेजें

2 टिप्पणियाँ

Please do not enter any spam link in the comment box

Recommended Posts

Ad Code