Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

विटामिन E के कारण, लक्षण, मुख्य स्रोत और कमी के रोग

 Hello dosto aaj me aapko vitamin e se judi puri jankari jese vitamin e kya hai vitamin ki kami ke lakshan,karan kami se hone bale rog kon kon se hai ? Yah sab jankri dunga.

vitamin-e-ki-kami-ke-lakshan-in-hindi

Agar aapko bi vitamin e se judi hui kuch jankari chahiye to yah article aapke liye  hai iske aapko vitamin e ki sari jankari mil jayegi.                                                        

Yah jankari aapko pasand aaye to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare taki unko bi yah jankari mil sake aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

- विटामिन E क्या है ?/विटामिन E की परिभाषा (What is Vitamin E? / Definition of Vitamin E)

Vitamin E kya hai in hindi ?

Vitamin e ek prakar ka एंटीऑक्‍सीडेंट hota hai jo sharir ke liye ek bahut jaruri पोषक तत्व hai jo sharir me fet me ghul jata hai. jiske sharir ko bahut se fayde hote hai aage ham janege ki vitamin e ke fayde kya hai ?

विटामिन A की कमी के कारण,लक्षण होने वाले रोग

- विटामिन E के क्या कार्य है ? / विटामिन E का उपयोग क्या हैं ?(What is the function of Vitamin E? / What are the uses of Vitamin E?)

Vitamin E ka upyog in hindi.

Vitamin e sharir ki skin ya chahre ki skin ki achha rakhata hai aur suraj se nukalne bali hanikark kirn se bachav krta hai. Vitamin e lal rakt kanika ko banane me help karta hai. Sharir me feti acid ko banaye rakhta hai. Dimag ka tik tarah se achha aur fit rakhne me vitamin e bahut help karta hai.कोशिका झिल्ली ko banata ya rachna karta hai.

- विटामिन E की कमी के लक्षण क्या हैं ?(What are the symptoms of vitamin E deficiency?)

Vitamin E ki kami ke lakshan in hindi.

Vitamin e ki kami hone par sharir me kon se ase badlab hote hai jiske karan ham pahchan sakte hai ki hame vitamin e ki kami ho gai hai ise vitamin e ki kami ke lakshan kahte hai to chaliye hai jante hai lakshan.

• Maspesiya kamjor hone lagti hai.

• Sharir me kamjori aane lagti hai.

• Tik se dikai nhi deta hai mtalab aakho ke samne andhera hone lagta hai.

• Prajanan kshamata kamjor ho jati hai.

• Immunity system kamjor hone lagta hai.

• Bahut jyada baal jhadne lagte hai.

• Low blood pressure ki bimari hona.

• Khun ki kami hone lagti hai.

• Pachan se judi bimari hone lagti hai.

• Dimag par bahut bura asar padta hai.

• Skin se jude rog hone lagte hai.

• Per ki haddiya kamjor hone lagti hai.

• Pimples, dag-dabbe,muhase hone lagte hai.

• Kabj ki bimari hone lagti hai.

विटामिन B के कारण, लक्षण, मुख्य स्रोत और कमी के रोग

- विटामिन E की कमी के कारण क्या है ?(What is the cause of vitamin E deficiency)

Vitamin E ki kami ke karan in hindi.

Vitamin e ka sabse bada karan to yah hai ki aap vitamin e se bharpur phal, fruit nhi khate hai.

• Jyada jank food ya tale hui chij ko jyada khane se bi vitamin e ki kami ho jati hai.

• Kisi tarah ki bimari hona jiske karan bi vitamin e ki kami ho sakti hai.

• Jyada medicine davai khane se bi vitamin e par bura asar padta hai aur unki kami ho jati hai.

• Cholestasis rog hona.

• Cron rog hona.

• Chhoti aat sindrom.

• Jyada vasa khana khane se bi vitamin e ki kami ho sakti hai.

• Jenetik karan ke karan bi kami ho sakti hai.

• Liver ya heart ki bimari hone par kami ho sakti hai.

- विटामिन E किसमें पाया जाता है ?/विटामिन E के मुख्य स्रोत क्या है ?(Vitamin E is found in? / What is the main source of Vitamin E?)

Vitamin E ke mukhy स्रोत in hindi.

Vitamin e ki kami ki dur karne ke liye aapko kon se पोषक तत्व khana chahiye jisse ki ham vitamin e ki kami ko pura kar sakte to chaliye jante hai विटामिन E के मुख्य स्रोत :- 

विटामिन-e-के-मुख्य-स्रोत

Badam, Gehu ke bij ka tel, Avocado, Suraj mukhi ka bij, Mung falli ka tel ya mung falli, Soyabin ka tel, Palak, Akharot, Makka, Hari pattedar sabji, Soyabin etc.

- विटामिन E के फायदे क्या है ? (What are the benefits of Vitamin E?)

Vitamin E ke fayde in hindi.

• Cholesterol ko control me rakhta hai.

• Immunity system ko majboot banata hai.

• Sharir me alarji hone se bachata hai.

• Skin se judi bimariya hone se bachata hai.

• Cancer hone se bachata hai.

• Dil ki bimari hone se rokta hai.

• Vitamin e bhulne ki bimari hone se bachata hai.

• Aakho ke liye bahut faydemand hota hai.

• Blood pressure ki bimari hone se bachta hai.

• Pachan se judi samsya hone nhi deta hai.

• Dimagi rog se bachta hai aur dimag ko fit healthy rakhta hai.

• Suraj ki hanikark kiran se bachne me help karta hai.

विटामिन C के कारण, लक्षण, मुख्य स्रोत और कमी के रोग

• Vitamin e se Alzheimer's jesi bimari hone ke chance bahut kam rahte hai.

• Daibetics ke khatra ko kam karta hai aur daibetics ke rogi ko daibetics se chhutkara pane me help karta hai.

• Baalo ke liye bahut faydemand hota hai baalo ko jhadne se ya tutne se bachta hai.

• Baalo ko safed hone nhi deta hai.

- विटामिन E के लाभ त्वचा के लिए 

• Dark Circles hone se bachta hai.

• Chahre ko gora banata hai.

• Chahre par pimples, dag-dabbe, muhase hone se rokta hai.

• Chahre ko chamkdar banaye rakhta hai.

• Chahre par jhuriya jaldi nhi aane deta hai.

• Rukhi-sukhe hath per ko chhutkara dilane me help karta hai.

• Hot ko phatne se bachata hai aur unhe sunder banata hai.

पाचन शक्ति कैसे बढ़ाए? Pachan tantra majboot kaise kare?

- विटामिन E के नुकसान क्या है ? (What is the disadvantage of Vitamin E?)

Vitamin E ke nuksan in hindi.

vitamin-e-ki-kami-se-hone-bale-rog

Bahut se log sochte hai ki vitamin e ke bahut se fayde hai to kyo na isko jyada se jyada liya jaye lekin asa nhi hai har chij ek limit hoti hai bese hi vitamin e ki bi ek limit hai agar aap usse jyada lege to aapko bahut se nuksan uthana pad sakta hai aur kam matra me lege to aapko bahut si bimariya rog ho sakte hai to chaliye jante hai vitamin e ke nuksan in hindi.

• Jyada matra me lene se yah sharir me jama ho jata hai.

• Bahut jyada thakan aur sharir lula jesa hone lagta hai.

• Khun patla ho sakta hai.

• Bahut bimariya hone lagti hai.

• Blood pressure ki sikayat ho sakti hai.

High Low ब्लड प्रेशर क्या है | तुरंत control कैसे करे ?

- विटामिन E की कमी से होने वाले रोग कौन-से हैं ?(What are the diseases caused by vitamin E deficiency?)

Vitamin E ki kami se hone bale rog in hindi.

• Immunity system kamjor ho sakta hai jiske karan aapko bahut si bimariya ho sakti hai.

• Anemia khun ki kami ho sakti hai.

Janan sakti kam ho jati hai.

• Bar bar jhunjhuni aane lagti hai.

• Pet se judi samsya jese pet dard, dast, acidity, pet phulna ho sakti hai.

• Vitamin e ki kami se Maspesiya me athan ho sakti hai.

• Jyada lambe samy se vitamin e ki kami hone se cancer ho sakta hai.

• Skin se judi bimariya jese khujali,rukha pan, hath per phatna etc.

• Jaldi jhuriya nikalne lagti hai.

• Chahre ki chamak kam ho jati hai.

• Baalo se judi samsya jese baal ka jhadna, baal tutna jesi samsya ho sakti hai.

• Aakho se judi samsya jese kam dikai dena aakho ke samne andhera ho jana.

• Liver se judi bimari ho sakti hai.

Yah sab bimariya samsya ho sakti hai agar aap bharpur matra me vitamin e nhi lete hai to isliye vitamin e ko bharpur matra me le.

विटामिन D के कारण, लक्षण, मुख्य स्रोत और कमी के रोग

- विटामिन E की कमी का इलाज कैसे करे ?/विटामिन E की कमी से बचाव कैसे करे ?(How to treat Vitamin E deficiency? / How to prevent Vitamin E deficiency?)

Vitamin E ki kami ka ilaaj in hindi.

Vitamin e ki kami ka ilaaj kaise kare ? yah sawal un logo ke man me aata hai jisko vitamin e ki kami ho jati hai aur bah log sochte hai ki asa kya upay hai jisse ham aasani se vitamin e ki kami ko pura kar sake to vitamin e ki kami ko pura karne ka sabse achha aur saral upay yahi hai ki aap vitamin e se bharpur phal, fruit khaye vitamin e kisme paya jata hai ? Vitamin e ke मुख्य स्रोत upar bataye gye hai.

- विटामिन E से जुड़े कुछ सवाल और जवाब 

• विटामिन E का रासायनिक नाम क्या है ? (What is the chemical name of vitamin E hindi ?)

Vitamin e ka रासायनिक नाम Tokoferal (टोकोफेराल) hai.

Sharab kaise chhode ? शराब को छोड़ने के तरीके हिंदी में

• विटामिन E का रासायनिक सूत्र क्या है ? (What is the chemical formula of vitamin E in hindi ?)

Vitamin E ka रासायनिक सूत्र C29H50O2 hai.

• विटामिन E की खोज किसने की थी ? (Who discovered vitamin E ?)

Vitamin e ki खोज सन् 1922‌ me Herbert M. Evans (हर्बर्ट ऍम. इवान्स) aur Katherine S. Bishop (कथेरिने एस. बिशप) ne ki thi.

• प्रति दिन शरीर को कितना विटामिन E की जरुरत होती है ? (daily requirement of vitamin E)

Vitamin e ki sharir ko roj daily kitni jarurat hoti hai vitamin e har umar ke insan ko alag alag jarurt hoti hai jiske bare ham janege.

6 month - 4 milligrams

7-12 month - 5 milligrams

1-3 year - 6 milligrams

4-8 year - 7 milligrams

9-13 year - 11 milligrams

14 aur usse bade - 15 milligrams

Har umar ke insan ko alag alag tarah se jarurt hoti hai jiske bare me upar bataya gya hai.

• क्या विटामिन E इम्यूनिटी सिस्टम को बूस्ट (मजबूत) करता है ? (Does Vitamin E Boost the Immunity System?)

Bahut se log yah sochte hai ki kya vitamin e se immunity system majboot hota hai to me aapko batana chahata hu ki haa vitamin e immunity system ko majboot karta hai.

इम्यूनिटी सिस्टम kya hai इसे कैसे majboot kare ?

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Aasha karta hu ki aapko jankari Vitamin e kya hai vitamin e ki kami se hone bale rog, lakshan, karan ke bare me puri jankari mil gai hogi agar aapko yah jankari pasnd aaye to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

"Yah article padne ke liye apka dhanyawad."

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code