Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

विटामिन D के कारण, लक्षण, मुख्य स्रोत और कमी के रोग

 Hello dosto aaj me aapko Vitamin d se judi sari jankari jese vitamin ki kami karan,kami se hone bale rog,kami lakshan etc bataoga.

Aapko bi vitamin d se judi kuch jankari chahiye to yah article aapke liye hai.

Agar aapko yah jankari pasnd aaye to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

vitamin-d-ki-kami-se-hone-bale-rog

- विटामिन D क्या है ?/विटामिन D की परिभाषा (What is Vitamin D? / Definition of Vitamin D hindi)

Vitamin D kya hai in hindi ?

Vitamin D ko sunshine vitamin bi kahte hai aur vitamin d sury se milta hai isliye ise sunshine vitamin kahte hai vitamin d hamare sharir ke liye bahut jaruri hai jiske karan calsium aur bahut tatv milta hai vitamin d se haddiya ko bahut fayde hote hai aur vitamin d ki kami ke karan aur hone bale rog ke bare me ham aage janege.

विटामिन C के कारण, लक्षण, मुख्य स्रोत और कमी के रोग

- विटामिन D के क्या कार्य है ? / विटामिन D का उपयोग क्या हैं ? (What is the function of Vitamin D?  / What are the uses of Vitamin D hindi ?)

Vitamin D ke kary in hindi ?

Vitamin D ke bahut se kary hai hamare sharir me 90% vitamin D ki jarurat hai aur vitamin d tuti haddiya ko jodne me kam aata hai, vitamin D se calsium ki kami puri hoti hai, vitamin d cancer, tb jese bahut se rogo se bachane ka kary karta hai vitamin D se kosika kary karti hai yah sab vitamin d ke kary hai.

- विटामिन D कितने प्रकार के होते है ?(What are the types of Vitamin D hindi ?)

Vitamin D ke prakar in hindi.

Vitamin D 2 prakar hote hai.

1:- Vitamin D2

2:- Vitamin D3

• Vitamin D2 ko अर्गोकेल्सीफेरोल (Ergocalciferol) bi kahte hai.

• Vitamin D3 ko कोलकेल्सीफेरोल (Cholecalciferol) bi kahte hai.

विटामिन B के कारण, लक्षण, मुख्य स्रोत और कमी के रोग

- विटामिन D की कमी के लक्षण क्या हैं ?(What are the symptoms of vitamin D deficiency in hindi ?)

Vitamin D ki kami ke lakshan in hindi.

Jab kisi insan ko vitamin D ki kami hoti hai uske sharir me kuch badlab dikai dete hai jise ham Vitamin d ki kami ke lakshan kahte hai to chaliye jante hai.

• Har samy thakan mahsus hona.

• Pit me dard bane rahta hai.

• Haddiya dard hoti hai.

• Chot ya ghav ka jaldi nhi bharna.

Depression me rahna.

• Mud karab rahna kisi kam me man nhi lagna.

• Baal jhadne lagte hai.

• Blood pressure high hona.

• Aalas aana.

• Ek dam se bajan badne lagta hai.

• Bar bar rog kansi,shardi hona.

• Pachan se judi bimari hona.

• Sir me pasina aana.

विटामिन A की कमी के कारण,लक्षण होने वाले रोग

Agar aapko yah sab lakshan dikai dete hai to samj ligiye ki aapko bi vitamin D ki kami ho gai hai ab vitamin D ki kami ko kaise pura karna iske bare me ham aage is article me janege.

- विटामिन D की कमी के कारण क्या है ?(What is the cause of vitamin D deficiency hindi ?)

Vitamin D ki kami hone ke karan in hindi.

vitamin-d-ki-kami-ke-karan-hindi-me

• Dhup ya suraj ki roshni ki purti nhi  

hona mtlb dhup se dur rahna.

• Jyada gandi jagah par rahna.

• Had se jyada samy gar me hi bethe bethe nikalne se.

• Vitamin d se bharpur phal fruit nhi khana.

• Bimariya ko tik karne ke liye goli lene se vitamin d par asar padta hai.

ऑस्टियोपोरोसिस me rogi hona.

• Tb ke rogi hona.

• Cancer ke marij hona.

• gastric bypass surgery ke rogi hona.

Yah sab karan se aapko vitamin d ki kami ho sakti hai agar aap bi isme se koi galti ho to usko sudar le nhi to aapko bi vitamin d ki kami ho sakti hai.

जल्दी से गोरा होने के 10 घरेलू उपाय इन हिन्दी 2021

- विटामिन D किसमें पाया जाता है ?/विटामिन D का मुख्य स्रोत क्या है ?(What is Vitamin D found in? / What is the main source of Vitamin D hindi ?)

Vitamin D ke mukhy स्रोत in hindi.

• Dhup vitamin d ka bahut achha स्रोत hai.

• Dhoodh.

• Ande ka pila bhag bi Vitamin d se bharpur hota hai.

• Tamatar.

• Hari sabjiya.

• Chukunder.

• Nimbu bi achha स्रोत hai.

• Muli.

• Patta gobi.

• Panir.

• Dahi bi Vitamin d ka achha स्रोत hai.

• Santra khane se bi vitamin d milta hai.

• Daliya.

• Mushroom.

• Fatty fish ya simpal machali se bi vitamin d milta hai.

Yah sab Vitamin d ke mukhy स्रोत hai jise khaa kar aap vitamin d ki kami ko pura kar sakte hai.

बादाम क्या है ? Badam ke फायदे नुकसान in hindi 2021

- विटामिन D के फायदे क्या है ? (What are the benefits of Vitamin D hindi ?)

Vitamin D se kya fayde hote hai in hindi.

Vitamin d se Daibetics ka leval normal rahta hai.

• Vitamin d se sharir ka fet ghatne lagta hai.

Vitamin d se depression ki sikayat kam hoti hai.

• Calsium aur phasphoras barabar banaye rakhta hai.

Vitanin d pachan tatr me help karta hai.

• Bimariya se bachav karne me help karta hai.

• Immunity system ko majboot karta hai.

• Naso ko kam karne me help karta hai.

• Cancer jesi bimari hone se bachata hai vitamin d.

• Heart se judi bimari nhi hoti hai.

• Haddiya ko majboot banata hai vitamin d. 

• Baalo me rusi, khujal jesi samasya hone se rokta hai.

Agar aapke sharir me vitamin d ki kami nhi hai ya aapke sharir me bharpur matra me vitamin d hai to aapko uper bataye gye fayde hoge.

जल्दी याद कैसे करें ? Yaad karne ke best 15 tips in hindi

- विटामिन D के लाभ त्वचा के लिए

• Lal khujli yaa kisi bi tarah ki khujli se chhutkara milta hai.

Vitamin d muhase, pimples, dag-dabbe hone se rokta hai kyo ki isme एंटीऑक्सीडेंट paya jata hai.

Vitamin d se chahre par jhuriya jaldi nhi aati hai.

• Skin par rukha sukha nhi lagta hai.

• Skin ya chahra ek dam sudar chamkdar banta hai.

• Vitamin d एक्जिमा ka ilaaj karta hai.

- विटामिन D के नुकसान क्या है ? (What is the disadvantage of Vitamin D hindi ?)

Vitamin D ke nuksan in hindi.

vitamin-d-ke-fayde-aur-nuksan

Jesa ki aapne suna hi hoga ki har chij ki ek limit hoti hai agar limit se jyada us chij ko lete hai to bahut nuksa ho sakte hai tik bese hi vitamin d ki limit hai agar aap vitamin d ki had se jyada ya limit se jyada lege to aapko isse bahut se nuksan ho sakte hai to chaliye jante hai ki kon kon se nuksan ho sakte hai.

• Bhuk nhi lagti hai khana tik se nhi khabata hai.

• Bar bar peshab aane lagti hai.

• Heart hatek ka khatra bad jata hai.

• Bahut jyada kamjori mahsus hone lagti hai.

• Sharir me calsium ki matra bad jati hai.

• Maspesiya me akadan hone lagti hai. 

• Dimag chidchida ho jata hai.

• Chalne me paresani hogi hai.

• Sans lene me bahut dikkt hoti hai.

• Sharir me dard hone lagta hai.

Sharab kaise chhode ? शराब को छोड़ने के तरीके हिंदी में

• Jyada matra me vitamin d lene se baal tutne lagte hai.

• Kabj,dast hone lagte hai.

• Haddiya kamjor hone lagti hai.

• Jyada matra me vitamin d lene se high blood pressure ki bimari ho jati hai.

Yah sab vitamin d ko jyada matra me lene se hone bale nuksan hai agar aap bi had se jyada vitamin d le rahe hai to aapko bi yah sab paresani uthana pad sakta hai.

Pure शरीर ki सफाई kaise करे?शरीर se मैल हटाने के उपाय

- विटामिन D की कमी से होने वाले रोग कौन-से हैं ?(What are the diseases caused by vitamin D deficiency hindi ?)

Vitamin D ki kami se hone bale rog.

Vitamin d ki kami se cancer ho sakta hai.

• Bachho me sukha rog ho sakta hai.

• Bachcho me astma rog ho sakta hai.

• Jyada umar bale logo ka dimag kamjor hone lagta hai.

• Heart ka khatra ho sakta hai jiske karan mar sakte hai.

• Budde logo me vitamin d ki kami se ओस्टीयोमलेशिया bimari ho sakti hai.

• Haddiya kamjor ho jati hai aur dard hone lagti hai.

• High blood pressure ki bimari ho sakti hai.

High Low ब्लड प्रेशर क्या है | तुरंत control कैसे करे ?

• Sharir kamjor hone lagta hai kamjori mahsus hoti hai.

• Chahre par pimples, dag-dabbe, muhase hone lagte hai.

• Jhuriya jaldi niklne lagti hai.

• Daibetics ka khatra bad sakta hai.

• Anemia mtalab khun ki kami ho sakti hai.

• Motapa badne lagta hai.

• Sharir me sujan, jalan hone lagti hai.

• Immunity system kamjor ho jata hai.

- विटामिन D की कमी का इलाज कैसे करे ?/विटामिन D की कमी से बचाव कैसे करे ?(How to treat Vitamin D deficiency? / How to prevent Vitamin D deficiency in hindi ?)

Vitamin D ki kami ka ilaaj in hindi.

Bahut se logo ko vitamin d ki kami ho jaati hai aur fir bah sab sochte hai ki asa kya kare jisse ki jyada pese bi nhi lage aur vitamin d ki kami bi puri ho jaye to ase me sabse achha tarika yahi hai ki aap vitamin d se bharpur phal, fruits khaye विटामिन D किसमें पाया जाता है ? विटामिन D का मुख्य स्रोत kon se hai iske bare me uper bataya gya hai baha se dek sakte hai aur vitamin d ki kami ko pura kar sakte hai.

आम के खतरनाक फायदे और नुकसान | Mango benefits in hindi

- विटामिन D से जुड़े कुछ सवाल और जवाब 

• विटामिन D का रासायनिक नाम क्या है ? (What is the chemical name of vitamin D hindi ?)

Vitamin D ka रासायनिक nam कैल्सिफेरॉल (Calciferol) hai.

• विटामिन D का रासायनिक सूत्र क्या है ? (What is the chemical formula of vitamin D in hindi ?)

Vitamin d ka रासायनिक सूत्र C27H44O hai.

• विटामिन D की खोज किसने की थी ? (Who discovered vitamin D?)

Vitamin D ki सन् 1922 me Elmer McCollum (एल्मर मैकलम) ne ki thi.

• प्रति दिन शरीर को कितना विटामिन D की जरुरत होती है ? (daily requirement of vitamin d)

Hame rog daily 10 से 20 माइक्रोग्राम vitamin d ki jarurt hoti hai agar isse kam vitamin d lete hai to bahut se rog ho sakte hai.

संतरे का जूस कैसे बनाएं ? orange juice recipe in hindi

• क्या विटामिन D इम्यूनिटी सिस्टम को बूस्ट (मजबूत) करता है ? (Does Vitamin D Boost the Immunity System?)

Bahut se logo ke man me yah saval rahta hai ki kya vitamin d immunity system ko majboot karta hai to iska javab hai haa vitamin d immunity system ko majboot karta hai.

इम्यूनिटी सिस्टम kya hai इसे कैसे majboot kare ?

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Aasha karta hu ki aapko yah jankari vitamin d kya hai iski kami ke karan,lalshan aur kami se hone bale rog ke bare me sari jankari hindi me mil gai hogi agar aapko yah jankari pasnd aaye to ise apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

"Yah article padne ke liye apka dhanyawad."

एक टिप्पणी भेजें

2 टिप्पणियाँ

Please do not enter any spam link in the comment box

Recommended Posts

Ad Code