Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

Pet का Motapa कैसे Kam करें in hindi? Motapa ghataye

 Hello dosto aaj me aapko pet ka motapa kaise kam karen? Motapa kam karne ke upay hindi me ke bare me bataoga.

Agar aapko bi pet ka motapa kam karna hai to yah jankari aapke liye hai isme aapko pet ka motapa kam karne ke bare me sari jankari batai gai hai.

pet-ka-motapa-kaise-kam-kare-in-hindi

Agar aapko bi yah jankari pasnd aaye to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi aur agar is article me aapko kuch kami lage to comment ke jarur bataye.

मोटा होने के उपाय || mota hone ke gharelu tips in hindi 

- पेट का मोटापा क्या है? (What is abdominal obesity?)

Pet ka motapa kya hai in hindi ?

Pet ka motapa yah jab sharir me had se jyada vsa jama ho jaye aur pet bahar nikal jaye aur sharir mota hone lage pet phul jaye usko pet ka motapa kahte hai.

- पेट मोटा होने के क्या कारण है ?(What causes stomach fat?)

Motapa badne ka karan in hindi?

• Umar ka jyada hona.

• Had se khana khane se bi motapa badne lagta hai.

• Bharpur Nid na lena.

• Tanab ya tension ke karan bi motapa bad sakta hai.

• Sharir me fet ki adhik matra hone ke karan.

जल्दी हाइट kaise बढ़ाएं | height badhane ke tarike

• Sharab peene se pet ka motapa hone lagta hai.

• Khana kha kar ek hi jagah par bethe rahna koi kam na karne se bi pet ka motapa charbi bad jati hai.

• Kisi davai ka ulta asar ya jyada goli davai khane se bi pet ka motapa badne lagta hai.

• Genetic problem ya asar ke karan bi pet ka motapa badne lagta hai.

- पेट मोटापा के लक्षण क्या है ?(What are the symptoms of abdominal obesity?)

Motapa ke lakshan in hindi.

• Jodo me dard hone lagta hai.

• Nid puri nhi hona.

• Blood pressure high hone lagta hai.

• Chalne me paresani hoti hai.

• Pet bahar niklne lagta hai.

• Daibetics ki bimari ho jati hai.

• Thakavat hone lagti hai.

• Thayrait ki samasya hona.

• Sans phulna lagti hai.

जल्दी से गोरा होने के 10 घरेलू उपाय इन हिन्दी 2021

- मोटापा कितने प्रकार का होता है ? (What is the type of obesity?)

Motapa kitne prakar ka hota hai?

Motapa bese to bahut se tarah ka hota hai lekin ho khas kar hota hai jiske bare me hamne bahut jayda suna hai bah motapa 6 prakar ke hote hai:- 

1:- Glander motapa

2:- Frolich motapa 

3:- kushing sindrom motapa 

4:- Hypothalamic motapa 

5:- Morbid motapa

6:- Diabetes motapa

सफेद white बालों ko काला karne के tips in hindi 2021

- पेट का मोटापा कम करने के लिए क्या खाये ?(What to eat to reduce stomach fat?)

Pet ka motapa kam karne ke liye kya khaye ?

• Agar aapko apna pet ka motapa kam karna hai to aapko khane me kam Carbohydrate bala khana hi khana chahiye.

Motapa-kaise-ghatayen

• Protin se bharpur aahar le.

• Agar aapko pet ka motapa kam karna hai to aapko vitamin bi bharpur matra me lena chahiye.

• Achha vass yukt khana khaye jese sarso ka tel, jetun ka tel,mungphali tel etc.

• Green tea piye.

Pet ka motapa kam karne ke liye rat ko cheri khaye.

• Dalchini subhah aur rat ko le. 

• Shahad khaye.

• Pani jyada se jyada piye.

संतरे का जूस कैसे बनाएं ? orange juice recipe in hindi

- पेट का मोटापा कम करने के लिए क्या ना खाये ? (What not to eat to reduce stomach fat?)

Pet ka motapa kam karne ke liye kya naa khaye ?

• Meethi chij bilkul bi naa khaye.

• Daru sharab galti se bi naa piye.

• Bahar ka khana bi nhi khana chahiye.

• Dahi ko jyada na khaye.

• Samose aur hotal se judi koi bi chij na khaye kyo ki yah sab chij me maida hota hai jisse karan pet ka motapa badta hai.

• Meet Chikan bilkul bi na khaye agar khate hai to bahut kam matra me khaye.

• Namak jyada na khaye.

• Khana bi hisab se khaye.

• Tel se bani hui chij bilkul bi khaye.

High Low ब्लड प्रेशर क्या है | तुरंत control कैसे करे ?

- पेट का मोटापा कम करने की एक्सरसाइज /योगासन कौन-कौन सी हैं? (What are the exercises to reduce abdominal obesity?)

Pet ka motapa kam karne ki exarcise yogasan in hindi.

धनुरासन (Bow Pose)

• तितली आसन (Butterfly Pose) 

• अर्धचक्रासन (Crescent Moon Pose) 

• हाई इंटेंसिटी इंटरवल वर्कआउट (high intensity interval training)

• स्ट्रेंथ व्यायाम (strength exericse)

सूर्य नमस्कार (surya namaskar)

• पैदल चलना ( paidal chalna)

• ज़ुम्बा व्यायाम (zumba exercise)

• स्विमिंग (swimming)

• डांस (dance yah bahut hi acchi exarcise hai)

• स्क्वाट व्यायाम (Squat exarcise)

• देसी जैम कार्डियो व्यायाम (desi jam cardio exercise)

• अनुलोम-विलोम प्राणायाम (Anulom-Antonyms Pranayama)

नौकासन (Naukasan)

• बालासन (Balasan)

• वीरभद्रासन (Virabhadrasana)

भुजंगासन (Bhujangasana)

• त्रिकोणासन (Trikonasana)

Upar bataye gye puri exarcise yogasan pet ka motapa kam karne ke liye hi hai aap yah sab exarcise karke apna pet ka motapa kam kar sakte hai.

Sharab kaise chhode ? शराब को छोड़ने के तरीके हिंदी में

- घर पर पेट का मोटापा कैसे कम करें?/दुबले-पतले शरीर को मोटा कैसे बनाएं?(How to reduce abdominal obesity at home?/How to make thin body fat?)

Gar par pet ka motapa kaise kam karen ?

1:- थोड़ा-थोड़ा खाएं (Thoda thoda khaye)

Agar aapko ek sath bahut sara khane ki aadt hai to aapko apni yah aadt ko badlna hoga aur thoda thoda kar ke khana chahiye asa karne se sharir me urja bi bani rahi rahegi aur pet ka motapa badega bi nhi aur deere deere motapa kam hoga.

2:- गरम पानी (Garam pani)

Roj daily subhah utha ke garam pani peena chahiye kyo ki garam pani peene se pet ka motapa kam hota hai aur pet me jama hua vasa deere deere kam hota hai aur roj daily subhah garam peene se pet se judi samsya bi nhi hoti hai.

3:- मॉर्निंग वॉक (Morning walk)

Roj daily subhah se morning walk karna chahiye morning walk se pet ka motapa kam hota hai aur health bi achhi rahti hai aur sharir fit rahta hai aur pura din taro taja rahta hai.

Pista भिगोकर khane के फायदे in hindi 2021

5:- देर रात को न खाएं (Der rat ko na khaye)

Kabi bi sone se phle khana na khaye ya fir kha ke kabi bi sona nhi chahiye kyo ki asa karne se pet me charbi badti hai aur pet ka motapa badne lagta hai isliye kabi bi khana khane ke 2 gante bad hi soye.

6:- ग्रीन-टी (Green tea)

Pet ka motapa kam karne ke liye aap chay peena chhod de aur green tea piye kyo ki green tea peene se pet ka motapa kam hota hai aur sehat ke liye bi bahut achhi hoti hai green tea.

7:- पूरी नींद (Puri nid)

Pet ka motapa kam jyada karne me nid ka bahut bada hath kyo ki har insan ko 7-8 gante ki nid lena chahiye agar aap isse kam ya jyada lete hai to iska seeda asar aapki health par padta hai jisse karan motapa badne lagta hai isliye hamesh bharpur nid le.

8:- एप्पल विनेगर (Apple Vinegar)

Apple vinegar bi pet ka motapa kam karne liye bahut faydemand hai roj daily khana khane ke aade gante pahle 2 chammch apple vinegar ko 1 glass pani me mila kar piye asa karne se kelori badti hai aur pet ka motapa kam hota hai.

9:- नींबू और शहद (Nimbu aur shahad)

Agar pet ka motapa kam karna chahate hai to 1glass pani me aada nimbu aur 1 chammch shahad aur ek chutki kali mirch dal ke achhe se mila kar pi le asa karne se pet me vsa jam nhi pata hai aur deere deere motapa kam ho jata hai.

10:- पत्तागोभी (Cabbage)

Khane me पत्तागोभी ko jyada jyada samil kare kyo ki पत्तागोभी me टार्टरिक एसिड (Tartaric Acid) paya jata isliye पत्तागोभी ko ubal kar ya salad bana kar kha sakte hai asa karne se pet ka motapa bahut jaldi kam hoga.

बादाम क्या है ? Badam ke फायदे नुकसान in hindi 2021

- पेट का मोटापा कम करने के आयुर्वेदिक उपाय /मोटा होने के लिए आयुर्वेदिक पाउडर(Ayurvedic measures to reduce abdominal obesity)

Pet ka motapa kam karne ke ayurvedic upay in hindi. Mota hone ki ayurvedic upay in hindi.

gar-par-pet-ka-motapa-karne-ke-upay-tips

• त्रिफला का चूर्ण (Trifala Powder)

Pet ka motapa kam karne ke liye aapko rat ko sone se phle 1 chammch त्रिफला Powder ko garam pani me mila kar rakh de aur subhah chhan kar shahad ke sath milakar kuch dino tak khaye pet ka motapa kam hone lagega.

• दालचीनी (dalchini)

Dalchini pet ka motapa kam karne ke liye bahut faydemand hota hai isliye roj daily subhah dalchini ki chay bana kar pine se pet ka motapa kam hone lagta hai.

इम्यूनिटी सिस्टम kya hai इसे कैसे majboot kare ? 

• मेथी दाने (methi dane)

Agar pet ka motapa kam karna chahate hai to roj daily rat me methi dane ko pani ke dal ke rakh de aur subhah uth kar pani ke sath methi dane ko kuch hafte tak khaye pet ka motapa kam hone lagega.

• विजयसार (vijaysar)

Pet ka motapa kam karne ke liye aap ko vijaysar ki chay bana kar pina chahiye motapa kam hone lagta hai aur vijaysar low blood pressure aur daibetics ki bimari me davai ke rup me kam aata hai.

• मालाबार इमली (Garcinia Cambogia)

Malabar imli pet ka motapa kam karne ke liye bahut labhdayak hai kyo ki malabar imli vasa ko jamne se rokta hai aur daibetics, blood pressure ki bimari ke liye bi kam aata hai.

• काली हरड़ (kali harad)

Kali harad ko roj daily khane ke bad chuse kyo kali harad ko chusne se pachan bi achha rahta hai aur ges acidity ki sikayat bi nhi hoti aur sath sath yah pet ke vsa bi jamne nhi deti.

• अदरक (adrak)

Roj daily khana se 10 minit pahle adrak ko kat kar chhote chhote tukde kar le aur fir usme lal mirch mila kar khaye asa karne se phephade saf rahte hai aur pet ka motapa dur hota hai.

विटामिन B के कारण, लक्षण, मुख्य स्रोत और कमी के रोग

- पेट कम करने के लिए कैसा डाइट प्लान रखें ?(How to keep a diet plan to reduce stomach?)

Pet kam karne ka diet plan in hindi.

1:- Pet ka motapa kam karne ke liye sabse achha diet hari sabjiya hai kyo ki hari sabjiya me fayber hota hai jo pet ka motapa kam karne help karti hai.

2:- Apni rojana diet me जौ ko jarur samil kare kyo ki जौ ek bina chhila hua gehu hi hai जौ ko ubal kar salad ke tarah kha sakte hai fir sabji ke sath paka kar kha sakte hai.

3:- Apne diet me alsi ko bi samil kare aap asli ko kachche bi kha sakte hai ya fir ise bhun kar bi fir usko pis kar powder bana le fir 1 chammch roj daily kha sakte ho.

4:- Apni rojana ki diet me nimbu ka pani ko jarur se jarur samil kare kyo ki nimbu ke pani se bahut si bimariya se chhutkara milta hai.

- पेट का मोटापा के कारण कौन सी बीमारियां हो सकती है ? (What diseases can be caused by abdominal obesity?)

Pet ke motape ke karan hone bale rog in hindi.

Pet ka motapa sharir ke liye achha nhi hai jyada motapa hone se bahut se rog bi ho sakte hai to chaliye jante hai pet ka motapa se hone bale rog in hindi.

Daibetics, heart hatek ki bimari, asthma, cholesterol, pet se judi bimari jese ges,acidity etc,jodo me dard,kamar me dard, nid na aane ki bimari, chale me dikkt hona, blood pressure ki sikayat, cancer,women se judi bimari,sans lene bi dikkt hona etc.

विटामिन K के कारण, लक्षण, मुख्य स्रोत और कमी के रोग

- पेट का मोटापा कम करने के लिए बदले अपनी यह आदत (Change your habit to reduce abdominal obesity)

Motapa kam karne ke liye badlne apni yah aadt.

Agar aapko apna pet ka motapa ko kam karna hai to aapko apni kuch aadto ko badlna hoga jisse ki aap apna pet motapa jaldi se kam kar paoge to chaliye jante hai.

• Tanda pani mat piye garan pani hi piye.

• Roj daily exarcise yogasan kare jo upar bataye hai.

• Roj Sury ki roshni me bethe.

• Thande pani se nahaye.

• Sahi aur achha poustik nasta le.

• Teli bhuni hui chijo se dur rahe.

• Jyada vasa khana na khaye.

• Kam vasa bali chije khaye.

• Jyada hevy khana na khaye.

• Chay peena chhod de green tea piye.

• Potassium yukt aahar le.

• Khana khane ke bad todi der pedal chale.

• Ek bi jagah par din bhar bethe na rahe pedal gume aur kam kare.

• Meethi chij khane se bache.

जल्दी याद कैसे करें ? Yaad karne ke best 15 tips in hindi

- पेट का मोटापा कम करने के लिए परहेज (Avoiding to reduce abdominal obesity)

Pet ka motapa kam karne ke liye parhej.

Pet ka motapa kam karne ke liye tale bhune khane se dur rahe,maida se bani hui chij bilkul bi na khaye, bahar ki chij kese samosa kachori asi chij na khaye, Jyada hevi khana na khaye, chabal aur aalu ko kam matra me hi khaye, masaledar khane se dur rahe, jyada meetha na khaye, Rat ko sote samy kuch bi khane se bache,daru sharab bilkul bi piye.

- मोटा होने के लिए कौन सी दवा खानी चाहिए?/शरीर को फुलाने की दवा (Which medicine should be eaten to become fat? / body enlargement medicine)

Mota hone ki dawa kon si hai ?

• सिप्रोहेप्टाडिन Cyproheptadine

• ओग्ज़नड्रोलोन Oxandrolone

• ऑक्सीमेथोलोन Oxymetholone

• ड्रोनाबिनोल Dronabinol

  • Note:- Upar batai gai sari mota hone ki Davai hai jise aap sharir phulane ki dawa bi kah sakte hai lekin kabi bi yah davai ko apne man se na le kisi achhe doctor se salah le kar hi davai le nhi to aapko nuksan uthana pad sakta hai.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Asha karta hu aapko yah jankari pet ka motapa kaise kam karen? Motapa kam karne ke upay in hindi ke bare me sari jankari achhi lagi hogi agar aapko yah jankari achhi lagi ho to apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur is article me kuch kami ho to comment ke jarur bataye.

"Yah article padne ke liye apka dhanyawad."

एक टिप्पणी भेजें

4 टिप्पणियाँ

Please do not enter any spam link in the comment box

Recommended Posts

Ad Code