Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

गुस्से ko कैसे control करें ? Gussa kam karne ke jyotish upay

 Hello dosto aaj me aapko gussa ko kaise control kare? Gussa kam karne ke joytish upay hindi me bataoga.

Agar aapko bi gussa aata hai to yah article aapke liye hai yah article padne ke bad aap apne gusse ko control kar paoge aur gusse ko jad se katam kar paoge.

gussa-kaise-control-karen-in-hindi

Agar aapko yah jankari pasnd aaye to is jankari ko apne gusse bale dosto aur rishtedaro ko share taki bah bi ise pad kar apna gussa control kar paye.

- गुस्सा क्या है?(What is anger?)

Gussa kya hai in hindi?

Gussa ek prakratik bhawna hai jo har insan ko aata hai gusse ko krodh bi kahte hai yah tab aata hai jab kisi insan ko chid aati hai krodh ek ras bi hai jo hindi ke subject me hai gussa aane par blood pressure badne lagta hai aur dhadkan tej hone lagti hai.

- गुस्सा क्यों आता है ? गुस्सा आने के कारण (Why do you get angry?  Due to anger)

Gussa aane ka kya karan hai ?

Gussa kyo aata hai ? Krodh aane ka kya kya karan hai? Iske bare ham janege ki gussa kyo aata hai to chaliye jante hai.

• Sangati ke karan bi asi buri aadat gusse aane ki aadat ho jati hai.

• Dimag par had se jyada tension hona.

• Bahut se log Chidchide ho jate hai jiske karan bi unko gussa aane lagta hai.

Jenetik karan ke karan matalb agar aapke gar me aapke papa mammy ko bi gussa aata hai uske karan aapko bi aate hai.

Pet का Motapa कैसे Kam करें In Hindi ? Motapa Ghataye

• Kamjor hone karan bi gussa aa jata hai.

• Parivar ki samasya ke karan gussa aa jata hai.

• Kisi chij ka nsha karne se insan apne dimag ko control nhi pata hai jiske karan use gussa aane lagta hai.

• Kisi kisi ke gar bale hi ase rahte hai gusse bale bese hi usko bi bese hi sanskar milte hai ya dek dek bah bi besa sik jata hai.

• Kisi kisi ko koi bi bat ki sabr nhi rahti hai jiske karan bah gussa karne lagta hai.

Yah sab gussa aane ke karan hai agar kisi insan ko gussa aata hai to uske gussa aane ka karan inme se hi ek hai.

- गुस्सा को तुरंत कन्ट्रोल कैसे करे?/गुस्सा कन्ट्रोल करने के उपाय (How to control anger immediately? / Tips to control anger)

Apne gusse ko control kaise karen?

• पहली प्रतिक्रिया को नियंत्रित करें

Agar aapko bi apna gussa control karna hai to aapko apni pahle jabab ko dene se bachna chahiye matlab jab bi aapko gussa aaye to phle jabab dene se bache aur jab tak hoke jabab naa dene ki kosis kare.

विटामिन K के कारण, लक्षण, मुख्य स्रोत और कमी के रोग

• उल्टी गिनती गिनें

Jab bi aapko gussa aaye aap turnt 50 ya 100 se ulti ginti ginna suru kar de asa karne se aapka gussa par dyan hat jayega aur dimag sant ho jayaga.

• गाना सुने

Agar aapko bi kisi par bahut gussa aaye to aap gane sunna suru kar de aur pura dyna apne gane par lagaye asa karne se bi gussa bahut jaldi control hone lagta hai.

• घुमने चलें जाएं

Jab bi aapko gussa aaye to aap baha ki jagah se hat jaye aur bahar achhi thandi hava me gumna chale jaye kyo ki thandi hava se dimag bahut jaldi sant hota hai aur gussa control hone lagta hai.

• बोलने से पहले सोच लें

Agar aapko gussa aata hai kisi par bi to bolne se phle soch le ki aap usko kya bol rahe hai aur kaisa bol rahe hai kyo ki gusse me har insan bahut kadve sabd bolta hai jisse ki samne bale ko bahut jyada bura lagta hai agar aap soch samj kar bolege to aapko apne gusse par control hone lagega. 

• ठंडा पानी पिएं

Jab bi aapko gussa aaye to aap achha thanda pani piye aur apna dimag thanda kare kyo ki thanda pani peene se dimag thanda ho jata hai.

- गुस्सा कम करने के ज्योतिषी उपाय क्या है?(What is the astrologer way to reduce anger?)

gussa kam karne ke jyotish upay.

gussa-kam-karne-ke-jyotish-upay


1:- Jyotish ke anusar agar aapko gussa jyada aata hai to aapko lal rang ke kapde ka kam upyog karna chahiye.

2:- Roj subhah naha kar ek lote me pani leke todi si roli,moli,chabal aur 2 phul lele aur sury dev ko chadaye asa karne se jaldi se gusse par control kar paoge.

3:- Agar aapko gussa jyada aata hai to   roj daily subhah uthte se hi dharti mata ko pranam kare.

4:- Aapko agar bahut jyada gussa aata hai to aapko sombar ke din ek chandi ke tukde ko sare din apne jeb ya pars me rakhe aur saym ko bahte pani me chandi ko baha de asa 21 sombar tak kare.

बादाम क्या है ? Badam ke फायदे नुकसान in hindi 2021

5:- Agar aap bi apne gusse ko kam karna chahte hai to aapko purnima ke din chandrama ko khir ka bhog lagaye aur sombar ke din shiv ji ko dhoodh chadaye asa karne se gussa jaldi control hone lagta hai.

Uper bataye gye sare gussa kam karne ke jyotish upay in hindi hai jo har jyotish batata hai.

- गुस्सा आने की बीमारी को जड़ से ख़त्म कैसे करे?(How to eliminate the disease of anger?)

Gussa aane ki bimari ko jad se kaise katm kare?

• गहरी साँस लेने का व्यायाम करें।

Roj daily ek sant jagah par beth kar gahri sans le aur deere deere chhode asa 9-10 bar kare gussa aana jad se katam ho jayega.

• गुस्सा करने वाली चीजों को पहचाने।

Agar aapko apne gusse ko hamesha ke liye katam karna chahte hai aapko apne gusse aane ka karan kya hai usko pta karna padega ki kis chij ke karan aapko gussa aata hai aur bah chij ko aap badle asa kroge to gussa jad se katam ho jayega.

• 7-8 घंटे की नींद लें।

Jese ham thak jate hai to hame aaram ki jarurat hoti hai tik bese hi dimag ko control aur sant rakhne ke liye hame roj daily 7-8 gante ki nid jarur lena chahiye jisse ki hamara dimag free aur sant rahe jisse ki ham gusse ko jad se katam kar paye.

• हमेशा हंसते रहो।

Gusse ko jad se katam karna hai to aapko hamesh haste muskurate rahna chahiye agar aap hamesh haste rahoge to aapke dimag me achhe achhe idea aayege aur gussa aana bilkul kam ho jayaga aur deere deere gussa aana jad se katam ho jayega.

• माफ करना सिखे।

Gusse ko control karne ka yah bi sabse achha aur sarl upay hai bas aapko samne bale par uski glti ke liye usko maaf karna sikna hai aur uspe gussa nhi karna hai asa karne se aap ki gusse karne ki aadat puri tarah ya jad se chali jayegi.

• बुरी आदत छोड़ दें।

Agar aapko bi koi buri aadat hai jese ki daru peena sigret, tambaku asi sabi nashili chijo ko peena khana chhod de kyo ki nsha karne se insan chidchida ho jata hai aur uska dimag bi Kam karna band kar deta hai jiske karan bahut gussa aata hai.

Sharab kaise chhode ? शराब को छोड़ने के तरीके हिंदी में

- गुस्सा कम करने के लिए कौन सा योग करें?(Which yoga to do to reduce anger?)

Gussa kam karne ke liye yoga.

Agar aapko bi gussa aata hai to aaj me aapko gussa kam karne ke liye kon kon se yog ya exercise karna chahiye jisse ki aap apne gusse ko control kar paoge to chaliye jante hai.

• ध्यान Dhyaan 

Gussa control karne ke liye sabse achha yog hai dhyaan hai bas aap rog beth kar aage band kar ke gahri sans le asa 9-10 bar kare dhyaan gussa karne ka sabse achha tarika hai.

• रस्सी कुद rassi kud 

Rassi kudhna bi gussa kam karne ke liye bahut achha hai kyo ki rassi kudhne se tanab tension dur ho jata hai aur mind me sharir me nai urja peda hoti hai.

• मौन साधना moun sadhna

Moun sadhna bi gussa control karne ke liye bahut achha tarika hai bas aap roj daily 10-15 minit bilkul chup ho kar aakh band kar ke sant bethe rahe asa karna se gussa control hone lagega.

• सर्वागासन sarvagasana

Gussa control karne ke liye sabse achha yoga hai सर्वागासन agar aapko bi apna gussa control karna hai to सर्वागासन jarur kre.

• पंचिंग panching

Agar aapko jyada hi gussa aata hai to aap ek panching box le aaye aur jab bi aapko gussa aaye aap us panching box par mar kar apna gussa sant kar sakte hai.

- गुस्सा करने के नुकसान क्या हैं?(What are the disadvantages of anger?)

Gussa karne ke nuksan in hindi.

• Gussa me har insan ase ase kadve sabd bol deta hai jiske karan samne bale ko bahut dukh hota hai jiske karan kabi kabi achhe achhe riste tut jate hai.

• Gusse me liya gya har fesla se nuksan hi hota hai.

• Jyada gussa karne se sir dard hone lagta hai.

• Gusse bale insan se log bat karna bahut kam kar dete hai.

• Jyada tej karne se blood pressure badne lagta hai.

High Low ब्लड प्रेशर क्या है तुरंत control कैसे करे ?

• Gussa karne se sochne samajne ki sakti kam ho jati hai aur insan chidchida ho jata hai.

• Tanab aur depression me jaa sakte hai.

• Jyada gussa karne se immunity system par bahut bura asar padta hai jiske karan immunity system kamjor ho jata hai.

इम्यूनिटी सिस्टम kya hai इसे कैसे majboot kare ?

• Agar kisi bachche ko gussa karne ki aadat hai uski growth par bahut bura asar padta hai aur uski height badhane me bahut dikkt jati hai.

• Gussa karne se dimag par bahut bura asar hota hai.

Agar aap bi gussa karte hai to aapko bi uper bataye gye gussa karne ke nuksan ho sakte hai isliye aap bi gussa kam kare.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Me asha karta hu aapko yah jankari gussa ko kaise control kare? Gussa kam karne ke jyotish upay samj aaya hoga aur umid karta hu aap yah jankari se apna gussa control kar paoge aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi aur apne dosto rishtedaro ko share kare.

एक टिप्पणी भेजें

2 टिप्पणियाँ

Please do not enter any spam link in the comment box

Recommended Posts

Ad Code