Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

विटामिन B के कारण, लक्षण, मुख्य स्रोत और कमी के रोग

 Hello dosto aaj me yah article me aapko vitamin B kya hai ? vitamin b ki kami se hone bale rog, lakshan, karan ke bare bataoga.

Agar aapko bi Vitamin B se judi kuch saval hai to is article me aapko pure jabab mil jayege bas article ko pura pade.

Agar aapko yah jankari pasnd aaye to ise apne dosto aur rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

vitamin-b-ke-prakar-in-hindi


- विटामिन B क्या है ?/विटामिन B की परिभाषा(What is Vitamin B? / Definition of Vitamin B in hindi)

Vitamin B kya hai in hindi ?

Vitamin B ek prakar ka पोषक तत्व hai jo har insan ke sharir me paya jata hai jiske karan hame bahut se fayde hote hai aur iski kami ho jane par bahut si bimariya bi ho jati hai jiske bare me ham aage janege.

- विटामिन B के क्या कार्य है ? / विटामिन B का उपयोग क्या हैं ?(What is the function of Vitamin B?  / What are the uses of Vitamin B in hindi?)

Vitamin B ka use in hindi.

Vitamin B ka sabse bada kam pachan tatr ko majboot karna hai aur khana achhe se pachta hai aur pachane ki sakti ko majboot karta hai. Immunity system ko vitamin B majboot karta hai

विटामिन A की कमी के कारण,लक्षण होने वाले रोग 

- विटामिन B कितने प्रकार के होते है ?(What are the types of Vitamin B in hindi?)

Vitamin B ke prakar in hindi.

Vitamin B 8 prakar ke hote hai.

1- B1 थाइमिन

2- B2 राइबोफ्लेविन

3- B3 नियासिन

4- B5 पैंटोथीनिक एसिड

5- B6 पाइरोडौक्ज़ामिन

6- B7 बायोटिन

7- B9 फोलिक एसिड

8- B12 साइनोकोबालमिन

- विटामिन B की कमी के लक्षण क्या है ?(What are the symptoms of vitamin B deficiency in hindi?)

Vitamin B ki kami ke lakshan in hindi.

Vitamin B ke lakshan vitamin B ke bahut se prakar hote hai aur sabi lakshan alag alag hai to chaliye jante hai sabke lakshan hindi me.

 इम्यूनिटी सिस्टम kya hai इसे कैसे majboot kare ?

Vitamin B1 की कमी के लक्षण:- 

• Chidchida pan mahsus hona.

• मांसपेशियों me kamjori hona.

• हृदय ka size badne lagna.

• Teji se bajan badne lagta hai.

• Bahut thakan hona.

• Hath per me bar bar झुनझुनी aana.

• Yaad rakhne ki sakti kamjori hona.

• Bhuk nhi lagna ya khana nhi khabata hai.

• Bar bar dast hona.

Vitamin B2 की कमी के लक्षण :- 

• Jibh me sujan aana.

• Aakhe kamjor ho jati hai.

• Gale me sujan ya dard jesa hona.

• Dhundhla dikai dena aur aakho me bar bar khujli hona.

• Sharir me kamjori aana.

• Khun ki kami hona.

डर्मेटाइटिस ho jana.

Vitamin B3 की कमी के लक्षण:- 

• Thik nhi dikna.

• Thakan mahsus hona.

• Kamjori aa jana.

• Skin me sujan, jalan hona.

• Bhuk nhi lagna.

बदहजमी hona.

• Thik tarah se prakash ko dek nhi pana.

• Jibh me dard jesa hona.

• Bhulne ki bimari hona.

• Depression.

• Skin se judi bimari hona.

बादाम क्या है ? Badam ke फायदे नुकसान in hindi 2021

Vitamin B5 की कमी के लक्षण :- 

• Nid naa aane ki bimari hona.

• Ulti hona.

• Halka pet me dard hona.

• Per me jalan hona.

• Depression me aana.

• Sans nali me bimari hona.

• Thakavat mahsus hona.

• Chidchida pan hona.

Vitamin B6 की कमी के लक्षण :- 

• Urja me thakan ya kami hona.

• Uljan mahsus hona.

मांसपेशियों dard hona.

• Armenia ke lakshan dikna.

• Chidchida pan mahsus hona.

• Tensions ya depression hona.

Vitamin B7 की कमी के लक्षण :- 

• Pachan tatr se judi bimari hona.

• Hath per me झुनझुनी hona.

• Lambe samy se thakan mahsus hona.

• Skin rukhi sukhi ho jati hai.

• Baal Kamjor hona.

Vitamin B9 की कमी के लक्षण :- 

• Bhuk na lagna.

• Chidchida pan mahsus hona.

• Anemia ho jata hai.

• Thakan mahsus hona.

Vitamin B12 की कमी के लक्षण :- 

• Sir gumna

• Thakan hona.

• Sharir me kamjori aana.

• Dimag se judi bimari hona jese depression, Tension , bhulne ki bimari hona.

• Jibh me chikna pan hona.

• Dil ghabrana.

• Sans phulna.

• Ges acidity, kabj ,dast lagne jesi bimari hona.

जल्दी याद कैसे करें ? Yaad karne ke best 15 tips in hindi 

- विटामिन B की कमी के कारण क्या है ?(What is the cause of vitamin B deficiency in hindi?)

Vitamin B ki kami ka kya karan hai in hindi ?

vitamin-b-ki-kami-ke-lakshan-in-hindi

Vitamin B ki kami ke bi bahut se karan hai vitamin B ke sabi prakar ke bare me janege ki kon se vitamin me kon se karan se uski kami hoti hai.

Vitamin B1 की कमी के कारण :-

• Liver se judi bimariya hona.

• Sharab peene ki buri aadat hona.

• Had se jyada daiting karna.

• Kidni dailies hona.

Vitamin B2 की कमी के कारण :-

• Kisi ek davai ko lambe ya jyada samy tak lena.

• Bahut salo se sharab ki lat hona.

• Vitamin B2 ki purti nhi hona.

• Liver se judi bimari hona.

• Dast hona.

कुअवशोषण सिंड्रोम hona.

• Dailies hona.

Sharab kaise chhode ? शराब को छोड़ने के तरीके हिंदी में

Vitamin B3 की कमी के कारण :-

• Pachan tatr me tik se vikash nhi hona.

• Khane se judi bimari jese एनोरेक्सिया hona.

• Khane me vitamin B3 ki kami hona.

• Pet aur aato me rog hona.

• Lambe samy se dast hona.

• HIV ads hona.

लीवर सिरोसिस hona.

• Sharab bahut jyada matra me peena.

Vitamin B5 की कमी के कारण :-

• Adhik umar hona.

• Pachan se judi bimariya hona.

• Sharab peene ki lat hona.

• Kuposhan 

Vitamin B6 की कमी के कारण :-

• Lambe samy se डायलिसिस hona.

• Kisi davai se nuksan hona.

• Sharab ki lat bahut purani hona.

• प्रोटीन एनर्जी एंड न्यूट्रिशन hona.

• कुअवशोषण hona.

Vitamin B7 की कमी के कारण :-

• Mirgi rokne ki davai ka lambe samy se sevan karna.

• Ande ke safed hisse ko bahut jyada matra me kachcha khana.

• Nasa karna ya bidi, sigret peena.

• Lambe samy se एंटीबायोटिक davai lena.

• Had se jyada sharab ka nasa karna.

High Low ब्लड प्रेशर क्या है | तुरंत control कैसे करे ?

Vitamin B9 की कमी के कारण :-

• Tik se vitamin B9 nhi lena.

असामान्य मेटाबॉलिज्म

• Lambe samy se koi bimari hona.

Vitamin B12 की कमी के कारण :-

• Lambe samy se seene me dard hone ki davai lena.

• Daibetics ki bimari hona.

• Jyada umar bale log.

• Puri tarah se shakahari hona.

- विटामिन B किसमें पाया जाता है ?/विटामिन B के मुख्य स्रोत क्या है ?(Vitamin B is found in? / What is the main source of Vitamin B?)

Vitamin B ke muky स्रोत in hindi.

Vitamin B ke bahut se bhag hote hai jiske bare me aapko upar bataya gya hai kon sa vitamin kis chij me paya jata hai sab ke bare me janege विटामिन B का मुख्य स्रोत :- 

आम के खतरनाक फायदे और नुकसान | Mango benefits in hindi

Vitamin B1 के मुख्य स्रोत :- 

Gehu, santre , hare matar, ande, khamir, chabal, mungfali, hari sabji, Ankur bale bij.

Vitamin B2 के मुख्य स्रोत :- 

Machhali, chabal, matar, dal, khamir etc.

Vitamin B3 के मुख्य स्रोत :- 

Dhood, meva, akharot, अंडे की ज़र्दी etc.

Vitamin B5 के मुख्य स्रोत :- 

Dhoodh, dal, pista, makhan, khamir etc.

Vitamin B6 के मुख्य स्रोत :- 

Chabal, khamir, matar, gehu, machhali, ande etc.

Vitamin B7 के मुख्य स्रोत :- 

Gehu, bajara, maida, soyabin, chabal, jbar etc.

Vitamin B9 के मुख्य स्रोत :- 

Daliya, matar, mungfali, ankurit anaj etc.

Vitamin B12 के मुख्य स्रोत :- 

Ande, mass, machhali etc.

अंगूर खाने के फायदे और नुक‌‌‌सान | benefits of grapes in hindi

- विटामिन B के फायदे क्या है ? (What are the benefits of Vitamin B?)

Vitamin B ke fayde in hindi.

Vitamin B se kya fayde hote hai? vitamin b ke sabi bhag se kya kya fayde hote hai sab ke bare me janege hindi me.

विटामिन B1 के फायदे :- 

• Dimag ko fresh aur majboot banata hai.

• Khana jaldi pachta hai.

• Yah बेरीबेरी rog ke ilaj me help karta hai.

• Immunity system ko majboot karta hai.

• अल्जाइमर रोग se rahat dilata hai.

• Liver ko majboot banata hai.

विटामिन B2 के फायदे :- 

• Sir dard aur maigren hone se bachata hai.

• Aakho ko achha rakhne me help karta hai.

• Anemia hone se rokta hai.

• Urja badane ke help karta hai.

• Vitamin B cancer se bachav karta hai.

• Skin ke liye faydemand hota hai.

• Karab कोलेस्ट्रॉल ko kam karta hai.

विटामिन B3 के फायदे :- 

• Heart se judi bimari se bachav karta hai.

• Skin ko chamkdar banata hai.

• Gathiya ke dard ko kam karne me help karta hai.

• Pachan tatr majboot karta hai.

संतरे का जूस कैसे बनाएं ? orange juice recipe in hindi

विटामिन B5 के फायदे :- 

• हार्मोन को उत्तेजित karne me help karta hai.

• Tension ko kam karne me help karta hai.

• Heart ko majboot banata hai.

• मेटाबॉलिज्म ke liye jaruri hota hai.

• Immunity system boost karta hai.

हिमोग्लोबिन ko badata hai.

• Ghav ko jaldi bharne me help karta hai.

• Baalo aur skin ko achha rakhta hai.

विटामिन B6 के फायदे :- 

• Matli me help karta hai.

• Dhamniya ke liye labhdayak hota hai.

• Dipression aur tension ko dur karta hai.

• Dimag ko heathy rakhta hai.

• Anemia se bachata hai.

• Cancer se bachav karta hai.

• Aakho ke liye faydemand hota hai.

विटामिन B7 के फायदे :- 

• मेटाबॉलिज्म प्रक्रिया me bahut faydemand hota hai.

• Daibetics ko control karne me help karta hai.

• Baal, skin aur nakhun ke liye faydemand hota hai.

• Dimag ke liye labhdayak hai.

• Heart se judi bimariya ko dur karta hai.

• थायराइड ko control karta hai.

 मोटा होने के उपाय || mota hone ke gharelu tips in hindi 

विटामिन B9 के फायदे :- 

• Lal rakt kosika ko banata hai.

Vitamin B9 barabar matra me lene se aap bahut se rogo se dur rah sakte ho.

• Dimag ke liye bi helpful hota hai.

• Rid ki haddi ko majboot banata hai.

• Sunne ki sakti ko badata hai.

विटामिन B12 के फायदे :- 

Vitamin B12 lal rakt kosika banata hai.

• Nervous System achha स्वस्थ banata hai.

• Heart se jude rog ka khatra kam rahta hai.

• Alzheimer's ka khatra kam rahta hai.

Vitamin B12 urja ko badata ya sanchar karta hai.

• Tanab tension ko kam karta hai.

- विटामिन B के लाभ त्वचा के लिए (Vitamin B benefits for skin)

Vitamin B skin ke liye bahut jaruri hota hai kyo ki vitamin b se skin me chamak aati hai aur vitamin B pimples, dag-dabbe, muhase hone se rokta hai aur chahra sunder aur chamkdar banata hai sath sath skin se jude rog jese khujli hona jesi bimari se bi bachav karta hai.

हाइट बढ़ाने के अचूक घरेलू उपाय | height badhane ke tarike

- विटामिन B के नुकसान क्या है ? (What are the disadvantages of Vitamin B?)

Vitamin B ke nuksan in hindi.

Jese har chij ke fayde hote hai bese hi har chij ke nuksan bi hote hai isliye kaha jata hai ki har chij ko limit me lena ya khana chahiye nhi to uska aapko bahut jyada nuksan uthana pad sakta hai bese hi vitamin B bi hai jise jyada matra me lene se bahut se nuksan bi hai to chaliye jante hai.

• Jyada vitamin B lene se nid naa aane ki bimari ho sakti hai.

• Skin alrji ho sakti hai jese khujal chalna.

• Hoto ka nila ho jana.

• Seene me dard hona.

• Sans se judi bimari hona.

• Liver ko nuksan hota hai.

Peptic ulcer pet me ulcer hona.

• Pet ko akdan ya pet dard jesi bimari hona.

• Chhote bachche ke dimag par iska bura asar padta hai.

• Chakkar aane lagte hai.

केला खाने ‌के फायदे और नुकसान | banana fruit benefits in hindi

- विटामिन B की कमी से होने वाले रोग कौन-से हैं ?(What are the diseases caused by vitamin B deficiency?)

Vitamin B ki kami se hone bale rog in hindi.

vitamin-b-ki-kami-se-hone-bale-rog

विटामिन B1 की कमी से होने वाले रोग :- 

Vitamin B1 ki kami se beri beri ho sakta hai.

• Wernicke-Korsakoff syndrome (वेर्निक-कोर्साकोफ सिंड्रोम) rog ho sakta hai.

विटामिन B2 की कमी से होने वाले रोग :- 

• Ariboflavinosis (एरीबोफ्लेविनोसिस) rog ho sakta hai.

• Glossitis (ग्लोसाइटिस) rog ho sakta hai.

• Angular stomatitis (एंगुलर स्टोमाटाइटिस) rog ho sakta hai.

विटामिन B3 की कमी से होने वाले रोग :- 

• Pellagra (पेलग्रा) rog ho sakta hai.

• Dayriya (डायरिया) ho sakta hai.

• डर्मेटाइटिस ho sakta hai.

• Dimag bimari ho sakti hai.

 जल्दी से गोरा होने के 10 घरेलू उपाय इन हिन्दी 2021

विटामिन B5 की कमी से होने वाले रोग :- 

• Paresthesia पेरेस्टेसिया ho sakti hai.

• Pins (पिंस) ho sakti hai 

• Needles (नीडल्स) ho sakti hai.

विटामिन B6 की कमी से होने वाले रोग :- 

• Anemia (एनीमिया) rog ho sakta hai.

• Peripheral neuropathy (परिधीय न्यूरोपैथी) ho sakta hai.

• Dimagi rog ho sakta hai.

• Rid ki haddi ko nuksan ho sakta hai.

विटामिन B7 की कमी से होने वाले रोग :- 

• Dermatitis (डर्मेटाइटिस) rog ho sakta hai.

• Baal jhad sakte hai.

• Aato me sujan aa sakti hai.

• Enteritis (आंत्रशोथ या एन्टराइटिस) ho sakta hai.

विटामिन B9 की कमी से होने वाले रोग :- 

• जन्म दोष ho sakta hai mtlb janm se koi bimari ya rog hona.

• Megaloblastic anemia (मेगालोब्लास्टिक एनीमिया) ho sakta hai.

विटामिन B12 की कमी से होने वाले रोग :- 

• Pernicious anemia (पर्निशियस एनीमिया) ho sakta hai.

• Atrophic gastritis (एट्रोफिक गैस्ट्र्रिटिस) bimari ho sakti hai.

• Megaloblastic anemia (मेगालोब्लास्टिक एनीमिया) ho sakta hai.

• Lupus’s disease (लुपस रोग) ho sakta hai.

• क्रोहन रोग ho sakta hai.

• Chhoti aat ko nuksan pahucha sakta hai.

जानिए:- नीम के पत्ते खाने के 10 बेहतरीन फायदे इन हिन्दी 2021

- विटामिन B की कमी का इलाज कैसे करें ?/विटामिन B की कमी से बचाव कैसे करे ?(How to treat Vitamin B deficiency? / How to prevent Vitamin B deficiency?)

Vitamin B ki kami ka ilaj in hindi.

Bahut se logo ko Vitamin B ki kami ho jati hai aur wo sochte hai ki ham kaise apne gar par vitamin B ki kami ko pura kar sakte hai.

Vitamin B ki kami ko pura karne ka sabse achha tarika yahi hai ki aapko vitamin B ke kisi bi bag ki kami jese B1, B2, B3, B5, B6, B7, B9, B12 ki kami hai to aap inse bharpur phal, fruit, sabji khaye.

Vitamin B ki kami ko pura karne ke liye kya khana chahiye iske bare विटामिन B किसमें पाया जाता है ? vitamin B muky स्त्रोत uper bataye gye hai baha par pad ke aap pta laga sakte hai ki aapko kon si chij khana hai jisse aapki vitamin B ki kami puri ho jaye.

- विटामिन B से जुड़े कुछ सवाल और जवाब 

• विटामिन B का रासायनिक नाम क्या है ? (What is the chemical name of vitamin B?)

Vitamin B1 का रासायनिक नाम :- थायमिन हाइड्राक्लोराइट ya बेरी-बेरी 

Vitamin B2 का रासायनिक नाम :- रिबोफ़्लेबिन अथवा लैक्टोफ़्लेबिन

घुटनों के दर्द का इलाज | ghutno ke dard ka ilaj in hindi

Vitamin B3 का रासायनिक नाम :- नियासिन

Vitamin B5 का रासायनिक नाम :- पैंटोथैनिक एसिड

Vitamin B6 का रासायनिक नाम :- पायरीडांक्सीन

Vitamin B7 का रासायनिक नाम :- बायोटिन

Vitamin B9 का रासायनिक नाम :- फोलिक एसिड

Vitamin B12 का रासायनिक नाम :- सायनोकोबालामिन

• विटामिन B का रासायनिक सूत्र क्या है ? (What is the chemical formula of vitamin B?)

Vitamin B1 का रासायनिक सूत्र :- C12H17N4OS+

Vitamin B2 का रासायनिक सूत्र :- C17H20N4O6

Vitamin B3 का रासायनिक सूत्र :- C6H5NO2

Vitamin B5 का रासायनिक सूत्र :- C9H17NO5

Vitamin B6 का रासायनिक सूत्र :- C8H11NO3

Vitamin B7 का रासायनिक सूत्र :- C10H16N203S

Vitamin B9 का रासायनिक सूत्र :- C19H19N7O6

Vitamin B12 का रासायनिक सूत्र :- C₆₃H₈₈CoN₁₄O₁₄P

• विटामिन B की खोज किसने की थी ? (Who discovered vitamin B?)

सन् 1911ई. में फंक ne vitamin B ki khoj ki fir मेक्कोलम aur डेविस ne ise vitamin B nam diya.

सफेद white बालों ko काला karne के tips in hindi 2021

• प्रति दिन शरीर को कितना विटामिन B की जरुरत होती है ? (How much vitamin B does the body need per day?)

Hame roj daily 2.4 माइक्रोग्राम vitamin B ki jarurat hoti hai.

• क्या विटामिन B इम्यूनिटी सिस्टम को बूस्ट (मजबूत) करता है ? (Does Vitamin B Boost the Immunity System?)

Bahut logo ke man me yah saval peda hota hai ki kya vitamin B se immunity system majboot hota hai to iska jabab hai haa vitamin B immunity system ko boost karta hai.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Aasha karta hu aapko yah jankari vitamin B kya hai ? Iski kami se hone bale rog, karan, lakshan hindi me yah sab jankari aapko mil gai hogi agar aapko yah jankari to ise apne dosto ya rishtedaro ke sath share kare taki unko bi yah jankari mil kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

"Yah article padne ke liye apka dhanyawad."

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code