Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

विटामिन A की कमी के कारण,लक्षण होने वाले रोग

 Hello dosto aaj me aapko vitamin a se judi puri jankari duga hindi jese vitamin a kya hai vitamin a ki kami ke lakshan,ilaj,kami se bale rog in hindi aur Vitamin a ke mukhy स्रोत kon kon se hai iske bare me puri jankari is article me di gai hai.

Agar aapko yah jankari pasnd aaye to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah article kesa laga.

- विटामिन A क्या है ?/विटामिन a की परिभाषा (What is Vitamin A? / Definition of Vitamin A) 

Vitamin a kya hai in hindi ?

vitamin-a-kya-hai

Vitamin a ek prakar ka पोषक तत्व hai jo ki hamare sharir ke liye bahut hi jaruri hai vitamin a ki kami se bahut se rog bimariya hoti hai jiske bare me ham niche janege vitamin a ki sharir ko bahut jarurt rahti hai vitamin a sharir ka bahut mahtpurn पोषक तत्व hai.

- विटामिन A के क्या कार्य है ? / विटामिन ए का उपयोग क्या हैं ? (What is the function of Vitamin A?  / What are the uses of Vitamin A in hindi?)

Vitamin a ka use in hindi 

Vitamin a kya kaam karta hai ? Vitamin a me एंटीऑक्सीडेंट paya jata hai jo sharir ke liye bahut jaruri hota hai vitamin a ka कार्य haddiya ko majbut karna, sharir me sujan jesi bimari nhi hone dena , skin se judi bimariya rokna , बाल, नाखून, दाँत, , मांसपेशियाँ , मसूड़ो ko takat ya majbuti dena , sharir me calsium ki matra ko pura karna yah vitamin ka sabse jaruri kam hai.

इम्यूनिटी सिस्टम kya hai इसे कैसे majboot kare ?

- विटामिन a की कमी के लक्षण क्या है ? (What are the symptoms of vitamin A deficiency in hindi?)

Vitamin a ki kami hone par dikne bale rog in hindi

vitamin-a-ki-kami-ke-lakshan

Agar aapko bi vitamin a ki kami hai to aapko kuch lakshan dikege apne sharir me jise dekh aap pahchan sakte hai ki aapko vitamin a ki kami hai ki nhi vitamin a ki kami ke lakshan :-

• कमजोर दांत hona.

• थकान hona.

• रूखे बाल ho jana.

• रूखी त्वचा rahna.

• साइनस hona.

• बार-बार दस्त होना (क्रोनिक डायरिया)

• निमोनिया hona.

• सर्दी जुकाम bar bar hona.

• वजन घटना

• नींद ना आना

• नाईट ब्लाइंडनेस (रतौंधी) dikna kam hona.

• आंखों में जलन

• बच्चों का शरीरिक विकास रुक सकता है।

• आखों में आंसू न आना

• फटे हुए होठ 

• मुंह में दाने निकलना

• श्वास नली के ऊपरी/निचले हिस्से में संक्रमण।

घाव धीरे और देर से भरना।

बादाम क्या है ? Badam ke फायदे नुकसान in hindi 2020 

Agar yah sab lakshan dikte hai aapko to samj jao ki aapko vitamin a ki kami ho gai hai.

- विटामिन A की कमी के कारण क्या है ? (What is the cause of vitamin A deficiency in hindi ?)

Vitamin a ki kami kyo hoti hai in hindi?

Vitamin a ki kami hone ke bahut se karan ho sakte hai jiske bare abhi ham janege vitamin a ki kami ke karan :- 

1:- Vitamin a ki kami ka sabse bada karan कुपोषण ke karan bi vitamin a ki kami ho sakti hai kisi bachche ko janm se कुपोषण ki bimari ho sakti hai ya दुग्ध उत्पाद या मांस-मछली या अंडा na khane bale ko कुपोषण hone ka khatra rahta hai.

2:- Maa ke dhoodh me vitamin a bahut jyada matra me hota hai agar maa ka dhoodh nhi piya hai to vitamin a ki kami ho sakti hai.

3:- Agar kisi mahila ko vitamin a ki kami hai to sayd uske hone bale bachche ko bi vitamin a ki kami hone khatra jyada rahta hai.

जल्दी याद कैसे करें ? Yaad karne ke best 15 tips in hindi

4:- टीबी ki bimari bale ko bi vitamin a ki kami ho sakti hai.

5:- कैंसर ke rogi ko bi vitamin a ki kami ka khatra ho sakta hai.

6:- किडनी me kisi bi prakar ki bimari hone jisme karan bi vitamin a ki kami ho sakti hai.

7:- agar aapko लिवर की बीमारी hai to yah bi karan ho sakta hai vitamin a ki kami ka.

8:- निमोनिया ki bimari hona jiske karan bi vitamin a ki kami ho sakti hai. 

- विटामिन A किसमें पाया जाता है ?/विटामिन A का मुख्य स्रोत क्या है ? (Vitamin A is found in? / What is the main source of Vitamin A in hindi?)

Vitamin a kisme paya jata hai im hindi ?

Vitamin a kisme paya jata hai uske mukhy स्रोत :- 

गाजर, चुकंदर, शलजम, शकरकंद, मटर, टमाटर, ब्रोकली, कद्दू, साबुत अनाज, हरी पत्‍तेदार सब्‍जियां, धनिया, गिरीदार फल, पीले या नारंगी रंग के फल, आम, तरबूत, पपीता, चीकू, पनीर, सरसों, राजमा, बींस, अंडा आदि ।

Yah sab chijo me vitamin a paya jata hai jise kha ke aap apne sharir me vitamin a ki kami ko pura kar sakte hai.

- विटामिन A के फायदे क्या है ? (What are the benefits of Vitamin A in hindi?)

Vitamin a ke fayde im hindi

vitamin-a-ke-fayde-kya-hai-in-hindi

Vitamin a se sharir me kon kon se fayde hote hai aaj ham is article me janege vitamin a se jude fayde (benefits) ke bare me.

• Vitamin a se aakho ki roshni tej hoti hai.

• Vitamin a se मांसपेशिया bi majboot hoti hai.

• Vitamin a ek एंटी-ऑक्सीडेंट jo sharir me रेडिकल्स ke hanikark प्रभावों se bachane ka kam karta hai.

• Vitamin a daibetics ke rogiyo ke liye bahut jaruri aur faydemand hai.

Sharab kaise chhode ? शराब को छोड़ने के तरीके हिंदी में

• Vitamin a immunity system ko majboot karta hai jo corona virus se bachne ke liye faydemand hai.

• Vitamin a haddiya ko majboot karta hai. 

• Vitamin a aakho ki retina me पिगमेंट utpann karta hai.

• हृदय रोग, अस्थमा jese rogo se bachata hai.

• Vitamin a se skin chamkdar rahti hai.

• दांतों और मसूड़ों ke rogo se bachata hai.

• Vitamin a pachan sakti majboot hoti hai

• Vitamin a se sharir me energy aati hai.

• Vitamin a se गुर्दे की पथरी powder ban kar bahar aa jati hai.

• Sharir ke vikash ke liye vitamin a bahut jaruri hai.

- विटामिन A के लाभ त्वचा के लिए (vitamin a benefits for skin in hindi)

• Vitamin a se chahre par glow aata hai.

• Chahre ki skin rukhi sukhi nhi dikti hai.

जल्दी से गोरा होने के 10 घरेलू उपाय इन हिन्दी 2021

• Skin phatne ya skin se khun aana jesi bimari nhi hoti hai.

• Vitamin a se chahre par झुरिया nhi dikti hai.

- ज्यादा मात्रा में विटामिन A लेने के नुकसान क्या है ? (Side effects of excess vitamin A in Hindi)

Vitamin a ke nuksan in hindi 

aapne yah to suna hi hoga ki har chij ko limit me lena ya khana chahiye tik bese hi vitamin a bi hai vitamin  a ko jyada matra me lene se bahut se nuksan ho sakte hai jiske bare me aaj ham janege 

• Jyada matra me vitamin a lene se sir dard ho sakta hai.

• Bal girna suru ho sakte hai.

• Dekhane me paresani ho sakti hai.

• Skin related bimari ho sakti hai.

• Thakavat mahsus ho sakti hai.

मोटा होने के उपाय || mota hone ke gharelu tips in hindi 

• Heard ko nuksan pahuch sakta hai.

• Aakho ko nuksan ho sakta hai.

• Jodo me dard suru ho sakta hai.

Isliye vitamin a ko ya kisi bi dusri chij ko jitna jarurt hai utna hi lena ya khana chahiye nhi to uske bahut bure aur khatrnak nuksan uthana pad sakta hai.

- विटामिन A की कमी से होने वाले रोग कौन-से हैं ? (What are the diseases caused by vitamin A deficiency?)

Vitamin a ki kami se kon se rog hote hai in hindi ?

vitamin-a-ki-kami-se-hone-bale-rog

Vitamin a kyu jaruri hai ? Vitamin a kyo lena chahiye kyo ki Vitamin a ki kami se bi bahut se rog ho sakte hai jiske bare me aaj ham janege to chaliye suru karte hai.

• Vitamin a ki kami se dat kamjor ho sakte hai.

• Thakaan rahna.

• Nid naa aane ki bimari ho jati hai.

• Bar bar dars lagne ki bimari ho sakti hai.

• निमोनिया ki bimari ho sakti hai.

• Sardi jukam hamesh bane rahna.

• Ek dam se bajan ghatna ya lagatar bajan weight loss hote rahna.

• रतौंधी ki bimari hona.

• Aakho ke safed hisse me dabbe hona.

Vitamin a ki kami se Anemia ki bimari ho sakti hai.

• Immunity system kamjor hona.

• Sans nali me rog hona.

जानिए:- नीम के पत्ते खाने के 10 बेहतरीन फायदे इन हिन्दी 2021

- विटामिन A की कमी का इलाज कैसे करे ?/विटामिन A की कमी से बचाव कैसे करे ?(How to treat Vitamin A deficiency? / How to prevent Vitamin A deficiency?) 

Vitamin a ki kami ko kaise dur kare in hindi ?

Vitamin a ki kami ko dur karna hai to ya Vitamin a ki kami hone se bachna hai to sabse achha aur saral upay yahi hai ki aap vitamin a se bharpur phal,fruit,hari sabjiya khaye kyo asa karne se sharir ko vitamin a milega aur vitamin a ki kami dur ho jayegi.

- विटामिन A से जुड़े कुछ सवाल और जवाब 

• विटामिन A का रासायनिक नाम क्या है ? (What is the chemical name of vitamin A in hindi?)

Vitamin a ka रासायनिक नाम रेटिनॉल (Retinol) hai jise अंतिसेरोफ्थैल्मिक (antixerophthalmic) vitamin bi kahte hai.

सफेद white बालों ko काला karne के tips in hindi 2021

• विटामिन A का रासायनिक सूत्र क्या है ? (What is the chemical formula of vitamin A in hindi?)

Vitamin a ka रासायनिक सूत्र C20H30O hai.

• विटामिन A की खोज किसने और कब की थी ? (Who discovered vitamin A?)

Vitamin a ki खोज सन् 1913 me hui thi jise फ्रेडरिक गोलन हॉपकिंस ne ki thi. 

• प्रति दिन शरीर को कितना विटामिन A की जरुरत होती है ? (How much vitamin A does the body need per day?)

Hame roj daily kitna vitamin a ki jarurat hoti hai abhi ham janege yah matra umar ke hisab se batai gai hai 

- 0-6 माह 400 माइक्रो ग्राम

- 6-12 माह 500 माइक्रो ग्राम

- 4-8 वर्ष 700 माइक्रो ग्राम

- 9-14 वर्ष 1700 माइक्रो ग्राम

- 14-18 वर्ष 2800 माइक्रो ग्राम

- 19-70 वर्ष 3000 माइक्रो ग्राम

- गर्भवती महिलाएं 2800-3000 माइक्रो ग्राम

Sabi insan ko apni umar ke hisab se vitamin a ki jarurat hoti hai yah matra माइक्रो ग्राम me batai gai hai jise aap gram bi convert kar sakte hai.

1 ग्राम = 1000000 माइक्रो ग्राम hota hai.

जानिए: डायबिटीज के 15 लक्षण | symptoms of sugar in hindi.

• क्या विटामिन A इम्यूनिटी सिस्टम को बूस्ट (मजबूत) करता है ? (Does Vitamin A Boost the Immunity System?)

Bahut se logo ke man yah saval rahta hai ki kya vitamin a immunity system ko boost karta hai to iska jabab hai haa vitamin a immunity system ko majboot karta hai.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Asha karta hu aapko yah jankari vitamin a ke fayde nuksan aur kami se hone bale rog aur vitamin a ki kami ko kaise dur kare? aur Vitamin a se jude huye kuch savalo ke jabab bi mil gye hoge agar aapko yah jankari achhi lagi to is jankari ko apne dosto rishtedaro ke sath share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

Pure शरीर ki सफाई kaise करे?शरीर se मैल हटाने के उपाय

"Yah article padne ke liye apka dhanyawad."

एक टिप्पणी भेजें

6 टिप्पणियाँ

Please do not enter any spam link in the comment box

Recommended Posts

Ad Code