Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

आम khane के fayde नुकसान | Mango benefits in hindi

Hello dosto aaj is article me me aap logo aam khane ke fayde aur nuksan in hindi me bare me sari details me bataoga umid karta hu ko aapko yah article pasnd aayega.
Agar aapko yah article pasnd aaye to is article ko share kare aur comment karne bataye ki aam khane ke fayde ke nuksan in hindi ke bare me sari jankari kaisi lagi. 

Mango-benefits-in-hindi


- आम का महत्व क्या है ? (What is the importance of mangoes?)


Aam ka mahatva in hindi 

Aam ko bese to aap sab jante hi hai ki aam kya hota hai aam ek tarah phal hota hai jise ham kat ke ya juice bana ke ya fir chus ke khate hai aam ko ham sirf phal ke tarah hi balki aam ki sabji bi banai jati hai chatni aur pana bi banaya ja sakta hai aam ka hamare jivan me bahut bada महत्व hai aam ke kachche hone par uska aachar banna me kam aata hai aur chalti ye bahut se kam me aata hai aam ka hamre sharir me bahut se fayde hote jiske bare me aaj ham janege.

- आम में कौन-कौन से पौषक तत्व पाएं जाते हैं ?(Which nuts are found in common?)


Aan me kon kon se पौषक तत्व paye jate hai ?

Aam ko phalo ka raja kaha jata hai yah sab to aap jante hi hai aur aam me kon se tatv paye jate hai aaiye jante hai.

आयरन (Iron)

• पोटेशियम (Potassium)

• कैल्शियम (Calcium)

• फास्फोरस (Phosphorus)

• सोडियम (Sodium)
• जस्ता (Zinc)

• तांबा (Copper)

• सेलेनियम (Selenium)

• प्रोटीन (Protein)

• फाइबर (Fiber)

• कार्बोहाइड्रेट (Carbohydrate)

• विटामिन A (Vitamin-A)

• विटामिन C (Vitamin-C)

• विटामिन E  (Vitamin-E)

थायमिन (Thiamine)

• राइबोफ्लेविन (Riboflavin)

• नियासिन (Niacin)

• विटामिन B  (Vitamin-B)
• फोलेट (Follett)

• पैंटोफेनीक एसिड (Pantophenic acid)

• कोलिन (Kolin) 

• विटामिन-बी6 (VITAMIN-B6)

Yah sab tatv aam me paye jate hai.


- आम के प्रकार (Types of mango in hindi)


Aam ke parkar in hindi

Aam kitne parkar ke hote hai aur kon kon se nam hote hai? bese to aam ki 400 se bi jyada प्रजातियां hoti hai sabi ke bare batana संभव nhi hai isliye kuch popular aam ki प्रजातियां ke bare me bataoga.
• अल्फांसो
• दशहरी आम
• सिंदूरी
• तोतापरी
• लंगड़ा आम
• सफ़ेदा या बंगपाली आम 
• चौसा
• बादामी
• केसर
• हिमसागर
• नीलम
• मनकुरद और मुसरद
• मालदा
• जर्दालू


- आम खाने के फायदे और नुकसान (Aam khane ke fayde aur nuksan in hindi)


mango benefits and side effects in hindi
Aam ko khane se hamre se sharir me bahut se fayde hote hai aur bahut se nuksan bi hote hai aaj is bare me ham puri jankari janege ki aam khane se kya fayde hote hai aur kya nuksan? jise jan kar aap uska fayda utha sakta hai to chaliye jante hai aam se hone bale fayde aur nuksan ke bare me hindi me to chaliye suru karte hai.

- आम खाने से क्या फायदे होते हैं ? (Aam khane ke fayde in hindi)


benefits of mango in hindi

1:- कैंसर से बचाव

Aam me एंटीऑक्सीडेंट nam ka tatv paye jata hai jo har tarah ke cancer se chhutkara dilane me help karta hai isliye cancer ke rogiyo ko aam khana chahiye aam khane se unka cancer bahut jaldi katam ho jayega.


2:- आंखों के लिए फायदेमंद


Jesa ki mene abhi aap ko bataya ki aam me विटामिन ए paya jata hai jo aakho ke liye bahut faydemand hota hai aur jiske karan aakho ki roshni badhti hai aur aakh karab nhi hoti hai.

3:- कोलेस्ट्रॉल 


Aam me फाइबर और विटामिन सी bahut jyada matra me paya jata hai jo कोलेस्ट्रॉल ko control karta hai aur normal rakhta hai.

4:- पाचन क्रिया मजबूत बनाएं

Aam me ase bahut se एंजाइम्स paye jate hai jo sharir me pachan sakti ko banaye rakhta hai aur khane ko pachane me help karta hai isme mojud एंजाइम्स khane ke tod kar pachata hai.

5:- मोटापा कम करें


Aam ki गुठली में मौजूद रेशे sharir me faltuk ki charbi ko kam karke motapa kam karne me help karta hai kyo ki aam khane ke bad bhukh kam lagti hai jiske karan motapa nhi badta hai.

6:- रोग प्रतिरोधक शक्ति के लिए


Jesa aap sab jante hi hoge ki immunity system badhane ke liye VITAMIN-C ki jarurt hoti hai aur VITAMIN-C se immunity system majbut hota hai aur aap me bahut adhik matra me VITAMIN-C paya jata hai jiske karan रोग प्रतिरोधक शक्ति के लिए aam bahut faydemand hai.

7:- दिमाग के लिए आम के फायदे

Aam me बायोएक्टिव nam ka ek ghatak paya jata hai aur bahut se tark se yah pta chala ki aam dimag tej karne aur yad rakhne ki sakti ko badhne me faydemand hota hai.


8:- ब्लड प्रेशर के लिए आम खाने के फायदे


Aam me ase bahut se tatv paye jate hai jo blood pressure ko control karne me aur normal rakhne me help karta hai isliye aam ke mousam me blood pressure bale pesent ko aam ko jarur khana chahiye.


aam-khane-ke-fayde-aur-nuksan-in-hindi

9:- गर्मी से बचाव 


Jesa ki aap sab jante hi ki aam ek garmi me aane bala phal hai aur garmi ke dino me hi aata hai aur yah phal se garmi me chalne bali loo garam hava se bachav karta hai aur kabi bi garmi ke dino me bahar jane se pahle aam ka juice jarur piye fayda hoga.

10:- अस्थमा या दमा के लिए आम खाने के फायदे

Aam me एंटी-अस्थमैटिक gun paya jata hai ko अस्थमा या दमा ke rogiyo ke liye bahut labhdayak hota hai sirf aam hi nhi balki uski ghutali bi अस्थमा या दमा balo ke liye bahut faydemand hoti hai.


11:- किडनी के लिए आम के फायदे


Aam me विटामिन-बी6 bharpur matra me paya jata hai America ke ek study se yah pta chala hai ki yah vitamin ऑक्सालेट पथरी ko kam kar sakta hai.

12:- हड्डियों के लिए आम के फायदे


Jesa ki aap logo ko abhi mene uper hi bataya ki aam me विटामिन-ए aur कैल्शियम paya jata hai jo haddiya ke liye bahut labhdayak hota hai isliye aam khane se haddiya majbut hoti hai.

13:- सूजन और गठिया से बचाव


Aam me ल्यूपॉल nam ka ek यौगिक hota hai jo सूजन और गठिया से बचाव karne me sahayata karta hai.

14:- खून की कमी के लिए फायदेमंद

Aam khane se khun ki kami yani anemia se bi chhutkara paya jata hai kyo ki aam me bshut se tatv vitamin paye jate hai jo sharir me khun banane me help karta hai anemia ko dur karta hai.


15:- नशा उतारने के लिए फायदेमंद


Jesa ki aap sab jante hi ki nasa ek bahut buri aadat ho gai jo aaj kal din pe din badte ja rahi hai ase me agar aap nasa karte hai ya gar me koi nasa karke aata hai agar uska nasa utarna hai to aap use aam ya uska chhilka khila kar uska nasa utar sakte hai.

mango-benefits-and-side-effects-in-hindi

16:- लिवर के लिए फायदेमंद


Agar aapko लिवर se judi koi presani hai to aap aam ko kha sakte hai kyo ki aam me हेपटोप्रोटेक्टिव (Hepatoprotective) gun paya jata hai jo लिवर ke liye bahut faydemand hota hai.

17:- मलेरिया से बचाव के लिए फायदेमंद


Jesa ki aap sab jante hi hai aam phalo ka raja hota hai aur aam me ek asa एंटी-मलेरियल gun paya jata hai jo मलेरिया se rahat dilane me help karta hai.

18:- बालों के लिए आम के फायदे


Baalo ke liye bi aam bahut faydemand hota hai kyo ki aam me प्रचुर matra me विटामिन-सी paya jata hai jo कोलेजन utpadak ko badhava deta hai jiske karan aapke baal lambe kale aur ghane hote hai Benefits of mango for hair in hindi.


- खाली पेट आम खाने से क्या फायदे होते हैं ? (Benefits of eating mango on an empty stomach)


Khali pet aam khane ke fayde in hindi

Subhah khali pet aam khane se aap apna bajan weight bhada sakte hai agar aapka bajan kam hai to aap roj subhah aam kha ke apna bajan weight gain kar sakte hai lekin ek bat dyan rakhe ki aam limit me hi khaye nhi to aam garam hote hai jiske karan aapka pet karab ho sakta hai isliye yah bat dyan rakhe.

- चेहरे के लिए आम के क्या फायदे हैं ?(Benefits of mango for face)


mango benefits for skin‌ in hindi

Aam ek bahut faydemand phal hai aur bahut meetha phal hai jo garmi ke dino me aata hai jo sharir ke sath sath chahre ke liye bahut faydemand hota hai aam ke phal ko aap facepack bana kar chahre par laga sakte hai aur skrap bana kar ya fir aap ko bese hi chahre par laga sakta hai jisse chahre ke pimples ,muhase, dag-dabbe aur chahre par glow aata hai aur chahra gora hota hai.

- आम और दुध के फायदे ‌(Benefits of mango and milk)


aam aur doodh ke fayde in hindi

Agar aapko nid nhi aati hai ya nid se judi koi bimari hai to aapko roj sone se pahle ek paka hua aam kha le aur uske bad ek glass tanda dhoodh pi le yad rahe dhoodh tanda hi ho asa karne se aapko nid aane lag jayegi aur asa karte rahne se aapki nid na aane ki bimari katam ho jaayegi.


- आम खाने से क्या नुकसान होते हैं ? (Aam khane ke nuksan in hindi)


disadvantages of mango in hindi

1:- वजन बढ़ना


Aam me kelori ki matra bahut adhik hoti hai aur kelori bajan badhane me shayak hoti hai isliye jyada aam khane se aapka bajan bi bad sakta hai.

2:- फोड़े और मुंहासे


Aam ek garam phal hai agar aap aam ko hisab se khate hai mtlb agar aap din me 1-2 aam khate hai to aapko aam se koi nuksan nhi hoga lekin agar aap jyada aam khate hai to garam ke karan chahre par pimples, dag-dabbe ,muhase hone lagte hai.

3:- दस्त लगना


Aam me bahut adhik matra me फाइबर paya jata hai jiske karan aam ko jyada khane se dast bi lag sakte hai isliye aam ko hisab se hi khaye nhi problem ho sakti hai.

4:- ब्लड शुगर बढ़ाए


Jese ki aap sab jante hi ki aam ek meetha phal hota hai aur isme bahut jyada meethash hoti hai jiske karan sharir me sugar ki matra bad jati hai aur diabetic ho sakti hai isliye aam ko jyada na khaye madhumeh present ko kabi bi aam jyada nhi khana chahiye.

5:- गैस या पेट दर्द की समस्या

Jese ki mene abhi bataya ki aam ek garam phal hota hai jiske karan aam ko jyada khane se pet me jalan aur ges acidity jesi bimari peda ho sakti hai isliye kabi hi aam ko jyada na khaye.

6:- गले की समस्या


Jese ki aap sab jante hi ki aam me uske muh ke pas khate samy sabse pahle jo तरल पदार्थ nikalta hai agar usko khate hai to aapko gale me kharas gale me sujan ya dard jesi bimari ho sakti hai.

7:- गठिया और साइनस


गठिया और साइनस ke pesent ko kabi aam jyada nhi khana chahiye kyo ki asa karne se गठिया और साइनस ki bimari aur bad sakti hai isliye doctor hi गठिया और साइनस ke rogi ko aam khane ki mana kahte hai.

आम से जुड़े हुए कुछ सवालों के जवाब

आम कब खाना चाहिए ?/आम खाने का सही समय क्या है ?

Aam ko subhah ke samy khana bahut faydemand hota hai isliye aap ko roj subhah khana chahiye lekin limit me hi khana chahiye.

आम की तासीर कैसी होती है ?


Bahut se logo ke man me yah sabal hota hai ki aakhir aam ki tasir kaisi hoti hai aam ki taseer thandi ya garam to me aap logo ko me bata du ki aam ki tasir garam hoti hai isliye aam ko limit me hi khana chahiye nhi to fayda kam aur nuksan jayda hone lagega.

भारत में आम का सबसे बड़ा उत्पादक राज्य कौन-कौन से हैं ?

Aaj me aap logo 5 ase rajy ke bare me bataoga jaha par aam ki sabse jyada उत्पादक hota hai to chaliye jante hai 

1:- तमिलनाडु 
2:- उड़ीसा 
3:- पश्चिम बंगाल 
4:- झारखंड 
5:- महाराष्ट्र

- निष्कर्ष (Conclusion) -


Umid karta hu ki aapko yah article aam khane ke fayde aur nuksan in hindi me bare me sari information mil gai hogi agar aapko yah article pasnd aaye to is article ko share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah article me kya kami lagi aur kesa laga yah article me hamne aam se judi information (about of mongo in hindi) ke bare me jana hai.

"Yah article padne ke liye apka dhanyawad."

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code