Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

जल्दी yaad कैसे करें ? Yaad karne ke best 15 tips in hindi

Hello dosto aaj me aapko yaad karne ke tips in hindi ke bare me bataoga.

Jisse aap jaldi se jaldi kaise yaad kar sakte hai kon se tarike ya trick ka use karke aap koi bi questions answer ko aaram se kam se kam samy me yaad kar paoge.

yaad-karne-ke-tips-in-hindi

Yah article padne ke bad aap koi sa bi answer aaram se yaad kar paoge.

Agar aapko yah article pasnd aaye ya helpful lage to is article ko jyada se logo me share kre taki bah unka yah article se fayda ho sake aur comment kar ke bataye ki aapko yah yaad karne ki tips in hindi article kaisa laga.

- पढ़ा हुआ याद कैसे रखें?


Yaad karne ke tips in hindi

Pada hua hamesh yaad rakhne ke liye aapko bahut achhe dimag laga ke yaad karna hoga aur jitni bi chij yaad kar rahe ho sab ko apne dimag me bitha lo apne dimag ko ek dam fresh aur tension free rakho iske liye aap subhah se utha ke yoga kar sakte hai 

Ya fir aap apne gar par meditation kar sakte hai aur koi bi sabd ko achhe se dimag me bita le jisse ki bah yad rakhe jese hame apne riste daro ya koi apne sath koi asi bat hoti hai jo hamesh yad rahti hai uska yahi karan hai ki bah bat hamare dimag me beth jati hai.


- जल्दी याद कैसे करें ?/ याद करने के टिप्स इन हिंदी


Jaldi yaad kaise kare in hindi?

1:- उत्सुकता को बढ़ाएं।


उत्सुकता को बढ़ाएं jab tak aapka apne man se padne ka man nhi karega tab tak aapka padai ya kisi bi chij me man nhi lagta hai isliye padai karne ke aap ka man hona bahut jaruri hai nhi to aap yaad nhi hoga aur agar toda bahut yaad bi ho jayega to todi der me bhul jaoge isliye apni ander ki उत्सुकता को बढ़ाएं asa karne se jaldi yaad hone lagega


2:- Tension


Yah sabad bahut hi khatrnak hai tension ek asi chij hai jo insan ko achhe se khane tak nhi deti hai isliye isliye kabi bi padte samy ya kuch bi yaad karte samy kisi chij ka tension mat ligiye jese exam ka tension kabi bi naa le aaram se relex hoke mind free kar ke yaad kare asa karne se aapko bahut jaldi yaad hoga.

3:- शांत जगह पर ही पढाई करे।


Padai karte samy kabi bi hame kisi shor bali jagah par nhi padna chahiye agar aap shor bali jagah par padege to aapka kabi bi padai me man nhi lagega aur dimag distrub hoga aur aapko chid aane lag jayegi isliye kabi bi padai karne ke liye yaad karne ke liye shant jagah par hi padai kare bahut jaldi yaad hoga.


4:- रात को सोने से पहले पढ़ना।


Jese ki aapko pta hi hai ki ham so jata hai fir bi hamara dimag nhi sota hai bah chalte rahta hai hamne din bhar me jo kam kiye rahte hai wo dimag me chalta hai bese hi agar aap sone se pahle koi asa subject padiye jo aapko bahut hard lagta ho asa karne se aap jo padoge bah rat bhar aapke dimag me chalega aur subhah tak aap ko bah bat samj aaye aur subhah ek bar bah subject ko pad lo aapko aaram se bah hard subject bi yaad ho jayega.

5:- जिंदगी के साथ जोड़कर समझें।


Jo chij hamari zindagi me hoti hai ya koi ghatna jo hame hamesh yaad rahti hai bese hi aap padte samy jo bi pad rahe ho usko apni porsonal life se jod kar pde agar aap asa karege to aapko bah aaram se yaad ho jayega aur fir aap us chij ko bhuloge nhi.

6:- Regularity


Regularity yah bahut achha sabd hai agar aap regular padte hai to aap ek samy fix kar lo ki aap is samy me yah subject padna hai asa karne se aapka sab subject cover ho jayaga aur deere deere aapko us samy par padne me man aur dimag dono lagega aur deere deere aapko padai karan bi pasnd aane lag jayega fir aap kabi padai se bor nhi houge.


7:- पढ़े हुए Chapters को दोहराना।


Koi bi line ko bar bar ya roj roj bolne bah bat yaad ho jati hai bese hi agar aapko koi chapter yaad hai aur aap bah chapter ko hafte ya 15 din bad padhoge to bah chij aapko aur achhe se yaad ho jayegi aur aapke dimag me bi bah chij fix ho jayegi aur aapke dimag me koi dout bi nhi rahega isliye pade huye chapters ko tode tode din me padte rahe.

8:- जोर-जोर से बोलकर पढ़ना।


जोर-जोर से बोलकर पढ़ना bese to buri aadat hai lekin kabi kabi yah bahut fayda bi deta hai kyo ki hamara dimag moti awaj ko pahle sunta aur samjata hai dheemi awaj ko bad me sunta hai tik bese hi aap jor se bologe koi sabd ko to bah bahut jaldi catch karta hai isliye jo sabd yaa koi line yaad nhi hoti to use jor se bol kar yaad kare jaldi yaad hogi.


9:- लिखकर याद करना।


लिखकर याद करना yah bahut aadat hai agar aap likh likhkar yaad karte hai to aapko bah chij yaad bi hoti jaayegi aur sath sath use likne ki aadat me bi aa jayega aur handrighting bi sudar jayegi yah tarika English yaad karne ka bahut achha tarika hai asa karne se aapko English ki spelling aur english dono yaad ho jayegi.

10:- कहानी बना कर याद करना।


Kahaniya to aap sab ne bachpan bahut suni hogi aur bahut se logo ko abhi tak bah kahani yaad hogi tik bese hi agar koi bi question answer ko kahani bana ke yaad karte hai jese ki bah raja rani kuch bi apne hisab se kahani jod kar yaad karte hai to aapko bah bahut jaldi ho jayaga aur aap bor bi nhi hoge aur sabse achhi bat ki aap use kabi bhuloge bi nhi.


11:- गाना बना कर याद करना।


Gane to aap bi sunte hoge aue bahut se gane aapko yaad bi hoge bese hi aap koi bi answer ko gane bana kar ya gaa gaa kar yaad karte hai to aapko bah aaram se yaad ho jayega aur sath sath me maja bi aayega.

Agar aap chahe to answer ko gana jesa bana ke usko mobile me record kar ligiye aur usko bar bar sune asa karne se bi aapko bahut jaldi yaad hoga kyo ki kan se suna hua bahut jaldi yaad hota hai.

question-answer-yaad-karne-ke-tarike

12:- पढ़ा कर याद करें।


Agar aapke gar koi chhota bachcha hai ya aap koi bi apne se chhote ko pada kar yaad kar sakte hai mtlb aapko bah answer questions ko usko samjana hai agar aap use bah answer ko samjaoge to aapko bah answer questions yaad aur samj aane lag jayenge.

13:- रुक रुक कर याद करना।


Ruk ruk kar yaad karna agar aap din bhar kam karte rahoge to aap kaise thak jate ho tik bese hi agar aap lagatar padte hai ya yaad karte hai to aapka dimag bi thakne lagega jiske karan aap fir padai me man nhi laga paoge isliye padai ko bich bich breck dete rahe mtlb 1 gante pad liya fir 10 minutes relax ho gye fir pad liye 1 ganta fir rest asa karke pade asa karne se aap aapne aap ko fresh aur achha fill krege thaka hua nhi lagega.


14:- कभी भी रटे नहीं।


Kabi bi yaad karte samy yah dyan rakhe ki aapko bah questions answer ko pahle samjna hai aur apne dimag me bithana hai naa ki use ratna hai agar ratne lag gye to aapko bah yaad to ho jayega lekin bah jyada din tak aapke dimag me tik nhi payega tode din me aap jo rata hai use bhul jaoge isliye hamesh samj samj kar kare.

15:- स्वस्थ रहे।


Jese ki aap jante hai ki jab ham bimar hote hai tab hamara kuch bi kam me man nhi lagta hai thik bese hi agar aap heathy nhi hai to aap kabi yaad karne naa bethe asa kroge to aapko yaad bi nhi hoga aur sath me sir dard bi suru ho jayega isliye jab aap hamne aap ko bilkul heathy mahsus kare tab yaad kare to jaldi yaad hoga.


- इंग्लिश याद करने का आसान तरीका


English yaad kaise kare aasan tarika in hindi ?

Bahut se students ke man me yah sabal rahata hai ki English ko kaise yad rakhe? kyo ki English har kisi ko yad nhi hoti hai.

Jo students English medium ka hota hai uske liye English me yaad karna saral hota hai lekin jo student hindi medium ka hota hai usko English yaad nhi hoti hai.

English ko yad rakhne ya English ko jaldi yaad karne ka sabse achha tarika yah ke bi aap English ke questions answers dono ko likh likh kar yaad kare aur sath me bolte bi jaye.

Asa karne se aap ko English jaldi se yaad bi ho jayegi aur sath sath spelling bi yaad hoti chali jayegi aur aapki handrighting bi achhi ho jayegi aur likhne ki practice bi ho jayegi.

Aur sabse jaruri fayda yah hoga ki asa karne se aapka dimag thakega nhi aur na aap bor honge isliye English ko hamesh likh likh kar hi yad kare.

- प्रश्न उत्तर याद करने का तरीका


Question answer yaad kaise kare tarika in hindi ?

Question answer ko kaise yaad kare ? Yah bat ki presani har student ko rahti hai jab tak aap logo ka dimag fresh nhi hoga aur kuch bi sochne ya jor dene layak hoga tab hi aap question answer ko yad kar sakte hai aur mene jo uper yaad karne ke tips hindi me bataye hai bahi tips ka use karo questions answer yaad hone lag jayege.


- पढ़ा हुआ हमेशा कैसे याद रखें ?/याद कैसे करे कि भूले नहीं ?


Pada hua hamesh yaad kaise yaad rakhe ki bhule nhi ?

Pada hua hamesh yaad kaise rakhe ? Bahut se student exam ke ek din pahle din rat padte hai aur exam me sab bhul jate hai jisse ki un logo ke number bahut kam aate hai.


Agar aapko pada hua hamesh yaad rakhna hai 

• aapko sab likh ke yaad kare.

• apne dimag ko tension free rakhe.

• Jo fir pad rahe ho usko apni zindagi se jod ke ek udaharan ka use kar ke yaad kare.

• Agar aapke gar me koi chhota hai to usko pada pada kar yaad kare.

• Aap jo bi yaad kar rahe hai to usko kud ko questions ke jariye samje seedi si bat kud se kud hi questions karo aur answers bolo asa karne se pada hua hamesh yaad rahega.

• Ek bahut jaruri bat aap kabi lagatar 3-4 gante na nhi pade hamesh bich bich me aade ek gante bad 10-15 minutes ka breck le aur kud ko free kare mind ko aaram de.

jaldi-yaad-kaise-kare-in-hindi

- 1 मिनट में सब कुछ याद करने का तरीका


1 minute me sab kuch yaad karne ka tarika in hindi 

Bahut se log yah chahate hai ki kuch asa ho jaye jisse ki bah 1 minute me sab kuch yaad kar le lekin me aapko yah bat bata du ki 1 minute me sab kuch yaad karna bahut muskil hai.

Lekin haa me aapko 1 minute me yad karne ki tips to nhi de sakta lekin asi tips dunga jisse ki aap jaldi se jaldi kam se kam samy me yaad kar paoge.To chaliye suru karte hai.


Sabse pahle aap ko jo bi yaad karna hai usko apni awaj me gane jesa record kar ke aur usko usko bar bar head phone laga ke sune asa karne karne se aapko bahut jaldi yaad ho jayega.


Doctor aur वैज्ञानिक ka bi kahna hai ki suna hua jaldi yaad hota hai bolna ulta jaldi nhi hota kyo ki apne kan se mind ka seeda contact hota hai jisse karan suna hua seeda dimag me beth jata hai. Agar aapki catching power achhi ya tej hai to Yah tarika ka use karke aap 1 minute me bi yaad kar sakte hai.

- निष्कर्ष (Conclusion) -


Umid karta hu aapko yah article jaldi yaad kaise kare ? Yaad karne ke tips in hindi ke bare me sari knowledge mil gai hogi aur yah article se aapki help bi hogi agar aap yah helpful lage ya pasnd aaye to is article ko apne friends ke sath share kare taki unki bi help ho sake aur comment kar bataye ki aapko yah article kaisa laga.

"Yah article padne ke liye apka dhanyawad."

एक टिप्पणी भेजें

2 टिप्पणियाँ

Please do not enter any spam link in the comment box

Recommended Posts

Ad Code