Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

जानिए:अंगूर खाने के फायदे नुक‌‌‌सान | benefits of grapes in hindi

Hello dosto aaj me aap logo ko angoor ke fayde aur nuksan in hindi ke bare me bataoga ki angoor khane se kya fayde hote hai aur kya nuksan hote hai aur angoor ko kab khana chahiye yah sab savalo ka jabab is article me bataya gya hai.

angoor-ke-fayde-in-hindi


Agar apko yah jankari pasnd aaye to is article ko share kare aur comment karke bataye ki aapko yah jankari kaisi lagi.

- अंगूर के प्रकार (Types of grapes in hindi)


Angoor ke prakar in hindi.

Angoor bahut se prakar ke hote hai to aaj ham sab prakar ke angoor ke bare ne janege bahut se angoor me bij hote hai aur bahut se angoor me bij nhi hote hai.

सुल्ताना :- सुल्ताना angoor hare aur ande ke aakar ke hote hai aur yah bina bij ke hote hai aur bahut rasdar bi hote hai सुल्ताना angoor ko थॉम्पसन angoor bi kahte hai.


मेनिन्डी अंगूर :- मेनिन्डी अंगूर angoor bi bina bij ke hote hai aur yah sirf angoor ke mousam me hi aate hai.

वाल्थम :- वाल्थम angoor me bij hote hai aur yah tode bade hote hai aur सुनहरे हरे rang ke hote hai.

फ्लेम सीडलेस :- फ्लेम सीडलेस angoor lal rang ke hote hai aur yah gol angoor hote hai aur khane me katte hote hai.

रूबी सीडलेस :- रूबी सीडलेस angoor me bij hote hai aur yah halke lal rang ke hote hai iski त्वचा कोमल hoti hai

कार्डिनल :- कार्डिनल angoor me bij bi hote hai aur yah चेरी-लाल से लाल-बैंगनी rang ke hote hai कार्डिनल angoor ande aakar ke hote hai.

रेड ग्लोब :- रेड ग्लोब angoor jese ye nam se hi pta chal raha hai ki yah angoor lal rang ke hote hai aur bade aur bij bale hote hai.

पर्पल क्रोनिकोन :- पर्पल क्रोनिकोन angoor लंबे अंडाकार aakar ke hote hai aur inki skin moti hoti hai aur bij bi hote hai aur ye बैंगनी colour ke गूदेदार hote hai.

मस्कट :- मस्कट angoor me bij hote hai aur yah nile kale rang ke medium rang ke hote hai yah bahut rasdar hote hai.

- अंगूर के औषधीय गुण (Medicinal properties of grapes in hindi)


Angoor ke ayurvedic gun in hindi.

Angoor me फाइटोकेमिकल्स nam ek प्रमुख स्रोत paya jata hai jo Cancer ki bimari ko rok sakta hai aur heart se judi bimari aur bi bahut si bimariya se chhutkara dilane me help karta hai isme ek मुख्य घटक रेस्वेराट्रोल paya jata hai jo पॉलीफेनोल hai jo sharir ke औषधीय गुणों roge ke liye jana jata hai.


- अंगूर में कौन-कौन से पौष्टिक तत्व पाएं जाते हैं? (What nutritional elements are found in grapes?)


Angoor me kon kon se पौष्टिक तत्व paya jate hai ?





• ग्लूकोज (Glucose) 

• सोडियम (Sodium)

• पोटेशियम (Potassium)
• एसिड (Acid)

• मैग्नीशियम (Magnesium)

• कैल्शियम (Calcium)

• आयरन (Iron)

• फास्फोरस (Phosphorus) 

• सेलेनियम (Selenium)

• पानी (Water)

• कार्बोहाइड्रेट (Carbohydrate)

Yah sabi tatv angoor me paye jate hai jo hamare sharir ke liye bahut labhdayak hote hai isliye bahut angoor khana chahiye.


- अंगूर खाने का सही तरीका (Right way to eat grapes in hindi)


Angoor khane ka sahi tarika in hindi.

• Angoor ko roj subhah khana chahiye kyo ki angoor me bahut se vitamin hote hai jo subhah ke samy jyada faydemand hote hai.

• Angoor ko aap pis kar uska juice bana kar pi sakte hai.
• Angoor ko aap dho kar kha sakte hai.

• Angoor ki ice cream bana kar kha sakte hai.

अंगूर-खाने-के-फायदे-और-नुक‌‌‌सान

- अंगूर खाने का सही समय (Right time to eat grapes in hindi)


Angoor khane ka sahi samay in hindi.

Angoor khane ka sahi samy subhah ka hota hai kyo ki angoor me mojud vitamins subhah ke samy jyada faydemand hote hai isliye angoor ko subhah ke samy khali pet khana chahiye.

• Agar aap subhah nhi khate hai to naste ke samy angoor ka juice bana kar pi sakte hai.

- अंगूर कब खाना चाहिए? (When to eat grapes in hindi?)


Angoor kab khana chahiye ?

Jese ki abhi aapko uper bataya ki angoor ko roj subhah khali pet khana chahiye kyo ki angoor me शर्करा hota hai jo subhah khane turant energy deta hai isliye subhah khana chahiye agar aap dhop me jate hai to dhop me jane se todi der phle hi angoor kha le ya fir bapas aane ke kuch der bad khaye lekin kabi bi angoor ko khane ke sath na khaye ya todi der pahle ya todi der baad khaye.
  • Note :- Agar aap gar par hi rahte hai to kabi bi angoor ko dho kar kha sakte hai lekin subhah khana jyada faydemand rahta hai baki aap kabi bi kha sakte hai.
grapes-benefits-for-skin-in-hindi

- अंगूर खाने के फायदे (Benefits of eating grapes in hindi)


Angoor khane ke fayde in hindi.

1:- माइग्रेन


माइग्रेन hone par ya sir me dard hone par hone par angoor ka juice banne se माइग्रेन aur sir dard me rahat milti hai aur sir dard tik ho jata hai.

2:- रक्तचाप नियंत्रित 


Agar apke gar me kisi ko हाई ब्लड प्रेशर ki sikayat hai to uske liye angoor ek bahut achha upay hai blood pressure control karne ke liye kyo angoor blood pressure ko control karta hai isliye hafte me 2 se 3 din angoor ko jarur khaye.

3:- कैंसर से बचाव


Angoor me ग्लूकोज, मैग्नीशियम और साइट्रिक एसिड jese bahut tatv paye jate hai jo bahut si bimariya se chhutkara dilane me help karte hai jisme se ek कैंसर bi hai angoor khane se कैंसर se bi bachav kiya ja sakta hai.

4:- खून की कमी दूर करें


Agar apke sharir me हीमोग्लोबिन ki kami hai ya fir khun ki kami hai to aapko angoor ka juice bana ke usme 2 chammch shahad mila kar roj daily peena chahiye aapki khun ki kami dur ho jayegi.

5:- डायबिटीज में कारगर


Angoor डायबिटीज ki bimari ko dur karne me bahut faydemand hota hai kyo ki angoor blood sugar ko kam karne me sahayata karta hai isliye डायबिटीज bale rogi ko angoor ka sevan jarur karna chahiye.

6:- आंखों के लिए फायदेमंद

Aapne bahut se logo se suna hi hoga ki angoor khane se aakho ko bahut fayde hote hai kyo ki angoor me jo tatv paye jate hai wo aakho ke liye bahut labhdayak hote hai isliye angoor khana chahiye.

7:- हड्डियों के लिए फायदेमंद


Jesa ki aap sab ko mene abhi uper hi bataya hai ki angoor me calsium paya jata hai aur calsium haddiya ke liye bahut faydemand hota hai calsium se haddiya majbut hoti hai.

8:- कोलेस्ट्रॉल के लिए फायदेमंद


Angoor me पॉलीफेनोल्स में हायपोलिपिडेमिक (hypolipidemic) paya jata hai jo कोलेस्ट्रॉल ko control karne me bahut help karta hai kyo ki कोलेस्ट्रॉल se bahut si bimariya hoti hai jese दिल की बीमारी, डायबिटीज etc.

9:- कब्ज के लिए फायदेमंद


Angoor me फाइबर bahut jyada matra me paya jata hai jiske karan kabj acidity jesi bimari se rahat milti hai isliye angoor ko roj daily khane se kabj ki bimari nhi hoti hai.

10:- गठिया के लिए फायदेमंद


Angoor me रेस्वेराट्रोल्स और एंटी-इंफ्लेमेटरी gun paye jate hai jo गठिया ke rog se chhutkara pane me bahut help karte hai iske alava angoor ke bij me पॉलीफेनोल में एंटी-अर्थराइटिक gun paye jate hai jo गठिया rog se bachav karne me sahayata karta hai.

11:- त्वचा के लिए फायदेमंद


Angoor ka skin ke liye bahut faydemand hai kyo ki angoor me रेस्वेराट्रॉल (resveratrol) paya jata hai jo त्वचा ke liye bahut faydemand hota hai aur skin ko glow karta hai.grapes benefits for skin.

12:- बालों के लिए अंगूर के फायदे


Baalo ke liye angoor ka bahut bada fayda hai angoor khane se baalo majbut hote hai iske sath sath angoor ke bij me प्रोएंथोस्यानिडींस (proanthocyanidins) paya jata hai jo baalo ko ghana karke kaala karta hai aur baalo ko healthy banata hai.


- अंगूर खाने के नुकसान (Disadvantages of eating grapes in hindi)


Angoor khane ke nuksan in hindi.

Jese aap sab jante hi hai ki koi bi chij ya phal fruit ko limit me hi khana chahiye kyo ki limit se jyada koi bi chij nuksan hi karti hai chahe wo phal fruit hi kyo na ho wo bi nuksan karte hai bahut se log ko angoor ke fayde ke bare me pta lagta hai to wo din bhar angoor khane lagte hai jisse unhe bahut se nuksan hote hai.
• Angoor ke bij khane se अपेंडिसाइटिस yani pet me sujan aana jesi bimari ho sakti hai.

• Jyada angoor khane se bajan weight  bad sakta hai kyo ki angoor me bahut jyada कैलोरी pai jati hai.

• Angoor garam hota hai isliye angoor ko khana se pet se judi bimari ho sakti hai.

benefits-of-grapes-in-hindi


• Angoor me फाइबर paya jata hai isliye dast ki presani ke samy angoor bilkul nhi khana chahiye.

• Jyada angoor khane se ulti ho sakti hai.

• Agar aapko एलर्जी ki presani hai to angoor khane se bachna chahiye.

अंगूर से जुड़े हुए कुछ सवाल और उनके जवाब (Some questions and answers related to grapes)


क्या अंगूर खाने से वजन बढ़ता है ? (Does eating grapes cause weight gain?)


Bahut se logo ke man me yah sabal hota hai ki kya angoor khane se bajan badhta hai to me aap ko bata du ki haa angoor ko jyada khane se bajan bad sakta hai kyo ki angoor me कार्बोहाइड्रेट paya jata hai jo bajan bada deta hai.

अंगूर की खेती सबसे ज्यादा कहां होती है ? (Where is the maximum cultivation of grapes?)

Angoor पंजाब, हरियाणा, पश्चिमी उत्तरप्रदेश तथा दिल्ली व राजस्थान me jun ke mahine me milte hai kyo yah sab उपोष्ण कटिबंधीय जलवायु वाले क्षेत्र hai.

अंगूर की तासीर कैसी होती है ? (What is a grapefruit like?)


Angoor ki tasir garam hoti hai isliye angoor ko jyada nhi khana chahiye nhi to pet se judi bahut si bimariya ho sakti hai aur pregnancy me to angoor khana hi nhi chahiye.

अंगूर में कौन सा विटामिन पाया जाता है ? (Which vitamin is found in grapes?)

Angoor me VITAMIN-A , VITAMIN-C , VITAMIN-B6 aur VITAMIN-E paya jata hai. 

- निष्कर्ष (Conclusion) -


Umid karta hu ki aapko yah article angoor khane ke fayde aur nuksan ke bare me sari jankari mil gai hogi aur aapko pasand aaya hoga agar aapko yah article pasnd aaya ho to ise share kare aur comment kar ke bataye ki aapko yah article kaisa laga.

"Yah article padne ke liye apka dhanyawad."

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code