Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

Neem के पत्ते khane के 10 बेहतरीन फायदे इन हिन्दी 2021

Hello dosto aaj me aap logo ko neem ke patte khane se kya fayde hote hai neem ke patte khane ke fayde aur nuksan in hindi neem ke patte se hone bale benefits ke bare bataoga.

neem-ke-patte-khane-ke-fayde-in-hindi


Agar yah jankri aap logo ko pasand aaye to ise share kare or comment kar ke bataye ki apko yah jankari kesi lagi.

घुटनों के दर्द का इलाज | ghutno ke dard ka ilaj in hindi

- नीम क्या है ?(What is Neem?)


Neem kya hai in hindi..

Neem ek tarah ka वृक्ष hai neem ke वृक्ष me green colour ki pattiya hoti hai bah bahut labhdayak hoti hai aur bahut si davai me kam aati hai aur bahut si sabji me neem ki pattiya ko dalte hai aur yah pattiya ko bese bi kha sakte hai.

- नीम के पत्ते में क्या पाया जाता है ?(What is found in neem leaves?)


Neem ki pattiya me kon se पोषक तत्व paye jate hai.

Neem ki pattiya me bahut se पोषक तत्व  paye jate hai to aaiye jante hai.

• कैल्शियम (Calcium)
• मैग्नीशियम (Magnesium)
• पोटेशियम (Potassium)
• सोडियम (Sodium)
• विटामिन-ए  (Vitamin-A)
• विटामिन-सी (Vitamin-C)
• बीटा कैरोटीन (beta carotene)
• लाइकोपीन (Lycopene)
• प्रोटीन (Protein)
• आयरन (Iron)
• गंधक (Sulfur)

- नीम के पत्ते को कैसे खाएं ?How to eat neem leaves?)


Neem ki pattiya ko kaise khaye?..

Bahut se log yah sochte hai ya unke man me yah sabal aata hai ki neem ki pattiya ko kaise khana chahiye? to neem ki pattiya ko aap dho kar subhah 5-6 pattiya chab chab kha sakte hai ya fir aap chahe to neem ki pattiya ko pis kar uska pest bana ke uski goli bana le aur roj subhah sayam shahad me dhuba kar neem ki goliya ko khaye.

Ghar Par Meditation Kaise Kare? मेडिटेशन करने के फायदे 

- रोज नीम के कितने पत्ते खाना चाहिए ?How many neem leaves should be eaten daily?)


Roj daily neem ki kitni pattiya khana chahiye..

Bese to neem ki pattiya ko aap kitna hi kha sakte hai uske liye seema nhi hai ki aap bas itni hi kha sakte hai aap chahe to 2-3-5 jitni chahe kha sakte hai lekin mere hisab se 5 pattiya se jyada nhi khaye kyo ki koi chij jyada khane se nuksan bi ho sakta hai isliye mere hisab se 5 pattiya se jyada na khaye.

- सुबह खाली पेट नीम के पत्ते खाने के क्या फायदे हैं?(Benefits of eating neem leaves on empty stomach in the morning)

 Subhah खाली pet नीम के पत्ते khane ke fayde..

Roj subhah neem ki pattiya khane se bahut se fayde hote hai.

• Neem ki pattiya khane se pet se judi bimari dur ho jati hai.

• Roj subhah Neem ki pattiya khane se chahre ke pimples tik ho jate hai.

neem-ki-patti-ke-fayde-hindi-me


• Subhah se neem ki pattiya khane se khujli ki bimari ya khujli tik ho jati hai kisi hisse me khujli par neem ki pattiya ka ras lagane se bi khujli tik ho jati hai.

• Khali pet neem ki pattiya khane se muh ke chhale bi tik ho jate hai.

• Roj daily subhah neem ki 2 pattiya khane se sujan aur आंत ki bimari kabi nhi hoti hai.

- नीम की पत्ती के फायदे क्या हैं?/कड़वे नीम के फायदे (Benefits of Neem Leaf / Bitter Neem)


Neem ke patte khane ke fayde in hindi.

Neem ke patte khane se bahut se fayde hote hai neem ki pattiya khane  ke fayde in hindi ke bare me janege.

ब्लड शुगर कम करने में फायदेमंद है 


Neem ke patte khane se blood sugar ya हाइपोग्लाइसेमिक ko kam karta hai blood sugar ke rogiyo ke liye neem ke patte bahut faydemand hai.

जानिए: डायबिटीज के 15 लक्षण | symptoms of sugar in hindi.

दवाइयों में उपयोगी 


Neem me bahut se tatv aur gun paye jate hai jisse karan neem ki pattiya ka bahut si ayurvedic davai banane me  upyog hota hai.

संक्रमण दुर करती है नीम


Sharir me ho rahe संक्रमण ya fel rahe संक्रमण ko dur karne me neem ki pattiya kam aati hai sarir me ho rahi funsi fode hone neem ke pani se nahane se ya khane se  संक्रमण dur ho jata hai.

मच्छर भगाने में 


Neem ke patte ka upyog Maleria ke machchar ko bhagane me kiya jata hai neem ke patte ko jala kar धुंआ karne se maleria ke machchar aur bi bahut se kide ko bhaga sakte hai.

गठिया का इलाज 


Neem ke patte se ya neem ki chhal se गठिया ke ilaj ke liye bahut labhdayak hoti hai neem ki pattiya se bana tel se malish karne se गठिया का इलाज kiya ja sakta hai.

खुजली का इलाज


Neem ke patte ko roj daily khane se khujli ka ilaj kiya ja sakta hai khujli ho rahi jagah par neem ki pattiya ko pis kar uska ras baha par lagane se khujli tik ho jati hai.

पथरी के लिए फायदेमंद


Jis Insan ko पथरी hai use roj daily 2 ग्राम neem ke patte ki rakh ko khane se पथरी galne lagti hai aur deere deere पथरी puri katam ho jati hai.

पेट के लिए फायदेमंद है नीम


Neem ke patte ko roj daily khane se pet se judi bimari jese ges acidity, pet dard hona, pet me kide hone jesi bimari nhi hoti hai.

Pet mein dard hone par kya karna chahiye

कैंसर के लिए फायदेमंद है नीम


Cancer ke rogi ke liye bahut faydemand hoti hai neem ki pattiya neem me ase tatv gun paye jate hai jo कैंसर hone se bachti hai isliye neem ki pattiya ko khana chahiye.

घाव भरने में फायदेमंद है नीम


Neem ki pattiya sharir me huye ghav ko tik karne me bahut faydemand hoti hai kabi bi kahi par चोट lagne par neem ki pattiya lagane se ya fir uska रस lagane se घाव jaldi bhar jata hai aur khun niklna bi band ho jata hai.

- नीम के फायदे चेहरे के लिए (Benefits of neem for face)


Neem ki pattiya ke fayde chahre ke liye in hindi..

Neem ki pattiya ko daily khane se chahre par nikhar aata hai aur chahre par chamak aati hai ya fir aap chahe to neem ki pattiya ka pest ya facepack bana kar bi chahre par laga sakte hai ise lagane se chahre se dag-dabbe dur hoti hai aur pimples nhi hote hai

neem-ke-fayde-for-skin-in-hindi

नीम की पत्तियों का फेसपैक कैसे बनाएं ?(How to make face pack of Neem leaves?)


Neem ki pattiya ka facepack (pest) kaise banaye in hindi.

• पहला तरीका

 1 chammch Neem ki pattiya ka powder le aur 2 chammch alovera le aur kuch bunde gulabjal le aur sab ko mila le bas ho gya neem ki pattiya ka facepack tyar ab aap ise chahre par laga sakte hai.

हाइट बढ़ाने के अचूक घरेलू उपाय | height badhane ke tarike

• दुसरा तरीका

1 muddi neem ki pattiya ko le kar usko achhe se pis ke aur uska powder bana ke aur usme apne hisab se gulabjal mila kar pest bana le.

• तीसरा तरीका

 neem ki pattiya ko pis kar 1 chammch powder bana ke usme 1 chammch seb ka sirka सेब का सिरका mila de aur 1 chammch shahad mila kar pest bana le.

- नीम के फायदे बालों के लिए (Neem Benefits For Hair)


Neem ki pattiya ke fayde baalo ke liye in hindi.

Neem ki pattiya baalo ke liye bahut faydemand hai neem ki pattiya hair conditioner ka kam bi karta hai neem ki pattiya ka pest bana kar baalo me laga kar dhone se baal bahut chamkdar aud majbut hote hai aur baalo me saining bi aati hai aur baalo me ju bi nhi hoti hai.

सफेद white बालों ko काला karne के tips in hindi 2021

नीम की पत्तियों का कंडीशनर कैसे बनाएं ? (How to make neem leaves conditioner?)


Neem ki pattiya ka conditioner kaise banaye.

Neem ki pattiya ka conditioner banne ke liye neem ki pattiya ko pis le aur powder bana le aur usme shahad mila le bas ho gya neem ki pattiya ka conditioner tyar ab aap ise baalo me laga sakte hai.

neem-ke-fayde-for-hair-in-hindi

- नीम की कोपल के फायदे (Benefits of Neem Copal)


Neem ki copal ke fayde in hindi.

Neem ki copal ke bi bahut se fayde hote hai. Neem ki copal se मियादी roj ko katam ke gun paye jate hai. Neem ki copal Maleria aur skin se jude rog ko dur karne me sahayata karti hai.
नीम के अर्क se bi डायबिटिज, बैक्टिरिया और वायरस ko dur karne ke gun paye jate hai.

- नीम के तेल के फायदे (Neem Oil Benefits)


Neem ke tel ke fayde in hindi..

Neem ke tel bese to bahut se fayde hote hai neem ka tel bahut kamo me aata hai aur bahut se fayde aur labh bi hote hai neem ke tel to aaiye jante hai.

दांतों के लिए


Neem ke tel me एंटीबैक्टीरियल gun paya jata hai dato ko saf karta hai aur muh ki badbu ko bi dur karta hai.

मलेरिया से बचाव


Neem ke tel se maleria se bi bachav ho sakta hai jese neem ki pattiya ka upyog machchar bhagane ke liye kiya jata hai bese hi neem ke tel ko hath per me lagane se maleria ke machchar kat nhi pate hai.

अल्सर से छुटकारा


Neem ke tel me एंटीअल्सर namak gun paya jata hai jo अल्सर se छुटकारा pane ke liye bahut faydemand hota hai. Lekin iska koi pakka example nhi hai.

दवाईयां के निर्माण में


Jese ki aap jante hi hai ki neem ki pattiya ka upyog davai banne ke liye bese hi neem ka tel ka bi bahut si davai banne me kiya jata hai.

बालों के लिए 


Neem ke tel me bahut se gun paye jate hai jisse karan neem ke tel ko baalo me lagane se baal bahut majbut aur kale sunder hote hai neem ke tel ko roj daily baalo me lagane se baal jadne ki samsya se chhutkara paa sakte hai.

त्वचा के लिए


Neem ki pattiya se bana fack pack lagane se chahre ko bahut fayde hote hai bese hi neem ka tel bi chahre par lagane chahre se jude rog jese chahre par pimples , dag-dabbe hona asi bimariya ko tik karne me neem ka tel bahut labhdayak hota hai.

Pimples से छुटकारा पाने के 29‌ घरेलू उपाय get rid of pimples

- नीम की पत्तियों के पानी से नहाने के फायदे (Benefits of bathing with neem water)


Neem ki pattiya ke pani se nahane ke fayde in hindi..

Neem ke pani se nahane se bahut se fayde hote hai kyo ki neem ek jadibuti jesa hi kam karti hai neem me bahut tatv gun paye jate hai jisse karan neem ke pani se nahane se bahut labh hote hai.

1:- Neem ke pani se nahane se khujli ki bimari nhi hoti hai

2:- Neem ke pani se nahane se fode funsi nhi hoti hai.

High Low ब्लड प्रेशर क्या है | तुरंत control कैसे करे ?

3:- Neem ke pani se nahane se baalo me ju nhi hoti hai aur khujal bi nhi hoti hai baalo me.

4:- Neem ke pani se nahane se sarir mese badbu bi nhi aati hai.

5:- Neem ke pani se nahane se bimariya bi nhi hoti hai.

6:- Neem ke pani se nahane se aakho se jude rog bi tik ho jate hai.

7:- Neem ke pani se aakho ko dhone se aakho se aashu aana aur lal ho jana jese rog tik ho jate hai.

8:- Neem ke pani se nahane sharir ka dard kam ho jata hai.


9:- Neem ke pani se nahane se गठिया ke rog गठिया me sujan jesi bimari bi tik ho jati hai.

- नीम की पत्ती का पानी पीने के फायदे  (Benefits of drinking neem leaf water)


Neem ki pattiya ka pani pine ke fayde in hindi..

Neem ki pattiya ko pani me dal ke peene ke bahut fayde hote hai neem ki pattiya ko pani me dal ke peene ke fayde ke bare jante hai.

1:- Neem ki pattiya ka pani roj daily pine se pet se judi bimari nhi hoti hai.

2:- Neem ki pattiya ka pani peene se aakho ki roshni tej hoti hai aur aakho achhi hoti hai.


3:- Neem ki pattiya ka pani peene se ges acidity jesi bimari nhi hoti hai.

4:- Neem ka pani roj daily peene se skin par glow aata hai aur chahra chamkdar hota hai.

5:- Neem ki pattiya ka pani roj daily peene se chahre par funsi, pimples, dag-dabbe nhi hote hai.

6:- Neem ki pattiya ka pani peene se इम्यून सिस्टम majbut hota hai aur pachan bi achhe se hota hai.

गरम पानी पीने के 20 बेहतरीन फायदे | 2021 in hindi.

नीम की पत्तियों का पानी कैसे बनाये (How to make neem water)


Neem ki pattiya ka pani kaise banaye in hindi.

Neem ki pattiya ka pani banna bahut sarl hai to aaiye jante hai ki neem ki pattiya ka pani kaise banate hai.

Neem ki pattiya ka pani banne ke liye sabse phle neem ki pattiya ko le aaya aur usko ache se pani se saf kar le aur fir 1 bartan me pani ko ges par rakh de aur 5 se 10 minit tak ubale.

neem-ke-patte-ke-fayde-in-hindi


Jab yah ubalne lage to isme neem ki pattiya ko dal de aur ubalne de jab pani halke pile (yellow) colour ka ho jaye tab ges band kar de bas ho gya neem ki pattiya ka pani tyar ab aap is pani ko pi bi sakte hai ya fir isse naha bi sakte hai.

- नीम के पत्ते खाने के नुक़सान (Disadvantages of eating neem leaves)


Neem ke patte khane ke nuksan in hindi.

Jese ki aap sabi jante hi hai jese har chij ke kuch fayde hote hai bese hi us chij ke kuch nuksan bi hote hai bese hi neem ke patte khane se bi kuch nuksan hote hai jiske bare ham aaj janege.

1:- Bachche ko kabi bi neem ki pattiya ko jyada nhi khana chahiye bachhe ke jyada khane se use रेई सिंड्रोम (Reye’s syndrome) ho sakta hai, isliye bachhe ko kabi bi jyada neem ke patte nhi khilaye.

2:- Jese ki ap jante hai ki koi bi chij limit me hi khana chahiye bese hi neem ke patte ko jyada khane se ulti , chakkar aana jesi samsya ho sakti hai.

3:- Neem ki pattiya ko jyada khane se pet me jalan hona aur pet dard hona asi presani ho sakti hai.

4:- Jis insan ko low blood pressure ki sikayat hai use kabi neem ki pattiya ko jyada nhi khana chahiye.

5:- Neem ki pattiya ko lambe samy tak  nhi khana chahiye kyo ki neem ki pattiya ko lambe samy tak khane se गुर्दे और लीवर par bahut bura asar pad sakta hai.

तुलसी के पत्तों के 11 बेहतरीन फायदे | tulsi ke patte ke fayde in hindi

6:- Agar kisi insan ki सर्जरी hone bali hai to use neem ki pattiya ko 2 hafte se hi khana chod dena chahiye.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu apko yah article Pasnd aaya hoga aur neem ke patte khane ke fayde aur nuksan in hindi ke bare me sari jankari mil gai hogi agar yah article pasnd aaye to ise share kare or comment kar ke bataye ki aapko yah article kesa laga.

"Yah article padne ke liye apka dhanyawad."

Related tags-neem ke patte khane ke fayde in hindi,neem ke patte ke fayde in hindi,neem ke fayde for skin in hindi,neem ke fayde for hair,neem ke nuksan,neem ki patti ke fayde hindi me,pimples ke liye neem ke fayde,neem ka pani peene ke nuksan.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code