Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

मोटा होने के उपाय || mota hone ke gharelu tips in hindi

Hello dosto aaj me aap logo mota hone ke gharelu tips in hindi ke bare bataoga ki vajan ko kaise badhaye? iske bare me sari jankari hindi me bataoga.

Agar yah jankari aapko pasand aaye to ise share kare aur comment kar ke bataye ki apko yah article kesa laga.

mota-hone-ke-gharelu-tips-in-hindi

- मोटा होने के घरेलु टिप्स इन हिंदी (Home tips for being fat in Hindi/Garmi me mota hone ke upay)


mota hone ke gharelu tips in hindi.

• मोटा होने के लिए केला खाएं।


Mota ya bajan badhane ke liye din me 3-4 kele jarur khaye kyo ki kela me bahut se tatv paye jate jo mota karne me help karte hai aap kela ko ase hi khaa sakte hai ya fir dhoodh dahi ke sath bi kha sakte hai.


• मोटा होने के लिए दूध और शहद खाएं।


Roj daily subhah naste me aur rat ko sone se pahle shahad kha ke dhoodh pi le bahut jaldi vajan weight badhne lagega.

• बादाम, खजूर और अंजीर खाएं।


Jes aap sab jante hai ki badam me bahut se tatv paye jate hai jo sharir ke bahut faydemand hote hai 2-3 badam aur खजूर और अंजीर ko koot kar dhoodh me ubal kar sone se phle roj piye.

• मोटा होने के लिए सेब और गाजर।


Seb aur gajar ko barabar leke achhi tarah kis le aur dono ko mila le aur roj daily subhah khana khane ke bad khaye bahut jaldi weight gain hone lagega.

• वजन बढ़ाने के लिए खाएं किशमिश।


Kismis me bahut se ase tatv paye jate hai jo weight gain karne me bahut faydemand hote hai 100 gram kismis ko dhoodh me dal ke 4 gante tak bhige rahne de fir sone se pahle dhoodh ko ubale aur gunguna hone par dhoodh pi jaye aur kismis ko kha le aur so jaye.

• वजन बढ़ाने के लिए सोयाबीन।


सोयाबीन me bahut adhik matra me प्रोटीन paya jata hai jo sharir ko majbut karta hai aur bajan badhane me shayak hoti hai naste me सोयाबीन एवं अंकुरित अनाज khaye bahut jaldi bajan badhne lag jayega.

• वजन बढ़ाने के लिए मटर खाएं।


Vajan badhane ke liye matar bahut achha tarika hai kyo ki matar kahi bi aasani se mil jati hai aur matar sharir me khun aur mas badhata hai isliye apne khanpan me matar ko jarur samil kar le.

• वजन बढ़ाने के लिए नारियल की गिरी खाएं।


Nariyal ki giri se bi aap apna bajan weight gain kar sakte hai nariyal ki giri ko mishri ke sath mila kar chabane se dublapan dur ho jata hai aur sharir mota hone lagta hai.

• मोटा होने के लिए काली उड़द की दाल खाएं।


Bajan badhane ke liye काली उड़द की दाल khaye kyo ki काली उड़द की दाल bajan badhati hai aur sharir me mas (muscles) bi badhati hai lekin ek bat ka dyan rakhe dal chhilke sahit hi khaye jyada labh hoga.

• मोटा होने के लिए अनार का जूस पीएं।

Jese aap sab jante hi ki anar ka juice se khun badhta hai anar ka juice bajan badhane me bahut faydemand hota hai anar ka juice pine se sharir me khun badhata hai aur mote hote hai.

• मोटा होने के लिए टेंशन फ्री रहे।


Agar aapko apna vajan badhana hai to aapko faltuk bato par dyan nhi dena hai aur tension nhi lena kyo ki tension lene se hamare sharir par bahut bura asar padta hai isliye vajan weight gain karne ke liye tension free rahe aur mast rahe aapka weigh badne lagega.


- मोटा होने के लिए कैप्सूल (Capsules to be fat/Weight gain/7 Din me mota hone ke upay)

mota hone ke capsule name price in hindi.

Aap logo ke man me sabal to aata hi hoga ki duniya me jaha sab chij ki davai ya capsule hai baha mota hone ke liye ki davai capsule in hindi bi hoge to aaiye jante hai ase hi kuch davai ke bare me

• सिप्रोहेप्टाडिन (Cyproheptadine)
• ओग्ज़नड्रोलोन (Oxandrolone)
• ऑक्सीमेथोलोन (Oxymetholone)
• ड्रोनाबिनोल (Dronabinol)

Yah 4 tarah ki davai capsule hai jise khaa kar mote ho sakte hai aur apna weigh bada sakta hai.

Note:- Me aap logo ko yah batana chahuga ki yah jitne me capsule hai market hai yah capsule hame mota nhi karte hai balki hamare sharir ki phoola dete hai jiske karan ham mote dikne lagte hai lekin asar jyada din tak nhi rahta hai kuch din bad phle jese ho jate hai

Warring:- Uper bataye gye sari davai capsule ko apne man se ya ase hi bajar se kharid kar na khaye pahle apne kisi achhe doctor se salah le le fir ja ke yah capsule khaye.

- वजन बढ़ाने के लिए होम्योपैथिक दवा (homeopathic medicine for weight gain)


mota hone ki homeopathic dawa in hindi.

Mota hone ke upay for boy and girl in Hindi.

Vajan badane mota hone homeopathy medicine in hindi ke bare bataya gya hai to aaiye jante hai.

1. कैल्केरा कार्बनिका दवा


Yah davai sharir me jyada fet ko kam karke sharir ko mota aur vajan badhati hai.

2. नैट्रम मर


Yah davai sharir ko sahi aakar deti hai aur sahi tarah se weigh gain karti hai.

3. लाइकोपोडियम


Yah davai bi sharir ko mota karti hai aur takat deti hai.

4. नक्स वोमिका


Yah davai sharir me bhuk ko peda karti hai aur yah davai ko lene se khana bi acha khabata hai.

5. एंटीमोनियम क्रूडम

Yah davai bi sabi davai jesi hi hai weight gain mota hone ke liye bahut achhi davai hai.

Note :- Sabi davai ko kisi achhe doctor se puch kar hi khaye apne man se na khaye.

- मोटा होने के लिए चूर्ण (Powder to be fat)


mota hone ke gharelu tips in hindi

1 :- डाबर अश्वगंधा चूर्ण


डाबर अश्वगंधा चूर्ण yah bahut hi popular churan hai jo mota hone ke liye bahut labhdayak hota hai is churan ko अश्वगंधा mota hone ka powder ke nam se bi jana jata hai डाबर अश्वगंधा चूर्ण ko din me 100 milligrams tak lena chahiye. Yah mota hone ka sabse achha tarika hai

2:- शतावरी


शतावरी ke churan ko khane se sharir me Vitamin A, C, E, K, B6 paya jata hai  iske alava isme फोलेट (Folate), लोहा (Iron), तांबा (Copper), कैल्शियम (Calcium), प्रोटीन (Protein), और फाइबर (Fiber) जैसे विटामिन (Vitamin) और खनिजों bi bahut adhik paya jata hai शतावरी ke churan ko roj subhah garam dhoodh ke sath peena chahiye.

3:- यष्टिमधु पाउडर

यष्टिमधु पाउडर 100% शुद्ध mota hone ka powder ya churan hai is churan powder me VITAMIN-B, VITAMIN-E , Magnesium aur  Potassium , Iron paya jata hai jo sharir me पोषक तत्व deta hai aur sharir ko mota karta hai.mota hone ke tips hai

- मोटा होने के लिए क्या खाना पड़ेगा? (What to eat to get fat?)


Mota hone/weight gain karne ke liye kya khana chahiye ?

1:- आम और दूध।

Aam me bahut se tatv vitamin, khanij paya jata hai lekin aam ko kabi ase hi nhi kha sakte hai isliye din me 3 bar aam ko khaye aur khane ke bad  garam dhoodh pi le bahut jaldi mote hone lag jaoge.

2:- अंजीर और किशमिश।


अंजीर पॉलीअनसेचुरेटेड fet ka bana hota hai aur अंजीर me कार्बोहाईड्रेट्स paya jata hai aur kismis me bi bahut se tatv paye jate hai aap chahe to kismis aur anjir ko shuke bi kha sakte ya fir aap chahe to rat ko dono ko pani me bhiga kar subhah kha sakte hai 1 mahine me fark dikne lag jayega.

3:- केला और दूध।


Kela me कैलोरी  bahut adhik matra me paya jata hai isliye roj subhah kela kha ke dhoodh pi le mota hone ka bahut achha gharelu tips in hindi hai

4:- बादाम और दूध।


Badam aur dhoodh ko khane se bahut  jaldi mote hone lag jate hai dhoodh me 2-3 badam dal ke dhoodh garam kar ke pi le.


5:- अंडा।

Anda me कैलोरी aur Potassium, fet bahut adhik matra me paya jata hai isiliye mota hone ke liye roj daily 2-3 ande khaye bahut labh hoga.Yah bi mota hone gharelu upay hai

6:- बीन्स।


बीन्स me प्रोटीन, कार्बोहाईड्रेट और फाइबर aur कैलोरी bahut jyada matra me paya jata hai बीन्स ko aap kabi bi kha sakte chalte firte naste me bi kha sakte hai.

7:- आलू।


mota-hone-ka-upaye-in-hindi
आलू me bahut jyada matra me कार्बोहाइड्रेट paya jata hai jo mota hone weight gain karne me bahut sahayak hota hai bajan badhane ke liye aalu bahut jyada faydemand aahar hai jo mota hone me help karta hai.

8:- सूखे मेवे


सूखे मेवे bi mota hone ya weigh gain karne ke liye bahut labhdayak hota hai kyo ki सूखे मेवे me कैलोरी bahut jyada matra me aur फाइबर, पोषक तत्वों se bharpur hota hai isliye mota hone ke liye सूखे मेवे ko jarur khana chahiye.


9:- वसा युक्त दूध।


Dhoodh VITAMIN-D aur VITAMIN-A se bharpur hota hai isliye dhoodh peene se mote hote hai lekin ek bat ka hamesh dyan rakhe ki dhoodh वसा रहित दूध na ho dhoodh hamesh वसा युक्त दूध hi piye kyo ki 1 glass वसा रहित दूध se वसा युक्त दूध me लगभग 60 अतिरिक्त कैलोरी hoti hai.

10:- फल।


Jese ki aap sab jante hi ki फल me bahut sare पोषक तत्व paye jate hai आम, पपीता, केले और अनानास ase फल ko khaye yah sab mota hone vajan badhane me bahut labhdayak hote hai.

- मोटा होने के लिए कौन सी एक्सरसाइज करें ?(Which exercises to get fat?)


Mote hone ki exercise in hindi

• पुशअप Push up 
• वाकिंग लंजेस Walking lunges 
• ट्राइसेप डिप्स Tricep dips
• पुलअप वर्कआउट Pull ups workout 
• क्रंचेस एक्सरसाइज Crunches exercise
• क्लीन एंड प्रेस वर्कआउट clean and press workout 
• चलना और दौड़ना Running and walking

- मोटा होने के लिए डाइट चार्ट (Mota hone ke liye diet chart)


Mota hone ke liye diet chart in hindi

• Subah utha kar khali pet ek glass pani piye aur usme ek badam dal ke khaye.
• Ek gante bad fir 1 glass doodh piya.
• Fir subah ek gante bad nasta kare.
• Nasta karne ke ek gante bad phal khaye aur juice piye.
• Phal khane ke 2 gante bad bhar pet khana khaye.
• Syam ko fir gud chana khaye.
• Rat ko fir bhar pet khana khaye aur khana jaldi kha le taki ges acidity ki sikayat na ho.
• Khana khane ke bad toda pedal ghume.
• Fir so jaye aur kam se kam 8-9 gante ki nind le.

Mota hone ke liye aapko uper bataye gye diet chart ko follow karna hoga.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu ki apko yah mota hone ke gharelu tips in hindi pasnd aaya hoga aur aapko yah mota hone ke tarike hindi me ke kuch fayda hua hoga agar yah jankari se apko toda sa fayda hua hai to is jankari ko share kare aur comments kar ke jarur bataye ki yah article apko kaisa laga.

Yah article padne ke liye apka dhanyawad."


Related tags-mota hone ke gharelu tips in hindi,Mota hone ka tarika,Mota hone ka upaye in hindi,Mota hone ka upaye hindi me,मोटा होने के लिए चूर्ण,मोटे होने का घरेलू नुस्खा,वजन बढ़ाने के तरीके आयुर्वेदिक,मोटा होने के लिए क्या खाना पड़ेगा,mota hone ka tarika tips,mota hone ke capsule name price,mota hone ki homeopathic dawa,mota hone ke liye capsule,mota hone ki medicine,homeopathic medicine for weight gain.


एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code