Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

जल्दी हाइट kaise बढ़ाएं | height badhane ke tarike

Hello dosto aaj me aap logo ko height badhane ke tarike hindi me bataoga aur height ko aap log jaldi se jaldi kaise bada sakte hai aur kya khane se height badti hai.height badhane ke upay in hindi.

Iske bare me aur kon si gharelu dava se height badti hai aur gharelu davai ko kaise banana hai yah sabi jankari is article me bataoga.lambe hone ke gharelu nuskhe hindi me


height-badhane-ke-tarike


Agar apko yah jankari pasnd aaye to is article ko share kare aur comments karke bataye ki apko yah article kaisa laga aur apne kon se height badhane ke tarike se apni height badai hai to chaliye suru karte hai.


- हाइट बढ़ाने के लिए क्या खाना चाहिए ?(What to eat to increase height?)


height badhane ke liye kya khaye in hindi ?

Height badane ke liye hame vitamin B ,vitamin D, calsium aur जिंक se bharpur chijo ko khana chahiye.


• Dhoodh peena chahiye
• Gobi khana chahiye
• Matar fali khana chahiye
• Pyaj khana chahiye
• Aavla khana chahiye
• Gud aur dhoodh peena chahiye
• Black tea peena chahiye
• Badam khana chahiye
 
Aur sabi tarah ki sabji aur fal fruit khane se bi sharir me takat aati hai aur jaldi height badti hai.

- हाइट बढ़ाने के तरीके/तेजी से हाइट कैसे बढ़ाए?(Ways to Increase Height / How to Increase Height Fast?)


height badhane ke tarike hindi me.

• ज्यादा से ज्यादा पानी पिएं


Jese aap log jante hi hai ki hame pani peena kitna jaruri hai hame kam se kam din me 7-8  glass pani peena chahiye pani peene se hamare sharir ka khun badiya tarah se chalta hai aur height badhane ke liye pani peena bahut jaruri hai.


• भरपूर नींद लें


Sharir ka vikash hone ke liye hame sona aur puri nid lena bahut jaruri hota hai kyo ki sone se hamre sharir ki मांसपेशियां bahut teji se work karti hai aur height badhane me help karti hai isiliye hame 7-8 gante ki puri nid lena chahiye.

• सूरज की रोशनी ले


Suraj ki roshni height badhane ka ek bahut achha tarika hai kyo ki suraj ki rashni me VITAMIN-D paya jata hai jo sharir ke liye bahut faydemand hota hai aur jaldi se height badta hai.

• वजन कम करे


Agar apka bajan bahut jayda hai ya aap mote hai to pahle apna bajan kam kre aur apne aap ko fit rakhe kyo ki bajan jyada hone se height badhane me muskil aati hai isliye apne bajan ko kam kre.


•  रोग-प्रतिरोधक क्षमता बढ़ाएं


Immunity system ko hamesh majbut rakhe kyo ki immunity system hi hamre sharir ki growth ko badhata hai aur hame fit rakhta hai isliye immunity system ko hamesha fit rakhe रोग-प्रतिरोधक क्षमता badane ke liye VITAMIN-D le.yah height badhane ka sabse achha tarika hai

• प्रोटीन protein ले


Protein hamare sharir me bahut jaruri tatv hai protein hamare sharir ko fit aur takt to deta hi hai aur sath sath purani Celes ko bi change kar deta hai aur fir se new bana deta hai protein ke kiye दूध, मीट, दालें, चिकन, मूंगफली, मछली, बीन्स और बादाम ye sab khana chahiye.

• लटकना चाहिए


Height badhane ke liye latkana bi bahut jaruri hai latkane se sharir ki haddiya khichati hai aur height teji se badti hai aur yah ek tarah ki exercise bi hai.


• याेगाभ्यास


Yog jise ek tarah ki exercise bi kah sakte hai jese ap sab jante hi ki yog ya exercise karne se bahut se fayde hote hai bese hi exercise bi height badhane ka bahut achha tarika hai hame kon si exercise karna chahiye aage bataya gya hai.

• खेलकूद 


Khel se bahut se fayde hote hai kyo ki khel khel me hamre sharir ka vikash hota hai kyo ki khelne se hamare sharir se nai urja ka sanchar hota hai aur khelne se exercise bi ho jati hai aur sharir fit bi rahta hai bachcho ki height badhane ke liye khelna bahut jaruri hai जैसे टेनिस, बैडमिंटन, बास्केटबॉल, वॉलीबॉल, रस्सा कूद ase khel apne danik jivan me samil kar sakte hai.


- हाइट बढ़ाने के लिए एक्सरसाइज (Exercise to increase height)


height badhane ke liye kon si exercise kare in hindi ?
 
Aap log ne suna to hoga hi ki height yoga ya exercise karne se bi badti hai aur yah sabal bi man me aaya hoga ki kon si exercise karne se height badti hai to chaliye jante hai.

Bese height badane ne ke liye tips in hindi  sabse jyada सूर्य नमस्कार hi प्रचलित hai aur karne me aasani bi hoti hai.iske alava

• वर्टिकल स्ट्रेच
• वर्टिकल बेंड
• कोबरा पोज
• टू-वे स्ट्रेच
• लोहे के बार से लटकना
• पेल्विक एक्सरसाइज


 Yah sab exercise karne se bi height bahut Jaldi badti hai kyo yah sab exercise karne se khun achi tarah chalta hai aur sharir me furti rahti hai aur sharir bahut jaldi se vikash karta hai.

- हाइट बढ़ाने की दवा (Height enhancer medicine)


height badhane ki davai in hindi.

Agar aapko jaldi se jaldi height badana hai to height badhane ki gharelu dava ko jarur banaye aur khaye aapko height jaldi se jaldi badegi aur bahut jaldi aap lambe ho jayege.

हाइट बढ़ाने की दवा कैसे बनाएं ?


Yah dawa banane ke liye sabse pahle नागौरी और अश्वगंधा ko pis kar churan bana le aur fir isme barabar misri mila de bas ho gya gayi apki height badane bali davai tyar ab roj daily ek chammch churan ko gay ke desi dhoodh ke sath le bahut jaldi height badne lagegi.


- हाइट बढ़ाने के कैप्सूल (Height enhancing capsules)


height badhane ke capsules hindi me

Height badhane ke liye bahut se capsules hai market hai lekin me aapko kuch aayurvedic capsules ke bare me bataoga jisse ki jayad nuksan na ho to chaliye jante hai.

1:- Aayurvedic medicine:-

डॉ. आयुर्वेद हाइट इनक्रीसर आयुर्वेदिक कैप्सूल : Dr. Ayurveda Height Increaser Ayurvedic Capsules

अप – ओरिजिनल हर्बल हाइट ग्रोथ : UP – Original Herbal Height Growth

हाइट टॉप कैप : Height Top Cap

मैप्पल हाइट टॉप पाउडर : Mapple Height Top Powder

Aaaa

2:- Allopathic Medicine :-

सेरमोलिने एसीटेट : Sermoline Acetate

सोमट्रिम : Somatrem

समाट्रोपिन : Somatropin


Note:- Kabi bi yah height badhane bale capsule ko apne man se na khaye nhi to apko nuksan uthana pad sakta hai isliye yah capsule medicine davai ko khane se pahle kisi achhe doctor se salah jarur le le.


height-badhane-ke-tarike-hindi-me


- हाइट बढ़ाने से जुड़े हुए कुछ सवाल (Some questions related to increasing height)

क्या हाइट बढ़ सकती है?(Can height increase?)


Kya height badha sakti hai hindi me jabab ?

Bahut se logo ke man me yah sabal aata hai ki kya height ko apan bada sakte hai ki nhi to haa yah bat sach hai ki aap apni height ko bada sakta hai bas height badane ke upar diye huye height badane ke tarike in hindi height bada sakte hai.

क्या खाने से हाइट बढ़ेगी?(Will eating increase height?


Kya khane se height bad sakti hai in hindi ?

Bahut se log yah sochte hai ki khane peene se height badti hai to me aapko bata du ki apna sharir ka vikash khane peene se hi hota hai bese ho height bi kuch vitamin aur jaruri tatv ke karan badti hai aur khane se bi height bad sakti hai.

लम्बाई कब तक बढ़ती है?/हाइट कब तक बढ़ती है?(How long does it grow? / How long does height grow?)


height badhane ki last age kya hai ?

Bahut se logo ke dimag me yah sabal bi aata hai ki aakhri height badti to hai lekin height kon si umar tak height badti hai bese 16 sal ki umar tak height teji se badti hai aur 16 ke bad 16 badne ki speed kam hone lag jate hai aur 21 tak deere badti hai aur fir 21 ke bad badna band ho jati hai.


- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu ki apko yah height badhane ke tarike hindi me height kaise badaye in hindi pasnd aaya hoga aur aapko yah tarike ke kuch fayda hua hoga agar yah jankari se apko toda sa fayda hua hai to is jankari ko share kare aur comments kar ke jarur bataye ki yah article apko kaisa laga.

"Yah article padne ke liye apka dhanyawad."

Related tags-height badhane ke tarike,height badhane ke tarike hindi me,height badhane ke tarike in hindi,height badhane ke upay,height badhane ke gharelu nuskhe,height badhane ke gharelu upay,Height kaise badhaye,Height kaise badti hai,Kya khane se height badegi,Lambe hone ke upay in hindi,Lambe kaise ho,Lambe hone ke liye kya kre,height badhane ke liye kya khaye,height badhane ki last age.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code