Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

घुटनों के दर्द का इलाज | ghutno ke dard ka ilaj in hindi

Hello dosto aaj me aap logo ko ghutno ke dard ka ilaj in hindi ke bare bataoga.ghutne me dard kyo hota hai or घुटने का दर्द जड़ से खत्म kaise kar sakte hai.

ghutno-ke-dard-ka-ilaj-in-hindi,ghutno-ke-dard-ka-ayurvedic-upchar

Agar yah jankri aap logo ko pasand aaye to ise share kare or comment kar ke bataye ki apko yah jankari kesi lagi.

Pimples से छुटकारा पाने के 29‌ घरेलू उपाय get rid of pimples

- घुटनों में दर्द के कारण (Causes of knee pain)


Ghutno ke dard ke karan in hindi..

Ghutno ka dard bahut se karan se ho sakta hai

• उम्र बढ़ना

• ज्यादा वजन या मोटापा

•‌ शरीर में कमजोरी हो ना

• घुटनों में चोट लगना

ऑस्टियोआर्थराइटिस

• पेटेलोफेनियल दर्द सिंड्रोम,

• पेटेलर टेंडिनिटिस,

• इलियोटिबियल बैंड सिंड्रोम,

• पटेला अव्यवस्था,

• बर्साइटिस,

• स्पोर्ट्स इंजरी

Yah sabi karan se ghutno me dard hone suru ho sakta hai.

Ghar Par Meditation Kaise Kare? मेडिटेशन करने के फायदे 

- घुटनों में दर्द के लक्षण क्या हैं?(Symptoms of knee pain)


Ghutno ke dard ke lakshan in hindi..

Ghutno ka dard suru hone ya hone se phle bahut lakshan dikai dete hai aaiye jante hai.

• Sujan ya jakdan hone.

• Ghutno ki jagah lal ho jana.

• Ghutno ko chhune par garam mahsus hone.

• Ghutno ko seeda nhi karte banna.

• Chalne me presani hona.

• Uthne bethne par dard hona.

• Chalne par ghutne ki haddiya se avaj aana.

Yah sab ghutno ke dard ke lakshan hai aur ghutno me yah lakshan dikne par doctor ko jaruri bataye.

घुटनों-के-दर्द-का-इलाज-हिंदी-में,ghutno-ka-dard-ka-yoga

- घुटने के दर्द के लिए कौन सा व्यायाम करे हैं?( Which exercises do knee pain do?)


ghutane ke dard ke liye kaun sa yoga kare..

Ghutno ke dard ko dur karne ke liye kuch yoga ya exercises bi karte hai aaiye jante hai.

Ghutno ke dard ke liye Exercises:-

• स्टेप अप्स (Step Ups)

• स्क्वाट (Squats)

प्लैंक (Planks)

• क्नी एक्सटेंशन (Knee extensions)

• घुटने मोड़ें (Knee Bends)

• नी बेंड्स (Nee bands)

• क्लैम (Clam)

Ghutno ke dard ke liye yoga:- 

• ताड़ासन (Palm tree)

• मकरासन (Makarasan)

• वीरासन (Veerasan)

• त्रिकोणासन (Trigonasana)

Yah sab yoga ya exercise karne se ghutno ka dard katam ho jayega.

Gajar ke बेहतरीन 13 fayde in hindi 2021

- घुटने के दर्द का लेप (Knee pain coating)


ghutane ke dard ka lep..

Agar apke ghutne me jyada dard ho raha hai to dard se chhutkara pane ke liye aap ek lep bana ke laga sakte hai yah lep gar par hi banaya ja sakta hai to aaiye jante hai iske bare me.

घुटने के दर्द का लेप कैसे बनाते हैं ?


Ghutno ke dard ka lep banne ke liye aapko 1 chammch shahad , 1 chammch dalchini powder , khane ka chuna aada chammch le kar sab ko mila kar pest bana kar ghutno par laga ke 8-10 gante tak band ke rakhe ghutno ka dard tik ho jayega.

- घुटनों का दर्द घरेलू उपाय/घुटने के दर्द का इलाज क्या है ? (Knee Pain Home Remedy / What is the treatment of knee pain?)


ghutno ke dard ka ilaj in hindi..

नींबू


Nimbu bi jode ke dard ghutno me dard se chhutkara pane ke liye bahut faydemand hota hai kyo ki nimbu me एंटी-इंफ्लेमेटरी paya jata hai jo dard ke alava sujan jakdan ko bi kam karta hai aap chahe to nimbu ko ghutno par bi laga sakte hai ya fir nimbu ka pani bi pi sakte hai aur salad ke sath nimbu ko jarur khaye fayda hoga.

अदरक


Adarak me जिंजरॉल paya jata hai jo ghutno ke dard ko dur karne me sahayata karta hai adarak ka tel ghutno me malish karne se ghutno ka dard me aaram milta hai aur aap chahe to adarak ka juice bana ke bi pi sakte hai is juice me 1 nimbu aur aada chammch shahad mila ke liye bahut labh hoga.

सेबफल का सिरका


Seb ke sirke me एंटी−इंफलेमेटरी paya jata hai jo purane se purane dard ko dur karne me sahayata karta hai.1glass pani me aada cup सेबफल का सिरका mila ke rat ko sone pahle piye dard tik ho jayega.

सेबफल खाने ‌के 15 बेहतरीन फायदे apple benefits in hindi 2021

व्ययाम करे

Roj daily subhah व्ययाम ya yoga kare kyo ki yoga ya व्ययाम karne se sharir me chusti purti aati hai aur blood pressure bi tik tarah se rahta hai isliye  exercise karne se bahut si bimariya ko dur kar sakte hai.ghutno ka dard kam karne ka sabse achha upay hai.

एसेंशियल ऑयल से मसाज 


Agar apke ghutno me dard ho raha hai to एसेंशियल ऑयल se masage karne se bi judo ya ghutno ka dard tik ho jata hai isliye एसेंशियल ऑयल se masage jarur kare dard se chhutkara mil jayega.

हल्दी

Jese ap sab jante hi hai ki haldi me bahut gun hote hai kisi bi chot ya khun niklne par ham haldi ko lagate hai bese hi haldi ghutno ke dard ke liye bi bahut labhdayak hoti hai haldi me कर्क्यूमिन namak ek एंटी−इंफलेमेटरी tatv paya jata hai jo ghutno ka dard ya sujan se chhutkara pane me help karta hai bas aap 1 glass pani me adarak aur haldi dal ke ubal le aur pi le roj pine se deere deere dard gyab ho jayega.

बर्फ से सिकाई


Barf se sikai agar apke ghutno me dard ho raha hai to aap barf se bi sikai kar sakte hai kyo ki barf bahut tanda hota hai aur yah tandak ander tak jati hai ghutno me jisse ghutno ka dard tik ho jata hai.

लाल मिर्च


Lal mirch me कैप्साइसिन paya jata hai jo ghutno ke dard ko dur karta hai 1 cup जैतून का तेल me 2 chammch lal mirch mila kar uska pest bana ke 7 din tak din me 2 bar apne ghutno par lagaye ghutno ka dard tik hone lag jayega.

सरसों के तेल


Sarso ka tel me bi bahut se gun paye jate hai jo jode ke dard ghutno ke dard aur sujan se rahat dilati hai sarso ke tel ko garam kar ke usme lahsun dal ke garm karke roj daily ghutno me massage karne se ghutno ka dard tik ho jayega.

तुलसी के पत्तों के 11 बेहतरीन फायदे | tulsi ke patte ke fayde in hindi

- घुटने का दर्द उपाय होम्योपैथी (Knee pain homeopathy remedy)


ghutano ke dard ka homyopaithee ilaj in hindi..

ब्रायनिया अल्बा :- agar ghutne ka dard ऑस्टियोआर्थराइटिस ke karan ho raha hai ब्रायनिया अल्बा bahut faydemand hoti hai ब्रायनिया अल्बा ghutne ke dard ko dur karne me bahut sahayta karta hai.

कोल्चियम :- कोल्चियम ko lene se ghutne ka dard tik ho jata hai aur yah ghutne ke dard ko bahut jaldi tik kar deta hai.

सिलिसिया :- सिलिसिया har samy band kar rakhne ko besa hi rakhti hai aur सिलिसिया ghutno ke dard ka ilaj karne bahut labhdayak hota hai.

- घुटनों के दर्द की दवा (Knee pain medicine)


Ghutno ke dard ki dava in hindi..

Ghutno ke dard ka ilaj in hindi ko tik karne ya usse aaram pane ke liye bahut si davai hai jise le kar aap dard se rahat pa sakte hai to aaiye jante hai.ghutno ka dard kam karne ki dawa

Medicine for knee pain in hindi..

Nucoxia , Brufen , Combiflam ,Ibugesic Plus , Dolonex ,Etorica , Etoridas ,Etoridoc , ADEL 29 Akutur Drop , Etorvel , Etos , Tizapam , Etosaid , Dr. Reckeweg Oleum Jec. 3x Tablet , Etx , Espra XN ,Lumbril , Evah , Tizafen , Endache , Nureeto , Fenlong , Rhucoxia.

Yah sab ghutno ke dard ko tik karne ki tablet hai jise aap medical se buy kar ke le sakte hai.

OTC Medicine for knee pain in hindi..

• Zandu Rhumayog Gold
• Zandu Gel
• Zandu Spray
• AP balm special
• Patanjali balm

Yah sab ghutno ke dard ki dava hai yah dava ka use kar ke aap ghutno ka dard se chhutkara pa sakte hai.

- घुटनों में दर्द से बचाव (Knee pain relief)


Ghutno ke dard se bachav kaise kare..

Ghutno me dard hone se bachne ke liye hame kon kon se ghutno ke dard se bachav karna chahiye aaiye jante ki hame kaise bachna chahiye ghutno me dard hone se

ज्यादा वजन कम करे।

Agar apka bajan jyada hai ya aap mote hai to apne bajan ko kam kare kyo ki jyada bajan hone se apko ghutno ke dard ho sakta hai.

Weight Loss: अपनाएं ये 10 तरीके, तेजी से घटेगा वजन, मोटापा होगा दूर, पेट जाएगा अंदर...

शरीर को मजबूत और लचीला रखें।

Sharir ko majbut aur lachila banaye agar apka sharir majbut rahega to apke ghutne par jyada asar nhi rahega aur lachila hone se ghutne ke piche ki nase bi nhi kasati hai jisse dard hone ka katra kam ho jata hai.

व्यायाम सावधानी से करें।

Agar aap koi exercise karte hai ya jim karte hai ya yoga karte hai to hamesh savdani se kare kyo ki jim karte samy koi bi masin se kuch hani nhi ho ya koi nas idar udar na sarke isliye savdani se exercise ya yoga kare.

जूते व चप्पल।

Aap hamesh aaram dayak jude chappal hi pahne kyo ki jyada taid jufe chappal pahnne se ghutno par jod padta hai aur ghutno me dard hona suru ho jata hai.

ghutno-ke-dard-ka-gharelu-upchar-hindi-mai,baba-ramdev-knee-treatment


एक्टिव रहें।

Apne aap ko hamesh active rakhna chahiye kyo ki active rahne se sharir ki nase achhe se chalti hai aur blood pressure bi tik tarah se chalta hai.

विटामिन D के कारण, लक्षण, मुख्य स्रोत और कमी के रोग

पौष्टिक आहार।


Hame hamare khane me hamesh पौष्टिक आहार ko khana chahiye kyo ki khane me पौष्टिक आहार  lene se bahut sare vitamin aur calcium milta hai ho sharir ke liye bahut faydemand hota hai sharir majbut banata hai.jisse ki ghutne ka dard jaldi thik hota hai.

- घुटने के दर्द को करें जड़ से खत्म (Eliminate knee pain from the root)


ghutane ke dard ko kaise jad se khatm kare...

घुटने के दर्द को करें जड़ से खत्म करने के लिए क्या करें ?

1:- Apne khane me दालचीनी, जीरा, अदरक और हल्दी ko jyada khaye kyo ki yah sab garam hote hai jisse ghutno ke dard me rahat milti hai.

2:- Khali pet roj subhah pisi hui pethi dane 1 chammch aur 1 gram कलौंजी mila kar halke garam pani ke sath le roj daily khana khane ke bad aada chammch lene se घुटने का दर्द जड़ से खत्म हो जाएगा ।

3:- Lahsun ki 1 kali roj subhah dahi ke sath khane se ghutno ka dard jad se katam ho jata hai.

सफेद white बालों ko काला karne के tips in hindi 2021

4:- कैल्शियम ka bharpur sevan kare jis chij कैल्शियम paya jats hai use jyada se jyada khaye.

5:- Roj daily exercise kare roj daily exercise karne se sharir fit rahta hai aur blood pressure bi tik rahta hai.asa karne se घुटने का दर्द जड़ से खत्म हो जाएगा ।

High Low ब्लड प्रेशर क्या है | तुरंत control कैसे करे ?

- निष्कर्ष (Conclusion) -


Umid karta hu apko yah article Pasnd aaya hoga aur ghutno ke dard ka ilaj in hindi ke bare me sari jankari mil gai hogi agar yah article pasnd aaye to ise share kare or comment kar ke bataye ki aapko yah article kesa laga.

"Yah article padne ke liye apka dhanyawad."



Related tags-ghutno ke dard ka ilaj in hindi,ghutno ke dard ka desi ilaj in hindi,ghutno ke dard ka gharelu ilaj in hindi,ghutno ke dard ka ayurvedic ilaj in hindi,ghutno ke dard ka rohani ilaj in hindi,घुटनों के दर्द का इलाज हिंदी में,ghutno ka dard exercise,ghutno ka dard home remedy,ghutno ke dard ka ilaj hindi mein,ghutno ke dard ka gharelu upchar, hindi mai,ghutno me dard,घुटने का दर्द का कारण,ghutno ka dard in hindi,घुटने की सूजन,ghutno ka dard,ghutno ke dard ka ilaj,घुटने का दर्द की दवा,ghutno ke dard ka ayurvedic upchar,ghutno ka dard ka yoga,jodo ke dard ki dawa,jodo ka dard,ghutno ka dard ka desi ilaj in hindi,baba ramdev knee treatment,knee pain.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code