Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

केला khane के kya फायदे नुक‌‌‌सान hote हैं?

Hello dosto aaj me aap logo ko kela khane se kya fayde aur nuksan hote hai banana fruit benefits in hindi kela khane se hone bale benefits ke bare bataoga.

Agar yah jankri aap logo ko pasand aaye to ise share kare or comment kar ke bataye ki apko yah jankari kesi lagi.

banana-fruit-benefits-in-hindi

- रोज केला खाने से क्या होता है?(What happens by eating banana fruit daily benefits in hindi ?)


Roj daily kela khane se kya hota hai ?

Roj daily 1 kela khane se कोलेस्ट्रॉल लेवल कंट्रोल me rahta hai kyo ki kela me bahut jyada matra me फाइबर, पोटेशियम, कैल्शियम और विटामिन C paya jata hai jiske karan कोलेस्ट्रॉल लेवल कंट्रोल me rahta hai aur bi bahut se labh hote hai isliye roj daily kam se kam 1 kela to khana hi chahiye.

- क्या सुबह खाली पेट केला खाना चाहिए? (Should bananas fruit be eaten on an empty stomach in the morning in hindi?)

Subhah khali pet kela khane ke fayde.

Aap logo ke man me yah sabal to aata hi hoga ki subhah khali pet kela khane se kya fayde hote hai to me aap logo ko batana chahunga ki subhah khali pet kela khane se fayde to nhi lekin nuksan jarur ho sakta hai subhah kali pet kela khana bilkul sahi nhi hai agar khali pet kela khaoge to pet se judi bimari ho sakti hai.

- केले में क्या पाया जाता है? (What is found in banana?)


Kele me kya kya paya jata hai ?

Aap logo ke man me yah sabal to aata hi hoga ki kele me asa kya kya paya jata hai jiske karan kela itna faydemand hota hai to chaliye jante hai.

• कार्बोहाइड्रेट (Carbohydrate)
• प्रोटीन  (Protein)
• ओमेगा (Omega)
• फास्फोरस (Phosphorus)
• पोटेशियम (Potassium)
• मैग्नीशियम (Magnesium)
• कैल्शियम (Calcium)
• थायमिन  (Thiamin) 
• राइबोफ्लेविन  (Riboflavin)
• नियासिन (Niacin)
• फोलिक एसिड (Folic acid)
• ट्रिप्टोफैन एमिनो एसिड (Tryptophan amino acids)
• फाइबर (Fiber)

Kela me yah sab bharpur matra me paya jata hai.

- केले में कौन-सा विटामिन होता है? (Which vitamin is in banana?)


Kele me kon sa vitamin hota hai ?

Kele me bese to bahut se tatv paye jate aur kya kya paya jata hai ye uper bataya gya hai ab jante hai kon se vitamin paye jate hai.

विटामिन A (Vitamin-A)
विटामिन B (Vitamin-B)
• विटामिन B6 (Vitamin-B6)

Yah sab vitamin kele me paye jate hai.

- केले के औषधीय गुण(Medicinal Properties of Banana)


Kele ke ayurvedic gun in hindi.

• Piliya ya जॉन्डिस ke pesent ko kaccha kela ya aada paka hua kela khilane se labh hoga.

• पेचिश ke pesent ko kela ko masal ke usme toda namak aur jira mila ke khane se पेचिश me aaram milta hai.

• Dahi ke sath kela ko 2-3 din tak khane se muh ke chhale tik ho jate hai.

• kele ko pis kar usme dhoodh aur safed elaychi mila kar khane se sukhi khansi me bahut rahat milti hai.

• Sharir me kahi par bi chot lagne par kela ka chhilka ya डंठल baha par lagane se khun aana band ho jata hai.

• दाद hone par kele aur nimbu ke ras ka pest bana kar दाद par lagaye दाद tik ho jayegi.


• Kahi par jalne par kela ko masal kar jale hui jagah par lagana chahiye.

• पित्त rog ko sant karne ke karne ke liye pake kela ko ghee ke sath khane se jaldi se aaram milta hai.

- केला कब खाना चाहिए? (When to eat banana fruit ?)


Kele ko kab khana chaiye ?

Kela ko roj subhah naste ke sath hi khana chahiye kyo ki kele me magnesium paya jata hai jo sharir ke liye bahut faydemand hota hai isliye kele ko subhah naste ke sath khane se jyada fayde hote hai bese aap chahe to kela ko kabi hi kha sakte hai lekin subhah naste ke sath khane se kela ke jyada benefits hoge.

- केला कब नहीं खाना चाहिए?(When should we not eat banana fruit?


Kele ko kab nhi khana chahiye ?

Kela ko kabi bi subhah khali pet nhi khana chahiye kyo ki kela ko subhah khali pet khane se pet se judi bahut presani jese ges, acidity, pet dard ho sakte aur expert ke hisab se hame subhah khali pet koi se bi fhal fruit nhi khana chahiye kyo ki fhalo me bahut se tatv paye jate hai jiska subhah khali pet khane se ulta asar ho sakta hai.

- केला खाने के फायदे और नुकसान (Advantages and disadvantages of eating banana fruit benefits in hindi)


banana fruit benefits in hindi aur disadvantages..

Aap logo ne apne jivan me kela to khaya hi hoga aur yah bi socha hoga ki kela ko khane se kya kya fayde hote hai aur kya nuksan hote hai aaj iske bare me aapko puri jankari milegi to chaliye suru karte hai.

banana-benefits-and-side-effects-in-hindi


- केला खाने के फायदे/केले के क्या फायदे?(Benefits of eating banana fruit / What are the benefits of banana fruit in hindi ?)


banana fruit benefits in hindi..

कब्ज।


Kela ko khane se kabj ki bimari dur hoti hai kyo ki kele me ase bahut se tatv paye jate hai jiske karan kabj acidity se rahat milti roj daily kele ko dhoodh ke sath khaye bahut labh hoga.


ताकत बढ़ाए।


Kela ko khane se sharir me takat aati hai kyo ki kela me vitamin aur calcium ye bahut jyada matra me paye jate hai jiske karan sharir me takat aati hai aur insan fit rahta hai.

पाचन क्रिया को बेहतर बनाए।


Kela me bahut adhik matra me faibar paya jata hai kela फाइबर ka bahut स्त्रोत hai aur sharir me faibar ke karan hi khana pachata isliye kela pet ke liye bahut labhdayak hota hai.

सीने में दर्द।


Agar aapko bar bar seene me dard hota hai ya apko koi bimari hai jiske karan seene me dard hota hai to apko kela ko shahad ke sath mila kar khana chahiye asa karne se seene ka dard gayab ho jata hai.

कमजोरी होने पर।


Sharir me kamjori hone par kela khana bahut achha mana jata hai kyo ki kela me bahut vitamin aur tatv paye jate hai jiske karan kamjori dur ho jati hai bas roj 1-2 kele kha ke dhoodh pi ligiye labh hoga.

कैंसर।


Kela khane se aap cancer se bi dur rah sakta hai kyo ki kela me bahut adhik matra me VITAMIN-C paya jata hai jiske karan cancer hone ka chanch bahut kam rahta hai isliye kele ko roj daily khana chahiye.

ब्लड प्रेशर।


Roj daily 1 ya 2 kela khane se blood pressure bi control me rahta hai kyo ki kela me bahut gun paye jate hai jo blood pressure ko control me rahta hai.


डायरिया व डीहाइड्रेट।


डायरिया व डीहाइड्रेट hone par kela khana chahiye kyo ki डायरिया व डीहाइड्रेट hone par kela khane se pani ki kami aur पोटेशियम ki kami dur ho jati hai aur doctors ka bi yahi kahna hai.

हड्डियां मजबूत बनाता है।


Kela me कैल्शियम paya jata hai jo haddiya ke liya bahut faydemand hota hai aur roj daily kela khane se haddiya majbut hoti hai.

केले के बालों के लिए फ़ायदे (Banana fruit benefits for hair in hindi)

Kele ke bahut se fayde hote hai aur kela baalo ke liye bi bahut faydemand hota hai kyo ki kela me VITAMIN-C paya jata hai aur bi bahut पोषक तत्व paye jate hai jiske karan baalo ko bahut fayde hote hai, isliye kela ko roj daily khana chahiye kela baalo ko safed hone se hi bachata hai aur sukhe baalo ko bi naram karta hai aur jhadte huye baalo ko bi rukta hai.


केले के त्वचा के लिए फ़ायदे (Banana fruit benefits for skin in hindi)


Kela ko roj daily khane se chahre par pimples hona band ho jate hai aur chamkdar aur sunder dikai dene lagta hai kyo ki kela me bahut se पोषक तत्व paye hai jiske bare me uper bataya gya hai. 


- कच्चा केला खाने के फायदे (Benefits of eating raw banana fruit benefits in hindi)


Raw banana fruit benefits in Hindi.

• डायबिडीज में फायदेमंद।


Diabetic patients ko kachche kela ko jarur khana chahiye kyo ki kachche kele me sugar (chini) ki matra bahut kam hoti hai jiske karan diabetes balo ko koi katra nhi hota hai.

• फाइबर मिलता है।


Kachche kele me bahut adhika matra me फाइबर hota isliye kachche ko khane se sharir me bahut jyada फाइबर milta hai ek cup ubale huye kachche kele me 3.6 gram फाइबर hota hai.

• मांसपेशियों की क्षमता बढ़ाना।


Kachche kele me पोटैशियम paya jata hai jo ki sharir ki मांसपेशियों ke liye bahut labhdayak hota hai isliye kachche kele ko khane se मांसपेशियां मजबूत hoti hai, ek cup ubale huye kachche kele me 531 mili gram पोटैशियम hota hai.

• विटामिन बी6 मिलता है।

Kachche kela me bahut adhika matra me विटामिन बी6 paya jata hai isliye kachche ko khana chahiye kyo ki ek cup ubala hua kachcha kela khane se  din ka 40% विटामिन बी6 ki purti ho jati hai.


• दस्त में मिलता है आराम।


Kachcha kela khane se dast se bi bahut jaldi aaram milta hai kyo ki dast bahut virus se hota hai aur kachcha kele me itni sakti hoti hai ki wo virus mar ke dast se aaram dilata hai.

- रात में केला खाने के फायदे (Benefits of eating banana fruit at night in hindi)


Benefits of eating banana fruit at night in hindi.

• ऐसिडिटी करें दुर।


Agar apne kuch ulta seeda khaya jiske karan aapko ges acidity hoti hai to aap sone se pahle 1 kala jarur khaya aapki samasya dur ho jayegi aur bahut labh bi kyo ki kela me bahut se tatv paye jate hai.

• अच्छी‌ नींद में फायदेमंद।


Achhi nid pane ke liye aap kela ko bi kha sakte hai kyo ki kela me bahut se tatv paye jate hai jo sharir ki din bhar ki thakan ko dur kar ke achhi nid deta hai isliye rat ko sone se phle ek kela jarur khaye bahut labh hoga.

• ब्लड प्रेशर कम करें।


Agar aapko blood pressure jyada ya badne ki bimari hai to apko ko roj daily sone se pahle kam se kam 1 kela jarur khana chahiye kyo ki kela  me bharpur matra me पोटैशियम paya jata hai jo blood pressure ko control karne me help karta hai.

• मीठे की लालसा करता है दूर।


Jis Insan ko meetha khane ke bahut sok hai aur sone se pahle meetha khane ka man hota hai ase insan ke liye kela bahut faydemand hota hai kyo ki ase hone par aap kela kha sakte hai kyo ki kela khane se meetha khane ki lalsa katam ho jati hai aur sath sath aur kai fayde hote hai.

• तनाव और बेचैनी दूर करता है ।


Kela me मैग्नीशियम paya jata hai jiske karan sharir me peda huye tanav aur बेचैनी ko kam karta hai aur sharir ko aaram deta hai isliye rat ko sone de pahle kela ko jarur khana chahiye.

- दूध और केला खाने के फायदे (milk and banana fruit benefits in hindi)


milk and banana fruit benefits in hindi.

• पाचन तंत्र के लिए फायदेमंद।


Kela me bharpur matra me फाइबर paya jata hai jo पाचन तंत्र के लिए bahut  फायदेमंद hota hai फाइबर ki matra jyada hone se अमाशय (Stomach)  ki judi bimari nhi hoti hai isliye dhoodh kela khana bahut faydemand hota hai.


• अच्छी नींद के लिए‌।


Kela aur dhoodh ko khane se nid bahut achi aati hai kyo ki kela me ट्रिप्टोफैन paya jata hai jiske karan sharir ko aaram milta hai aur jaldi nid aati hai aur bahut achi badiya nid aati hai.

• वजन कम करने के लिए।


Dhoodh kela ka sek bana ke khane peene se bajan kam kiya jaa sakta hai kyo ki dhoodh kele ke sek me खनिज, विटामिन और फाइबर bahut adhik matra me paya jata hai jiske karan aap apne bajan ko bi kam kar sakte hai bajan kam karne ke liye apko dhoodh kela ka sek roj daily lena chahiye.


• इम्यूनिटी सिस्टम को मजबूत करें।


Dhoodh aur kela khane se इम्यूनिटी सिस्टम bi majbut hota hai kyo ki dhoodh aur kele se bana banana sek me VITAMIN-C paya jata hai jiske karan se immunity system par labh hota hai.

• किडनी की समस्याओं से बचाए।


Kela aur dhoodh se bana banana sek me bahut sare tatv paye ya gun paye jate hai jiske karan किडनी ko kam karne me bahut aasani hoti hai agar apko किडनी se judi kisi bi tarah ki bimari hai to roj daily banana sek jarur piye bahut fayda hoga.

milk-and-banana-fruit-benefits-in-hindi

- केला खाने के नुकसान (Harm of eating banana)


Kela khane ke nuksan in hindi.

1. माइग्रेन।


Agar apko माइग्रेन ki bimari hai ya bar bar माइग्रेन atek aate hai to aapko kabi bi kela nhi khana nhi chahiye kyo ki kela me टायरामाइन namak tatv paya jata hai jo माइग्रेन ke dard ko badata hai.

2. कब्ज।


Bese mene aapne abhi uper hi pada hoga ki kela kabj acidity se rahat dilata hai aur ye bat sach bi hai kyo ki achhe se puri tarah paka hua kela kabj se rahat dilana hai aur kam paka hua kela kabj peda kar sakta hai.

3. एलर्जिक रिएक्शन।


Jis Insan ko लेटेक्स se racation hai bah insan ko kabi bi kela nhi khana chahiye agar asa insan kela khayega to usse एलर्जिक रिएक्शन peda ho sakta hai.

4. वजन बढ़ाता है।


Agar aap ka bajan (weight) pahle se hi bahut hai aur aap bajan (weight) kam karne ke liye bahut se upay kar rahe hai to aapko kabi bi kela nhi khana kyo ki kela me कैलोरी bahut jyada hoti hai jiske karan bajan (weight) badne lag jata hai.


- निष्कर्ष (Conclusion) -


Umid karta hu apko yah article Pasnd aaya hoga aur banana fruit benefits in hindi ke bare me sari jankari mil gai hogi agar yah article pasnd aaye to ise share kare or comment kar ke bataye ki aapko yah article kesa laga.


"Yah article padne ke liye apka dhanyawad."

Related tags-banana fruit benefits in hindi,banana with honey benefits in hindi,banana benefits and side effects in hindi,raat ko kela khane ke fayde,banana in hindi,milk honey banana benefits,honey and banana for skin care,banana and honey for hair,banana benefits for skin in hindi,khana khane ke bad kela khane ke fayde,doodh aur kela kab khana chahiye,khali pet kela khana chahiye ya nahi.



एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code