Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

टमाटर का सूप कैसे बनाते हैं ? Tomato soup recipe in hindi 2021

Hello dosto aaj me aap logo ko tomato soup recipe in hindi tamatar soup kaise banate hai? ke bare me bataoga ki tomato soup kaise banate hai or uske kya fayde hai.

Agar yah jankri aap logo ko pasand aaye to ise share kare or comment kar ke bataye ki apko yah jankari kesi lagi.

tomato-soup-recipe-in-hindi


- रोज एक टमाटर खाने के फायदे (Benefits of eating a tomato daily)


Tamatar khane ke fayde in hindi...

"Agar daily 1 tomato khate hai to sharir ke liye bahut faydemand or labhdayak hota hai"

1:- sharir me khun ki kami nhi hoti hai.

2:- bachhe ko agar koi rog hai to daily tamatar ka ka jus pine se tik ho jata hai.

3:- bachhe ke bikas or dimag me tanav ko kam karta hai tamatar.

4:- Roj 1 tamatar khane se bajan (Weight) kam ho jata hai matapa ghat jata hai.

5:- Roj tamatar khane se chahre par chamak aati hai.

विटामिन D के कारण, लक्षण, मुख्य स्रोत और कमी के रोग

- टमाटर में कौन सा विटामिन पाया जाता है (Which vitamin is found in tomato)


Tamatar me vitamin "C" लाइकोपीन aur "Potassium" (पोटैशियम) bahut adhik paya jata hai.tamatar me "Cholesterol" (कोलेस्ट्रॉल)  kam bale tatv bi paye jate hai.

- टमाटर का सूप बनाने की विधि (tomato soup recipe in hindi)


Tomato soup recipe in hindi:-

Tamato soup banane ke liye sabse phle kuch chijo ki jarurat padegi.

 
आवश्यक सामग्री (necessary ingredients) :-


- 4 bade-bade tamatar

- Ded (डेढ़) kate huye chukundar

- 3 ya 4 kati hui lahsun ki kaliya le.

- 7 ya 8 kali mirch ke dane le.

- Tejpan ka 1 chhota sa patta le apne hisab se.

संतरे का जूस कैसे बनाएं ? orange juice recipe in hindi

- Badi chammch se aadi chammch batter le.

- 1 chammch maida(मैदा) le.

- 1 chammch chini(शक्कर) le.

- ded (डेढ़) cup pani le.

- Namak apne hisab (स्वादानुसार) se le.

Note:- Yah sab सामग्री sirf 2 logo ke liye hai agar ap isse jyada logo ke liye hai.

टमाटर का सूप बनाने की विधि (tomato soup recipe in hindi)


Tamoto soup recipe in hindi...

Tamatar soup banne ki vidhi..

1:- tamatar ko bade bade tukdo me kat le or chukundar ko usse chhote tukdo me kat le.

2:- ek kukar le ya fir ek sans pen jo bi le.fir tamatar, chukundar, kali mirch aur tejpan ko usme dal le fir 1 cup pani or namak apne hisab (स्वादानुसार) se dale or mediam aach par 8-10 tak pakne de jab tak tamatar or chukundar narm na ho jaye.agar yah ap kukar par kar rahe hai to 2 ya 3 seeti tak pakne de.

Sharab kaise chhode ? शराब को छोड़ने के तरीके हिंदी में

3:- Jab yah pak jaye to ges band karke kukar ya sans pen ko khol de or use todi der tak tanda hone de.

how-make-tomato-soup-in-hindi

4:- tejpan nikal de or nikle samy dyan rakhe kyo ki abhi sab gram hai.fir pyuri (प्यूरी या भरता) bana le.

5:- fir ek channi le or chhan le.dyan rahe jyada barik channi na le.

6:- Fir 1 sans pen le medium aach par rakh de or aada chammch batter dal ke garm kare fir uske 1 chammch maida (मैदा) dale.

7:- Fir pakne de or ek chammch se kam se kam 1 minit tak hilate rahe or pakne de.

8:- Fir deere deere tamatar ki pyuri (प्यूरी या भरता) dale.chammch se hilate rahe taki laddu jese na bane.fir ek chammch chini (शक्कर) or aada cup pani dale or sab ko achi tarah mila le.

जल्दी याद कैसे करें ? Yaad karne ke best 15 tips in hindi

9:- Fir ges ko tej kar de or ubali aane ke liye rakh de jab yah ubalne lage to ges ko medium kar de or 5-6 minit tak pakne de or toda sa soup test kare agar chini ya kali mirch or lage to apne hisab (स्वादानुसार) se mila de.bas fir ges band kar dijiye aapka soup tyar hai.

10:- Fir soup ko hare daniya se achha saja ke parosiye.

- टमाटर का सूप पीने के फायदे)benefits of tomato in hindi)


Tamatar ke soup ke fayde...

- ब्लड प्रेशर को करे कंट्रोल


Tomato ka soup blood pressure ko control me rakhta hai.kyo ki tamatar me bahut se tatv paye jate hai.jo Blood pressure ko control rakhte hai.isliye tamatar ko roj daily khana chaiye.

High Low ब्लड प्रेशर क्या है | तुरंत control कैसे करे ?

- दुबले-पतले बच्चों के लिए फायदेमंद


Duble patle bachhe ke liye tamatar bahut faydemand hota hai.bachho ko roj daily 1 tamatar ya tamatar ka soup bana ke pilaye.asa karne se bachho ka shukha rog ya khun ki kami dur ho jati hai.isliye chhote bachho ke liye bahut labhdayak hai.

- आंखों की रौशनी बढ़ती है। 


Tamatar ka daily khane se ya tamatar ka soup peene se aakho ki roshni badti hai kyo ki tamatar me vitamin "C" paya jata hai jo aakho ke liye bahut labhdayak hota hai.

- मोटापा घटाने में फायदेमंद


Tamatar motapa kam karta hai kyo ki tamatar me "Potassium" paya jata hai jo "cholesterol" ko kam karta hai or bajan (Weight) ghatata hai.

- हड्डियों को मजबूती प्रदान करता है


Tamatar se sharir ki haddiya bi bahut majbut hoti hai kyoki tamatar me "Calcium (कैल्शियम)" paya jata hai jo haddiya majbut karne me bahut faydemand hota hai.

इम्यूनिटी सिस्टम kya hai इसे कैसे majboot kare ?

- गर्मी से बचाव


Tamatar ko roj daily khane se sharir me tandak milti hai kyo ki tamatar tanda hota hai jo garmi ke dino me sharir ko bahut tandak milti hai.

how-to-make-tomato-soup-at-home-in-hindi

- टमाटर के फायदे चेहरे पर


Tamatar ke fayde chahre par

Tamatar ke jus ya soup ko daily chahre par lagane se chahre par glow aata hai.chahra bahut chamkdar ho jata hai.

tamatar daily khane se ya tamatar ka soup peene se chahre ke Pimples dag-dabbe tik ho jaye hai.chahre se oil ko bi kam karta hai.

- टमाटर के नुकसान( Tomato Damage)


Tamatar ke nuksan in hindi..

1:- tamatar me अम्लीयता bahut adhik paya jata hai.jo ges acidity bana sakta hai.

2:- jyada tamatar khane se pet me dard hone lag jata hai kyo ki tamatar ges acidity peda karta hai.

3:- Jyada kachha tamatar nhi khana chaiye kyo ki kachha tamatar immunity system par bura asar karta hai.

विटामिन C के कारण, लक्षण, मुख्य स्रोत और कमी के रोग

4:- Tamatar se jyada tamatar ke bij nuksan pahuchate hai kyo ki yah bij pet me jaldi pachte nhi hai jo pathari ka bi bana sakte hai.isliye tamatar khate samy yah dayan rakhe ki tamatar ka bij pet me na jaye.

5:- Tamatar khane se muh se badbu aane lagti hai.kyo ki isme ek asa tatv paya jata hai jisse tamatar ko jyada khane ke karan badbu aane lagti hai.

- निष्कर्ष (Conclusion) -


Umid karta hu apko yah article Pasnd aaya hoga aur tomato soup recipe in hindi tamatar soup kaise banate hai? ki sari jankari mil gai hogi agar yah article pasnd aaye to ise share kare or comment kar ke bataye ki aapko yah article kesa laga.

1 महीने में बालों को लंबा करने का तरीका in hindi

"Yah article padne ke liye apka dhanyawad."


Releted tags-tomato soup recipe in hindi,tomato soup recipe,homemade tomato soup recipe in hindi,tamatar soup recipe in hindi,recipe of tomato soup in hindi,tamatar ka soup,टमाटर का सूप,how make tomato soup in hindi,how to make tomato soup at home in hindi,recipes of tomato soup in hindi,tomato soup recipe hindi,tomato soup recipe,chana soup recipe in hindi,tomato soup in marathi,tomato soup images,tomato soup recepie,tomato in hindi,soup png,benefits of tomato in hindi,

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code