Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

गुड़‌ jaggery के 10 फायदे और नुकसान | Jaggery Benefits in hindi.

Hello dosto aaj me aap logo ko gud khane se kya fayde hote hai gud khane ke fayde in hindi gud se hone bale benefits ke bare bataoga.

Agar yah jankri aap logo ko pasand aaye to ise share kare or comment kar ke bataye ki apko yah jankari kesi lagi.

jaggery-benefits-in-hindi

- सुबह खाली पेट गुड़ (jaggery)  खाने के फायदे (Benefits of eating jaggery on an empty stomach in the morning)


खाली पेट गुड़ खाने के फायदे

1- पेट की समस्याएं दूर करने में

2- खून की कमी करे दूर

3- खून को करे साफ

4- वजन करे कंट्रोल

5- जोड़ों के दर्द से छुटकारा

 गैस एसिडिटी के 15 जबरदस्त घरेलू इलाज | acidity problem solution

- रात को गुड़ खाने के फायदे (Benefits of eating jaggery at night)


रात में गुड़ खाने से क्या होता है?

इसमें कैल्शियम के साथ फास्फोरस भी होता है जो हड्‌डियों को मजबूत बनाता है। अगर आपको वीकनेस फील होती है तो दूध के साथ गुड़ खाने से ये प्रॉब्लम दूर हो जाएगी।

 गुड़ बॉडी में एनर्जी का लेवल बढ़ा देता है। अगर आप रात में खाने के बाद सोने से पहले थोड़ा गुड़ खा लेते हैं तो गैस और एसिडिटी की प्रॉब्लम दूर हो जाएगी।

- गुड में कौन सा विटामिन पाया जाता है?(Which vitamin is found in good?)

Gud me kon sa vitamin paya jata hai?

गुड़ में कैल्शियम, फास्फोरस, मैग्नीशियम, पोटेशियम और लोहे के साथ-साथ अतिसूक्ष्म मात्रा में और जस्ता और तांबा मिलता है। विटामिन में मुख्यरूप से फोलिक एसिड और बी-कॉम्प्लेक्स विटामिन मिलते हैं। मतलब यह ऊर्जा का एक अच्छा स्रोत तो है ही साथ ही पोषक तत्वों की कमी भी पूरी करता है।

मुनक्का ke बीज khane के fayde‌ नुकसान in hindi

- गुड़ खाने ‌के फायदे (Benefits of eating jaggery)


Jaggery gud Benefits in hindi..

1- पेट के लिए गुड़ के फायदे


Gud pet se judi bahut si bimariya ki katam kar deta hai.ges acidity kabj asi bimari ke liye bi labhdayak hota hai gud.agar gud me kala namak aur sendha namak mila ke khate hai to katti dakare se bi chhutkara mil jayega.khana khane ke bad gud khane se khana achhi tarah pach jata hai.

- Pet mein dard hone par kya karna chahiye

2- खून की मात्रा पुरी करें गुड़


Gud khane se khun ki kami dur ho jati hai anemia jesi bimari ke liye bahut labhdayak hota hai gud kyo ki gud me aayaran (आयरन) paya jata hai jo khun badata hai.Gud ko roj daily khane se khun bi saf hota hai.

- Anemia ke lakshan (symptoms of anemia) or gharelu 21 upay

3- ब्लड प्रेशर को कंट्रोल करने गुड़


Gud blood pressure ko control me rakhta hai.High blood pressure bale present ko roj daily gud khana chaiye blood pressure ki bimari katam ho jayegi.

High Low ब्लड प्रेशर क्या है | तुरंत control कैसे करे ?

4- हड्डियां मजबूत बनाता है गुड़


Gud me bahut adhik calcium aur fasforas ( कैल्‍शियम और फास्‍फोरस ) paya jata hai.jo haddiya majbut banata hai gud ke sath adarak mila kar khane se judo ke dard bi tik ho jate hai.haddiya se judi sari bimari tik ho jati hai gud se aur haddiya me chhoti-chhoti chot bi tik ho jati hai.

5- एक्टिव और मजबूत बनाता है गुड़


Gud sharir ko energy aur majbuti deta hai gud.Gud ke sath dhoodh peene se sharir me energy aur fursi aati hai aur haddiya majbut banata hai.Gud ke sath dhoodh peene se takat aati hai.

6- आंखों के लिए फायदेमंद है गुड़


Roj gud khane se aakho ko bahut fayde hote hai gud khane se aakho ki kamjori dur hoti hai aur aakho ki roshni badane me bi bahut labhdayak hota hai.

- ग्रीन टी पीने के बेहतरीन 14 फायदे | benefits of green tea in hindi 2020

7- दिमाग तेज करता है गुड़


Gud ko roj daily khane se dimag bahut tej ho jata hai aur maigren माइग्रेन ki bimari bi gud khane se tik ho jati hai gud khane se dimag majbut hota hai aur yad rakhne ki limit hi badti hai.

8- त्वचा के लिए फायदेमंद है गुड़


Gud khane se skin se judi presani dur ho jati hai kyo ki gud me हानिकारक टॉक्‍सिन bahar nikalne ki takat hoti hai gud khane se gud हानिकारक टॉक्‍सिन ko bahar nikal ke त्वचा ko sundar banata hai.Chahre ke pimples, muhase, dag-dabbe, dur karta hai gud aur chahre ko chamakta hai.

- Pimples से छुटकारा पाने के 29‌ घरेलू उपाय get rid of pimples

9- सर्दी-जुकाम से छुटकारा पाने में फायदेमंद है


Gud khane se shardi jukam bi tik ho jati hai kyo ki gud garam aata hai agar  jyada shardi ho rahi ho to chay me gud dal kar aur adarak dal ke pi le kuch hi der me shardi tik ho jayegi.

- Jukam ka gharelu ilaj जुकाम के उपाय कारण,लक्षण

10- दिल की बिमारी में फायदेमंद है गुड़


Gud dil ki bimariya me bahut faydemand hota hai kyo ki gud khun me हीमोग्लोबिन ki matra ko badata hai jo dil ke liye bahut labhdayak hota hai.

- गुड़ खाने ‌के नुकसान (Disadvantages of eating jaggery)


Side effects of jaggery gud in hindi..

1- वजन बढ़ा सकता है गुड़


Jyada gud khane se sharir ka bajan bad sakta hai kyo ki jyada gud khane se kelori (कैलोरी) bad jati hai jo bajan bada deta hai.

- How to gain weight :- वजन बढ़ाने के १०बेहतरीन तरीके l

2- ब्लड शुगर बडा सकता है गुड़


Gud bahut meetha hota hai jin logo ko डायबिटीज hoti hai wo logo ko gud jyada nhi khana chaiye kyo ki gud meetha hota hai aur blood sugar ko bada deta hai.

3- कब्ज पैदा कर सकता है गुड़


Naya gud khane se kabj ho sakti hai jyada gud khane se bi kabj acidity jesi bimari ho sakti hai isliye gud ko limit me hi khana chaiye nhi to bahut si bimariya ho sakti hai.

4- गर्मी बढ सकती है


Gud garam hota hai jo sharir me garmi peda karta hai gud ko jyada khane se sharir me garmi bad jati hai kabi kabi jyada gud khane se nak kan se khun bi aane lag jata hai.

gur-ke-fayde-in-hindi

5- आंत में कीड़े हो‌ सकते हैं


Jyada gud khane se sharir ki आंत me kide ho sakte hai isliye gud ko limit me hi khana chaiye.jisse ki koi nuksan na ho.

- घी गुड़ खाने के फायदे (Benefits of eating ghee jaggery)

Ghee gud khane ke fayde in hindi

Desi ghee or gud ko ek sath mila kar khane se heart hatek ka katara kam ho jata hai kyo ki ghee me कॉलेस्ट्रॉल label ko kam karta hai aur gud कॉलेस्ट्रॉल label ko bada deta hai.jisse heart hatek aane ka katra kam ho jata hai.

- चना और गुड़ खाने के फायदे (Benefits of eating gram and jaggery)


Gud aur chana khane ke fayde in hindi..

1- gud aur chana sath me khane se khun ki kami dur ho jati hai sharir me khun badta hai.

2- gud aur chana khane se aayaran ki kami puri ho jati hai kyo ki gud chana aayaran se bharpur hota hai.

- जानिए: (टीबी) TB ke lakshan in hindi 2020

3- gud chana khane se sharir me urja aati hai energy badti hai kyo ki gud chane me protein paya jata hai jo sharir ke liye bahut labhdayak hota hai aur energy badata hai.

4- gud chane me विटामिन-बी6 paya jata hai jisse karan dimag bahut tej ho jata hai yad rakhne ki sakti badti hai aur bhulne ki bimari katam ho jati hai.

5- gud chane me फॉस्फोरस paya jata hai jo dato ke liye labhdayak hota hai aur dato ko bahut majbut banata hai.

6- Weight loss hota hai mtlb bajan gatana hai kyo ki gud chana me मेटाबॉलिज्म paya hai jo teji se bajan (weight) ghatane me help karta hai.

7- gud chane me जिंक jink paya jata hai jo chahre ko sundar banata hai or chahre par chamak bi aati hai.

Note:- Yad rahe gud chane ko limit me bi khaye jyada gud chana khane se bhuk na lagne ki bimari peda kar sakta hai.

- गुड़ का पानी पीने के फायदे (Benefits of drinking jaggery water)


Gud ko pani ke sath peene ke fayde..

1- Pet se judi bimari samsya hoti hai aur pachan tantra majbut hota hai.

2- patri ki bimari se dur rakhta hai gud pani.

3- Sharir ki immunity system ko majbut banata hai.

4- Roj daily gud aur pani peene se nid achhi aati hai nid se judi bimari dur ho jati hai.

5- Roj daily gud aur garam pani peene se bajan (Weight) bi ghata sakte hai.

Gajar ke बेहतरीन 13 fayde in hindi 2021

6- Gud ko garam pani ke sath khane se chahra pe ho rahe pimples muhase dag-dabbe sab tik ho jate hai aur chahra sunder aur chamkdar hota hai.

- पुराना गुड़ खाने के फायदे (Benefits of eating old jaggery)


Purana gud khane ke fayde in hindi..

1- Purana gud khane se pet se judi bimari dur ho jati hai pet dard asi kai bimari tik ho jati hai.

2- Purane gud me aayaran bahut adhik paya jata hai jo khun ki kami ko dur karta hai or sharir me khun ki matra ko badata hai.

gur-benefits-in-hindi


3- Purana gud khane se blood pressure ko control karta hai aur high blood pressure bale present ke liye bahut faydemand hota hai purana gud.

4- Purane gud me कैल्‍शियम और फास्‍फोरस bahut paya jata hai sharir ki haddiya ko majbut banata hai.

5- Purana gud khane se purani se purani sharir jukam tik ho jati hai purana gud shardi jukam ke liye bahut labhdayak hota hai.

- गुड़ की चाय के फायदे (Benefits of jaggery tea)

Gud ki chay ke fayde in hindi.

Gud ki chay peene se pachan tantra majbut hota hai kyo ki gud me आर्टिफिशल स्वीटनर hota hai jo chini (शक्कर) ke mukabale gud me bahut sare vitamin (विटामिन) aur minirals (मिनरल) hote hai jo sharir ke liye faydemand hote hai.

Shardi hone par ya khansi jukam hone par gud ki chay peene se bahut fayde hote hai aur jisse shardi jaldi tik ho jati hai.

- गुड़ की चाय के नुकसान (Damage to jaggery tea)


Gud ki chay peene ke nuksan in hindi..

Jyada gud ki chay peene se nuksan bi ho sakta hai kyo ki gud garam aata hai sharir me garam karta hai gud isliye gud ka limit me hi gud ki chay piye.jyada gud ki chay peene se nak me se khun nikal sakta hai.Jyada gud  ki chay peene se pachan system bi karab ho sakta hai.

दूध पीने के जबरदस्त 38 फायदे 2021 in hindi.

- निष्कर्ष (Conclusion) -

Umid karta hu apko yah article Pasnd aaya hoga aur gud khane ke fayde in hindi ke bare me sari jankari mil gai hogi agar yah article pasnd aaye to ise share kare or comment kar ke bataye ki aapko yah article kesa laga.

"Yah article padne ke liye apka dhanyawad."


Related tags-gud ke fayde,gud khane ke fayde,gud,Gur,gur ke fayde in hindi,gur ke fayde,गुड खाने के फायदे,गुड़ खाने के नुकसान,गुड़ के फायदे,फायदे,goor,गुड़,gudh,gud in hindi,gur benefits in hindi,गुड़,guud.

एक टिप्पणी भेजें

0 टिप्पणियाँ

Recommended Posts

Ad Code