Ad Code

Ticker

6/recent/ticker-posts

सेबफल khane ‌के 15 बेहतरीन फायदे apple benefits in hindi 2021

Hello dosto aaj me aap logo ko apple khane se kya fayde hote hai? apple benefits in hindi apple se hone bale benefits ke bare bataoga.सेब खाने का सही समय,सेब और दूध के फायदे

Agar yah jankri aap logo ko pasand aaye to ise share kare or comment kar ke bataye ki apko yah article kesa laga.सेब खाने के फायदे


apple-benefits-in-hindi

- सेब में क्या विटामिन है?(What vitamins do apples have?)

Seb me kon sa vitamin paya jata hai?

Apple main , फाइबर, 
विटामिन E ,विटामिन K ,विटामिन C, विटामिन A ,पोटेशियम, पानी ,कैल्शियम, एनर्जी , कैलोरीमैग्नीशियम,वसा(fat), फास्फोरस, कार्बोहाइड्रेट, आयरन, मैगनीज, प्रोटीन, विटामिन B, सोडियम मौजूद होता है.apple cider vinegar benefits in hindi,apple in hindi.

- सेब कब खाना चाहिए?(When should an apple be eaten?)

Apple kab khana chahiye?

Apple khane ka sahi samy rat ko sone se phle ya subhah khali pet khana chaiye. lekin apple ko dhud ke sath nhi khana chaiye hamesh dudh se nhi khaye nhi to problem ho sakti hai.

1 हफ्ते me चश्मे का number कैसे kam करे?

- एप्पल खाने के बाद क्या नहीं खाना चाहिए?(What not to eat after eating apple?)

Apple khane ke bad kya nhi khana chahiye?

1.Apple khane ke bad kabi bi bhul se bi khatti chij jese nimbu, avla koi bi khatti chij nhi khaye.

2.Apple khane ke bad dahi  na khaye.

3.Apple khane ke bad muli(मूली)  nhi khaye.

- क्या सेब खाने से मोटापा बढ़ता है?(Does eating apple increase obesity?)

Apple khane se kya motapa badta hai.

Bahut se logo ke man ke yah sawal aata hai ki kya apple se Weight loss वजन कम hota hai lekin ek research me yah paya gya hai ki apple se Weight badta nhi hai balki weight kam hota hai.apple ko roj daily khane se ek ledis ka weight 2lb 3oz tak kam ho jata hai aur jens ka Weight 4lb 6oz tak kam hota hai.apple khane ke fayde,apple fruit benefits in hindi.

* How to gain weight :- वजन बढ़ाने के १०बेहतरीन तरीके l

- सुबह सेब खाने से क्या फायदा?(What is the benefit of eating apple in the morning?)

Apple khane ke fayde in hindi

Apple khane se sharir ki haddiya majbut hoti hai kyo ki apple  me bahut jyada calcium paya jata hai jo haddiya ko majbut banata hai.सेब को उबालकर खाने के फायदे,रात में सेब खाने के फायदे.


benefits-of-apple-in-hindi


- सेव कितने प्रकार के होते हैं? (Types of apple)

  Apple ke prakar in hindi

Apple ke kai प्रकार hote hai apple.जैसे

1. (गुलाबी मोती का सेब)   Pink Pearl apple


Yah apple andar se halka gulabi hota hai.isliye iska nam गुलाबी मोती का सेब rakha gya.

2.(अमृत ​​सेब ) Ambrosia apple


Yah apple jyadatar lal rang ka hota hai  aur Chamkdar hota hai.yah bahut meetha hota hai or iska bajan lagbhag 215 gram hota hai.apple ke fayde in hindi.सेब के फायदे,apple khane ke fayde in hindi,सेब.

3. (अर्कांसस काला सेब) Arkansas Black apple


Yah apple November me aate hai February me gyab ho jate hai yah kala rang ka apple hota hai.

4. (किंग्स्टन काले सेब) Kingston Black apple


Yah apple United Kingdom (UK) me paya jata hai.yah gahri lal ya begni colour ka hota hai.iska nam kala hone ke bad bi yah jara sa bi kala nhi hota hai.apple ke fayde,seb khane ke fayde.

High Low ब्लड प्रेशर क्या है | तुरंत control कैसे करे ?

5.(ओपल सेब)  Opal apple

Yah apple andr se Cream colour ka hota hai lekin yah bahar se pila (yellow) colour ka hota hai.एप्पल फ्रूट,importance of apple in hindi.

6. (कोर्टलैंड सेब) Cortland apple


Yah Apple ka nam New York me rakha gya tha yah sadharn Apple ki tarah hota hai.सेब खाने के लाभ,seb ke fayde,seb in hindi.

7. (एरियन सेब) Ariane apple


Yah halka pila or lal colour ka hota hai jise France (फ्रांस) ne viksit kiya hai yah apple bahut meethe hota hai.

8. (एग्रेमोंट रसेट सेब) Egremont Russet apple


Yah narangi pila colour ka hota hai.jo khane me bahut meetha lagta hai 

9. (लाल सेब) Redlove apples


Yah Apple Switzerland me paya jata hai yah andr se pura lal hota hai or bich me ek safed rekha hoti hai aur yah bahar se bi pura lal hota hai.

10. (मेल्बा सेब) Melba apple


Yah apple halke pile rang ka hota hai or yah Kurkura hota hai khane me yah ceneda me paya jata hai.

11. (बीकन सेब) Beacon apple


Yah apple pura jahra lal rang ki dariyo bala hota hai yah bahut gudedar hota hai or naram hota hai.yah halka meetha hota hai yah apple khana pakane or khane ke kam me aata hai.

12. ( साम्राज्य सेब)  Empire Apples


Yah apple September or October me pakte hai or janbury ke bad katam ho jate hai.yah apple lal rasiledar aur kurkure hote hai ise salad ke rup me khate hai or yah bahut meethe hote hai.uses of apple in hindi,benefits of apple in hindi.

13.( कैमियो सेब )Cameo apple


Yah malai dar safed Pila rang ka hota hai.yah khane me halka charka lagta hai.

हाइट बढ़ाने के अचूक घरेलू उपाय | height badhane ke tarike

14.(सर्दियों का सेब) Winter apple


Winter apple ye apple der se pakta hai or Winter yani shardiya me pakta hai 

15.(मकाओ सेब) Macoun apple


Ye macoun apple New Zealand me paya jata hai.yah apple chhutti ke mosam me aate hai April may jun me aate hai.

16.(ज़ेस्टार सेब) Zestar apple


Yah apple ka test meetha or toda thikha hai.yah apple kuch mahine tak acha rah sakta hai yah apple jaldi karab nhi hota hai.

17.(अकाने सेब) Akane apple


Yah apple kud bi pakte hai or ise pakaya bi jaa sakta hai.yah bahut jaldi bhure rang ka ho jata hai.

18.(लिबर्टी सेब) Liberty apple


Yah apple new york me paya jata hai.yah fal dikne me isme pile rang se dabbe hote hai.yah apple katta hota hai.

19.(गोल्ड स्पर सेब) Gold spur apple


Yah apple golden colour ka apple hai jisse iska nam gold spur apple hai.yah khane me bahut acha lagta hai.

20.(जोनरेड सेब) Jonared apple


Yah apple pila rang ke chilke bala lal apple hai.jo bahut chamkila hai.yah apple ko taja khane par yah bahut jayda testi or meetha hota hai.

21.(स्टेमन सेब) Stayman apple


Yah apple hari pila chhilko bala apple hai jo aakar me bilkul gol hai.yah khane me thikha or masale dar hota hai. 


* शहद Honey के जबरदस्त ३० फायदे | Honey benefits in hindi 2021


22.(रोम सेब) Rome apple


Yah apple ka upyog khana pakane me kiya jata hai or yah apple lal rang bala bahut Chamkdar apple  hota hai 

23.( रेम्बो सेब )Rambo apple


Yah apple hare rang ka lal chhilko bala apple hota hai.yah apple bahut jaldi pak jata hai.yah apple khane me bahut meetha or khusbu dar hota hai.


apple-khane-ke-fayde

24.(मेल्बा सेब) Melba apple


Yah apple keneda me paya jata hai.yah ek gharelu apple hai.yah pile rang ka apple hota hai.yah Andr se safed colour ka hota hai.yah test me thikha or meetha hota hai.seb,caiib benefits.

- सेब खाने के फायदे (Benefits of apple)


Apple benefits in hindi...

1. एनीमिया भगाए (anemia bhagaye)


 Apple animea ko dur bhagata hai kyo ki apple me aayaran paya jata hai jo anemia ko bhagata hai din me 2 se 3 bar apple khane se pure din ki aayaran ki kami ko pura kar deta hai.apple fruit in hindi,सेब खाने का सही समय.


* Anemia ke lakshan (symptoms of anemia) or gharelu 21 upay

2. कैंसर के खतरे को कम करे (Reduce the risk of cancer)


Apple me क्वरसिटिन paya jata hai jo cencer ke khatre ko kam karta hai 

3. मधुमहे से बचाए (Diabetes prevention)


Apple me पेक्टिन paya hai jo sharir me ग्लाक्ट्रोनिक एसिड ki kami ko pura karta hai aur मधुमहे se bachata hai.apple fruit information in hindi,about apple fruit in hindi.

4. पाचन में सहायक (Digestive aids)


Apple me फाईबर paya jata hai jo khane ko pachane me bahut faydemand hota hai or khane ko jaldi pacha deta hai.seeb,Apple ke fayde,apple fruit benefits.

5. कोलेस्ट्रॉल को कम करे (Reduce cholesterol)

Apple me फाईबर paya jata hai jo कोलेस्ट्रॉल ko kam kar deta hai.apple in hindi wikipedia,rose apple in hindi.

6. वजन को नियंत्रित करे (Control weight)


Apple me फाईबर paya jata hai jo bajan ko menten karta hai or sharir me takat aur furti aati hai.benefit of apple,importance of apple,1 apple.

* Weight Loss: अपनाएं ये 10 तरीके, तेजी से घटेगा वजन, मोटापा होगा दूर, पेट जाएगा अंदर...

7. इम्यून सिस्टम को अच्छा रखे (Keep the immune system good)


Red apple me क्वरसिटिन एंटीओक्सिडेंट paya jata hai jo इम्यून सिस्टम (Immune system) ko majbut banata hai aur immune system ko achha rakhta hai.खाली पेट सेब खाने से क्या फायदा होता है.

8. लीवर को मजबूत करे (Strengthen lever)


Apple me एंटीओक्सिडेंट paya jata hai jo लीवर ko majbur banata hai.

9. दस्त और कब्ज को मारे (Kill diarrhea and constipation)


सेब ka रस खून ke दस्तों को band करता hai दस्तों में apple बिना chilke वाली होनी चाहिए। दस्तों में apple का मुरब्बा bhi labhdayak है। सेब के छिलके nikal kar छोटे-छोटे टुकड़े karke दूध में उबालें। इस दूध ka aada कप 1-1 घण्टे से पिलाने से dast विशेषकर garmi में होने bale दस्त band हो jate hai.

Apple ke chhilke ko khane se कब्ज ki bimari katam ho jata hai 


* Pimples से छुटकारा पाने के 29‌ घरेलू उपाय get rid of pimples

10. दातों को स्वास्थ्य बनाए (Keep teeth healthy)


Apple me एंटीवायरल प्रोपेर्तिएस namak tatv paya jata hai jo dato ke liye bahut faydemand hota hai aur dato ko स्वास्थ्य or majbut banata hai

11. स्टोन से बचाये (Save from stone)


Apple me साइडर सिरका namak tatv paya jata hai jo स्टोन ko majbut banata hai or पथरी banne se rokta hai

12. अल्जाइमर से बचाये (Save from alzheimer's)


Apple me bahut se tatv aur vitamin ke karan yah अल्जाइमर me hone bale redical ko rokta hai.

13. एनर्जी बढाए (Increase energy)


Apple me bahut sare tatv or vitamin ke karan apple khane ki salah di jati hai.apple urja se bharpur hai.

14. बोवेल सिन्ड्रोम से बचाए (Save from bowel syndrome)


बोवेल सिन्ड्रोम kabj dast ya sir dard se hota hai.jisse bachne ke liye doctor फाईबर se bharpur fruit khane ki salah dete hai jiske liye apple bahut labhdayak hai


* गरम पानी पीने के 20 बेहतरीन फायदे | 2021in hindi.

15. हड्डियों को मजबूत करे (Strengthen bones)


Apple me फ्लावनोईड paya jata hai jo sharir me haddiya ko majbut banata hai.
Apple me calcium paya jata hai jo ki haddiya ki liye bahut labhdayak hota hai.

- निष्कर्ष (Conclusion) :-


Umid karta hu apko yah article Pasnd aaya hoga aur apple ke benefits in hindi seb khane se kya fayde hote hai? Iske bare me sari jankari mil gai hogi agar yah article pasnd aaye to ise share kare or comment kar ke bataye ki aapko yah article kesa laga.


"Yah article padne ke liye apka dhanyawad."


Releted tags-apple benefits in hindi,apple cider vinegar benefits in hindi,apple in hindi,apple khane ke fayde,apple fruit benefits in hindi,apple ke fayde,seb khane ke fayde,apple ke fayde in hindi,सेब खाने के फायदे,सेब के फायदे,apple khane ke fayde in hindi,सेब,nscb,uses of apple in hindi,benefits of apple in hindi,सेब खाने के लाभ,seb ke fayde,seb in hindi,एप्पल फ्रूट,importance of apple in hindi,apple fruit in hindi,सेब खाने का सही समय,apple fruit information in hindi,about apple fruit in hindi,seeb,Apple ke fayde,apple fruit benefits,seb,caiib benefits,apple in hindi wikipedia,rose apple in hindi,benefit of apple,importance of apple,1 apple,सेब खाने का सही समय,सेब और दूध के फायदे,सेब को उबालकर खाने के फायदे,रात में सेब खाने के फायदे,खाली पेट सेब खाने से क्या फायदा होता है.

एक टिप्पणी भेजें

4 टिप्पणियाँ

  1. Thanks for sharing it is Very Informative page, I hope it will be useful for all of us. , How to Care Kalanchoe Plant in Summer to get more valuable Information about kalanchoe plant.

    जवाब देंहटाएं
  2. You’re so beautiful… Your eyes are like the ocean… You’re hot! These cheesy pickup lines won’t work anymore. Level up your humor using flirty jokes and make your partner fall in love with you every time.

    Laughter works perfectly in any relationship, especially with your beloved partner. Perfect flirty jokes can do wonders in your love relationship. For those who are bad at flirting or looking for the corniest jokes, we got you covered. Check out our 50+ hottest pickup lines that are bound to get anyone to fall for you.
    flirty-jokes

    जवाब देंहटाएं

Please do not enter any spam link in the comment box

Recommended Posts

Ad Code